Bhaiya mana 15 years ka jab hua tha tab biometric update karana bhul gaya tha lakin aab karwa raha hu toh biometric issue ka waja sa aadhaar reject ho jara hai. Toh aab kya kara please help bhaiya
@@Himanshu-ur5nc phle aadhar no. check kijiye cancel to nhi .. Agar aadhar no. Thik h to achcha se karayiye biometric update ho jayegA ...koi dikkat nhi hogi .. Aur ek baar 1947 me baat v kr skte hain...
Sir ek baar me parents name update photo update mob no update biometric update sab kuchh ek sath kar sakte hai kya reject to nhi na hoga please bataiye
Photo finger mobile ek baar me ho jayega .. But parents me thoda problem krega isiliye . 2 baar me kra lijiye . Parents ke sath mob. Update ho jayega but photo karane se rejected hone ka chance rhta h
Sr mene apne papa ka adhar card me mobile mumber link kiya ta papa ka father name kat gaya adhar card se kya father name fir se jodna padega adhar card me ya nehi iske liye kya karna padega
Sir mere aadhar card me dob kuchh month pahle hi chanj hua hai our mere mobile per aadhar card biomateric update karne ka massage aaya hai to kya kar va le updet kya photo chanj hoga to koi dikat nhi n hogi Please reply 😢😢
Adhar card me ayeris nahi le raha kya kare
Biometric update kra lijiyega lene lagega...
Bhaiya mana 15 years ka jab hua tha tab biometric update karana bhul gaya tha lakin aab karwa raha hu toh biometric issue ka waja sa aadhaar reject ho jara hai. Toh aab kya kara please help bhaiya
@@Himanshu-ur5nc phle aadhar no. check kijiye cancel to nhi ..
Agar aadhar no. Thik h to achcha se karayiye biometric update ho jayegA ...koi dikkat nhi hogi ..
Aur ek baar 1947 me baat v kr skte hain...
@techsthal sir thanks for reply, but kaise check kara aadhar card valid hai ki nahi
Aadhar site me aadhar login krne ke baad aadhar check validity ka option h usme jake check kr skte hain .....
@techsthal usma aadhar no valid dikha raha hai issue ya hai ki Mara finger print hi nahi hai mare finger pa nisan nahi hai. Kya kuch solution hai
8987936812
Isme call kijiye bta denge whatsapp call
Sir ek baar me parents name update photo update mob no update biometric update sab kuchh ek sath kar sakte hai kya reject to nhi na hoga please bataiye
Photo finger mobile ek baar me ho jayega ..
But parents me thoda problem krega isiliye .
2 baar me kra lijiye
.
Parents ke sath mob. Update ho jayega but photo karane se rejected hone ka chance rhta h
Bachche ka fingerprint nhi le raha eyris se update kara sakte h kya
Ek hath ka jaruri h
Sr mene apne papa ka adhar card me mobile mumber link kiya ta papa ka father name kat gaya adhar card se kya father name fir se jodna padega adhar card me ya nehi iske liye kya karna padega
Jodwa lijiye .
Father name jodwane ke liye aadhar standard formate me gaw ka mukhiya ya pradhan ka sign mohar karake aasani se kra skte hain...
Sir, kya kya documents le ke aadhar seva kendra jaye for biometric update.
Pls comments.
Thnx.
Kuchh v nhi ..
Sirf aadhar card original wala.
Aur mobile no.
@@techsthal Thank u so much
Sir mere aadhar card me dob kuchh month pahle hi chanj hua hai our mere mobile per aadhar card biomateric update karne ka massage aaya hai to kya kar va le updet kya photo chanj hoga to koi dikat nhi n hogi
Please reply 😢😢
Koi dikkat nhi h .
Update kitno baar v kra skte hain.
Thanks
Sir Aadhar card Biometric data update karne keliye Documents lagte hai ya nahi
Nhi .
0 se 5 saal ke bacho ka biometric hota h ki nhi....?
5 ke baad biometric update hota h.
Biomatric update kitne din me ho jati h
Sarkari time 3 din se leke 90 din ke bich kvi v bn skta h . .
Lekin 10 se 15 din lagbhag bn jata h..
Kaise kore bolke korene ka Karon Bata raha he😂😂😂
अपडेट का कोई शुल्क लगता है क्या भाई
Haan bhai 50 aur 100 rs. Hai
Thanks brother,👍👍👍👍👍
Welcome 👍