Assalam alaikum Warahmatullahi wabarakatahu.Alhamdulillah.MASHALLAH.You are simply the Best as you teach in a detailed n simple way n teach authentic recipes n ALL ARE DELICIOUS...although I had tried few due to lack of time.AHABBAK.JAZAKALLAH KHAIRAN KASEERA🍒😘☺
asak recipes to bahot sari hai lekin aap bolti bahot achey tariqe se acha samjhati hai aur recipe bhi achi hai lekin bahot acha bataye.thank you. eid mubarak aap ko bhi.
More than a Masterchef for me Aunty aap bohot Great ho, aap se kaafi chiz sikha hai meine . Thankyouuu so much Aunty aap Delhi ki Masterchef ho . Love you lot .
😋😋😋👌👌👌muh me pani aagya.....
Masha Allah, itni saadghi se aap hr cheez bayaaan krti hain, ek ek lafz zehen mein utarta chala jata hy, jazak Allahu wa khairan for ur each recipe..
+Ziya Khan ji
Bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe's follow Karne ke liye
bohot acha tareeka heh sikhaneh ka, aur shukria share kanay ka ....
+Fatima Naqvi ji
Bohot bohot shukriya hamari video share Karne ke liye
Aap sa Acha video mena abhi tak YOUTube par nahi Dekha.sach didi aap kamal ka cook ho . Thanks share racipes share karna ka liya.
+Jaswant Dangi ji
Thanks for your lovely compliment
Mashaallah jaror try karogi
Lajawab
MASHA ALLAH bohut achi bani hain INSHA ALLAH i will try
+Alina Kaif ji
Thanks for follow our recipes sister
Zabardast
Tasty banaya aape mujhe har mithi chiz aur gosht pasand hai
Assalam alaikum Warahmatullahi wabarakatahu.Alhamdulillah.MASHALLAH.You are simply the Best as you teach in a detailed n simple way n teach authentic recipes n ALL ARE DELICIOUS...although I had tried few due to lack of time.AHABBAK.JAZAKALLAH KHAIRAN KASEERA🍒😘☺
mashaallah bahot testy bna h m v bnungi inshaallah
+DanyAl Mohsin ji
Shukriya sister
asak recipes to bahot sari hai lekin aap bolti bahot achey tariqe se acha samjhati hai aur recipe bhi achi hai lekin bahot acha bataye.thank you. eid mubarak aap ko bhi.
+sadia ghori ji walekumassalam & thanks for watches our recipes sister
assalamualaikum bahot achchi dish hai
Lazeez , remembered my childhood days. Great. Well done
Achi baten achi dishes hn
More than a Masterchef for me Aunty aap bohot Great ho, aap se kaafi chiz sikha hai meine . Thankyouuu so much Aunty aap Delhi ki Masterchef ho . Love you lot .
Love ur voice baaji u r fabulous ... i always try ur recipes at home and m a good cook now
Sahi kaha aap ne maa shaa Allah voice 👌😊
tips and tricks are perfect..very good cooking..mouth watering 😋😋🖒🖒🖒.i try your recipes..its reminds me of my mother..Jazak Allah..
+gold sigma ji
Thanks for your lovely compliment
Apki sari disses bahut hi lajawab Hoti hi
بہترین
bohut khub surot ..yammmmi ,..
+ambia begam ji
Thank you
Aapka andaze bayaan bahut shereeen h. Bilkul aapki racipi ki tarah
+Vaseem Akhtar ji
Bohot bohot shukriya
Aap Ka batane Ka tareeqa bohot lazawab hota Hain.Salaam from Kolkata.
Subhanallah Mashallah Bahut Khoob
Ramadan Kareem
Very nice recipe 👌thank you very much
Thank you mam. Apne meri request pr qimmami bnaya. Allah tala apko khub kamyabi de
+Just fun ji
Ameen.ummid krti hu aapko pasand aai hogi
Wow authentic recipe of siwai
MaShaAllah. Main kaafi dinon se yeh recipe search kar rahi thi aapke paas mil gai. Shukriya baji.
+farhat perween ji
thank you so much
Badiya recipe
Bahot khub masah Allah Subhan Allah
thank u so much apa m ye eid par banati hu es baar aap k tareke se banaungi
+Sonam Malik ji
Thanks a Lott for follow our recipes
Zaika Dilli 6 sukriya m aap k hamesha saath hu apa
+Sonam Malik ji
I m your samina baji
Thanx sistr allah paak aap ko kush rakhay
Masha Allah bhoot ache bane hai
+Reshma Quser ji
Shukriya sister
Assalamualaikum aap ki cooking Masha Allah ache Hai super
+Suraiya Begum ji
Bohot bohot shukriya
nice mam aaj mainey bi y bnaney ja rhi hu
+Asma Mirza ji
Thank you & best of luck
ye resepi me bhohot salo se dhund rahi thi thanks resepi ke liye
+Surekha Pondhekar ji
Your welcome sister
Kartik Plays vi
The way u speak is so good full Desi style
Masha Allah
Zabrdst
Great mam
Jazak allah mne abi banai ti anty bht achi bani ha😘😘lv u anty eid mubarak
+sadia ghare ji
Thanks for like our recipes sister
jazzak Allahu khairan..par itna ghee aur chini kha ke to main mar hi jaungi.thanks for sharing delicious recipe😊
Wrong prosses
mashaalhah bohot khub
+Nadeem Khan ji
Shukriya
Assalamualikum...MashaAllah.....
+Nishat Mahe ji
Walekumassalam jazakallah
mam apne jo item banaya sab acha lagta hai thanks
+paru rai ji
Thanks for follow our recipes
wow baji bahut acchi receipe hai. ghar par banie thi sab ko bhaut acchi lagi. thanks baji take care bye.
+Dollu Chakarvarty ji
Thanks a Lott
Zaika Dilli 6 mashaallah bahut khoob inshaallah mai try karonga is eid par
i will try it
assalam aliykum Baji mashallah Baji Apki family KO eid Mubarak ho mari tarf se
+umar nice Ali ji
Walekumassalam Aap ko bhi Mubarak ho shukriya
Asa ab ap ku deykhsney ku 💜 ker ta hey ☺😊😊
+Neelo Fur ji walekumassalam
Dil tou mera bhi karta he but time is not available
Really awesome recipe and the way you explained is great 👍 👌
nice preparation for eid mrs Hamid
Mrs+Hamid Amjad ji
Thank you so much
bhut khoob
+Habbo Saifi ji
Thanks
superb baaji
+Tabassum Khan ji
Thank you
Bht achi qeewami seewayan banai aap ny shukria
Agar se way an fry kerny k baad ghee neethaar liye jaye to thek rahy ge dish???
+Maham Smash ji
Bohot thooore se ghee me roast ho jati hen agar zyada ghee ho gaya to nithar len
Zindabad aapi wahhhhhh
wow apne acche tips bataye
You are a perfect cook 👍
+Mary Rozario ji
Thank you sister
Doodh or sheera thanda dalna he ya garam ya phir room temperature pr????
Masha Allah... 👌👍
long awaited recipe!!!Yummy
+farida ali ji
Thank you
Nice.. Perfect for eid.
+Nikita Munda ji
Thank you so much
Mashallah kya baat hai
+Najma Iqbal ji
Thank you sister
Najma Iqbal
Assalaam o Alaikum.
Jazak Allah khaira.
Masha Allah .
Zbrdst zaiqa bna h ..
Walekumassalam dear shukriya
Rahmat Khan muog dl pakoda
Ye sheerkurme wale hi sewayeya hai ya alaag hai
MOUTH WATERING
+COBALT DE VENTA ji
Thank you
Thank you so much.I made qimami sewai for the first time with your help.
+sami rafiq ji
Thanks for follow our recipes
Please share the recipe of Satora.jazakallah.
Eid Mubarak
+Asha Verma ji
Thank you sister
Masha allah
+king adeel ji
Shukriya
Nice ❤❤❤
wow so nice nd yummy plzzzz mutton biryani ki recipe b de
2kg sevai bna kr dikhay
Thodi se sevai acchi banti h jyada bnao to kharab ho jati h is liy aap apna andaja bna kr btay
Zabardast
Masha allah zabardast
+Tahira Shaban ji
Thank you sister
Apne konsi sivaiyya use ki h?????
Kiwami sewaiyan bol kar len
Plz when to add khoya....
Milk boiled ya pher without boiled
Eid pr zaroor try kro ge
+Nadia Ahmad ji
Shukriya with love
Zaika Dilli 6 ap ki dishes w/o hoti hn jo routine mn pka skta hn simple variety of food and tasty or method b boht easy hota hn
aoa
hamare yahan Pakistan main jo bareek siwaiyan milti hai wo use kar sakty hain? un ka color to pehle se bht brown hota hai
+Mano. tz ji
Bana sakte hen
Aur jya ise gud me bana sakte hain??
Yes bna sakte hen
very good
+Aman Ansari ji
Thank you
Kimami sevai bina mawa ke achi ni lgti h madam.. Aap isme mawa add kijiye
Assalamalaikum mam kya roast siwaiya nhi le skti h kya
Assalsmurlekum aapa kiya mei isse chand raat ko bna ker fridge kei rakh luh... toh eid vale din khrab toh nhi hogi
Walekumassalam dear frig me rakh den ye 10 din bhi kharab nahi hongi
Kya main ise chawal ki sevaiyon me bhi bana sakti hu??
Yes , roast kar len
laajawab baaji superb....
+monis ali ji
Thank you
Kimami siwaya pheniyo ko kehte hai kya?
Assalam alaikum NANi.....mei try krugi Insha Allah
Nice recipe
+Granny Nano begum ji
Thank you
Mam dhudhkekrbu wali kumamisyweiya btaye
Plz brown colour ki sawaiyan b bana Sikha de r plz gram ka cup mai bata diya kary Chenin oil ka plz
+Fatima Mehmood ji
Inshaallah jaroor shukriya
Assalamualaikum aapa
Kia chiare pani main ek raat rakh kr dosre din pani se nikal kar frige maim rakh sakte hain? Kuchh din baad istimal karne k liay?
Walekumassalam dear no
Zaika Dilli 6 chhuare aapa?
Bht arse k bad ap ai hn kher tu ha na
mjedar
+Rekha Gautam ji
Thank you sister
Isko kitne din tak fridge me rakh k kha sakte h.. Dudh k wajah se ye jaldi kharab to ni hoti
bhot khob baaji
+JAVED MANSOORI ji
Shukriya
Mashaallah
mam plze btye k chakri phool biryani mai kaise zyka deta h
+mariam mahmoodi ji
Cinnamon stick jesa zaika hota he
mariam mahmoodi chakari phool kya hai....badian ka phool?
gonde or papdi k halwe k recipe daliye pls because i like this
+Anil Kumar ji
OK I will make soon
and eid mubark baji
+Aaslam Khan ji
Aap KO bhi Mubarak
Assalam Alekum
Ye white sivain har country main to nhi milti
Jo har jaga milti hain wo bhi uplod karain
Thanks
Walekumassalam inshaallah zarur
Dilli me kahi aise sewai milti hai?
Mujhe bahut pasand h