Tragedies During Hajj 2024 | Hujjaj Hajj Experience

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 июн 2024
  • This hajj was hard to perform as temperature touches 53C degree, May be this could be the reason for forgiveness. Ya Rabb accept all hajis Hajj.
    Tragedies During Hajj 2024 | Hujjaj Hajj Experience
    Follow me on
    Instagram: mharisabdu?...
    Facebook: mharisabdu?m...
    Stay tuned for upcoming videos.

Комментарии • 67

  • @mohammadhussain2266
    @mohammadhussain2266 3 дня назад +2

    Allah aap logo ka Hajj kabool karein,

  • @ovaismohammad877
    @ovaismohammad877 5 дней назад +4

    He is my father. Retired Police Inspector.❤

  • @zoya5195
    @zoya5195 6 дней назад +5

    thank u so much, mera beta....
    hum ne 2025 me hajj ka erada kiya hua hai.....lekin 2024 k hajj ki mukhtalf videos dekh kr pareshan ho rahi thi k aise mausam me kis tarah haj kr paenge......lekin in buzrugon ki himmat dekh kr meri himmat phir se bahaal ho gai.....Alhamdulillahi rabbil aalameen.

    • @Quicksilver4321
      @Quicksilver4321 6 дней назад +1

      Saudi govt ki taraf se intezam bohut hi achhe kiye hain. Lakhon policemen aur volunteers ne pichhle 15-20 din se jeetod mehnat ki. Tabhi 18 lakhs haajion ko sambhala ja sakta hai. 2.5 lakhs se 3 lakh to unauthorised haaji aa gaye honge jo bina ijazat sadkon par pade rehte the. Aise mein agar 20 lakhs mein se 1000 log mar gaye to ye sirf Allah ki marzi hai. Zyadatar marne wale bohut kamzor ya buzurg the.
      Khana peena yahan behtreen mil raha tha.

    • @user-xi4dg7xh6o
      @user-xi4dg7xh6o 6 дней назад +1

      Bilqul hambui Allah ky fazl se abhi makka me h hamny bhi hajj Kiya .harchiz bahtar thi bas buzurg log akyly na aay Jawan ky sath aay panee khub piye or energy powder ka istymal kary

    • @mharisabdu_
      @mharisabdu_  5 дней назад

      Allah apko hajj ki sadat se jald nawaze 🤲🏻

    • @asmabudhani9403
      @asmabudhani9403 3 дня назад

      In Sha Allah Hum bhi 2025 m hajj karege ❤❤❤❤❤

    • @mohammadhussain2266
      @mohammadhussain2266 3 дня назад

      Mam, hajj asaan nahi hota, hamare bade bujurg kis tarah se aate the wo dekhine aap, us zamane mein or aaj ke zamaane mein zameen aasman ka fark hai.

  • @MohdZaid-lk9yt
    @MohdZaid-lk9yt 6 дней назад +2

    Bhot umda..
    Isse kafi sabaq lena chahiye un logo ko jo faraiza e haj ke liye umr ka akheer ka intizar karte hai...
    Halak e isme kafi takleef hoti hai khud unko aur dusro ko bhi

    • @Ruby-arts1
      @Ruby-arts1 4 дня назад

      Masha Allah bht achi video hai.

  • @yaseenvirat1899
    @yaseenvirat1899 6 дней назад +6

    I love Saudi Arabia ❤❤❤❤

  • @iramawais5027
    @iramawais5027 6 дней назад +3

    Jahan service thi aur jahan service nahi thi wahan sirf dhoop hi dhoo koi shade nahi .koi police nahi aur koi thanda pani nahi jesay jamrat k bridge se le kr mecca tak aur phir taxi tk koi bus nahi aur taxi ne lye 1200 ryal taxi k haram se hotel tak

  • @ruqaiyaalvi1463
    @ruqaiyaalvi1463 6 дней назад +1

    تقبل الله طاعتكم وصالح الأعمال

  • @haafizjifayyaz3459
    @haafizjifayyaz3459 5 дней назад

    االلہ تعالٰیٰ اور ترقی عطا فرمائے

  • @HaiderAli-ts1yx
    @HaiderAli-ts1yx 6 дней назад

    MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH bht bht mubarak ho apko Hajj Mubarak ki ALLAH PAK apka Hajj qubool kare aur apne pyare Habib Hazrat MOHAMMAD MUSTAFA(S.A.W.W) aur unke Lakht_e_Jigar Hazrat FATIMA(R.A) kai sadqay apki tamam duao aur ibadato ko apni BARGAH mein qubool ata farmaye aur apki tamam duao per KUN farma dy INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mariyam shahid aur safia shahid ko aur mere abu shahid yousaf ko bhi yad rakhiye ga Haji sahab ALLAH PAK apko hamesha apne hifz_o_aman mein rakhy aur apko her sal Hajj aur Umrah ki sadat naseeb kare apke parents kai saath aur apko khair khairyat sy Hajj karwaaye aur wapas laye AMEEN SUMA AMEEN ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @haafizjifayyaz3459
    @haafizjifayyaz3459 5 дней назад

    محمد حارث بھای آ پ کا بہت بہت مبارکباد مرے والد صاحب کا ویڈیو دیکھنا نصیب ہوا شکریہ

  • @humaimawa
    @humaimawa 4 дня назад

    bhai duao mai yaad rakhein k Allah is pak jagah ki xiarat naseeb farmaye.Ameen

  • @user-mw1qr1fx2e
    @user-mw1qr1fx2e 5 дней назад

    Masaallah duva me yaad rakhna bhai jaroor

  • @AAA_5Ys
    @AAA_5Ys 5 дней назад +1

    SHOULD HAVE RESTRICTED WALKING IN SUN, SHOULD HAVE PROVIDED SHADE ACROSS WALKING PLACES

  • @zansazco6323
    @zansazco6323 6 дней назад

    Masha Allah

  • @snasma780
    @snasma780 5 дней назад

    Subhan Allah Masha Allah

  • @DrAahad-xo6ev
    @DrAahad-xo6ev 6 дней назад

    Mashaallah Hajjeh Mabrour Mubarak! To All Hajeez!
    5 corore inshorance na de bulkeh Shades locationpe bunwadey her moqaam pe fasley k saath sath.

  • @raheelmuhammad2476
    @raheelmuhammad2476 6 дней назад

    TabarakAllh isai kehthai Hai razi b Raza Allah Haj qabool farmai

  • @MyKitchenMySpices
    @MyKitchenMySpices 6 дней назад +2

    MashaAllah very nice vlog, but please don't use filmy clips

  • @Malikology
    @Malikology 6 дней назад +8

    Salam brother...not criticizing you but requesting you to not to include funny movie clips/gifs in the video when you are discussing a very serious topic..Although i believe that your intentions are good but it seems a bit disrespectful to the hujjaj...Hope you wont mind it...

    • @mharisabdu_
      @mharisabdu_  5 дней назад +3

      Thnx will try to not include these 🤙

    • @Sam-hv6ik
      @Sam-hv6ik 3 дня назад

      Salam brother
      I like the fun moments or else the kids won't watch it
      The clips keep my younglings hooked

  • @et8759
    @et8759 6 дней назад

    Aww when he says farishta ❤

  • @nailasattar6250
    @nailasattar6250 6 дней назад

    MA SHA ALLAH viwes bharty jaa rahay hain👍

  • @user-hr8wc1ox5t
    @user-hr8wc1ox5t 3 дня назад

    💚💚💚💚

  • @abduljaleelshaik2608
    @abduljaleelshaik2608 6 дней назад

    *╔═══ ❤☀💚☀❤ ═══╗*
    💚💚💚💚💚💚💚💚💚
    *_Dear Mohammad Haris Saheb, Assalaamu alaikum. Pray this finds you in the pink of health. You had, before the commencement of HAJJ, interviewed lot of Haajis from Pakistan and India who had come through Hajj Committees of their respective countries who were put up in Azizia. And you made it a point to interview all those same HAAJIS to know their personal experiences in performing their Hajj after completing their Hajj. It was wonderful knowing their personal experience. It was further heartening to know that many of them even though being very very elderly, preferred to walk down all the distance instead of taking the help of buses and trains. I had loaded your earlier interviews of these people and also the present interview in all my group where there are more than 💯 members. It will be highly useful for the prospective Aazmeene Hajj. Thanks for all these interviews !!!_*
    *_Incidentally today I saw you in the food blog of Malik Fareed Saheb helping Fareed sab and his friend shoot his film !!! Seeing you in his food vlog I realised how small the world is !!!_*
    🌐🌐🌐🌐🌐🌐🌐🌐🌐
    *╚═══ ❤☀💚☀❤ ═══╝*

  • @Knowledgeseeker70
    @Knowledgeseeker70 6 дней назад +3

    Ye bollywood clips hateye!

  • @warisbajwa8341
    @warisbajwa8341 6 дней назад

    Huj mashaqat ka nam nai. Khushi our Khush qismati ka nam ha

  • @AAA_5Ys
    @AAA_5Ys 5 дней назад

    2024, world of technology; BUT NOT USED

  • @mrmajher
    @mrmajher 6 дней назад

    Kabhi Al Naseem buildings me aao,tab hakikat hum bhi bayan kr de

  • @ashuimmi5173
    @ashuimmi5173 6 дней назад +1

    Saudi police👍

  • @DrAahad-xo6ev
    @DrAahad-xo6ev 6 дней назад +1

    Mashaallah ye scooter kya mojeh mil sakta he kahan se millayga, Haris sb?

    • @mharisabdu_
      @mharisabdu_  5 дней назад

      Ji bilkul mil sakta he.
      Mene ye amazon se liya h

  • @warisbajwa8341
    @warisbajwa8341 6 дней назад +1

    Mina k raston per her country. K khemon ki tarf country flag oncha Laga hona chay.

  • @AAA_5Ys
    @AAA_5Ys 5 дней назад

    80 yrs, should avoid walking

  • @SATPetCattleBirdsFishAquarium
    @SATPetCattleBirdsFishAquarium 6 дней назад

    🌹📿💐❤🤍

  • @najmaimran1774
    @najmaimran1774 6 дней назад

    itni amwaat q hoe hajj k duran?

  • @tahniyatsaher499
    @tahniyatsaher499 3 дня назад

    Don’t use memes in between the vlog

  • @moinahmed6808
    @moinahmed6808 6 дней назад +3

    Asli kahani aur casualty to apna bataya hi nhi apne video mai. Kareeb 1000 hujaj jisme se 90 Hindustani saheed ho gaye aur ab tak na jane kitne missing hai.
    Yeh casualty 10 dul hijja ko Jamarat jaane aur waha se wapas aane ke dauraan hukumat ki mismanagement, sadeed garmi aur isme hajiiyo ko15 -20 km paidal chalna aur peena k paani ka n milne ki wajah se hui. Rasto ko band karke huajjaj e karam ko divert kiya gaya aur unhe apni mina ki camp mai wapas jaane ke liye kai-kai kilometers chalaya gaya jiski wajah se dehydration hui aur paani n milne ki wajah se unki sahadat. Yeh hai asli Tragedy..One of the links of RUclips showing the tragedy :
    ruclips.net/video/5EgvoOxxYK4/видео.htmlsi=RBiii95UCON3SuIY
    ruclips.net/video/c0cDWq-OtbI/видео.htmlsi=CiQkpKeTC2r5E7Pw

    • @user-ns5ef2du8f
      @user-ns5ef2du8f 6 дней назад

      Saudi government ki taraf se abhi tak figure nahi update hue hai to aapne ye figures kahan se liye hain?
      Kya aap gebat karna ya tohmat lagana pasand karte ho?
      Aur suni sunai baat ko aage badane ka amal humko jhootha sabit karne ke liye kafi hai to isse bachna chahiye hamein.
      Aur Allah ne farmaya hai ki agar hum uski di hui ne',maton ka shukar ada karenge to Allah hamari ne'matein badhayega aur agar humne nashukri ki ...
      Allah humko nek taufeek aur akl-e-saleem ata kare. Ameen.

    • @moinahmed6808
      @moinahmed6808 6 дней назад

      @@user-ns5ef2du8f yeh casualty ki figure trusted news agencies se available hai jo tum RUclips par serach karke khud dekh lo. Aur raha sawaal suni sunai baato ka to mai bata do yeh saari karguzari mere relatives aur mere dost jo is saal hajj ke safar pe gaye hai waha se phone par baat kar ke mujhe bataya hai. Woh khud ab hajji ban gaye aur bataya jo haulnak manzaar unhone khud waha dekha

    • @moinahmed6808
      @moinahmed6808 6 дней назад

      @user-ns5ef2du8f Maine jo casualties ki figure di hai woh trusted news agencies se liya gaya hai jisse tum bhi You tube par Death at Hajj 2024 likh kar search kar sakte ho. Khud dekhlo ki media mai kya kya aa raha hai. Aur rahi baat suni sunai baat ka to meri relatives aur kuch jaan pehchaan wala aur dost is saal hajj pe gaye hai aur woh ab haji ban gaye hai unhone hi 10 dul hijja ka jamaarat ke aas paas k haulnak manzar phone pe mujhe bataya ki itni sadeed garmi maii unko kitna aziyat hui aur kaise haji waha us din paani ke liye taras gaye.Unhone khud apni aankhon se dead bodies dekhi hai. Yeh koi tohmat aur geebat nhi balki sachai hai jisse tum jaise zaroorat se zyada akalmand insaan manna nhi chahte ya chupana chahte hai. Par yaad rakhi sach nhi chupega.

    • @user-ns5ef2du8f
      @user-ns5ef2du8f 6 дней назад

      @@NoreenZehraCalligrapher kaunse tour se gaye the aap?

    • @moinahmed6808
      @moinahmed6808 5 дней назад

      @@NoreenZehraCalligrapher It's is because of so many casualties and their failure to handle the crowd they had closed jamarat till 4pm on 11 dul hujja.Even my relatives who performed hajj this year complained about the rude behaviour of police and road blockages all over Jamaraat.
      This is a link of a news Agencies reporting deaths ruclips.net/video/c0cDWq-OtbI/видео.htmlsi=CiQkpKeTC2r5E7Pw

  • @AAA_5Ys
    @AAA_5Ys 5 дней назад +1

    Remove funny clips immediately

  • @iramawais5027
    @iramawais5027 6 дней назад

    Padal aasan hain .20 minute ki train per janay k lye 6 se 8 kilometer pahar ki choti per chalatay hain.agli bar train per koi na jai .pedal hi jao

  • @warisbajwa8341
    @warisbajwa8341 6 дней назад

    2 din sy khany ko Kuch nai dia hota

    • @MrA-km8ws
      @MrA-km8ws 6 дней назад +1

      Kya Baath karahe ho yaar aap ....pura hajj dino main itna muft kisam ke drinks aur snack boxes har dine siwa tents pe extra dete rahe Saudi authorities. Itna kyal rakta saudia aur hajj pe sirf nahi pura saal garmi ke waqt makkah aur madinah main aur iftar service Monday aur Thursday

  • @faiyazahmed9585
    @faiyazahmed9585 5 дней назад

    Haaris,kya,aap,circus,kejokar,ho

  • @mohammadadeem6906
    @mohammadadeem6906 4 дня назад

    Are mere bhai ye faltu ke content mat upload karo Hajj ka matlab hi takleefe hai

  • @MohsinKhan-ix8bh
    @MohsinKhan-ix8bh День назад

    99% log buddape ka wait karte hai hajj karne ke liye. 70+ ki age hoti hain tab jate hai hajj karne aur unko indian subcontinent ke temperature ki aadat hoti hai waha jake jab extreme temperature me jate hai tab tabiyat kharab ho jati hai. Waha mostly log jate hai to khane pine ka dhyaan nai karte ab budhape me jaoge bhooke pet bina pani ke to yehi hoga na.

  • @azizaazhar1697
    @azizaazhar1697 22 часа назад

    Tim log chup ho jao jao koi doosray tareeqy say you tube per kamao