Lokesh bhai mujhe bhi Customer roadside se Momos lene ke liye bola tha or us dukan ka na to number tha customer ke pass na address bus redlight ke samne lagata hai ye kah rha tha mene mna kiya to customer abusing karne laga tha aise me porter ki responsibilities thi ki customer ki id blocked karke ride cancel karni thi jabki ride cancel karke pe meri hi id block kar di thi Video mene channel par abhi bhi live hai ruclips.net/video/pkmF_CL8RyY/видео.htmlsi=0a1_gpalVBSpQ65D
Sir mera ek chota sa suggestion hai ap logo se jin riders ke sath esa hua hai unse milke ek advocate hire kar ke consumer court me porter ke khilaf case kariye jab ek notice porter office jayega na court se sare niyam ho jayenge porter ke 🙏🏻
Vsk bhai mere sath bhi aisa kiya tha porter ne cahndni chowk se parcel pickup krne gya customer 35 kg ka wait de raha tha aur mujhe bol rha ki 30 kg wait toh allow hai porter mai maine bola pehle porter app pe rules dekh sahi se fir baat kariyo aur mai nhi le ke jauga itna weight saale customer ne jhutha reason daal diya ki paise faltu maang raha tha aur maine porter ke app pe option aata hai jo usspe btaya bhi ki galat kaarn hai fir bhi 3 din ke liye meri id block kar di inn mc ne
Mere sath bhi aisa hone wala tha, but mene parcel nhi diye the. Customer ko amount pay krna pada, mene bol diya ke jab tak aap pay nhi karoge, mai aapko parcel nhi dunga, mai wapas le jaunga ise. To usne pay kiya fir amount.
@@ronofficial419 arrey bhai payment due kese ho sakti hai ap ye to socho agar koi customer apko pay nahi karega or ap done nahi karoge to vo call complete nahi hogi jb call complete nahi hogi to apko aage call milegi nahi or ek br mein 1k se uper pending possible hi nahi hai.
Riders ki galti hai...1000 rs dete hain joining ke..har condition mante hai company ki...kisi bhi achi company mein joining fee nahi li jati but rider are paying..go to porter office & demand your right...
Rider ko Ride ke paise milte na ki Customer Due Amount Vasoolne ke ye company ki jimmedari hoti h Customer se paise wasoolne ki lekin rider par thop diya jata h sara tention
Uber mai mere sath bhi hua tha customer ne mana kar diya tha 800 rs the lekin uber ne khud mere wallet mai 800 rs daal diye the porter toh ek number ki haramkhor company hai meri id 3 din ke liye suspend kar di customer ki jhuthi complaint ke chakkar mai inke customer bhi haramkhor hai aur customer care wale bhi
🔥 Kolkata sei hu...Porter FARUD company hai,A company Kavi vi RAIDER ki sunti nehi hai,chaye kuch vi ho jaye,AllTime CUSTOMER ko hi SUPPORT karte hai😡 CUSTOMER ka kitni vi galti ho
Porter ek 420 company hai mere sath bhi aye se he hova hai maine koi bhi order cancel karke personal delivery nahi kiya magar porter ne bola ki main order cancel ke delivery kiya bolkar meri id permanently block kar diya. Agar koi porter main kaam karna hai to soch samj kar karo sirf apne risk pe porter ap ko madad nahi karega.
Costomer se utna lagab qiu hai apko keya sab kuch costomer hai keya raider kuch nahi agar apko raider he sab kuch nahi hai to ap costomer se kam karalo na is mai raidero ko qiu kam kara rahe ho 😡😡😡😡😡😡😡😡😡🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬😞😞😞🤬 ye porter walo ke liye hai
पोर्टर पागल हो गया है l आज मैने नजफगढ़ से गुड़गांव की ट्रिप की 330 की वहां एक किलोमीटर एस्ट्रा चलने के 119 rs जोड़ दिए पोर्टर ने तो कस्टमर की आंखें उल्टी हो गई 😂 फिर 1 घंटा कोई ट्रिप नहीं आईं लेकिन अचानक से 7 ट्रिप मिस का मैसेज आ गया
Aise situations me customer se jo amount rider ko show ho raha tha wo amount lena chahiye tha. Ager customer mana karta hai to . Wo time customer care call karke batana chahiye tha.. fir kuch nahi huaa to customer ko bolana chahiye tha aap order cancel karo . Or jo parcel hai wo . Jahase pickup kiya tha uske pass chod dena chahiye tha or usko bolana chahiye tha ki order cancelled karo .. tumara.id bhi block nahi hota tha or tume cancellation ka paise milta tha..
Riders ka kaam hai parcel delivered karna or apni delivery ke paise lena or poter customer ke pichle paise lena ye rider ke uper thop dete hai jabki poter company ki apni sir dardi honi chahiye pichla paisa nikalvana riders ka kam apni delivery ke paise lena banta hai poter kon sa fix sallery de rahi hai ya fir swigy,jomato ki tarah kam de rahi hai jo riders inke pichle paise nikalva kar in ko de ye toh sarasr loot macha rakhi hai is company ne sare riders ek ho jao or milkar sab isay sabak sikhao
Jab bhi ase order aye cash collect ki jagah porter support par text kar customer not doing payment kar dena and porter se patment mile option par click kare pase turant apke account mai aajayenge kyuonki porter ka system hinase hai jase recording mai sunaya wo bhi rider ki jimedari hai toh rider bhi jimedari naa le cash collect karne ki mere saath bhi ase hua tha 3 baar par maine yahi option chuna
Sir kal 31st dec ko punjab band tha par mein customer ka order deliver karke aaya wo bhi kheto se nikal kar aur porter ne meri id 24 hour ke liye block kar di aur wo bhi late dene ke liye saman
Porter wo Blue Whale walo game hai jo apko aatmahatya ko majbur karday kahi bhi bhej deti hai majburi main bhadugarh, balwgarh, greater noida, Manesar bhejdeta hai barish main
Mere sath b hua tha Company boli purana nahi de raha hai customer to abi ka lelo, maine le liya, Baad me mere account se kaat liya dues, maine 2 din baad complaint ki, fir conference call hui, fir jakar sahi hua sab
Bhai Pehle Ka Due Amount hoga Lekin Customer Ke Due Amount ki Jimmedari Rider ki Nahi hoti h..Rider ko Ride ke paise milte h na ki Due Amount Vasool karne ke
Bhai ise 1300 bharke I'd chalu kar leni chahiye thi aur fir ek mahenga parcel leke bina pic kiye cancel kar dena chahiye tha bas fir porter wale baar baar call karte tab apna aap mamala solv hota
Jayda tar yahi hota hai Mishra ji log parcel de dete hai phir bolte hai scanner behj do karta hun yahi laga rehta hai uper se company trusted or non trusted customer ka rona laga deti hai 😂
Kal mai porter par ek food delivery pick up krne gaya 5 km dur se.to shop par ja kar pata laga ke vo order koi or le kar ja chuka hai.n mere sath ek rider or aaya porter se hi 2 rider shop par the.n shop wale ne parcel bhi nahi diya.
Bhai labur court may aplication dal to ka bar recoding aap ke pas h phir dekho jalwa lokesh bhai sath may logo ko labur court ke bare may batao kase co hat jode khede rathe h
Jab customer ka pichhla payment due hai toh Porter ne uska new order accept kyun kiya. Pehle customer se due payment karwana chahiye. Ismein sari fault porter ki hai. Rider ki mehnat se hi porter chal rahi hai.
Customer toh apne aapko king samajhte hain kitna bhi bhari saman hain upper lake diyo bolte kate.. Customers ko khayal hona chahiye Yeh log kitne majboori Mein karte hain.... Lekin customers inlog ko naukar samajhte hain... Rules aana chahiye jo bhi parcel hain ghar ke bahar aake lena chahiye... Yeh delivery boys dhoop aur barish Mein aate hain saman leke wo log ko bhi aapka support chahiye kabhi tips bhi dediya karo yar wo log ko...
Shame on porter Ab inhone jyada atyachar karna shuru kar diya hai Iska ek hi jawab hai Sare riders mil kar is chor company ki shikayat PMO office me karo Ya fir poore Delhi NCR ke Rider's milkar strike kare aur inhe Rider's ki value samajh me aaye Hume milkar apni ekta dekhani hogi ek hona hoga kyoki ek hai toh safe hai Agar hum sab ikkatha rahenge union me rahenge toh hi hamara network majboot rahega aur hume value milengi aur inhe akl aayegi
Bhai koi strike nahi karega mujhe pata hain kio ki kuch rider ki bhi galti hain jisko lalach bolte hain but unko malum nahi hain unse majdoori hi Kara rahe hain kama ye log rahe hain
Main uber pe parcel leke gaya baadis me 45km ka tha janakpuri se gurgaon amount tha 807 rupaye online payment thi jaise maine deliver Kiya order mere wallet me 807 rupay show huye aur thodi der baad amount zero ho gaya tab mera mind kharab tab main customer pe complaint ki 72 hours ka time diya aur uske baad bhi paisa nahin aya to maine ek mobile ka parcel bine pick kiye le liya aur leke ghar aa gaya customer ka call aya maine bol diya bhai uber pe complaint karo usne mujhe sunaya maine baat nahin fir uber call aya tab mujhe 15 minut me mera vo amount mere account me aya aur tab jakar maine mobile deliver Kiya aur customer ko samjhaya ki apka mobile kahin nahin jata bas mujhe apne rupay nikalvaane the company se
Sb se best hai ki bhai jo kro Poter parcel chhodne jao tb apne liye job ki baat krte rho ku hm co Manager hr sb milte hai apne liye unse job ki bhi bt krte reho jese ya ho kishi na kishi din koi to btya ga
यह सारी ऑनलाइन प्लेटफार्म एक तरीके से साइवर फ्रॉड जैसा है देश मैं गरीवी बहुत है जनता जाये तो जाये कहाँ करे तो क्या करे मसला बहुत बड़ा है और सुनवाई कही नही
Mere pas bhi aesa hi kuch huaa tha Bolte hai aap paisa lena padega customer se Yeha kohi tarika hai bolne ka Yeha karna hai to company band kar dena chahiye Jab ham log ki jimedari hai to
Bhaiya Mere Sath Bhi Ek Bar Aisa kiya tha powder ne 320 ki booking thi customer ke paise a rahe the 487 a rahe the customer Ne nahin diya Mujhe 320 Diye Porter wale bhaiya Mujhe kah rahe hain sem Tu sem Jaise yah bol rahe hain Jaisa yah bhaiya ke sath Hua Hai vaise hi Mere Sath hua Kaise customer se paise lo customer Nahin Aata Porter wale kya hai Mere customer ko bahut request Karen bahut Mushkil se usne mujhe paise De Diye yah portal mein bahut gandi Aadat hai Aise Kabhi Truck ka kharabi bike wale per Dal Denge isliye Soch samajhkar portal Chalana thankyou bhaiyon dhanyvad bhaiyon 🙏
Sir simpal se baat hai , online kam hai to , amount online paid krwao , me Zomato rider hu , pr keslimt 500,1000, ki limit deta hai , or ,cod , parsal dedta hai , bs limit ki to machudhyi, isliye Maan nhi hai , in online company me kam karne ka
Bachoo ye sab jo tum dekh rahe ho ye sab government department se sekhte hai aur wasa hi apne private Business me karte hai , government department me bhi koi nahi sunta ek number ke jhoote, chor aur corrupt hai log.
Bhai Parcel vo Aadmi jabardasti le hee leta ...jiss ne cash nahi Diya kya vo parcel nahi cheen leta ... complain karta porter mai ke rider ne parcel maar liya
O Bhai porter ka process hi essa hai ki porter ki payment kahi mari hi nahi jaa sakti to due possible hai hi nahi.if the porter rider is delivered something to the customer and customer received the parcel and not ready to pay the amount in that case rider will be charge because rider required more orders for to make earning. So how can this possible due amount remains on customer.
Lokesh bhai mujhe bhi Customer roadside se Momos lene ke liye bola tha or us dukan ka na to number tha customer ke pass na address bus redlight ke samne lagata hai ye kah rha tha mene mna kiya to customer abusing karne laga tha aise me porter ki responsibilities thi ki customer ki id blocked karke ride cancel karni thi jabki ride cancel karke pe meri hi id block kar di thi Video mene channel par abhi bhi live hai
ruclips.net/video/pkmF_CL8RyY/видео.htmlsi=0a1_gpalVBSpQ65D
Sir mera ek chota sa suggestion hai ap logo se jin riders ke sath esa hua hai unse milke ek advocate hire kar ke consumer court me porter ke khilaf case kariye jab ek notice porter office jayega na court se sare niyam ho jayenge porter ke 🙏🏻
Vsk bhai mere sath bhi aisa kiya tha porter ne cahndni chowk se parcel pickup krne gya customer 35 kg ka wait de raha tha aur mujhe bol rha ki 30 kg wait toh allow hai porter mai maine bola pehle porter app pe rules dekh sahi se fir baat kariyo aur mai nhi le ke jauga itna weight saale customer ne jhutha reason daal diya ki paise faltu maang raha tha aur maine porter ke app pe option aata hai jo usspe btaya bhi ki galat kaarn hai fir bhi 3 din ke liye meri id block kar di inn mc ne
@@VSKVlogs VSk Bhai Riders bhaiyon ki koi importants nahi Hoti chahe koi bhi Company ho hum bus Kolu ki Bail hain Bus or kuch nahi..
Ola, uber, porter, Zomato, Swiggy or isne jesi sabhi company jo hai inko majdoor nahi majboor chahiye 🙏
100 Percent mere bhai
बेरोजगारी का फायदा उठा रही हैं ये सब कंपनी
Abe ye kya bol rha he uber ola swiggy zomato sab shi he bus porter kharab he 😂😂😂
Sabhi rider mil kr 7 day ke liye portar ko uninstall kr do tabhi portar ki nid khulega.. 7 day other app par switch ho.jaye.lekin sabhi
😂
Mere sath bhi aisa hone wala tha, but mene parcel nhi diye the. Customer ko amount pay krna pada, mene bol diya ke jab tak aap pay nhi karoge, mai aapko parcel nhi dunga, mai wapas le jaunga ise. To usne pay kiya fir amount.
@@ronofficial419 arrey bhai payment due kese ho sakti hai ap ye to socho agar koi customer apko pay nahi karega or ap done nahi karoge to vo call complete nahi hogi jb call complete nahi hogi to apko aage call milegi nahi or ek br mein 1k se uper pending possible hi nahi hai.
Baycpott porter 😢me to porter pe kaam krne ki soch rha tha par bach gya ab nhi
Riders ki galti hai...1000 rs dete hain joining ke..har condition mante hai company ki...kisi bhi achi company mein joining fee nahi li jati but rider are paying..go to porter office & demand your right...
Kya isame consumer form me sikayat darj nahi kara sakte...
Rider ko Ride ke paise milte na ki Customer Due Amount Vasoolne ke ye company ki jimmedari hoti h Customer se paise wasoolne ki lekin rider par thop diya jata h sara tention
Same chij mere saath huyi thi uber me, 500 due thaa customer ne Dene se mana Kar diya ,but uber ne 500 wallet me daal diye the ,thanks to uber
Uber mai mere sath bhi hua tha customer ne mana kar diya tha 800 rs the lekin uber ne khud mere wallet mai 800 rs daal diye the porter toh ek number ki haramkhor company hai meri id 3 din ke liye suspend kar di customer ki jhuthi complaint ke chakkar mai inke customer bhi haramkhor hai aur customer care wale bhi
🔥 Kolkata sei hu...Porter FARUD company hai,A company Kavi vi RAIDER ki sunti nehi hai,chaye kuch vi ho jaye,AllTime CUSTOMER ko hi SUPPORT karte hai😡
CUSTOMER ka kitni vi galti ho
Porter ek 420 company hai mere sath bhi aye se he hova hai maine koi bhi order cancel karke personal delivery nahi kiya magar porter ne bola ki main order cancel ke delivery kiya bolkar meri id permanently block kar diya. Agar koi porter main kaam karna hai to soch samj kar karo sirf apne risk pe porter ap ko madad nahi karega.
Protar me सोच समझकर काम आगे करना चाहिए 😮
Pandit ji aap ne bhot acha Gyan Diya 😊
Costomer se utna lagab qiu hai apko keya sab kuch costomer hai keya raider kuch nahi agar apko raider he sab kuch nahi hai to ap costomer se kam karalo na is mai raidero ko qiu kam kara rahe ho 😡😡😡😡😡😡😡😡😡🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬😞😞😞🤬 ye porter walo ke liye hai
पोर्टर पागल हो गया है l आज मैने नजफगढ़ से गुड़गांव की ट्रिप की 330 की वहां एक किलोमीटर एस्ट्रा चलने के 119 rs जोड़ दिए पोर्टर ने तो कस्टमर की आंखें उल्टी हो गई 😂 फिर 1 घंटा कोई ट्रिप नहीं आईं लेकिन अचानक से 7 ट्रिप मिस का मैसेज आ गया
❤ आप बहुत अच्छा काम कर रहे है।
Police complaint karo company ki
Porter bahut problem de rha hai mere paise bhi liye hai lekin abhi tak wapis nhi aye
Maine toh porter isliye kabhi join hi nhi kiya, I'd banai thi, par 1000 nhi diye , bechare ph karte rahe ,jaldi join karo😊
Good job lokesh bhai❤
कंपनी को सिर्फ इसकी कमिश्नर से मतलब है और कुछ मतलब नहीं है किराया बहुत कम देता है कंपनी ड्राइवर को तेराना होता है
Ase harmi portar castmar ka 1300 baki Kyo rkhti hai portar wale
Right 👍
Sahi kaha bhai aapne mere sath bhi esa hua tha 5 mahine pahle
Aise situations me customer se jo amount rider ko show ho raha tha wo amount lena chahiye tha. Ager customer mana karta hai to . Wo time customer care call karke batana chahiye tha.. fir kuch nahi huaa to customer ko bolana chahiye tha aap order cancel karo . Or jo parcel hai wo . Jahase pickup kiya tha uske pass chod dena chahiye tha or usko bolana chahiye tha ki order cancelled karo .. tumara.id bhi block nahi hota tha or tume cancellation ka paise milta tha..
Riders ka kaam hai parcel delivered karna or apni delivery ke paise lena or poter customer ke pichle paise lena ye rider ke uper thop dete hai jabki poter company ki apni sir dardi honi chahiye pichla paisa nikalvana riders ka kam apni delivery ke paise lena banta hai poter kon sa fix sallery de rahi hai ya fir swigy,jomato ki tarah kam de rahi hai jo riders inke pichle paise nikalva kar in ko de ye toh sarasr loot macha rakhi hai is company ne sare riders ek ho jao or milkar sab isay sabak sikhao
Jab bhi ase order aye cash collect ki jagah porter support par text kar customer not doing payment kar dena and porter se patment mile option par click kare pase turant apke account mai aajayenge kyuonki porter ka system hinase hai jase recording mai sunaya wo bhi rider ki jimedari hai toh rider bhi jimedari naa le cash collect karne ki mere saath bhi ase hua tha 3 baar par maine yahi option chuna
Sir kal 31st dec ko punjab band tha par mein customer ka order deliver karke aaya wo bhi kheto se nikal kar aur porter ne meri id 24 hour ke liye block kar di aur wo bhi late dene ke liye saman
Bahut badhiya baat Kahi
Regular portar castmar nahi hai to itena pisa baki Kyo rkhte hai portar wale
मेरा भी यही हाल हुआ यहां जो मिश्रा सर ने पूरी वीडियो भी बनाई थी मेरी समस्या के ऊपर 😢😢😢😢😢1850 रुपए भरे मैंने 😮😮😢😢
Sahi bat h bhai
Kiya
Aapka hi to naam liya hai video main
Good sir sarkar se madad honing chahiye company ko Gajanan chayiy
Jaise ola ke office mein Aag lagai thi
Porter wo Blue Whale walo game hai jo apko aatmahatya ko majbur karday kahi bhi bhej deti hai majburi main bhadugarh, balwgarh, greater noida, Manesar bhejdeta hai barish main
Mere sath b hua tha
Company boli purana nahi de raha hai customer to abi ka lelo, maine le liya,
Baad me mere account se kaat liya dues, maine 2 din baad complaint ki, fir conference call hui, fir jakar sahi hua sab
We fast Aisa nahi karti hai jitne ka amount hai utna hi milta hai 😊😊
V fast klna pass kam kar dy ha
Ab bakar ho gi
Rate kam hai we fast mein
@@AmitYadav-yn4jf Mumbai mein price accha hai
Bhai Pehle Ka Due Amount hoga Lekin Customer Ke Due Amount ki Jimmedari Rider ki Nahi hoti h..Rider ko Ride ke paise milte h na ki Due Amount Vasool karne ke
Zomat bhi aysa hi krte hai is pe bhi vedio banni chahiye
Police complaint kar ya fir consumer court me
Mere saath bhi aisa hua hai 2 time
Bhai ismein to portal ki bhi Galti hai agar use per purana baki hai to order Kyon bajva rahe ho usse
bhai sahi bat hai lokesh ji
Bhai ise 1300 bharke I'd chalu kar leni chahiye thi aur fir ek mahenga parcel leke bina pic kiye cancel kar dena chahiye tha bas fir porter wale baar baar call karte tab apna aap mamala solv hota
Jayda tar yahi hota hai Mishra ji log parcel de dete hai phir bolte hai scanner behj do karta hun yahi laga rehta hai uper se company trusted or non trusted customer ka rona laga deti hai 😂
is Bande Ko Lok Adalat mein jana chahie Potter wale Khud Iske Piche Piche Bhag kar aaenge
Lokesh bhai portal company ki apni Manmani chal rahi hai Ham Rider Kuchh Nahin ho sakta😢😢😢😢
Ase me to na police complaint kar sakte na court ja sakte kyu ki bike taxi he ligal nahi h is wjha se company man mani karti hai
Kal mai porter par ek food delivery pick up krne gaya 5 km dur se.to shop par ja kar pata laga ke vo order koi or le kar ja chuka hai.n mere sath ek rider or aaya porter se hi 2 rider shop par the.n shop wale ne parcel bhi nahi diya.
Lokesh bhai yah seen Mere Sath bhi Hua Hai Magar Maine customer se pure paise liye the
Bhai labur court may aplication dal to ka bar recoding aap ke pas h phir dekho jalwa lokesh bhai sath may logo ko labur court ke bare may batao kase co hat jode khede rathe h
Mere ek dost ke sath bhi aisa hua hh 3 wheeler me
Jab customer ka pichhla payment due hai toh Porter ne uska new order accept kyun kiya.
Pehle customer se due payment karwana chahiye.
Ismein sari fault porter ki hai.
Rider ki mehnat se hi porter chal rahi hai.
Yeh seen mere sath bhi hua h
Vsk bhai ki awaaz lg rahi thee
Customer toh apne aapko king samajhte hain kitna bhi bhari saman hain upper lake diyo bolte kate.. Customers ko khayal hona chahiye Yeh log kitne majboori Mein karte hain.... Lekin customers inlog ko naukar samajhte hain... Rules aana chahiye jo bhi parcel hain ghar ke bahar aake lena chahiye... Yeh delivery boys dhoop aur barish Mein aate hain saman leke wo log ko bhi aapka support chahiye kabhi tips bhi dediya karo yar wo log ko...
Porter customer care mein kuch chutiyen bherti kar rakhe hai.
Aisa Mere Sath bhi hua tha per customer care Ne vahin per mention kar diya tha
Mere Sath bhi yahi hua tha 550 ab Tak customer nahin diya nahin. Porter company ko call kiya t to vah bolata hai ki aap usse samajh lijiye
पोर्टर द्वारा रिसीवर पार्टी को भी ऑनलाइन कॉन्फ्रेंस कॉल कर फोन पर लेना था और आमने सामने बात करनाथी।
Shame on porter
Ab inhone jyada atyachar karna shuru kar diya hai
Iska ek hi jawab hai
Sare riders mil kar is chor company ki shikayat PMO office me karo
Ya fir poore Delhi NCR ke Rider's milkar strike kare aur inhe Rider's ki value samajh me aaye Hume milkar apni ekta dekhani hogi ek hona hoga kyoki ek hai toh safe hai
Agar hum sab ikkatha rahenge union me rahenge toh hi hamara network majboot rahega aur hume value milengi aur inhe akl aayegi
Bhai koi strike nahi karega mujhe pata hain kio ki kuch rider ki bhi galti hain jisko lalach bolte hain but unko malum nahi hain unse majdoori hi Kara rahe hain kama ye log rahe hain
Bhai Sunday ko live aana start kardo
Yahi sem condition ek bar mere sath bhi ho chuki hai
Aap bhi to lebour court me case kar sakte ho lokesh bhai
Main uber pe parcel leke gaya baadis me 45km ka tha janakpuri se gurgaon amount tha 807 rupaye online payment thi jaise maine deliver Kiya order mere wallet me 807 rupay show huye aur thodi der baad amount zero ho gaya tab mera mind kharab tab main customer pe complaint ki 72 hours ka time diya aur uske baad bhi paisa nahin aya to maine ek mobile ka parcel bine pick kiye le liya aur leke ghar aa gaya customer ka call aya maine bol diya bhai uber pe complaint karo usne mujhe sunaya maine baat nahin fir uber call aya tab mujhe 15 minut me mera vo amount mere account me aya aur tab jakar maine mobile deliver Kiya aur customer ko samjhaya ki apka mobile kahin nahin jata bas mujhe apne rupay nikalvaane the company se
क्या इस तरह के मामले में हम न्यायालय का रास्ता देख सकते हैं?
Aap bilkul nyayalay ke pass Ja sakte hain aapka yah Hak hai
Dhruv rathhe ki video badhiya hai bhai
Sb se best hai ki bhai jo kro Poter parcel chhodne jao tb apne liye job ki baat krte rho ku hm co Manager hr sb milte hai apne liye unse job ki bhi bt krte reho jese ya ho kishi na kishi din koi to btya ga
Bhai humare santh bhi yahi huaa hain
Mera sath bhi hua tha lekin customer care wale se baat kar ke ho gya tha sb thik
Court me case dalo porter ke upar pura bharpaya krna padega porter ko inka licence bhi cancel ho skta h..
Bhai ride ki hi vlog jyada ache lagte hain
1 mahine se porter ne id joining ke 1000 rupye le rakhe hai or Abhi bhi id active nahi ki ...no one replied...
SAME
Same mera bhi yahi h
Mere hasdnd ki bhi id on nhi ho rhe
यह सारी ऑनलाइन प्लेटफार्म एक तरीके से साइवर फ्रॉड जैसा है देश मैं गरीवी बहुत है जनता जाये तो जाये कहाँ करे तो क्या करे मसला बहुत बड़ा है और सुनवाई कही नही
Bhai bhut gussa aata h mujhe aise jb pata lagta h
Magar kuch kr nahi sakte kya kre
Trip and karne se pahle Dekhte na ki overdue To Nahin Hai
Apne aap akal thikane mein a jayegi
Mere pas bhi aesa hi kuch huaa tha
Bolte hai aap paisa lena padega customer se
Yeha kohi tarika hai bolne ka
Yeha karna hai to company band kar dena chahiye
Jab ham log ki jimedari hai to
Good 👍👍👍👍
Mene 1 pickup cancel kar di thi
Mera Ghar Jane ka rasta wahi se tha gurugram se noida
Se hote huye bypass
Porter to achha kam hai
Bina bjah wrongly mat show kijiye.
Customer care se bat kijiye jrooor problem solve hoga
Don't worry,
Delevery rider ko apni union banani chahiye sab ek saath hoge to poter ka baap bhi ghukega
Mere sath bhi hua he ye lekin portar me baat Kiya sol ho gya
Bhaiya Mere Sath Bhi Ek Bar Aisa kiya tha powder ne 320 ki booking thi customer ke paise a rahe the 487 a rahe the customer Ne nahin diya Mujhe 320 Diye Porter wale bhaiya Mujhe kah rahe hain sem Tu sem Jaise yah bol rahe hain Jaisa yah bhaiya ke sath Hua Hai vaise hi Mere Sath hua Kaise customer se paise lo customer Nahin Aata Porter wale kya hai Mere customer ko bahut request Karen bahut Mushkil se usne mujhe paise De Diye yah portal mein bahut gandi Aadat hai Aise Kabhi Truck ka kharabi bike wale per Dal Denge isliye Soch samajhkar portal Chalana thankyou bhaiyon dhanyvad bhaiyon 🙏
Hame ko ofine k bad be ट्रक karte h ham kaha ja rahye h
Sir simpal se baat hai , online kam hai to , amount online paid krwao , me Zomato rider hu , pr keslimt 500,1000, ki limit deta hai , or ,cod , parsal dedta hai , bs limit ki to machudhyi, isliye Maan nhi hai , in online company me kam karne ka
Bhai bas mujhe thoda advertise support chahiye.
Mai porter jaisi company khud khol lu. Jisme sab ke sath fair deal ho
आप किसी IT वाले से मिलो 🪔
Mara 10 second ka timer ni hta rhe h..
Login hour score bhi clear Kiya h...
Aaj mail 💌 ki h dakhte h kya hoga
Aap ki 1000 like se jyada ho gai he ab porter par case kijiye ye aise hi riders ko pagal bnati he me bhi bhugat chuka hu, ham sabe aapke sath hai
Lokesh Veer me Ludhiana se hu mere shat bhi Aisa hi hua tha na to mujhe customer ne paise diye na hi porter 🤬 company ne
बदमाशी करता है पोर्टर
Ye sab mere sath bhi hua h ek company me
Bachoo ye sab jo tum dekh rahe ho ye sab government department se sekhte hai aur wasa hi apne private Business me karte hai , government department me bhi koi nahi sunta ek number ke jhoote, chor aur corrupt hai log.
Due kis cheez ka hoga customer ka
Yah Jo Potter ne naye naye dalle bitha rakhe hain. Maine khud Ko nahin pata ki Kaun bich mein fansa hai aur kis Ko paise
Porter Chor Company Hai inki Police complaint kro
Sabhi company maze le rahi hai.rider ki zindagi jhand hai
Sar mere sath bhi yahi hua ubar me
Company ke upar kes karna chahiye
bhai mere sath bhi ye scene hua tha Ghaziabad me uske app me 244 rs show kr rha tha or mere mein 560
Nice 👍
Nice jobs sir
Online delivery co. Par koi kanoon ban na chahiye in co ne sabhi rider ki jindgi kharab Kar Rakhi hai
एक ग्रुप बना दिल्ली के अंदर सभी राइडर भाई से संपर्क करके सब लोग एक साथ बोलेंगे तब कंपनी लाइन पर आएगी
इसकी राइडर गलती है इसमें,कैश कलेक्शन जो बोला था वो लेना था...पार्सल नहीं देना था
Bhai Parcel vo Aadmi jabardasti le hee leta ...jiss ne cash nahi Diya kya vo parcel nahi cheen leta ... complain karta porter mai ke rider ne parcel maar liya
Tu leke dekh Lena tere daant tod dega koi
😂😂@@AmitYadav-yn4jf
O Bhai porter ka process hi essa hai ki porter ki payment kahi mari hi nahi jaa sakti to due possible hai hi nahi.if the porter rider is delivered something to the customer and customer received the parcel and not ready to pay the amount in that case rider will be charge because rider required more orders for to make earning. So how can this possible due amount remains on customer.
Bat to sahi hai