Sunday special thi aap ki yeh biryani mere bachchon ne kafi pasand ki aik se badhkar aik aap ne pulao aur biryani ki recipes aap ne hum tak pahonchayi hain jazakallakhair allahpak aapko sahet aur aafiyat de aameen 🧕🧕love you sis❤❤
Harveys flavouring ka maine use kiye hai aur tiger ka bhi acha hota hai..aap ki asani ke liye yahan purchase link de rahi hun please click here 👇 amzn.to/43Fyhsu
Normally kache basmati rice me rice se ek cup Pani zyada add karna sahi rahta hai jaise jis cup se chawal nap kar liya jaaye aur fir wash kar ke 1/2 se 45 mins bhige huye rice me usi cup se ek cup Pani zyada add karna hai jaise 4 cup chawal to 5 cup Pani ..5 cup chawal to 6 cup Pani...okk
Food colour orange 🍊 lijiye aur jab dam par rakhenge ka time ho jab colour ka ghol dale kyo ki tab pani niche ek dam tale me pahuch jata hai... and food colour me mil kar phailta nahi hai.. Aur biryani gili nahi ho is ke liye achi quality ka hi chawal lijiye jo old age hona chahiye yani ki purana.. Aur pani ka andaza sahi ho jaise chawal 4 cup to pani 5 Cup aur pani chawal se 1 Inch hi upar hona chahiye tab gila nahi hota hai
@@dimplecreator1M masale ki payaz ko halke colour ki fry lijiye colour dark nahi hoga aur biryani keasale me haldi bhi nahi add kijiye inshaAllah apki ye problem bhi solve ho jayegi
Sunday special thi aap ki yeh biryani mere bachchon ne kafi pasand ki aik se badhkar aik aap ne pulao aur biryani ki recipes aap ne hum tak pahonchayi hain jazakallakhair allahpak aapko sahet aur aafiyat de aameen 🧕🧕love you sis❤❤
Aameen summa aameen 💕
Bahut shukriya ❤️
JazakAllah khair dear sister 💕💕❤️ love you too 😋 Allah bless 😘😚 Ammi kaisi hai??
MashaAllah se aap bhut hi ache se samjhti hain
Jazakallah dear❤️
Masha Allah,itne simple tarike se aapne itni laziz Muradabadi biryani banaya k bus ta'arif m alfaaz nhi hai,just super duper yummy ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Jazakallah ❤️
Wah wah ..bhut hi achhi lag rhey h buryani.. thanks
Jazakallah ❤️
Mashaallha ❤❤
JazakAllah ❤️❤️❤️
Mash Allah Very Tasty And delicious Chicken 🍗 Biryani Recipe perfect Looks Amazing 😋👌💯
Massallah mouthwatering recipe 😋 👌 😍 ❤
Insaallah this Saturday I will make
Sure dear 💞
ذائقہ دار لگ رہی ہے ❤❤
Nice Biryani
MashaAllah looking delicious and perfect looks 😍🤤
Delicious ...
Very nice and yummy 😋😋🤤🤤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
❤
So tasty yummy recipe 😋 dear friend
My bhi try krugi🎉
👍🏻
Ma Sha Allah aap bohot zaiqedaar khaney le kar aati hain. Allah apko aur kamyaabi de.
Aameen summa aameen 💕
JazakAllah khair ❤️
Police😊❤👮
What are you means??
Wow so delicious and yummy 🤤😋
MASHA ALLAH ❤️ zabrdast 👍
Jazakallah ❤️
Assalamalekum MashaAllah Mujhe Ye Bhut Acha Banana Aata Hai Meri Sasural Up Ki Hai ❤
Walekumassalam ❤️
Acha 😃❤️❤️❤️
MashaAllah zabardast ❤ recipe
Jazakallah ❤️❤️
Noshiya Ki Mam❤🎉😊👸
Ji nahi I am Nigar...
😋😋
Best
Shukriya 💕
Yummy food
Thank you sir❤️
yummy
Thanks ❤️
Pls share the brand name of biryani essence...from where can we get it?
Pls share the name of biryani essence
Pls share agra wali tari biryani recipe
Zaroor
Biryani Essence ka koi achcha brand bataayein please
Harveys flavouring ka maine use kiye hai aur tiger ka bhi acha hota hai..aap ki asani ke liye yahan purchase link de rahi hun please click here 👇
amzn.to/43Fyhsu
Aslmualikum 4 cup kitna kg chawal huwa reply.😊
1 kg
Biryani essence se kya hota h test enhance hota h ya khushbu achi.hoti h?
For flavour
Pork biryani?
sorry it's not on my channel
Chawal ka nam bhi bata diya kariye
Mam chawal kitna dalna Hai Aur kina Pani mujhe se to gila ho jata Ya sukha ban jata hai
Normally kache basmati rice me rice se ek cup Pani zyada add karna sahi rahta hai jaise jis cup se chawal nap kar liya jaaye aur fir wash kar ke 1/2 se 45 mins bhige huye rice me usi cup se ek cup Pani zyada add karna hai jaise 4 cup chawal to 5 cup Pani ..5 cup chawal to 6 cup Pani...okk
@@ZaikaeLucknow thank Mam
मैं थोड़ा सा कंफ्यूज हूं कि यह बिरयानी लखनवी है या मुरादाबादी
Lucknow ke bazaro me bikne wali muradabadi biryani recipe Jo apni alag style me banti hai aur logo ke beech kafi popular hai
Ap orange food color dala bt yellow kha sy aya
Kiraane ki dukaan se
Meri biryani yellow or Pani Pani ho jati h kiya kru
Food colour orange 🍊 lijiye aur jab dam par rakhenge ka time ho jab colour ka ghol dale kyo ki tab pani niche ek dam tale me pahuch jata hai... and food colour me mil kar phailta nahi hai..
Aur biryani gili nahi ho is ke liye achi quality ka hi chawal lijiye jo old age hona chahiye yani ki purana..
Aur pani ka andaza sahi ho jaise chawal 4 cup to pani 5 Cup aur pani chawal se 1 Inch hi upar hona chahiye tab gila nahi hota hai
@@ZaikaeLucknow Thank You So Muchhhhhh Aunti.. Allah Bless You always 😍
Bus ek or bat ..meri biryani ke Chawal to food colour daalne se phle hi Gravy me Peele Ho Jate Hain..bs is mistake ko dur krdijiye Plz
@@dimplecreator1M masale ki payaz ko halke colour ki fry lijiye colour dark nahi hoga aur biryani keasale me haldi bhi nahi add kijiye inshaAllah apki ye problem bhi solve ho jayegi
Thank you for the delicious recipe. Pl Shahjahanpur ke yakhni pulao ke recipe de dejiye
Apka nanbar kiya he
Koi khas kaam hai to btaye number kyu Lena hai aapko
First time the look of this pulao does not look tempting