Excise Constable Recruitment: फिजिकल टेस्ट के दौरान कई अभ्यर्थियों की हालत खराब, अस्पताल में भर्ती

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 9 ноя 2024

Комментарии • 43

  • @Xyzhkp
    @Xyzhkp 2 месяца назад +8

    Jharkhand Sarkar ko itne Din physical chalane ki kya jarurat Thi 1 Din Mein Hi samapt kar deta Ek Do lakh vidyarthiyon ko ek din running Karva deta Itna Saksham To Hai Jharkhand Sarkar

  • @pradeepkushwaha2078
    @pradeepkushwaha2078 2 месяца назад +3

    10 km ki running koi badi baat nhi..lekin kis tym running krai jaa rhi wo dikkat krta h .. tez dhoop me running krna bht tough hota h ..

  • @muskansingh7564
    @muskansingh7564 2 месяца назад +4

    Pehle written exam Lena tha ..tb physical..krana chahiye tha .kya bewakoof sarkar hai ..wo matr 544 se sirf 600 seat ke liye itna bhid ..

  • @nishantprashant1310
    @nishantprashant1310 2 месяца назад +3

    Morning shift me aur evening shift me sahi ground me kyu nhi daudaya jata hai . Bacho ki halat kharab ho jaye to field ke pas medical team aur pine ka pani ki proper vyawastha honi chahiye thi . Dehydration bhi ho jata hai itna lamba daudne k bad

  • @hy2jz
    @hy2jz 2 месяца назад +2

    सब सीट बेचा जा रहा है PGT बेचा lab assistant बेचा अब इसको भी बेच देगा

  • @purohit8838
    @purohit8838 2 месяца назад

    Thanks for raising the issue .....that's some serious issue but government is silent and not doing enough to facilitate them required for the running

  • @AmarjeetkumarAmarjeetkumarSing
    @AmarjeetkumarAmarjeetkumarSing 2 месяца назад

    God bless you bhai hanuman raksha kijie bhai ka JAY SHRI RAM

  • @Abhiraj-dy3lj
    @Abhiraj-dy3lj 2 месяца назад +2

    😐Bata du ki track bilkul sahi hai,, isi hawiadde par pehle bhi kai baar CRPF, BSF, JHARKHAND POLICE ki running hui hai. Or sabhi process successfully complete kiya gya hai..... Ye problem unhi students ke sath ho rhi hai jinki practice achi nhi hai.... Abhi to shoes wear kar ke bhi log run kar sakte hai..... 2014 ki CRPF running me logo ne without shoes running ki thi or use complete bhi kiya tha.

    • @nidhi_gaurav_shukla
      @nidhi_gaurav_shukla 2 месяца назад +3

      Sahi kha apne or running ke liye faltu medicine injection use kr rae h

  • @NiteshkumarYadav-f8m
    @NiteshkumarYadav-f8m Месяц назад

    Thik he bhai

  • @apkabhai5888
    @apkabhai5888 2 месяца назад +1

    Kabhi running kiye nhi chal dete h running krne to kya hoga jahir si bat hai hai girna ... running krne wale ke liye barasat.dhup mayene nhi rakhta ..hm bhi dhup me running kiye ranchi me ..54 mint me qualify kiye dhup bahut tez tha fhir bhi ...gulkoj liye the kewal ...ye log dawa kha ke running kiye honge es wajah se ye halat hai⚔️⚔️⚔️⚔️

  • @CHANDANKUMAR-yg3qh
    @CHANDANKUMAR-yg3qh 2 месяца назад +1

    Purana system thik tha , pahle exam phir running

  • @muniramhansda3602
    @muniramhansda3602 2 месяца назад +1

    Jharkhand ka hal behal hi rul regulations nahe hi 60:40 hi

  • @ashutoshkumarsingh7071
    @ashutoshkumarsingh7071 2 месяца назад +1

    Are uskk aaram karne do hospital me disturb mat karo yar.

  • @Priya_2128
    @Priya_2128 Месяц назад

    1 sep ko tha Kolkata wali jo h..
    Kuki ek din pehle just mere bgl me soi thi or...iska running 20 min me ho gya tha but 100 matter piche gir gyi becharii...iska nam riya h...playlist contact me riya

  • @inderkumar2290
    @inderkumar2290 2 месяца назад

    Running ka timing sahi nahi tha

  • @दीपकसिंह-ब1म
    @दीपकसिंह-ब1म 2 месяца назад +2

    15 का मौत हुआ है भैया

  • @afinbaraik27
    @afinbaraik27 2 месяца назад +2

    पत्रकार बेकुफ है क्या क्या पूछता कितने मरे कितने गिरे o खुद गिरा तो ये सब गिन रहा था 😂

  • @prakashmunda-xf1dn
    @prakashmunda-xf1dn 2 месяца назад

    2 मिनट 20 सेकेंड विडियो चलने के बाद एक ममता दीदी बंगाल से

  • @dhirenkumar8751
    @dhirenkumar8751 2 месяца назад

    September mein dhoop bahut tez hoti hai be safe

  • @KajalKumari-bd2mj
    @KajalKumari-bd2mj 2 месяца назад +2

    Are bhai practice kiya karo ye nahi ki admit card nikla aur chalo daudne to ye hoga hi... Jab se form bhare hai tab se practice kyo nahi kiye... Ab dhup aur sarkar ko dosh dene se kuch nahi hoga

    • @alokkumar-lk3bj
      @alokkumar-lk3bj 2 месяца назад

      10 km kaun pariksha me dortha hai? Esleye hm nhi bhare

    • @Abhiraj-dy3lj
      @Abhiraj-dy3lj 2 месяца назад +1

      Issi ground par CRPF,BSF or jharkhand police ki running pehle bhi ho chuki hai bina kisi problem. Inhe to shoes wear krne ki permission hai.....2014 CRPF ka running isi ground par hua tha wo bhi without shoes. Logo ne use complete bhi kiya tha or usme abhi ke tarah koi massive accident bhi nhi hua tha.....problem candidates ke running practice me hai na ki running field or system me. ​@@alokkumar-lk3bj

    • @alokkumar-lk3bj
      @alokkumar-lk3bj 2 месяца назад

      @@Abhiraj-dy3lj wo bhi kya 10 km dore the kya?

  • @prakashmunda-xf1dn
    @prakashmunda-xf1dn 2 месяца назад

    10km हो या 1600m मुझे कोई दिक्कत नही

  • @Vishalyadav-samastipur
    @Vishalyadav-samastipur 2 месяца назад +6

    गलती आयोग की नहीं हैं बल्कि अभ्यर्थियों को धूप बर्दास्त नहीं हो रहा हैं

    • @CopRimson7873
      @CopRimson7873 2 месяца назад +1

      Baher karne ka tarika bahut hi khatarnaak hai iss mein maut ho rhi hai aur tum aise jawab de rhe ho shame yar

    • @Vishalyadav-samastipur
      @Vishalyadav-samastipur 2 месяца назад +1

      @@CopRimson7873 देखो भाई 10km दौर कोई आसान दौर नहीं है जो दौरता है वहीं जानता है और बात रही छाटने की तो आयोग हर हाल में 583 अभ्यर्थियों का ही चयन करेगा

    • @Xyzhkp
      @Xyzhkp 2 месяца назад

      Jharkhand Sarkar ko itne Din physical chalane ki kya jarurat Thi 1 Din Mein Hi samapt kar deta Ek Do lakh vidyarthiyon ko ek din running Karva deta Itna Saksham To Hai Jharkhand Sarkar

    • @Adiwasikandulna
      @Adiwasikandulna 2 месяца назад +1

      Practice karne ke upar hai bhai sahab mai to 38 min me complete kar diya ​@@Vishalyadav-samastipur

    • @udgaryadav5264
      @udgaryadav5264 2 месяца назад

      Ye kya bakwas kar rahe ho physical me 10 km daur nahi karana chahiye 10 km bahut duri ho jata hai aur ground bhi samtal nahi hai 11 students ke maut ka jimmedar aayog hai aaj tak ssc GD aur CPO me kabhi esa nahi hua maine kisi bhi defence exam me 10 km daur nahi deka

  • @afinbaraik27
    @afinbaraik27 2 месяца назад +1

    बस इसी सोच में कई लड़के मार गए की गिरा है तो जरूर कुछ दवाई लिए है कुछ खाया अबे लड़ के बार जब पोस्टमैडम रिपोर्ट देखो,

  • @BrajeshKumar-jg2to
    @BrajeshKumar-jg2to 2 месяца назад

    Ye aayog ko distance km karni chahiye

    • @udgaryadav5264
      @udgaryadav5264 2 месяца назад

      Right jayada se jyada 5 km honi chahiye

  • @SatyajeetKumar-s6v
    @SatyajeetKumar-s6v 2 месяца назад

    Maal to achha hai

  • @jaiShreeRam-ks7ix
    @jaiShreeRam-ks7ix 2 месяца назад +1

    Isliye kahate Hain duniya hilana hai to hilana band karo

  • @dileepbarnwal7913
    @dileepbarnwal7913 2 месяца назад

    Bhai ese patrkarita mat kro yaar. Ek maut pe latka hi usase puchh rhe ho kitan elog mar gaye??
    Thoda sensible bano.

  • @pandeybrother4025
    @pandeybrother4025 2 месяца назад

    Areee pagal pan hai 😅 kuvh bhi karlo

  • @SumitaHansda-m5e
    @SumitaHansda-m5e 2 месяца назад +1

    Are tmlog acha s teyari krta to nikal jata

    • @inderkumar2290
      @inderkumar2290 2 месяца назад +1

      Jiska dohpar dhoop me running tha usi ko pta chalega