bhaiya aap himmat mat harna haters Jo bol rahe hain bolane do per aap apni life mein aage badho aur Kinjal didi ko wapas lekar aana god bless you bhaiya pareshan mat ho 😢😢
Yasa he hota hia jab koyi insan app ka pass rahta hai too us ka value pata nahi chala ta hai jab wo chala jata hai tab us ka value pata chala ta hai jo is time app ko pata chala raha hai bhaiya aur wo sab karna sa pahala ek baar app socha liya hota too aj wo app ka pass rahti Bhaiya
Ye bar bar use be ghar krne m laga h wo pyar ki wejha se aai h or ye use thukra deta h wo apne ghar chli ise wo bhi ni dekha jara ab use phir barbaad karega ye
Bhai Tum Jaiswal ki vajah se ladkiyan aisi Hoti Hai tumhare piche tab tak Padi rahenge jab tak vah tut Nahin Gai aur jis din Mein tut jaati hai na to dusre din se aisi majboot hoti hai ki tum soch bhi
Life m wapas lana jabardasti nhi hoti h raj tumhne yhe nhi sochta tha tumhra liya ghar chor kar aayi h ladki jab nhi dekha h agr tum jabardasti karuga wo😮pyar nhi hoga kabhi bhi agar tumhra pyaar h uski bhi pyaar hone bhot jaruri hoti dono ek sath hota lekin yll jabardasti karuga koi fayda nhi h 😒😒 ladki ki life kharab mat karo wo apni family ka pass gyi h Khushiya mili h isko yll jab tumhra sath thi koi kadar nhi ki or akali ho gyi thi ladki na pati or family thi uska piche yll tumhra pyaar ka khel bnna diya ☹️☹️
Aapko bahut jaldi yad a Gaya Hai sorry bolna isase pahle aap sorry bol dete to kya jata aapane apna attitude Rakha ki main Sahi hun itni sari chijen usne dikhai hai to aapane bola usko yah sab chhute ab ehsas ho raha hai abhi bhi yah kah rahe Ho itni badi koi galti nahin hui hai maine kaha to tha yah hi hotel mein koi tumhari biwi milati vah tumhari wife thi girlfriend nahin thi girlfriend hoti to samajh mein aata aap logon ne shaadi kari hai sabke samne Abhi filhal wife Hai vah Sahi kar rahi hai apne ghar walon ki marji se shaadi main aapka block dekhti hun mujhe achcha lagta tha pahle Hansi majak ladai jhagada per ab to kuchh jyada ho gaya hai sach mein aisa sach mein lagta hai yah kahani banaa rahe ho khaskar aap 😡😡 Aisa nahin hai ki main aapse bilkul nafrat Karti aap bhi acche lagte Ho Masti karte hue per kuchh jyada hi attitude hai aapke andar kisi ladki ki feeling nahin samajh paate Ho aage kya samjhoge kisi ki ijjat
Kinjal is right ❤like for kinjal
Isko dekhne ka man nahi karta😊😂
bhaiya aap himmat mat harna haters Jo bol rahe hain bolane do per aap apni life mein aage badho aur Kinjal didi ko wapas lekar aana god bless you bhaiya pareshan mat ho 😢😢
2:53 Kya drama hai 😂
Dekho ladka chor ne ke baad aise hi tadap tha hai jab ladki hoti h uski life me tak kadar nhi karta baad me rota hai 💔🥀🙂
Kinjal ko bhapas lao aur ushko dhobhara aapse pyaar karna shikhao wo aapse abhi bhi bohot pyaar karti hai ❤
Tu abhi uski lyf kharab krne mat jaaa... Vo achi he abhi uski lyf me mat kar khrb.... Tu unlucky he usk liye
Yasa he hota hia jab koyi insan app ka pass rahta hai too us ka value pata nahi chala ta hai jab wo chala jata hai tab us ka value pata chala ta hai jo is time app ko pata chala raha hai bhaiya aur wo sab karna sa pahala ek baar app socha liya hota too aj wo app ka pass rahti Bhaiya
Chit krne ke tym Kinjal ki yad nai aati ky hotal ja ke kisi or ke sath sota hai to
Thumbling pr kinjal ki pic h 😅😅😅
Jaisi krni waisi bharni
God bless you ❤️
Galti abhi nhi manta
Ye bar bar use be ghar krne m laga h wo pyar ki wejha se aai h or ye use thukra deta h wo apne ghar chli ise wo bhi ni dekha jara ab use phir barbaad karega ye
Raj ap video ku nhi bana raha ho ab ❤❤raj kinjal ke shdi ha ab ❤❤
Bhai mai samjh sakta hu apke dard ko🥺😔😔
Ye our vo arun ladkiyoko khilona samjke rakhe hai.chahiye tabhi khelneka badme fek dene ka our fir sorry
Jab sath rehte h to kadar karni chahiye ek sorry se insaan bo kabhi nhi bhul sakta jo cheat karte time usko feel karaya tha
Naya natak start
👌🏻👌🏻✨
Bhai Tum Jaiswal ki vajah se ladkiyan aisi Hoti Hai tumhare piche tab tak Padi rahenge jab tak vah tut Nahin Gai aur jis din Mein tut jaati hai na to dusre din se aisi majboot hoti hai ki tum soch bhi
Ab aur uski life kharab mt kr please 🙏🙏
Life m wapas lana jabardasti nhi hoti h raj tumhne yhe nhi sochta tha tumhra liya ghar chor kar aayi h ladki jab nhi dekha h agr tum jabardasti karuga wo😮pyar nhi hoga kabhi bhi agar tumhra pyaar h uski bhi pyaar hone bhot jaruri hoti dono ek sath hota lekin yll jabardasti karuga koi fayda nhi h 😒😒 ladki ki life kharab mat karo wo apni family ka pass gyi h Khushiya mili h isko yll jab tumhra sath thi koi kadar nhi ki or akali ho gyi thi ladki na pati or family thi uska piche yll tumhra pyaar ka khel bnna diya ☹️☹️
Aapko bahut jaldi yad a Gaya Hai sorry bolna isase pahle aap sorry bol dete to kya jata aapane apna attitude Rakha ki main Sahi hun itni sari chijen usne dikhai hai to aapane bola usko yah sab chhute ab ehsas ho raha hai abhi bhi yah kah rahe Ho itni badi koi galti nahin hui hai maine kaha to tha yah hi hotel mein koi tumhari biwi milati vah tumhari wife thi girlfriend nahin thi girlfriend hoti to samajh mein aata aap logon ne shaadi kari hai sabke samne Abhi filhal wife Hai vah Sahi kar rahi hai apne ghar walon ki marji se shaadi main aapka block dekhti hun mujhe achcha lagta tha pahle Hansi majak ladai jhagada per ab to kuchh jyada ho gaya hai sach mein aisa sach mein lagta hai yah kahani banaa rahe ho khaskar aap 😡😡 Aisa nahin hai ki main aapse bilkul nafrat Karti aap bhi acche lagte Ho Masti karte hue per kuchh jyada hi attitude hai aapke andar kisi ladki ki feeling nahin samajh paate Ho aage kya samjhoge kisi ki ijjat
Chad do usko uska life barbaad kar diya h tum
Usko jine de bhai ab plz wo apne mummy papa ke sath khush h
Yr ab uski life ku khrab kr rhe ho pagal ho tum
Sb jhut
Ab uske life mai Mt ja Teri aukat nh hai uske sath rehne ki
Ak din tu bol rha tha bo fame ka rhi h mera nam lakr aur ab tu ha kya chiz Bhai kyu ab uska picha pda ha jb bo tera sath thi kadr nhi thi tuja uski
Tu pagal to hay hi
Bhai ab kinjal di ki life na karab karo please
Pyaar krne wala cheat kabhi nhi krta yaad rakhnaa
Sudhar jaa bhaiii