Prabhuji me kafi salose daroj ek bar siddha kunjika storta kartahu.badme nvan mantra kartahu. Bich bich me brek bhi rakhtahu. Sahi marg dikhaye prabhuji
Rojana Ek baar Paath karne me koi problem nhi. Lekin aage Jana hai to Phle Guru Banaiye, Or Guru Saadhna Karne ke baad phir Navaarn Mantra ki saadhna kijiye
Kunjika strotra ek kunji hai yani chabi jo durga saptsati roopi tale ko kholti hai kunjika strotra ka path karke saptsati ka path karne se sampoorna fal ki prapti hoti hai 11kunjika path fir saphodar utkiln fir navarn 1maala Fir saptsati path agar samay na ho to kisi ek charitra ka ya 11 ve chepter ka path kre or fir saphodar utkiln 1maala navarn mantra ka 7days me anubhav ho jayga
Dara nhi rahe, Shavdhani bta rahe hai ki bina Diksha ke 1-2 paath se jyada na kare... Ye stotra or ye mantra apne aap me hi jwalamukhi hai. Iski urja ko smbhalne ke liye guru ki avshyakta padti hai
Bhagwan shiv ne kha hai kunjika me kha hai saptsati mantr shidhi kurusvei me. Arthat saptsati ke mantro ko mere liye jagrat kro kunjika saptsati ke Tale ko kholne ki chabhi hai or kha hai Na kavachm na argla Na nyas aadi kuch bhi na kre kunjika strotra ka path kre to use sampoorna saptsati ka Fal prapt hota hai prapti kese hoti hai agar saptsati ke 6 Aang yani kavach Argla kilak Or 3 rahsay inka path na karke kunjika strotra ka path karke saptsati ka path karta ha to use sampoorna fal ki prapti hoti hai
Aapne ho baat kahi wo sab satya hai, lekin ek baat jo thoda alag hai wo ye hai ki Mantra Siddhi Kurusva me, Ka matlab yaha par, Kunjika Stotra ke phle Jo mantra hai navarn mantra wala uski Sidhi ki baat yaha ki ja rhi hai Kyonki us ek mantra se hi saare kaam ho jate hai
@@Rudransh264 sir aap khna bhi ek parkar se sahi hai pr samputit navarn mantra ko jagrat karna koi bachcho khel nhi or is mha mantra ki urja har koi nhi jhel sakta or ye Mene ek baar nhi kai baar karke dekha hai or maa ne hame ek sukhd Anubhav bhi kraya ye mantra kisi noshikye ke liye nhi hai isko bhi jagrit karne ke liye sabse pahle maa mahakali ya maa durga ki sadharan upasna kre kuchh month tak phir iski shurat kre ya kuchh dino tak saptsati ya navaran ka jaap kre srimaan ye mera khud ka Anubhav hai or aadha Shakti ke kisi bhi strotra ki Upasana karte hai maa ahsaas jaroor karati hai
Mumma love you.... that's the reason for kunjikastrotam
Jay. Chinn. Mata. Mata. Ki.
Prabhuji me kafi salose daroj ek bar siddha kunjika storta kartahu.badme nvan mantra kartahu. Bich bich me brek bhi rakhtahu. Sahi marg dikhaye prabhuji
Rojana Ek baar Paath karne me koi problem nhi.
Lekin aage Jana hai to Phle Guru Banaiye, Or Guru Saadhna Karne ke baad phir Navaarn Mantra ki saadhna kijiye
Ji prabhuji sahi vidhi bataye
Video daal diye gye hai dekh lijiye
Rojana 11 bar Siddhi kunjika Stotra aur 108 bar Siddhi kunjika mantra padhta hun, per kuchh asar nahi milta. Aur kya bidhan he batane ka kripa karen
Sidh kunjika ke upar 2-3 video's banaye hai aap dekh lijiye
Kunjika strotra ek kunji hai yani chabi jo durga saptsati roopi tale ko kholti hai kunjika strotra ka path karke saptsati ka path karne se sampoorna fal ki prapti hoti hai 11kunjika path fir saphodar utkiln fir navarn 1maala Fir saptsati path agar samay na ho to kisi ek charitra ka ya 11 ve chepter ka path kre or fir saphodar utkiln 1maala navarn mantra ka 7days me anubhav ho jayga
Bhaiya aap darwa rahe ho
Dara nhi rahe, Shavdhani bta rahe hai ki bina Diksha ke 1-2 paath se jyada na kare...
Ye stotra or ye mantra apne aap me hi jwalamukhi hai. Iski urja ko smbhalne ke liye guru ki avshyakta padti hai
Bhagwan shiv ne kha hai kunjika me kha hai saptsati mantr shidhi kurusvei me. Arthat saptsati ke mantro ko mere liye jagrat kro kunjika saptsati ke Tale ko kholne ki chabhi hai or kha hai Na kavachm na argla Na nyas aadi kuch bhi na kre kunjika strotra ka path kre to use sampoorna saptsati ka Fal prapt hota hai prapti kese hoti hai agar saptsati ke 6 Aang yani kavach Argla kilak Or 3 rahsay inka path na karke kunjika strotra ka path karke saptsati ka path karta ha to use sampoorna fal ki prapti hoti hai
Aapne ho baat kahi wo sab satya hai, lekin ek baat jo thoda alag hai wo ye hai ki Mantra Siddhi Kurusva me, Ka matlab yaha par, Kunjika Stotra ke phle Jo mantra hai navarn mantra wala uski Sidhi ki baat yaha ki ja rhi hai
Kyonki us ek mantra se hi saare kaam ho jate hai
@@Rudransh264 sir aap khna bhi ek parkar se sahi hai pr samputit navarn mantra ko jagrat karna koi bachcho khel nhi or is mha mantra ki urja har koi nhi jhel sakta or ye Mene ek baar nhi kai baar karke dekha hai or maa ne hame ek sukhd Anubhav bhi kraya ye mantra kisi noshikye ke liye nhi hai isko bhi jagrit karne ke liye sabse pahle maa mahakali ya maa durga ki sadharan upasna kre kuchh month tak phir iski shurat kre ya kuchh dino tak saptsati ya navaran ka jaap kre srimaan ye mera khud ka Anubhav hai or aadha Shakti ke kisi bhi strotra ki Upasana karte hai maa ahsaas jaroor karati hai
Isse pahle bhi kunjika ke upar videos bana rakhe hai aapko usme sab kuch pata lag jayega
You are wrong