Namaste Neetu ji 🙏 Makar Sankranti parv par uthaye jaane wale niyam o ke vistaarit jaankari pradaan karne ke liye aapko bahut dhanyawad 🙏.. Aapko aur aapke pariwar ke sabhi sadasyon ko Makar Sankranti parv ki agrim subhkamnayein 🙏
Last mein jo kangan Dora bandhenge to vah aap apni nanad ko ya jethani ko ya saasu Ji ko kisi ko bhi bandhte hain aur FIR uske साथ-साथ Sadi Suha ka saman khane ki koi chij Jaise laddu ya aap revadi mungfali Le sakte hain koi bhi chij aur dakshina yah chijen Di jaati Hain
Lakshmi Ji Vishnu ji ki kahani ka niyam bhi makar Sankranti se hi liya jata Hai pure sal kahani sunnani hoti hai aur agali makar sakranti ko Lakshmi Ji Vishnu ji ke kapde dakshina aur bhojan Dan karna hota Hai
100 सेरेमनी में ड्राई फ्रूट को कैसे दान करें शेर किलो ड्राई फ्रूट कैसे मिला कर दे क्योंकि ड्राई फ्रूट बहुत महंगी होती है सारी चीज तो किलो किलो नहीं दे जा सकती तो ड्राई फ्रूट शेर कैसे करके दे
Hajari Jo ham lete Hain usmein ham hajar chijen Dan karte Hain अलग-अलग chijen hamen Dan karni Hoti hai एक-एक kilo Jaise soch rahe ho kya theek usi tarah se hajar sehre hote hain usmein hajar chijen Dan karte hain aur yah aapko 1 sal mein nahin karni hoti hai aap 11 sal Tak kabhi bhi yah kar sakte hain 11 sal mein aapko ek complete karni hoti hai
Sabhi kahaniyon ka niyam lagbhag ek Jaise hi liya jata Hai Sita Mata Ki kahaniyan agar aapke bich mein chhut gai hai to jitne din chhut gai hai utane din Ki kahaniyan aage Sun sakte hain
Kash mujhe aap pahle mil Gai hoti bahut Si jankari aisi hai jo mujhe pata hi nahin tha aap se Mili Hai Agar kahin aap mere pass hoti to sach mein main aapse jarur milati subah Ki Puja to dear maine kar li lekin sankalp bagaira abhi Maine kuchh Nahin liya kya main ab Sham ke time sankalp le sakti hun Agar Maine Kisi chij Ka sankalp lena hai kyunki dear mein ghar per Nahin hun main South mein hun kuchh din ke liye I hun filhal abhi main kya kar sakti hun kya Sham ke samay til ke laddu banakar bartan de sakti hun jo Ram ji ke pattal ka hota hai 14 din ka aap meri baat Ka jawab jarur dena please
Dharti Mata Ki kahani sunane ka jo niyam hai ya to 1 sal ka Liya jata hai ya to 7 din ka Jo saat din ka niyam lete hain vah sakraat se pahle 7 din kahani sunte Ho sakraat ke din udyapan karte hain aur agar aapane 7 din ka niyam Liya Hai to saat din aapko vrat bhi karna padega iska detail video hai channel per aap ek bar dekh lijiye
Tumhari ladkiyan paath Puja ka niyam le sakti hain padhaai mein koi niyam vah le sakti hain Vidya ke liye Parvati Mata ke liye niyam le sakte hain laddu Gopal Ji Ki seva ka niyam le sakte hain Saraswati Mata ki kahani Sun sakti hain
Chidi chugga ka jo niyam hota hai use Maine bataya to hai ki usmein kabutar aur sabhi pakshi a gaye hain to uske liye sabhi pakshiyon ke liye yah Dana dalne ka niyam hota hai
Suhag ka saman batne pr apni sas logo ko bhi de skte h kya ye item ya phir apne saman logo ko hi de yani devrani jethani ko hi de .kisi ne mujhe btaya ki ye jo suhag ka saman hum es din batthe h to ye saman saas logo ko nhi dena chahiye .kya shi h kya glt aap mere ko jrur btaye .kisko dena chahiye kisko nhi.
Bohot hi acchi jankari h 👍🏻
Thank you ❤
Namaste Neetu ji 🙏
Makar Sankranti parv par uthaye jaane wale niyam o ke vistaarit jaankari pradaan karne ke liye aapko bahut dhanyawad 🙏..
Aapko aur aapke pariwar ke sabhi sadasyon ko Makar Sankranti parv ki agrim subhkamnayein 🙏
Thankyou is jankari ke liye😂
Happy makarsakaraat allmember
Di didi itni achi jankari dane ke liye thankyou so much apne jo jankari is video me de hai vo hamare liye bahut useful sabit hui hai.👏
Most welcome dear 🤗
❤❤ बहुत बहुत धन्यवाद दीदी आप अच्छी जानकारी बताते
Welcome
Bohot achhi jaankari di h apne❤
Thank you
बहुत ही बेहतरीन जानकारी
Thank you
Kangan dore ka udhyapan kese kre didi....... Plz btao
Last mein jo kangan Dora bandhenge to vah aap apni nanad ko ya jethani ko ya saasu Ji ko kisi ko bhi bandhte hain aur FIR uske साथ-साथ Sadi Suha ka saman khane ki koi chij Jaise laddu ya aap revadi mungfali Le sakte hain koi bhi chij aur dakshina yah chijen Di jaati Hain
@Mypacificwall thank u so much❤😊didi
Thanku so much ye sb btane ke liye di
Most welcome
thank you mam🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰
Most welcome 😊
Mam laxmi ji and vishnu ji ki kahani niyam and udhyapan ki bhi detail video banaye. Please
Lakshmi Ji Vishnu ji ki kahani ka niyam bhi makar Sankranti se hi liya jata Hai pure sal kahani sunnani hoti hai aur agali makar sakranti ko Lakshmi Ji Vishnu ji ke kapde dakshina aur bhojan Dan karna hota Hai
Plz reply mam ma kl sa niyam ki suruvat kr skti hu ji 🙏🙏🙏🙏
Didi mene diya bati ka niyam liya mene puja mandir m jlaya tha ab m tulsa ji pr us diye rkh skti hu
Very nice
Thanks
Didi laddu gopal ji ki patal kese nikale ye b btao
16 vi Jo Patra nikalegi vah Bhagwan Shri Krishna ji ke liye nikalegi yah Laddu Gopal ki pattal Hoti Hai Janmashtami Ke din ye nikaali jaati Hai
Bajra daal sakte hai
Yes
जय श्री बालाजी 🙏
🙏🙏
100 सेरेमनी में ड्राई फ्रूट को कैसे दान करें शेर किलो ड्राई फ्रूट कैसे मिला कर दे क्योंकि ड्राई फ्रूट बहुत महंगी होती है सारी चीज तो किलो किलो नहीं दे जा सकती तो ड्राई फ्रूट शेर कैसे करके दे
Sare dry fruits ko mila kr 1kg kr lijiya
Maam agar sakrat per period ho to niyam kese le
Didi makar Sankranti per surya bhagwan ki puja kaise kare iske bare me ek video upload kar degiye
Cal video aayega
Di plz plz plz bta do ma kl sa niyam ki suruvat kr skti hu mne aaj nhi kiya plz reply kl sa suruvat kr skti hu ji m
Hamare hindu dharm mein Surya Uday hone ke bad dusra din Mana jata Hai to agar aap Surya Uday hone se pahle hi shuru kar sakte hain to kar lijiye
Apne mayke se tulsi diya or raah diya ka nem leke sasural m continue kr skte h plz reply
Rah Diya to aapko vahin jalana padega Jahan per aapane pahla Diya jalaya Hai,Tulsi diya ker sakte hai
दीदी धरती माता और पापा बाई की कहानी और 7 दिन के के व्रत मैं क्या खाना है और किस टाइम खाना है प्लीज दीदी बता देना
Falahar karte hai aap chahe to ek time khana bhi kha sakte hai
Didi please hajari ke bare mein bataiye uska niyam kaise lena aur kitni chijen 500 dene 2,/2dene ek ek dena h lz ya juru batay 14 se plya
Hajari Jo ham lete Hain usmein ham hajar chijen Dan karte Hain अलग-अलग chijen hamen Dan karni Hoti hai एक-एक kilo Jaise soch rahe ho kya theek usi tarah se hajar sehre hote hain usmein hajar chijen Dan karte hain aur yah aapko 1 sal mein nahin karni hoti hai aap 11 sal Tak kabhi bhi yah kar sakte hain 11 sal mein aapko ek complete karni hoti hai
Ager hm khi baher chle jate hn 10/20 din k liye us time hm kya kre
Aapke jitne din chhut gaye hain utane din ke Naam ka jawab dobara niyam shuru karenge tab ek bar mein दो-दो bar karke aap pura kar lijiyega
Thanku didi
Dharti mata or popa bai ki katha 14ki14 ko sun sakte h kya
Yes
Didi agr kisi wazh se sankranti Wale din 14 chize na minas paye to kis din 14 chiz minas k daan kre
Vase to Dan kabhi bhi ker do but sakranti ka alg mahtav hota h
Mam sita mata k netname ka niyam le or kahani daily nhi sun paye to ise m kya krna chahiye or narayan bhagwan ki kahani ka niyam kese le ye b bataiye
Sabhi kahaniyon ka niyam lagbhag ek Jaise hi liya jata Hai Sita Mata Ki kahaniyan agar aapke bich mein chhut gai hai to jitne din chhut gai hai utane din Ki kahaniyan aage Sun sakte hain
Kash mujhe aap pahle mil Gai hoti bahut Si jankari aisi hai jo mujhe pata hi nahin tha aap se Mili Hai Agar kahin aap mere pass hoti to sach mein main aapse jarur milati subah Ki Puja to dear maine kar li lekin sankalp bagaira abhi Maine kuchh Nahin liya kya main ab Sham ke time sankalp le sakti hun Agar Maine Kisi chij Ka sankalp lena hai kyunki dear mein ghar per Nahin hun main South mein hun kuchh din ke liye I hun filhal abhi main kya kar sakti hun kya Sham ke samay til ke laddu banakar bartan de sakti hun jo Ram ji ke pattal ka hota hai 14 din ka aap meri baat Ka jawab jarur dena please
Didi agr periods aa Jaye to mehndi ya sindoor kaise lgvaye
Lagwa sakte hai kya nahin karni hai
@@Mypacificwall smGh nhi aaaya lgana ya nhi
Humne didi Tulsi per Diya Jala Diya Hai Uska udyapan Bhi kar diya hai
Great 👍🏻
Dharti Mata ka niyam kese le
ruclips.net/video/pnQUMs9mp1g/видео.htmlsi=v_Ov5bnLjK_gmich
Aap kon sa niyam le rehe ho p. Batana ji
Mei mala jap ka niyam lena chahti hu baki Jo parbhu ki echha🤗🤗
Sankranti ke baad 7 din dharti mata ki kahani sun sakte hai
Dharti Mata Ki kahani sunane ka jo niyam hai ya to 1 sal ka Liya jata hai ya to 7 din ka Jo saat din ka niyam lete hain vah sakraat se pahle 7 din kahani sunte Ho sakraat ke din udyapan karte hain aur agar aapane 7 din ka niyam Liya Hai to saat din aapko vrat bhi karna padega iska detail video hai channel per aap ek bar dekh lijiye
But being a women ye niyam period ke karan ek month b nhi ho pate ek sal kaise kre
Video mei btaya h ki kya karna h🤗🤗
लड़कियाँ मकर संक्रांति कैसे उठाए
Tumhari ladkiyan paath Puja ka niyam le sakti hain padhaai mein koi niyam vah le sakti hain Vidya ke liye Parvati Mata ke liye niyam le sakte hain laddu Gopal Ji Ki seva ka niyam le sakte hain Saraswati Mata ki kahani Sun sakti hain
mam aapne kabootar ko dana khilane ka sankalp nhi btaya
Chidi chugga ka jo niyam hota hai use Maine bataya to hai ki usmein kabutar aur sabhi pakshi a gaye hain to uske liye sabhi pakshiyon ke liye yah Dana dalne ka niyam hota hai
Suhag ka saman batne pr apni sas logo ko bhi de skte h kya ye item ya phir apne saman logo ko hi de yani devrani jethani ko hi de .kisi ne mujhe btaya ki ye jo suhag ka saman hum es din batthe h to ye saman saas logo ko nhi dena chahiye .kya shi h kya glt aap mere ko jrur btaye .kisko dena chahiye kisko nhi.
Apne se badon Ko kisi ko bhi aap hi saman de sakte hain
Ram Ji ki patal
Laddu gopal ka full video please please please please please please please 😢😢😢
Very soon
Dharmraj ki kahani kis se sunte Hain ya apne aap
Aap chahe to aap kisi se Sun sakte hain lekin agar Koi Na mile to fir aap apne aap hi ka tha kah sakte hain mobile se bhi Sun sakte hain
Pagal banana shuru kar diya Garib logon