Bhai pmmvy soft mis me urban select nhi ho rha .rural hi select ho rha h .but hum urban ki works h. Pahle ho rha tha pr ab nhi ho rha karib 3 months se kya kren help me please
Second kist bharne ke bad aadhar nambar aalrediee pahle se hai bata rha hai or bina aadhar ka sabmit nhi ho rha hai kaise second kist bharenge bataye please
Jo tune batya usitarse fom bhar ke me submit karta hu to me shibha Bahar nikal jata hu shibha login page pe aa jatahu kahi din de tray kar raha hu Hota hi nhi
Bhai agar beneficiary ke pss e shram card nhi h aur na hi other documents h phir kya kre And sabse last mai jo option diya h pregnant and lactating awws/awhs / ... Iska kya matlab h Plzzzz reply quick
Sir jaise hamare kisi hitgrahi ka kam umra me shadi ho gagi thi oar 2022 me unka khata nahi khul paya tha oar ago khata khilaye lekin abhi 2022 ka garbhvati mata ka nahi le rahi hai please iska koi tarika batayen 🙏🙏
Y form hm khud bhi fill kr sakte h kya y to shirf aagnbari karye krta ke pass khulti hena or pese kb tak aajte h mere 8month chl ra h to me bhar skti hu first baby h and e shrmik card na ho to job card chl skta h
Bhaiya bataiye na pahle delivery Jinke form pahle Jo operative Aate the vah March ke bad nahin kar rahe aur uske bad Hamen ab tak bhi Gmail ID nahin mila August Mein mila hai aur abhi form submit Nahin ho raha hai to jo pahle garbhvati Thi usko delivery Ho Gayi usko Kaise Labh milega
M ak aww hu Haryana se aap ki jankari very useful h thanks
Thank you so much sir mujhe sir aap ke video me hi samjh me aaya or kisi ke video me mujhe samjh me nahi a rahi thi
Dhanyabaad bhai bahut achha samjhaya aapne
Thank you so much.. me identity Me kya fill up kru.. usi me confused thi.
Thank you sir 🙏🙏
Good morning bhaiya ji ❤️🙏🙏
Mere me to direct login k bad user ID or password k liye arh email ka to option hi ni arha
Thanks sir ji 🙏🙏
Sb kuchh fill kr diya lekin fir bhi submit nhi ho raha
Thank you bhaiya ❤❤
Beneficiary migrate out air migrate in ka kya MATLAB hota hai pmmvy me sir
Very good video ❤❤
C फॉम भरने का भी वीडियो बनाइए
Urban Mein Hath Lag Gaya ISI Bina pisari ko kaise fir se form fill up karna hai bataiye
Bhaiya knya uutthan ka v form kese bhare bta dijiye Sunita saha pothia se
थैंक यू भैया
Thank you boath acha samjaye ape isliye id jharuth hai kya id kha milega
Thanks for 416 subscriber completed 🎉🎉🎉
Clearly bataiye kaha se milega username and password..? Kahi par sahi se mention nahi Kiya gya.. please provide full information
Ofice se milta hai username or password
E-shrmik card ki dono side ki photo jaruri h kya
विडीयो अच्छा लगता है
यह काम अंगणवाडी सेविका नाही आशा वर्कर करते है मेरे भाई
Aganbadi worker krti h
Thank you
Very nice sir
Thank u
Bank account details show nahi kar rahe hain...
Thank u sir
bhai LMP registration date kon se dalay
Agar e sharm card nhi ho to tikakarn card upload kr skte hai
Mera poshan tracker chalu Nahin ho raha hai kaise hoga bataiye please Sir bataiye
Date of birth kese dalegi please btayen
Beneficiary account number kha prr dalna h aage ka kya process h
Very good
Sir thanks
Thank you so much sir
Aapke aaya kya paise
Kya Punjab state ki Anganwaddi worker b aise form fill kar sakte hai plz ans dena g
Eligibility proof me last option click kar sakte he kya?
Naam purushotam tiwari padela ho Jawan ukhade ke ba ukhad l💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻
Urban dale to form LS id pr nhi show kiya,na hi cdpo id pr, tb form kha khoje, kya lavuk ko rashi milega, Rural me ye samsya nhi hoti h
Submit hone ke baad... search beneficiary pe update nhi dikhta h kya..kare.. please bataye
Same problem
Aapko solution mika kya plz btayiye
Good jankari
TQ sir
Aadhar card Wale option me kiska aadhar card jubner dalna hai
पूरा आवेदन भरने के बाद सुरक्षित नहीं होता प्लीज ट्राई अगेन लिखकर आ रहा है
Thank you sir
Agar child Premature hua ho to kaise form fill kre ????
Tnq bhaiya
फैमिली सर्वे में पहले हिंदी से करना पड़ता था अब इंग्लिश में होगया है कृपा करके हिंदी में सर्वे करने का आप्शन आए
मुख्यमंत्री कन्या उत्थान योजना के लिए भी कोई विडिओ है तो शेयर करने की कोशिश की जाए।
Form fill up m galti hone per delete kese kare edit option m delete nehi aaraha
Bhai pmmvy soft mis me urban select nhi ho rha .rural hi select ho rha h .but hum urban ki works h. Pahle ho rha tha pr ab nhi ho rha karib 3 months se kya kren help me please
वीडियो अच्छा है लेकिन नहीं खुल रहा है रायगढ़ cg
Isey sarkari log hi bhr skte h kya ,,hm jaise normal log nhi bhr skye khudse mera login hi nhi ho raha
sir पिछले सी फार्म कसे भरे
A,B,C, कैसे भरना है मातृ वंदना का खाता संख्या तो पूछ ही नहीं रहा है
बैंक खाता तो ओटोमेटिक लेता है पीसीटीएस से
Sir mere pmmvy wali site m to option he nhi aa rhi h beneficiary wali please guide me ab kya kru kaise fill karu form
Second kist bharne ke bad aadhar nambar aalrediee pahle se hai bata rha hai or bina aadhar ka sabmit nhi ho rha hai kaise second kist bharenge bataye please
Jsy amount received wala amount kase bre
Yah kam asha Karti hai anganbadi
Citizen login per bhi touch krnea bhi khool gata hai Shai hai please btayea
Jo tune batya usitarse fom bhar ke me submit karta hu to me shibha Bahar nikal jata hu shibha login page pe aa jatahu kahi din de tray kar raha hu Hota hi nhi
Nice video
सहायिका का अधार और नाम दोनों गलत डला ग याहै और आपडेट भी हो गया कैसे सुधार करे
Thank ji❤
Sir pmmvy Jo phalai c register hai pr abi last kist n bhari hai to usai Kasai bharain
Bhai agar beneficiary ke pss e shram card nhi h aur na hi other documents h phir kya kre
And sabse last mai jo option diya h pregnant and lactating awws/awhs / ... Iska kya matlab h
Plzzzz reply quick
I hope aap ki response quickly hoga
Site re update per h esly nai chal rahe h Jada time lageyga form ni bher payege kuch time take
Sir pahle bacche ka a form bharane ke bad dusri kist ke liye B form Kaise Bhara Jaega please bataen
Aadhar already registered ki problem kaise solve hogi sir. Is PR b video bna dijiye
Sir jaise hamare kisi hitgrahi ka kam umra me shadi ho gagi thi oar 2022 me unka khata nahi khul paya tha oar ago khata khilaye lekin abhi 2022 ka garbhvati mata ka nahi le rahi hai please iska koi tarika batayen 🙏🙏
बच्चे का टीकाकरण कहा भरे जाएंगे बताना
Sir ager pmmvy purnai skeem m darg hai or abi sirf1000 hi Aya hai to aglai kist k liy apply Kasai karai
Form fill karne par benefisher already registered to this number likh ke aa jata sir ji
Maine from filup kiya mobile main aadhi option tuch he nehi hota asa problem Ho raha hai
ओके 😊
Y form hm khud bhi fill kr sakte h kya y to shirf aagnbari karye krta ke pass khulti hena or pese kb tak aajte h mere 8month chl ra h to me bhar skti hu first baby h and e shrmik card na ho to job card chl skta h
Email aur password konse vibhag se milega.
ruclips.net/video/my4ajl0Flv4/видео.html
Mai password user id dal phir v nh ho rha glt bta rha aur aur uske age ka page direct verify ka open ho rha hai
Sri manji jo cemra sephoto lete he wh ok vi kar dete he fir vi pmmvy ka farm bhra nahi dikta he
Bhai secand kest ki liye bharte hai to adhar pahle say ragested pmmvy cis bata raha hai kya kare
Isme E Mitra Wale ke pas jakar fill karna hai kya
Kyu ki emitra Wale 1 form ke 150 rs charge kr rhe hai
Anganwad sahayika khud uske sath mili hui hai
150 charge kar raha hai to vah guarantee lega pass hone ka
LMP date 580 day se adhik hone se one ka leta and one ka nhi leta kyo bataiye
पीएमजी ए दूसरी और तीसरी किस्त का फॉर्म भरना बताइए
Mai private hospital m dikha rhi hu mai from kaise bharu
Nice
Sir jiske matri vandna ka form2sal se nhi braya use kaise bhre
Sir mkuy ka form kaise bhare video daliye na please sir please
Bhaiya 3rd kist ke bare me bhi bataye plz ... Form bhara nahi ja Raha
Thank you 😊
Thank u
email or password aganwadi कार्यकर्ता के पास होता है
Vai mcp registration date konsa hota hai😊
Income certificate par hoga
E sharam card nahi hai
Bhaiya main jitne form bhare online Sab Mein edit likha hua a raha hai yah Kaise Sahi hoga jo batao
Income certificate se form kese fill kre
Eshram card upload nhi Kiya to kya hoga
Your connection is not private दिखा रहा है, क्या करें?
Sir form me bacche ki details ya uski maa ki details bharni hai please hame bataiye
Bhaiya bataiye na pahle delivery Jinke form pahle Jo operative Aate the vah March ke bad nahin kar rahe aur uske bad Hamen ab tak bhi Gmail ID nahin mila August Mein mila hai aur abhi form submit Nahin ho raha hai to jo pahle garbhvati Thi usko delivery Ho Gayi usko Kaise Labh milega
नया पासवाड डालने पर नही खुल रहा है कैसे खोले
Bhara huaa form konse option me milega bhai