DEPRESSION aur Eska elaj ? | Ye bahut mushkil kam hai | ustaad Nouman Ali Khan Urdu / Hindi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 окт 2024
  • #ustaad #noumanalikhan #islam #quran #teacher #tafseer #viral #trending
    Quran ki rushni mei, Quran ki ayat ki tafseer.
    Ye ek ajeeb misal dey kar Allah ne pucha hai k tumne kia seeka ese
    Mangne wala aur jese manga ja raha hai
    Yah jo cheez wo mang raha hai
    Dono matloob hai
    Dono mohtaaj hai
    Dono kamzoor hai
    Har insaan kisi na kisi cheez k taleb hai
    Shohar ho to sakoon ka taleb hai
    Mukhtalef log Mukhtalef cheez k taleb hai
    Aur jab wo milte nai to hamari kamzoori samne ati hai
    Abnormal psychology walo ko samajh aye gi ye baat
    Usk 4 saal ka kam gayab
    Jab apka 4 saal ka kam zaya ho jaye ya ek dam khattam ho jaye
    New york university k campus mei pherta rehta hai
    Yaha pe mat jana ye log tumhara kam chora lengey
    Jab wo kam zaya howa
    Ye sab jhoot bolte hai
    Dont waste your life , dont study here
    Jab tak hum kamzoor cheez ke peechay baghey gey to hum bhi kamzoor hi rahen gey
    Tum log jhootay khudao k pechay baghte ho es liye tum bhi kamzoor ho
    Aaj kal depression kyu hai
    If i dont marry her i will die, if he leave me i would be dead
    Insaan kisi bhi cheez ka taleb ban jaye depression mei hi rahe ga
    Ab mera pass nai ataa , ab to call be nai othata
    Unho ne ALLAH ki esee qadar nai ki jaise k Allah ka haq ta
    Rastey mei naimatay bhi ati , imtehaan bhi ate ,
    Final destination kuch aur hai
    Ye bahut mushkil kam hai , ese jeena asan nai
    Sab se barhe imtehano mei ye imtehaan hai insaano ka , mehboob ka imtehaan
    Jab kisi k bete ki mout ho jaye ?
    Jes ka ALLAH pe imaan hoga usko dil ko hedayat dey dega , usko rasta dekha deg
    قرآن کی رشنی میں،
    قرآن کی آیات کی تفسیر
    Quran to behtaar samajhne k liye.
    To understand Quran properly.
    Quran ki tafseer
    Quran explanation.
    Quran ko gehrayi se samjhay
    To understand quran deeply.
    Quran ka tafseel se tarjuma
    Quran with details
    Ustad NOUMAN ALI KHAN quran ke har lafz ki details example k sath samjhate hai asaan lafzoo mei jaise Quran ko seekna aur samajhna bht asan ho jata hai
    NOUMAN ALI KHAN URDU / HINDI LECTURES
    NOUMAN ALI KHAN LACTURES
    NOMAN ALI KHan urdu lacture
    noman ali khan urdu / hindi lacture
    nouman ali khan quran tafseer urdu / hindi
    nak urdu / hindi
    noman ali khan tarjuma
    nak tafseer lectures
    noman ali khan bayyan
    nouman ali khan bayan
    noman ali khan urdu dars
    noman ali khan urdu bayyan

Комментарии • 52

  • @ChakwalCuisine
    @ChakwalCuisine 5 месяцев назад +7

    It is 1 of my most most most fav ayat of Quran ❤

  • @ibsenminhas6659
    @ibsenminhas6659 Год назад +5

    Subhan Allah
    Most fundamental thing what the Mankind forget.
    Allah Hu Akar

  • @arshifarooqui3655
    @arshifarooqui3655 4 месяца назад +3

    He’s one of the most nd first speakers whom I listened ,his homely voice solidifies my emaan

  • @jaffarsamoon6711
    @jaffarsamoon6711 2 месяца назад +2

    ❤❤❤✅✅✅🤲🤲🤲📌 jazakallah khair va alaikum Salaam wa Rahmatullah wa barakaatuho 👌📌

  • @IslamPeacePath
    @IslamPeacePath 8 месяцев назад +2

    May Allah bless and guide us all

  • @soniasarwar9999
    @soniasarwar9999 9 месяцев назад +2

    Bilkul

  • @dhc4822
    @dhc4822 6 месяцев назад +2

    Ma sha Allah.Allah bless him.ameen

  • @Sweetieeeepie
    @Sweetieeeepie 4 месяца назад +2

    SobhanAllah , ankhen khol denay wala bayan , Allah apki hikmat ke nemat me mazeed izafa frmaen ameen

  • @Bread_Music_
    @Bread_Music_ 3 месяца назад +5

    Mere liye please dua kijiye mai bohot pareshani musibat mai hoon bohot waqt se 2018 se meri dimaagi halat bohot buri hai or ye cheez thek hone ka naam nahi le rahi aap agar ye padh rahe hai toh mere liye dua kijiye

    • @uhammad_atif_
      @uhammad_atif_ 3 месяца назад

      @@Bread_Music_ how can I understand you?

    • @ModernIslamicDars
      @ModernIslamicDars  2 месяца назад

      ustaad se mera contact nai par hum sare dua kr lengey inshaaAllah.
      read Quran as if you are talking to Quran

  • @naazsiddiqui8696
    @naazsiddiqui8696 5 месяцев назад +1

    Bs abhi isi ki zarurat thi
    Sukoon mil gya.
    Alhamdulillah

    • @ModernIslamicDars
      @ModernIslamicDars  5 месяцев назад

      Mujhe aur ustaad dono k liye khas dua ki guzarish 😇

    • @naazsiddiqui8696
      @naazsiddiqui8696 5 месяцев назад

      @@ModernIslamicDars
      Allah aap dono ko jaza e Khair ata kare.

  • @aymankhan8296
    @aymankhan8296 Год назад +4

    ❤❤❤❤

  • @zeeshanalvi7753
    @zeeshanalvi7753 24 дня назад

    Please pray for me iam suffering from manic depression

  • @TanveerAhmad-kh5kv
    @TanveerAhmad-kh5kv 5 месяцев назад +2

    Please Ayat Surah reference in english

    • @ModernIslamicDars
      @ModernIslamicDars  5 месяцев назад +2

      Type the translation of English in Google and it will provide you with all the details

  • @jameshue388
    @jameshue388 4 месяца назад +2

    Full video link share please

  • @Sanamkhani-nk2ry
    @Sanamkhani-nk2ry 3 месяца назад +4

    Please help me I'm suffering from anxiety panic attacks 😭😭😭 please 😭😭 help me please 😭

    • @MapleAutumn-cs8qk
      @MapleAutumn-cs8qk 3 месяца назад +2

      Asalamualaikum khairiyat Allah aapki takleef Kam kare

    • @Sanamkhani-nk2ry
      @Sanamkhani-nk2ry 3 месяца назад

      @@MapleAutumn-cs8qk nahi ho rahi mujy raaat ko boht gabrahat Hoti hai mei Kya karOo

    • @Khanrespect786
      @Khanrespect786 2 месяца назад

      Sister namaz padha karo allah ko yaar karo me bhi same bimari lad raha hu 😢

    • @ModernIslamicDars
      @ModernIslamicDars  2 месяца назад +1

      ustaad se mera contact nai par hum sare dua kr lengey inshaaAllah.
      read Quran as if you are talking to Quran

    • @bintmaqsood1202
      @bintmaqsood1202 Месяц назад

      Seek help from your family and friends,
      Seek counseling
      Don’t stop reading Quran and pray your salah on time
      Most importantly
      Make dua
      Esp make dua during salat tul tahajjud

  • @MeerObi
    @MeerObi 2 месяца назад +1

    Correct translation: Mangnay wala (talib) aur matloob yaani jis se manga jaa raha hai (idols) dono hi kamzor hain....he mistranslated and built a whole lecture around it

    • @atiii101
      @atiii101 Месяц назад

      I think you have misunderstood ... ustad has defined the Ayat in a very easy way

    • @MeerObi
      @MeerObi Месяц назад

      @@atiii101 no he did mistranslate. Matloob here does not mean what is being sought but rather from 'whom' is being sought i.e the idols and fasle gods.

    • @MeerObi
      @MeerObi Месяц назад

      @@atiii101 Read this paragraph from the Quran. Its easy to see sought/matloob means idols who meccans worshipped:
      Those on whom you call besides Allâh, cannot create (even) a fly, even though they combine together for the purpose. And if the fly snatched away a thing from them, they would have no power to release it from the fly. So weak are (both) the seeker and the sought.

  • @azeematfatma
    @azeematfatma Год назад +3

    Please share link of full lecture

    • @ModernIslamicDars
      @ModernIslamicDars  Год назад +5

      Please search Nouman ali khan bayyinah mei episode 44 ya 45 hai

    • @azeematfatma
      @azeematfatma Год назад +1

      @@ModernIslamicDars okay, thank you!

    • @ModernIslamicDars
      @ModernIslamicDars  Год назад

      Welcome

    • @thelightemam
      @thelightemam 4 месяца назад

      This is the full Khutba (Lecture) ruclips.net/video/2b5tJ_1VIvQ/видео.html

  • @ShahnazaAkther-w7f
    @ShahnazaAkther-w7f 5 месяцев назад

    Sir i like u and ur lectures I want to marry with you sir...