Ham Kisi Firqe Ko Nahi Mante | Behtreen Jawab | Youth Meetup | Hafiz Tahir Qadri

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 фев 2025

Комментарии • 664

  • @iqrawarsi-ob6nt
    @iqrawarsi-ob6nt 11 дней назад +1

    ❤ Beshak Allah hu Akbar ❤ Ya Muhammad ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @Memon.2048
    @Memon.2048 2 месяца назад +11

    Beshaq Bilkul Sahi Farmaya Hazrat Tahir Qadri Sahab ne

  • @Ozgetorrer-n3w
    @Ozgetorrer-n3w 2 месяца назад +19

    اللھم صل علٰی محمد وآل محمد صل اللہ علیہ والہ وسلم سلام پیش کرتے ہیں ❤❤❤❤❤❤❤

  • @jawedkarimwarsi2524
    @jawedkarimwarsi2524 3 месяца назад +21

    Beshaq Ba Adab Ba Naseeb MashaAllah Alhamdulillah ❤🇮🇳

    • @factblink
      @factblink 3 месяца назад

      Islam mein firqe banana ya kisi firqe ka ban kar rehna sahi nahi hai. Quran aur Hadith mein yeh waazeh taur par kaha gaya hai ke musalman sirf "Muslim" hone par ittifaq rakhein aur Allah aur uske Rasool (ﷺ) ki parwi karein, na ke firqe banayein ya inmein tafreeq karein.
      1. Quran se dalil:
      Allah Ta’ala ne Quran mein irshad farmaya hai:
      > "Aur tum sab mil kar Allah ke rassi ko mazbooti se pakro aur tafreeq na karo."
      (Surah Aal-e-Imran, 3:103)
      Is ayat mein Allah Ta’ala ne musalmanon ko ekta aur ittihad ka hukm diya hai aur firqe aur tafreeq se mana kiya hai.
      Dusri ayat mein Allah ne firqa-bandi ko sakhti se nafrat ki hai:
      > "Beshak jin logon ne apna deen tukde tukde kar diya aur firqe ban gaye, tumhara un se koi talluq nahi."
      (Surah Al-An’am, 6:159)
      Yahan Allah Ta'ala ne wazeh tor par farmaya ke deen ko tukde tukde karna aur firqe banana bilkul ghalat hai.
      2. Hadith se dalil:
      Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne bhi firqa-bandi ke bare mein intibah farmaya hai:
      > "Yeh ummat 73 firqon mein taqseem hogi, aur un mein se sirf ek firqa jannat mein jayega."
      (Sunan Abu Dawood, Hadith No. 4597)
      Is hadith mein Rasoolullah (ﷺ) ne warn kiya hai ke firqa-bandi hogi, lekin sirf wohi log falaah paayenge jo asal Islam par qaim hain, jo Allah aur uske Rasool (ﷺ) ka hukum mante hain aur khud ko sirf "Muslim" kehte hain.
      Nateejah:
      Quran aur Hadith ke mutabiq, musalmanon ko kisi firqe ka ban kar rehne ke bajaye apne aap ko sirf "Muslim" kehna chahiye aur Quran aur Sunnah ko apna raasta banana chahiye.

    • @TariqHassanRizvi
      @TariqHassanRizvi 2 месяца назад

      ​​@@factblinkyahan jo ap ne pehli ayah zikar farmai ap kaisa kah sakte han ke is tafteeq se muraad firqa wariyat hai doosri ayah jo ap ne li kahan se is ka tarjumah loya ap ne google se ia ki tafseer padhi ap ne?

    • @TariqHassanRizvi
      @TariqHassanRizvi 2 месяца назад

      ​@@factblinkjis hadees mubaraka ka zikar kiya ap ne us me ye maloom hua ke falah pane wala bhi ''firqa" ho ga to mukha ye batain ke agar firqa wariyat jo ke ap ke baqool haram hai phir jo log haram kaam karte han to woh to jahnum me jain ge

    • @QuranrecitationCORNER-m2n
      @QuranrecitationCORNER-m2n 2 месяца назад

      ​@@TariqHassanRizvito firqe ne hame kia faida dedia hai?

  • @MuhammadIqbal31313
    @MuhammadIqbal31313 2 месяца назад +9

    ماشاءاللّٰه‎ ماشاءاللّٰه‎ ماشاءاللّٰه‎ ماشاءاللّٰه‎ بارک اللہ فی علمک و عملک ❤❤❤❤❤❤

  • @Sikiladho-Odhejo
    @Sikiladho-Odhejo 3 месяца назад +33

    اھل سنت ایک جماعت ہے جو صحابہ سے چلی آرہی ہے❤❤

    • @ZubairVlog786
      @ZubairVlog786 2 месяца назад +3

      Barelvi us m Shamil nahi hain kio k ya Sahaba ki.nahi apnay babo ki mantay hain🎉

    • @nasirnoor5539
      @nasirnoor5539 2 месяца назад +3

      صحابہ رضوان اللہ علیہم اجمعین اسلام پر تھے اہلسنت یا اہل تشیع نہیں

    • @zbutt9988
      @zbutt9988 2 месяца назад

      ​@@nasirnoor5539AP batao k Wo Ahl-E-Hadees thay😂😂😂😂

    • @SAJIDKHAN-vx3kl
      @SAJIDKHAN-vx3kl 2 месяца назад

      To Ahemad Raja kabse aur kahase aagya 😂😂😂

    • @AminKhan-qq7zs
      @AminKhan-qq7zs 2 месяца назад

      Aur tum log jin ko sunkar gustakh bane bane wo kaha se agaya

  • @Hadrisyed110
    @Hadrisyed110 2 месяца назад +5

    Dawat islami zinda baad❤❤

  • @yaademadina656
    @yaademadina656 2 месяца назад +6

    ماشاءاللہ ♥️ کمال فرمایا حافظ صاحب اللہ پاک آپکے ذریعے دین اسلام کی خوب بہترین تعلیمات امت تک پہنچائے آپکے نیک مقصد کو بلندیاں ملے کامیابیاں حاصل ہوں آمین ♥️

  • @MuskanPerween50
    @MuskanPerween50 3 месяца назад +7

    ماشاءاللہ ❤❤❤❤
    بارك الله في علمك يا - اللہ آپ کے علم میں برکت دے- آمـــــــــــین ثُــــــــــم آمـــــــــین یــــــــارب الـــــــــــــــعالمین🤲

  • @omaanAlGalavlogs
    @omaanAlGalavlogs 3 месяца назад +11

    Haq Baat Masha Allah Masha Allah 📌📌📌 Qurban Jaoo apke Lafzo pe Hazrat ❤❤❤❤

  • @Amasu_21
    @Amasu_21 3 месяца назад +34

    اللہ تعالیٰ آپ کے علم میں مزید برکت عطا فرمائے اور ہمیں جو سنا اس پہ عمل کی توفیق عطا فرمائے

    • @ZamadMzamad
      @ZamadMzamad 3 месяца назад +2

      آمین ثم آمین بجاہ خاتم النبیین صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم یا رب العالمین عزوجل

  • @sarfarajkhan2935
    @sarfarajkhan2935 3 месяца назад +15

    Subhan Allah I love i d s sunniyon ki pahchan masha allah labbaik ya Rasool Allah ❤❤❤❤❤❤❤❤

    • @factblink
      @factblink 3 месяца назад +1

      KYA RASOOLULLAH ﷺ AUR SAHABA KISI FIRQE TALLUK RAKHTE THE??
      Rasoolullah ﷺ aur unke sahaba kisi firqe se taluq nahi rakhte the. Woh sirf "Muslim" the aur unka maqsad sirf Allah Ta'ala aur uske Rasool ﷺ ki itaat karna tha. Quran aur Hadith mein is baat ka wazeh taur par zikr hai ke Rasoolullah ﷺ aur unke sahaba ne kabhi bhi deen ko firqon mein taqseem nahi kiya.
      1. Quran se Dalil:
      Allah Ta’ala Quran mein firmata hai:
      > "Usi ne tumhara naam musalman rakha hai, is se pehle aur is Quran mein bhi, taake Rasool tum par gawah ho aur tum logon par gawah ho."
      (Surah Al-Hajj, 22:78)
      Is ayat mein Allah Ta'ala ne wazeh taur par irshad farmaya hai ke Allah ne musalmanon ka naam "Muslim" rakha hai. Is mein firqon ka koi zikr nahi hai, aur na hi Allah Ta'ala ne Rasoolullah ﷺ ya sahaba ke liye kisi firqe ka zikar kiya hai.
      2. Hadith se Dalil:
      Nabi-e-Kareem ﷺ ne bhi musalmanon ke darmiyan tafreeq aur firqa-bandi se mana farmaya. Ek maratba Rasoolullah ﷺ ne apne sahaba se farmaya:
      > "Yeh ummat 73 firqon mein taqseem ho jayegi, aur un mein se sirf ek firqa jannat mein jayega - aur woh hain jo mere aur mere sahaba ke tareeqe par hain."
      (Tirmidhi, Hadith No. 2641)
      Yahan Nabi ﷺ ne wazeh kiya ke jo log unke aur unke sahaba ke tareeqe par hain, woh sirf asal Islam par hain. Is mein firqa-bandi ya kisi khaas firqe ka zikar nahi hai. Sahaba (RA) bhi sirf Quran aur Sunnah par amal karte the aur apne aap ko sirf "Muslim" kehate the.
      Nateejah:
      Quran aur Hadith ke mutabiq, Rasoolullah ﷺ aur unke sahaba kisi firqe se taluq nahi rakhte the. Woh sirf "Muslim" the aur deen ko us asal surat mein apnaye hue the jo Allah aur Rasool ﷺ ne un tak pohnchai thi.

  • @MdTaufeeqRaza
    @MdTaufeeqRaza 3 месяца назад +9

    Mashallah bahut piyari baatein 😊😊😊😊

  • @shakirqadri9854
    @shakirqadri9854 2 месяца назад +4

    ❤❤❤❤❤اَلْحَمْدُلِلّٰه

  • @Ozgetorrer-n3w
    @Ozgetorrer-n3w 2 месяца назад +6

    mashallah zbrdst knowledge haq p suni only suni ❤❤❤❤❤😊😊😊

  • @ismathfatima5199
    @ismathfatima5199 3 месяца назад +4

    Ma shaa Allah behtreen programe hai....sahi farmaya.

  • @MdAltafHussain0786
    @MdAltafHussain0786 3 месяца назад +6

    Masha Allah bahut acche tareke se samjhaya hazrat ne

  • @kazimohammadnuruddinraihan2800
    @kazimohammadnuruddinraihan2800 3 месяца назад +11

    Love from Bangladesh ❤️

  • @md.mustakimmustakim9572
    @md.mustakimmustakim9572 3 месяца назад +4

    💚MashaAllah 💚 SubhanAllah 💚

  • @AnIndian-ik6dl
    @AnIndian-ik6dl 2 месяца назад

    Musalmano mai koi Firqa nahi. Duniya mai majboot aur qualified bano. You are great.

  • @karimuddinansari268
    @karimuddinansari268 3 месяца назад +4

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ماشاءاللہ محمد طاہرالقادری صاحب مجھے آپ کا جواب سن کر بڑی خوشی ہوءی اللہ مزید آپ کے علم و عمل عمر میں برکتیں عطا فرماۓ اور میں انڈیا سے ہو

  • @ZareenaBegum-e7l
    @ZareenaBegum-e7l 3 месяца назад +4

    Masha allah subhanalla❤❤❤

  • @SheikhAkhlaqIndia
    @SheikhAkhlaqIndia 2 месяца назад +2

    🩵 Har Sahabi E Nabi Jannati Jannati 💚

  • @nosheensaeed5955
    @nosheensaeed5955 3 месяца назад +8

    بہہت اچھا جواب ۔۔۔ماشاءاللہ

  • @SajidWazir
    @SajidWazir 2 месяца назад +1

    Masha'Allah nice Answer

  • @SaifOfficiaL461
    @SaifOfficiaL461 3 месяца назад +8

    BESHAQ HAQ KAHA AAPNE 👍👍❤❤❤❤❤❤

  • @azharmughal894
    @azharmughal894 2 месяца назад +1

    MashaAllah❤beshaQ....bhaut khoob sawal or behtreen jawab❤❤❤❤❤❤❤love from INDIA🇮🇳🇮🇳🇮🇳

  • @hafiztauheednizami7408
    @hafiztauheednizami7408 3 месяца назад +5

    Bhut khoob hafiz saheb

  • @factblink
    @factblink 3 месяца назад +5

    0:14 وہ جنہوں نے اپنے دین میں جُدا جُدا راہیں نکالیں اور کئی گروہ ہوگئے اے محبوب ! تمہیں ان سے کچھ علاقہ نہیں ان کا معاملہ اللہ ہی کے حوالے ہے پھر وہ انہیں بتا دے گا جو کچھ وہ کرتے تھے۔ (سورۃ الانعام 159)

    • @MahinJabi
      @MahinJabi 3 месяца назад

      Sab ko pta hai quran ki ayat hai
      To kya shiya sunni ek ho jayenge klma padhne ki wajah se namaz padhne ki wajah se
      Kabba ka hajj krne ki wajah se ramzan ke roze rkhne ki wajah se?

    • @factblink
      @factblink 3 месяца назад

      @MahinJabi bro Jo aapne batte hi Kyu firqo mein

    • @imtiazahmed8571
      @imtiazahmed8571 3 месяца назад +1

      اِنَّ الَّذِیْنَ فَرَّقُوْا دِیْنَهُمْ وَ كَانُوْا شِیَعًا لَّسْتَ مِنْهُمْ فِیْ شَیْءٍؕ-اِنَّمَاۤ اَمْرُهُمْ اِلَى اللّٰهِ ثُمَّ یُنَبِّئُهُمْ بِمَا كَانُوْا یَفْعَلُوْنَ(159)
      ترجمۂ کنز العرفان
      بیشک وہ لوگ جنہوں نے اپنے دین کے ٹکڑے ٹکڑے کردیے اور خود مختلف گروہ بن گئے اے حبیب! آپ کا ان سے کوئی تعلق نہیں ۔ ان کا معاملہ صرف اللہ کے حوالے ہے پھر وہ انہیں بتادے گا جو کچھ وہ کیاکرتے تھے۔
      تفسیر صراط الجنان
      { اِنَّ الَّذِیْنَ فَرَّقُوْا دِیْنَهُمْ:بیشک وہ لوگ جنہوں نے اپنے دین کے ٹکڑے ٹکڑے کردیے۔} اپنا دین ٹکڑے ٹکڑے کرنے والوں سے کون لوگ مراد ہیں ، اس بارے میں مفسرین کے مختلف اقوال ہیں ، ان میں سے دو قول درج ذیل ہیں :
      (1)… حضرت عبداللہ بن عباس رَضِیَ اللہُ تَعَالٰی عَنْہُمَافرماتے ہیں ’’ان لوگوں سے مراد یہودی اور عیسائی ہیں۔
      رسولُ اللہ صَلَّی اللہُ تَعَالٰی عَلَیْہِ وَاٰلِہٖ وَسَلَّمَ کی بعثت سے پہلے وہ ایک دوسرے سے ا ختلاف کرتے تھے اور بعد میں مختلف فرقوں میں تقسیم ہو گئے۔ (تفسیر ابن ابی حاتم، الانعام، تحت الآیۃ: ۱۵۹، ۵ / ۱۴۳۰)
      (2)… حضرت حسن بصری رَحْمَۃُاللہِ تَعَالٰی عَلَیْہِ فرماتے ہیں ’’ان سے تمام مشرکین مراد ہیں کیونکہ ان میں سے بعض نے بتوں کی پوجا کی اور کہا کہ یہ اللہ تعالیٰ کی بارگاہ میں ہماری سفارش کریں گے۔ بعض نے فرشتوں کی عبادت کی اور کہا کہ فرشتے اللہ تعالیٰ کی بیٹیاں ہیں اور بعض نے ستاروں کی پرستش کی، تو یہ ان کی دین میں تفریق ہے۔ (خازن، الانعام، تحت الآیۃ: ۱۵۹، ۲ / ۷۲)
      فرقہ بندی کا سبب اور حق پر کون؟
      العمال، کتاب العلم، قسم الاقوال، ۵ / ۵۹، الحدیث: ۲۸۶۸۲، الجزء العاشر)
      اس تفصیل کو ذہن میں رکھ کر موجودہ اسلامی فرقوں میں اس بڑے فرقے کو تلاش کیجئے جو باہم اصولوں میں مختلف نہ ہوں اور جس قدر اسلامی فرقے اس کے ساتھ اصولی اختلاف رکھتے ہوں وہ ان سب میں بڑا ہو۔ آپ کو اہلسنّت و جماعت کے سوا کوئی نہ ملے گا جس میں حنفی، شافعی، مالکی، حنبلی، قادری، چشتی، سہروردی، نقشبندی، اشعری ، ماتریدی سب شامل ہیں یہ سب اہلسنّت ہیں اور ان کے مابین کوئی ایسا اصولی اختلاف نہیں جس میں کفر و ایمان یا ہدایت و ضَلال کا فرق پایا جائے لہٰذا اس پر فتن دور میں حدیثِ مذکور کی رُو سے سوادِ اعظم اہلسنّت و جماعت ہے اور اس کا حق پر ہونا بھی ثابت ہوا۔

    • @Asimsiddiqui-hm9el
      @Asimsiddiqui-hm9el 3 месяца назад

      اہلسنت ہی صحابہ و اہل بیت کی جماعت ہے ، باقی راہیں تو رافضیت اور خارجیت کے فرقوں نے نکالیں اور فتنوں کے دروازے کھولے

  • @faisalmir644
    @faisalmir644 2 месяца назад +7

    Firkon ki dukan e band the demag has been done
    Love you Ali bhai ❤️

  • @Mohammadzafar-y4l
    @Mohammadzafar-y4l 3 месяца назад +4

    Mashallah 🥀🌹 subhanallah ❤🌹

  • @NazimFiaz-zb7uz
    @NazimFiaz-zb7uz 2 месяца назад +1

    Subhanallah Alhamduliliah Mashallah Bohat Quoob kaha

  • @mahirakhanum8616
    @mahirakhanum8616 2 месяца назад +3

    Mashallah bht zabrdst ans diya Tahir Bhai ny

  • @Secretwords9
    @Secretwords9 3 месяца назад +3

    Piyare Nabi SAW ka Kia Firqa tha Hai Ap ky pas Jawab " Allah ny Quran mein Farma Dia Jinho ny Firqa parasti Ki Or Raste Alg kr liye Wo khuli Gumrahi Mein hein ok

  • @fahadbawazir562
    @fahadbawazir562 2 месяца назад

    MASHALLAH SUBHANALLAH 😊BAHUT ACHCHA JAWAB DIYA HAI MASHALLAH

  • @jafarali1777
    @jafarali1777 2 месяца назад +2

    Beshak Subhan Allah

  • @SHAHZADAHMAD-mj2mg
    @SHAHZADAHMAD-mj2mg 3 месяца назад +4

    جماعت اہلسنت حنفی بریلوی زندہ باد❤❤❤❤❤

  • @kosarshakeel-cb4vb
    @kosarshakeel-cb4vb 2 месяца назад +1

    Bilkul Sahi farmaya.

  • @monuchohan2974
    @monuchohan2974 3 месяца назад +6

    Bohut badiya jawab mashallah

  • @Khan_afrin_m-lf9hd3jk7m
    @Khan_afrin_m-lf9hd3jk7m 3 месяца назад +4

    ماشاءااللہ ❤❤❤

  • @ilyaskhan-lm4mk
    @ilyaskhan-lm4mk 3 месяца назад +1

    this is great & important knowledge & very need full for the Current situation.

  • @smilewthhappiness
    @smilewthhappiness 3 месяца назад +5

    Sahi Baat ما شاء اللہ عزوجل

  • @informattics8902
    @informattics8902 3 месяца назад +3

    ما شآء الله ❤❤❤❤❤

  • @sultanaparveen3408
    @sultanaparveen3408 3 месяца назад +3

    سبحان اللہ ماشاء اللہ

  • @imtiyajali6956
    @imtiyajali6956 3 месяца назад +3

    I am only following aala hazrat ❤

  • @SaiyyadMohammadsajjjad
    @SaiyyadMohammadsajjjad 2 месяца назад

    Bahut acchi baat khai hai ❤

  • @sabashah7866
    @sabashah7866 3 месяца назад +5

    Beshak❤❤❤💯💯

  • @Mohsin_ansari4
    @Mohsin_ansari4 2 месяца назад +1

    Kisi ek firke ko pakad kar ye soch lena ki is hazrat me bilkul sahi kaha chahe unki koi baat galat hi kyun naa ho jese aala hazrat ki kitab me esi kai fatwe mojud hai jo kufr tak le jate hai lekin unki koi bat nahi karta esa karna sabse bada fitna hai

  • @Honest-malik
    @Honest-malik 3 месяца назад +7

    Beshak, SUBHANALLAH

  • @SonuAnsari-k7b
    @SonuAnsari-k7b 3 месяца назад +7

    Masha Allah

  • @kuchbhii04
    @kuchbhii04 3 месяца назад +1

    bht behtareen tareeka se aapne samjhaya hai

  • @mohammadhasnainrazasiddiqu2401
    @mohammadhasnainrazasiddiqu2401 3 месяца назад +3

    Mashallah Love from India❤❤

  • @palgharroadways1777
    @palgharroadways1777 3 месяца назад +2

    Subhan Allah Masha Allah ❤❤❤

  • @travel_with_saddam6546
    @travel_with_saddam6546 3 месяца назад +6

    Bilkul haq baat kahi hai

  • @Dr.israr_pak
    @Dr.israr_pak 3 месяца назад +3

    کمال است

    • @factblink
      @factblink 3 месяца назад +1

      Islam mein firqe banana ya kisi firqe ka ban kar rehna sahi nahi hai. Quran aur Hadith mein yeh waazeh taur par kaha gaya hai ke musalman sirf "Muslim" hone par ittifaq rakhein aur Allah aur uske Rasool (ﷺ) ki parwi karein, na ke firqe banayein ya inmein tafreeq karein.
      1. Quran se dalil:
      Allah Ta’ala ne Quran mein irshad farmaya hai:
      > "Aur tum sab mil kar Allah ke rassi ko mazbooti se pakro aur tafreeq na karo."
      (Surah Aal-e-Imran, 3:103)
      Is ayat mein Allah Ta’ala ne musalmanon ko ekta aur ittihad ka hukm diya hai aur firqe aur tafreeq se mana kiya hai.
      Dusri ayat mein Allah ne firqa-bandi ko sakhti se nafrat ki hai:
      > "Beshak jin logon ne apna deen tukde tukde kar diya aur firqe ban gaye, tumhara un se koi talluq nahi."
      (Surah Al-An’am, 6:159)
      Yahan Allah Ta'ala ne wazeh tor par farmaya ke deen ko tukde tukde karna aur firqe banana bilkul ghalat hai.
      2. Hadith se dalil:
      Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne bhi firqa-bandi ke bare mein intibah farmaya hai:
      > "Yeh ummat 73 firqon mein taqseem hogi, aur un mein se sirf ek firqa jannat mein jayega."
      (Sunan Abu Dawood, Hadith No. 4597)
      Is hadith mein Rasoolullah (ﷺ) ne warn kiya hai ke firqa-bandi hogi, lekin sirf wohi log falaah paayenge jo asal Islam par qaim hain, jo Allah aur uske Rasool (ﷺ) ka hukum mante hain aur khud ko sirf "Muslim" kehte hain.
      Nateejah:
      Quran aur Hadith ke mutabiq, musalmanon ko kisi firqe ka ban kar rehne ke bajaye apne aap ko sirf "Muslim" kehna chahiye aur Quran aur Sunnah ko apna raasta banana chahiye.

  • @iqbalattari2612
    @iqbalattari2612 3 месяца назад +6

    Nice Speech

  • @sam143107
    @sam143107 3 месяца назад +2

    Masha Allah
    Bohot acha idea hai aapka

  • @ZkZenu
    @ZkZenu 3 месяца назад

    MashaAllah MashaAllah kya khoobsurat andaz se samjhaya اللہ apko salamat rkhe saare sunni musalmano ko

  • @samvideos2255
    @samvideos2255 3 месяца назад +1

    ❤❤❤

  • @Ehsan_Mazhar786
    @Ehsan_Mazhar786 3 месяца назад +3

    Masha Allah bahut khub

  • @roufsiddiqi6886
    @roufsiddiqi6886 3 месяца назад +3

    بے شک

  • @IAmMuslim7896
    @IAmMuslim7896 3 месяца назад +6

    ماشاءاللہ

  • @aliashraf2093
    @aliashraf2093 3 месяца назад

    Subhanallah subhanallah
    Bahut pyare andaz main samjhaya
    Is tarah or bhi sensation hone chahiye.❤❤❤❤

  • @roufsiddiqi6886
    @roufsiddiqi6886 3 месяца назад +1

    ماشاءاللہ سبحان الله

  • @skkhan5419
    @skkhan5419 2 месяца назад +2

    Haq ka rasta rasoolallah ahl beht 5njatan paak gous paak ka rasta hai aur aala Hazrat mujadido millat jinhone chain ⛓️ banaya auliyaye kiraam se joda ❤❤❤

  • @AliRazabarkati63
    @AliRazabarkati63 3 месяца назад

    Thanks for 100 subscribers😢

  • @shaikhahteshamhussain1894
    @shaikhahteshamhussain1894 3 месяца назад +2

    Beshak 💯 ❤❤❤

  • @ashfanmulla5312
    @ashfanmulla5312 3 месяца назад +3

    Insha Allah
    Buzurgane din k sath jayenge

  • @MalikahsanBhatti-e4n
    @MalikahsanBhatti-e4n 3 месяца назад +16

    دعوتِ اسلامی زندہ باد

  • @Qadriyawrites11
    @Qadriyawrites11 3 месяца назад +1

    Beshak haq farmaya aap ne

  • @ShamsulAnsari-e8b
    @ShamsulAnsari-e8b 3 месяца назад

    Beshak haq hai...ibadat to karte hue nazar aaten hai

  • @AftabAlam-cv2fk
    @AftabAlam-cv2fk 2 месяца назад +1

    Adab tahzeeb se Inka koi lena dena nahin ye bachchon ke zahan men zahar bharte hain.Allah farmate hai ki Muttahid hoker Allah krassk ko mazboori se pakar lo aour tafarqa me na paro aour ye bantne men lage hain.dushman ( Gair qaom) ek ho ka nara laga raha hai

  • @SufyanRizvi-b7j
    @SufyanRizvi-b7j 3 месяца назад +1

    Good working ❤❤

  • @MudassarMudassar-i7n
    @MudassarMudassar-i7n 3 месяца назад +1

    Hak farmayaaa❤❤❤❤❤

  • @gulzanafarooqui6087
    @gulzanafarooqui6087 3 месяца назад +1

    Behtarin😊

  • @pardesrang164
    @pardesrang164 3 месяца назад +1

    اللہ اکبر ❤

  • @RafiBhatti-l6z
    @RafiBhatti-l6z 2 месяца назад

    Subhanallah Kia kehne

  • @smtaqi3965
    @smtaqi3965 3 месяца назад +3

    Hafiz Muhammad Tahir Qadiri sb, you are doing great job, thanks for your contribution. May Allah bless you always, Aameen Yaa Rabbal Aalameen

  • @MdAzamAnsari-o5j
    @MdAzamAnsari-o5j 3 месяца назад +1

    3:35 Hazrat phir aap gaib se kyu madad mangte
    Ya gaus al madad
    Astagfirullah
    Jo Qayamat ki subah tak aap ki dua na sun sakte 😢

    • @ishaqali
      @ishaqali 3 месяца назад

      Al Madad Ya Gaus e Azam.
      Hum Sunni Musalmaan Gaus ka daaman nahin chodenge.
      Tum BadAqueeda, Shaitaan ka daaman nahin chodoge.

    • @Deeni_fikr
      @Deeni_fikr 3 месяца назад

      Bhai ambiya wali or ek normal Saleh momin jo ki apne qabro me Zinda hote hai murda nhi or Allah ke Fazal se Allah ne inhe inti takat diya hai ye madad bhi karte hai .....or haa pehle shirk or bid,at ka matlab samjho kisi aalim se jahil se nahi
      Or agar aisa hai toh jb tmhare ghr me chori hoti hai tm police se kyu madad mangte ho jo ki gairullah hai ...

    • @MdAzamAnsari-o5j
      @MdAzamAnsari-o5j 3 месяца назад

      @Deeni_fikr mai Sunni majority elake mai rahta hoon yha pichle juma Sunni aalim ye kah rahe the ki madad to sirf Allah hi krta hai hm us ke wasile se manta hai
      Aap ye btao
      ya gaus al madad
      kahna kaise wasila hai
      Allah saaf saaf quran mai farmata hai ki mere alawa koi koi madad nhi kr sakta
      Agr bujorgo se madad maangna shi hota to sahaba sb se pahle huzur saw se madad mangte aap saw ne farmaya ki agr ghr mein namak bhi khtm ho jaye to Allah se mango
      Tum huzur saw ki baat aml karne se muh phedh to ho aur khud ko aasiqe rasool kahte ho
      Jao quran ko smjho nhi smjh sakte ache aalim se uska translation suno
      Allah hidayat de tumhe
      If you are brain washed child then ignore

    • @ishaqali
      @ishaqali 3 месяца назад

      @@MdAzamAnsari-o5j Ek comment mai itni saari galat baatein kaise likh sakte ho... Kaise???
      Tu kehta hai ki: Allah saaf saaf Quran mai farmata hai ki mere alawa koi madad nahin kar sakta.
      Allah ke naam par bhi jhoot bolte waqt tujhe Darr nahin lagta hai???
      Qaum ko gumraah na kar. Bahut jald tujhe iska dardnaak azab milne wala hai...

    • @ishaqali
      @ishaqali 3 месяца назад

      @@MdAzamAnsari-o5j Bewakoof kahu ke ullu ka pattha kahu tujhe...
      Tu apna comment padh aur haqeeqat ko pehchaan. Haqeeqat yeh hai ki koi ek bhi Sahaba aisa nahin hai jo Huzoor ﷺ se madad maangne ko galat bataya ho.
      Tera Aqueeda hi galat hai, kharji...
      Quran samajhna hai to pehele apna Aqueeda sudhaar aur Sunni Bareilviyat ko jaan.
      Maslak e Aala Hazrat se Zara barabar bhi hata to seedhe Jehennum hai tera thikana.
      Maslak e Aala Hazrat Zindabaad.

  • @smilewthhappiness
    @smilewthhappiness 3 месяца назад +3

    Behtreen

  • @tayyabzahoor4847
    @tayyabzahoor4847 2 месяца назад

    jin ko deen k bezaar bola hai wohi deen ko pyar krne waley seekhne waley aur fiqer krne waley hain k rozey qayamat hmarey amalon ka muhasba hona hai baqi firqon ko pyarey ho chukey aqal aur daleel ko dhoor kahin daanp kr

  • @maqsstudio5910
    @maqsstudio5910 2 месяца назад

    Allah pak apko hidayat naseeb farmaye Aameen

  • @Syed-ux1oi
    @Syed-ux1oi 2 месяца назад

    ماشاءاللّٰه

  • @nadirnasim7787
    @nadirnasim7787 2 месяца назад +1

    Marzi say zindagi guzarni ha 😂 nahi bhai Allah k hukam k mutabak guzarni ha...firko ko fallow na karo.... firko ki kitaben to par dekho Kiya ha ye to Allah say Quran pak say roktay haen.....

  • @sagarbhutto1217
    @sagarbhutto1217 2 месяца назад +1

    Bhai us ne Kiya posha AP Kiya Bata rahy ho

  • @qarisanaullahnaeemi
    @qarisanaullahnaeemi 3 месяца назад

    Mashallah ❤❤❤

  • @faisalashrafi2592
    @faisalashrafi2592 3 месяца назад +1

    Masah Allah hafiz sahab

  • @muhammadalimali7167
    @muhammadalimali7167 3 месяца назад +2

    Kamalast Jawab dia Hafiz sb ny salamat rahain ❤

  • @saifsagri599
    @saifsagri599 3 месяца назад +2

    Beshaq haq farmaya aapne

  • @zakirunnabi3700
    @zakirunnabi3700 3 месяца назад +2

    اس سوال کے جواب میں شاہ صاحب❤ یا مفتی ثمر صاحب ❤
    چار چاند لگا دیتے

    • @RehanAnsari-ju7hy
      @RehanAnsari-ju7hy 3 месяца назад

      Wo to hai hi wahani deobandi unhe sirf huzur ki tauhin aur beadabi gustakhi karni ati hai

  • @umairanjum3964
    @umairanjum3964 3 месяца назад +2

    جی بلکل مسلم کے لیے دنیا قید خانہ ھے
    فرقہ پرستوں کے لیے نہیں
    اگر آپ سمجھدار نہیں تو اپنی سمجھ بڑھاٶ بھاٸی صاحب

  • @Pyaribaten5
    @Pyaribaten5 3 месяца назад +1

    انعام والے محمد و آل محمد ہیں اور حدیث پاک ہے کہ قرآن اور اہلبیت سے جدا نا ہونا

  • @azeemansari5938
    @azeemansari5938 2 месяца назад

    Bilkul sahi baat hai hazrat ki
    Alhamdulillah ahle sunnat wal jamaat hi haq par jannat me Jane ke liye waseela talashna padega darect jannat nahi milegi beshak hamare aqa maidane mahshar me hamari shafa at karenge

  • @AshrafRaza-i2t
    @AshrafRaza-i2t 2 месяца назад

    سبحان اللہ

  • @wahidalikhankhan7682
    @wahidalikhankhan7682 2 месяца назад

    Laanatullahi alal qajibeen 《 al Quran 》

  • @JakirAnsari-h5b
    @JakirAnsari-h5b 3 месяца назад +1

    Masa Allah

  • @shafialam-h6p
    @shafialam-h6p 2 месяца назад

    Subhan Allah

  • @IrfanDar-nf6hl
    @IrfanDar-nf6hl 3 месяца назад +1

    Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah Beshak Beshak Beshak

  • @agofficial8992
    @agofficial8992 3 месяца назад +2

    Besaq subhanallah

  • @Coder345
    @Coder345 3 месяца назад

    Beshak subhanallah❤❤