F 41 hai mere pass same yahi problem hai mere me bhi....mujhse 5500 mage the repair krne k liye...filhal bahar market se 200 me phone on kara liya maine...pr ye bahut slow ho gaya hai.. 1 waqt me bss 1 he application run kr pati hai... exchange karane k plan me hain
bhai Samsung do phone liye M30 & M31 dono main ye hi problem hoti hai do bar thik kara liye dono ki repairing maain mere 5000+ rupee kharch hue uske baad fir kharab ho gaye. Iske baad maine soch liya hai ki kabhi Samsung ke phone hi nahi lunga aaj ke baad. mere pass Vivo v20se hai 2020 ek dum badiya chalta hai heavi load ke baad bhi same hi price the iska bhi koi bhi kabhi bhi Samsung ke phones mat lena khass kar M series ke toh
Mera m31s exactly 9 months pehle auto restart problem batara tha usko local shop pe lekar gaya shop waale ne ic ram ka kuch kaam kiya 1 din me phone thik karke dediya 3000 leke aur ab mera phone ek bhi baar auto restart nai hua hai itne months se
Bhai service centre par reboil nhi hota hai. Wo sirf change kar sakta motherboard ko. Reboil bahar ke dukan me hota hai. Ye smart phone me xynos processor hone ki wajah se ye dikkat ha. Bahut ghatiya hai ye. Mere pass v yahi hai. Reboil karwane ke baad kuch din me phir kharab ho gaya
Maine bhi apna m31s service center me dikhaya... 9000 mang rhe the Mujhe pta hai local repair shop wala theek kar dega Or muje ye bhi pta hai service center wale chahe to wo bhi ic ram change kar ke de skte lekin unhe to lootna hai Jab sabhi ke... bahut bahut se users ko same model ek jaisi dikkat hai, to samsung ko responsibility leni chaiye Par chahe kitni gali dedu service center wale ko Samsung se mujhe pyar hai Iske smartphone best hain
Kyo logo ke time ki Lanka laga rahe ho. Aur umeed karte ho like aur share bhi aa jaye
had same problem , offline told they woud change ic or mmic , they took around 2200 rupees and the problem got solved ! thanks for making the video
Bro where u did it ?
@@rudraazz__3580 local mobile repair store
Bhai phone kasa work kar raha hai i had also same problem
Dont buy any samung phones they are having motherboard problems.@@UjjawalJaiswal-gj2zl
Is it still working good
Good information... Thanks
Thank you so much sir for all informations
Koi bi company lai lena par samsung mat lena sala 7500 mag raha hai 1.5 year mai 19000 gya pani mai mera
Same with me ...
Abhi 1year 3 month hoaa hai
19000₹ ka liya tha
Same with me ...
Abhi 1year 3 month hoaa hai
19000₹ ka liya tha Amazon se
Same here
Same mere sth bhi aise hi ho rha baar switch off kal jaiga service centre 🥹🥹
Bhai kabi update matt karo
Ye busness hai samsung ka
Update karke phone khraab karo
Taa out of warranty wale naya phone le
I have same prblm with this model,decided to buy a new one but no samdung
F 41 hai mere pass same yahi problem hai mere me bhi....mujhse 5500 mage the repair krne k liye...filhal bahar market se 200 me phone on kara liya maine...pr ye bahut slow ho gaya hai.. 1 waqt me bss 1 he application run kr pati hai... exchange karane k plan me hain
Kya Kiya bhai aur kya Kiya pls batayiye mere phone se bhi aise hi ho raha hai
@@rudraazz__3580 kuch khash nahi bss software karaya...pura data chala gaya pr phone on ho gaya...abhi bhi main usi phone ko use kr raha hu
@@pariart0007ye Kitna din chlega Mera bhi vhi haal hai
bhai Samsung do phone liye M30 & M31 dono main ye hi problem hoti hai do bar thik kara liye dono ki repairing maain mere 5000+ rupee kharch hue uske baad fir kharab ho gaye. Iske baad maine soch liya hai ki kabhi Samsung ke phone hi nahi lunga aaj ke baad. mere pass Vivo v20se hai 2020 ek dum badiya chalta hai heavi load ke baad bhi same hi price the iska bhi
koi bhi kabhi bhi Samsung ke phones mat lena khass kar M series ke toh
Mera m31s exactly 9 months pehle auto restart problem batara tha usko local shop pe lekar gaya shop waale ne ic ram ka kuch kaam kiya 1 din me phone thik karke dediya 3000 leke aur ab mera phone ek bhi baar auto restart nai hua hai itne months se
Bhai mere yaha 1700 ka bol raha hai repairing ka
Bhai cpu dala kya usne
Same problem he yaar bhai kuch to solution batao
Bhai service centre par reboil nhi hota hai. Wo sirf change kar sakta motherboard ko.
Reboil bahar ke dukan me hota hai.
Ye smart phone me xynos processor hone ki wajah se ye dikkat ha. Bahut ghatiya hai ye.
Mere pass v yahi hai. Reboil karwane ke baad kuch din me phir kharab ho gaya
Udaya👍👍🙋🙋🙋👨❤️👨👨❤️👨📱📱🪛🪛👋👋
First view ... Caar toy
Same hrai Mera bhi , m31s hy Mera bhi aur same problem hrai😢😢
Big scam samsung company on customer 😡😡
Data save raha ya chla gya please btaaye
Same condition bro 😢
i am not able to understand what you trying to say to the audience ...first tell me how to resolve it ....we need to watch 3 hours movie
Same mere pass to service center vale 9700 mang rahe the wo b hath chuye bine ya ek bar b dikhe bina
Mere bhai local shop se krwa lo 1700 se 2000 mein ho jayega
@@devilff2107phir aapne kha karwaya
Sumsung galaxy a 34 h mera bhai pr mai dukhi hu yrrrr kyuki mera phone koe bhi app on krne pr band hokar chalu ho rha
Same here
1800 se 2000 charges
Bro my m31also same issue, you lost ur data after repairing or you get old data in that phone.
Bhai please reply me agar yay problem ko repair karwaya toh phone pura erase ho jayega na data ya data safe rahega
Kiyo time waste kar raha hai jab kuch pata hi nahin
Bhai kaam ki bta Karo bakwas kya kr rha hai
Made in south koria OCD problem hai..mera m31 ko
Bhai Same problem ho rhi hai kya kre please reply
Try turning off animation and dark mood. It worked for my m31s
@@doley-gr9kg kaise krenge??
I can help to install custom rom which will not go reboot again
Bhai mere bhi ye ho rah hai kaiae thik ho jaga ka
Bhai ye dhikht h mere me bhi
Don't buy this samsung phones
Same problem coming
What you said all.this video no solution at all
Maybe he wants to collect back the money through views, he spent on repairing his phone
Bhai mere phone me same problem hai please reply me
Same problem vai
Same problem hai bhai Samsung a12 4g
same problem ha mere mobile me kya kare btao
Mera phone thik hogaya 3000 me 1 saal se mast chalra hai
To phone kyu liya he bhai fek de kya ??😂😂
1 time switch off hone ke baad on hi nai ho ra hai pls reply
Bhai mera v ho raha tha ..charging led ko chang krke dusra lga lo baad me on krna
Same problem bro
Turn off animation and dark mood for Screen Freezing and auto restart problem. My m31s is now working
Samsung me A series hi achhi aati h😅
Mere A23 me problem aa rha hai
Maine bhi apna m31s service center me dikhaya... 9000 mang rhe the
Mujhe pta hai local repair shop wala theek kar dega
Or muje ye bhi pta hai service center wale chahe to wo bhi ic ram change kar ke de skte lekin unhe to lootna hai
Jab sabhi ke... bahut bahut se users ko same model ek jaisi dikkat hai, to samsung ko responsibility leni chaiye
Par chahe kitni gali dedu service center wale ko
Samsung se mujhe pyar hai
Iske smartphone best hain
😢😢
Same problem with me brother. 7500 Mang raha tha
Repairing me phone data retained rhta hai ki udd jata hai
Udaya👍👍🙋🙋🙋👨❤️👨👨❤️👨📱📱🪛🪛👋👋