सोमवार व्रत उद्यापन विधि। Somvar Vrat Udyapan Vidhi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 окт 2024

Комментарии • 444

  • @राजकुमारीसाहु-ध7ण

    शारदा जी आपकी हम जितनी तारीफ करे उतना कम लगता है ।आप सच में बहुत ही बड़े दिल वाली महिला है।आप सभी को इतनी अच्छी जानकारी देकर उनकी सारी समस्याओं का समाधान कर देती है।आप इसी प्रकार आगे भी और वीडियो डालते रहियेगा ।भगवान आप को हमेशा सुखी रखे।

  • @sarveshpritisingh9033
    @sarveshpritisingh9033 5 лет назад +3

    Thankyou so much mata ji apka jitna abhar kru utna hi km hai thankyou dher sara jiski koi limit nhi hai mera bilkul bhi mn nhi tha ki mai hr sal flahar krke rhu bs is sal mnburi hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏thankyou jo ap meri hr smsya ka smadhan kr deti hai mai bhut tenshn me thi jo ab dur ho gyi hai

  • @Shaina_singh_amrita
    @Shaina_singh_amrita 3 года назад +2

    Mam maene 1 year tak somwar k wrat kiye hain ab mae uddyapan karna chahti hun to usk liye bhi same procedure hoga ?

  • @radhikabrajesh2051
    @radhikabrajesh2051 3 года назад

    Apke uper bhagvan ka bahut ashirbad h tabhi ap hm sabko itni achhi jankari deti h

  • @Shivanikumari09
    @Shivanikumari09 3 месяца назад

    Mata ji 🙏mene somvar k vrat kiye the 1 year tak fir kisi karan vas jhut gye ab fir continue kru ya udhyapan krdu plzz bataye

  • @Kitchenstreasure
    @Kitchenstreasure 19 дней назад +1

    Radhe radhe mata ji. Mene somvar ka vrat bich me hi chhod diya hai uska udyapan nhi kiya. Ab me kya karu? Mujhe ab firse somvar ka vrat uthana hai to pehle udyaapan karke tab uthau ya bina udyapan ke firse normal vrat je tarah uthau. Please btaiye mataji bahut duvidha me hu😢

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  19 дней назад +1

      aap fir se vart suru kare
      jitna somvar krna ho
      fir vart pura hone par udyapan kare

    • @Kitchenstreasure
      @Kitchenstreasure 16 дней назад +1

      @@AsanZindagi mata ji mujhe ye jivan bhar ka karna hai to
      me pehle wale ka udyapan kese karu jo chhut gya tha.

  • @Vanshi3419
    @Vanshi3419 2 года назад

    Radhe radhe ji...muj puchna tha jo wido ladies h vo vrat or udyapan kaise kare..pls reply kre g..🙏🏻🙏🏻

  • @shivanichaurasiya1412
    @shivanichaurasiya1412 4 года назад +1

    Mata ji kal mera 17wa somvar h mujhe udhyapn krna h pr pandit ji k pas subah hi time h to kya subah hi udhdyapn kara skte hain

  • @mamtapandey9582
    @mamtapandey9582 4 года назад +2

    1 saal pehle vrat kiye the par uddyapan av tak nhi kiye hai mam kya av uddyapan kar sakte h

  • @dinanathyadav91994
    @dinanathyadav91994 4 года назад +1

    Mata ji parnam mata ji pan ka patta nahi mila to gauri ganesha ji ko kis pe baitdaye aam ka pallav aaj ka laya hua kal kalasha sthapna me chalega kyuki badhi mushkil se mila hai or mandir me pandit ji ko mangalvar ko daan de sakte hai kripya bataiye get ke bahar se hi dena hoga🙏🙏🙏subah tak reply de dijiye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 года назад +1

      thosa sa pila chawal rkh kr gauri ganesh ji ko bitha skte h
      aam ka patta use kar skte h
      mandir me pandit ji ko mangalvar ko daan de sakte ha

  • @ShreeYaLokgeetMala
    @ShreeYaLokgeetMala 5 лет назад

    Achhe jankaari aapne di hai

  • @S.M.Bahugunavlogs
    @S.M.Bahugunavlogs 5 лет назад +4

    Bhot achi knowledge dete ho app mam 🙏🙏

  • @sonalikaroy8823
    @sonalikaroy8823 4 года назад +1

    Namaste Aunty Ji!
    Mei somvar vrat rakhti hu aur ek saal baad udyapan kr leti hu. Jaise 1 saal tak vrat rakhne ke baad, june ke mahine mein udyapan karti hu aur phir july ke mahine se matlab shravan maas se phir se somvar vrat shuru krti hu.
    Kya mei sahi kar rhi hu?
    Is baar 29 june 2020 ko udyapan kar skti hu?
    Aur shravan maas mein somvar vrat shukla paksha se shuru karu ya krishna paksh se?

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 года назад +1

      koi bhi vrat ka udyapan tab kiya jata hai jab vrat ko band karan hota hai agar dubara suru karana hai to kuch din gap karake suru kar sakate hai, aap saavan ke pahale somvaar se hi vrat rah sakati hai

  • @sandhyamishra8041
    @sandhyamishra8041 4 года назад

    Monday fast me mantra kon sa bol k hawan krte h kya shiv ka nam leke om namah shivay swaha kr skte h ye bol k plz suggest

  • @pujalove2097
    @pujalove2097 5 лет назад +2

    Aunty ji mai solah somavar ka vart krti hu sawan se start ki hu but mai es saterdy ko bahar ja rhi hu mondy mai train me rhungj kuch upaye btaye mai kya kru Monday ko kaise vart kru kyu ki train me mai rhungi...pls kuch upaye btye mata ji...

    • @pujalove2097
      @pujalove2097 5 лет назад +1

      Mata ji pls reply dijiye bht urgent h

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад +1

      solah somavar ka vart ap train me bhi kar skti h
      flahari vart kare

  • @Animationediterz
    @Animationediterz 3 года назад

    Ham jitna vrat ka mmnnt liye hai toh utna hi karenge 🙏🙏❤️💕 AAP btae aap ka video very nice 🙏🙏🙏

  • @piyuyahoo4990
    @piyuyahoo4990 2 года назад

    Mam mene 1 saal ka vrat rkha hai kal udyaan h mera kitne logo ko bhojan krana h kese udyapan kru plz bataiye

  • @dinanathyadav91994
    @dinanathyadav91994 4 года назад +2

    Margdarshan ke liye aap ka bahut bahut aabhar mata ji dhanyabad aur pranaam 🙏🙏🙏

  • @poojayadav799
    @poojayadav799 4 года назад +1

    Mam btaye agr koi 14 sal se kam rha ho somwar brat wo kaise kre ye hi vidi pan aye ya pandit ji ko white kpda dekar unhe khana khila de 🙏plz mam btye mai fir se rhna chahti hu

  • @anjanatyagi5496
    @anjanatyagi5496 3 года назад

    मैने सावन से सोमवार व्रत स्टार्ट किए अभी ११ हो गए . हैं मुझे कही जाना h abhi aage nhi kar सकती हू. तो क्या करना chhiye आगे करूंगी .

  • @Shivangi__
    @Shivangi__ 3 года назад +3

    Mam🙄🙏🙏mai सोमवार व्रत रखती हूं और मुझे एक साल से ज्यादा हो गया है इन व्रतों को करते हुए🙄तो मै उद्यापन कैसे करूं?????🙏🙏मै हमेशा रखना चाहती हूं सोमवार का व्रत तो मतलब उद्दापन कैसे??????please btaye🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏aur कई कहते है कि ऐसे नहीं करना चाहिए सिर्फ सोलह सोमवार का करना चाहिए🙄तो ...............?????

  • @priyanshikashyap1687
    @priyanshikashyap1687 2 года назад

    Plz koi bataiye m somvar k 16fast shadi se phle Rahi but kbhi udhyapan nhi kr payi plz btaiye kya ab udhyapan kr skte h ?? Aur mjko firse fast rahna h to btaiye udhyapan kr k Naya start kru ya nhi

  • @nehabhagania8367
    @nehabhagania8367 3 года назад

    Plz answer de kiya khule vrt rkh skte h mondy ke ..ya jruri h 16 hi rkhne h

  • @pankajrajput9458
    @pankajrajput9458 5 лет назад +1

    Mai pichle 4 saal s somvar ka vart rkhti hu . Mai inko aage bhi rakhna chahti hu. Kya m beach m udyapan krke .. yhi s shuru krskti hu.. ya fir beach me udyapan krna shi nhi rhega... Please reply mam

  • @parveshsoni7652
    @parveshsoni7652 Год назад

    1) Saavan Somvar k vrat rakhe hai toh last Saavan somvar ko vrat rakhe (next mei Udhyapan kre?) Ya last Saavan Somvar pe hi udhyapan krde ?? It means Fir vrat toh nhi hua last Saavan Somvar ka
    2) Udhyapan morning mei hi krna jruri hai ya dopher sham bhi kr sakte h (before sunset) ?
    3) Kal Saavan Somvar bhi hai aur Pardosh vrat bhi start hai near about 6.30 pm tomorrow evening.
    Toh kya Saavan Somvar vrat Udhyapan k liye ye Pardosh kaal ka timing sahi rahega ??

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  Год назад

      1) Antim somvaar ko aap udyapan kare par us din bhi aap vrat kare, Prsad aap doosare din khaa le
      2) Aap Udyapan dophar yaa sham ko bhi kar sakate hai
      3) ji haa, aap is samay bhi kar sakate hai

    • @parveshsoni7652
      @parveshsoni7652 Год назад

      @@AsanZindagi 🙏 Thanks

  • @Jashsharma8439
    @Jashsharma8439 2 года назад

    Anty ji kya bhado k month m 16 somwar ka udhyapan kar skte h

  • @artiroy2521
    @artiroy2521 3 года назад

    Maine phele solah somvar Ka varat Karke udyapan Kar chuki hu or abhi Mai phir Karna chhahti hu to kya Mai Kar Sakti hu pls mujhe bataiye

  • @minakshigupta4590
    @minakshigupta4590 3 года назад

    Mam udapan jo ek sal se rakh rhe hai somvar ka vrat kya vo nhi kr skte ...plz btay

  • @bhagwanSingh-vg3sf
    @bhagwanSingh-vg3sf 3 года назад

    Didi mai 3 saal se somvar vrat ker rahi hoo per ab vrat kerti hoo to chakkar aane lagta hai to udyapan ker sakti hoo kya 🙏to kab karoo please bataye 🙏

  • @mylifemystyle5255
    @mylifemystyle5255 3 года назад

    Baromasi sombaar vrat kubare pr rhte h to agr sadi ke baad rhna chate h to ky udyaapan kr ke suru kiyea jayega dubara se sombaar vrat

  • @chandanamishra8142
    @chandanamishra8142 5 лет назад

    Pranam Maa, Bahut hi achi video hai. Apki video se puja ke bare mein bahut jankari mil rahi hai. Maa shri ganesh ji ke puja aur nag chathurti jo 30th October ko hai oose kaise ghar mein puja kar payungi plz bataye. Pranam.

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      ganesh ji ke puja jaise hoti h kare
      nag devta ki puja me dhudh ka bhog lgaye

  • @Nikunj5757
    @Nikunj5757 4 года назад

    Dhanywad mata ji...aap hr prashn ka uttar deti hain..aap sbhi samsyao ka samadhan deti h..bhut bhut dhanywad

  • @pratibhabba09
    @pratibhabba09 5 лет назад

    Aunty ji namaste -aunty ji m solah somvar k vrat pura ho gya h iss somvar ko mujhe udhyapann krna h to bina pandit k udhyapann nh kr sakte kya --aur iss vrat m 16 ki sankhya m cheeje chadhayi jati h kya --jaise 16 janeu 16 paan k patte etc etc aap plz 16 ki sankhya k cheejo ki list bata de plzz

  • @JyotiSharma-is2wk
    @JyotiSharma-is2wk 5 лет назад +1

    aap bhut acha msg dete ho mam thanks mam

  • @renumaurya5658
    @renumaurya5658 5 лет назад

    aunty apki knowledge bhut achi lgti aunty asthmi ko Sunday h usdin fast rhega or navmi ko Monday h 16 monday fast rkhti hu to navmi ke Monday ko Kya kre please aunty btado

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      ap monday ki fast ki jgh
      saturday ka vart kare
      fir monday ka vart kare

  • @amyvlogs1206
    @amyvlogs1206 5 лет назад

    Hello ma'am.. Main India se bahar rhti hun main yahan mitti ka shivling mandir me istapit kr k rozana jal chada rhi hun..mantra jaap kr rhi hun santan prapti k liye.. Main jaanna chahti hun 15 Aug ko shivling visarsan puja k baad subh hi kre ya shyam ko.. OR udhyapn bhi usi din kaise krun kyunki yahan kr chiz uplabd nhi

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      15 august ko jo puja ka saman mile
      usse puja kar din me visarjan kare
      ruclips.net/video/n5ePK0rfEMI/видео.html

  • @bhavnaprajapati2913
    @bhavnaprajapati2913 3 года назад

    Mam maine 11 somvar ka vrat kiya h maine to 11 somvar vrat ke liye bhi udyapan krna pdhta h plsss btaiye mujhe??

  • @b14_ashwanigupta32
    @b14_ashwanigupta32 3 года назад

    Namaskar mataji main somvar ka vrat karna chahti Hun to main sham ko kya khau roti gud kha sakte hu kya

  • @verynice5615
    @verynice5615 4 года назад +1

    Maa ji pranam 🙏
    Saral (sadharan) somvar vert 5 ki Sankhya me ek samay meets bhojan Kar 5th somvar ko Kisi zarumand vyakti ko safed chizo Ka daan Kar sakte h.... please reply jarur kare

  • @nishakumari801
    @nishakumari801 3 года назад

    Hm udyapn kr chuke h firse suru kr skte h

  • @jaishreeram4120
    @jaishreeram4120 2 года назад

    pranam mausi ji 🙏 Maine vaibhav Lakshmi vrat ka 11 sukravar ka sankalp leke kiya manokamna adha pura hua to kya kare udyapan kare ya nahi aur mere kitab m likha h ke 11 air badha de to Maine badha k r 4 sukravar kar liye to sahi kiya ya nahi

  • @tiffinservicesfornoida6783
    @tiffinservicesfornoida6783 Год назад

    Mata ji mene manokamna purn hone tak sankalp.kiya tha somvar vrat ka meri purn ho gyi h to kya udyapan kar sakti hu mene 14 saal.ka sankalp nhi kiya tha krioya btaiye or chandrama kese chadhan hota hai kripya wo b btaiye

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  Год назад

      Aise me aap udyapan kar sakate hai

  • @aradhyasoni819
    @aradhyasoni819 3 года назад

    Aunty ji 2021mein sombar bart kb se start kru life time ke liye rkhna hai

  • @karanrastogi9213
    @karanrastogi9213 Год назад

    mata ji mai 3 saal se lagbhag vrat kar raha hu hafte k har somvar aur mai akela hu na maa papa na bhai behen. to please mujhe koi saral vidhi bataiye..

  • @khushabuprajapati9078
    @khushabuprajapati9078 3 года назад

    Mam mai savan somvar ka fast sanklp lekr krna chahte hu mai ye janna chahte hu pr aj mujhe periods start ho gye ha aise me mai first Monday to fast nhi rkh paungi to kya mai 2nd Monday se is vrat ka sanklp le skte hu please reply mam ye mera phla vrat ha savan somvar ka please reply mam

  • @vishnukashyap6956
    @vishnukashyap6956 5 лет назад +1

    Namaste aunty
    Main sebse jyada mata rani ko manta hu to main mata rani ke liye konsa saptahik vrat rakoon

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      budhvar ke din vart kar skte h

    • @chaudharychhotu6183
      @chaudharychhotu6183 4 года назад

      Anti ya bato 14 sal ka vart kaisa ho sakta hai 16 Monday ka he to hota h

  • @mahanandaguttedar5750
    @mahanandaguttedar5750 2 года назад +1

    Amma ji aap hamen yah bataiye ki Bina niyam ke Bina kuchh saaf Safai kabhi bhi kahin bhi ISI waqt bhi Mahadev ka koi Mantra Jaap hamesha karte rahe Raat din to karna chahie ya nahin

  • @preetimishra836
    @preetimishra836 4 года назад +1

    Namaste Aunty ji
    Mai 27/4/2020 ko solah somvar ka vrat shuru kr rhi hu udyapan kb hoga pls bataiye

  • @rashmiyadav3056
    @rashmiyadav3056 5 лет назад +2

    Bahot achhi h video thank uu🙏🙏🙏🙏🙏

  • @PoojaSharma-md6jt
    @PoojaSharma-md6jt 5 лет назад

    🙏 anty g sawan somvaar k vrat me falahar khati hu bhojan nhi krti Hu or solah somvaar shuru krna chahti hu lekin preshani ye h ki usme Sham ko meetha bhojan krna jruri rehta h to kya kru plz btaye?

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      aap flahari vart bhi kar skti hai
      mitha bhojn krna jaruri nhi hota

  • @himanshikushwaha2369
    @himanshikushwaha2369 2 года назад

    mera magh me 5 saal pura ho jayega to kya hum nii kr skte h

  • @ShivKumar-xs5we
    @ShivKumar-xs5we 4 года назад

    Namste anti ji mai ye puchhna chahti hu mera 16 somvar pura ho gya h or kisi karan mai 17 somvar ko udhayapan nahi kar pa rahi hu to kya mai kisi or somvar udhapan kar sakti hu , please help aap bataiye mujhe plz

  • @prashun6587
    @prashun6587 4 года назад +1

    नमस्कार अनीता जी 🙏🙏
    मैं सोमवार का उद्यापन करना चाहती हूं लेकिन इससे पहले आपको कुछ बताना चाहती हूं.........
    बचपन में न जाने कब से मैं सोमवार का व्रत करने लगी और मैं तब तक करती रही जब तक कि मुझे फर्स्ट डिलीवरी न हुई ......
    फर्स्ट डिलीवरी होने के दौरान मैं व्रत नहीं कर सकी और बिना उद्यापन के ही व्रत को छोड़ दिया अर्थात 2004 तक व्रत करती रही फिर मुझे छोड़ना पड़ा लेकिन पिछले 3-4 साल से मुझे सपने में सांप दिखाई देते थे......
    किसी ने कहा कि 'तुम सोमवार का व्रत करती थी लेकिन बिना उद्यापन किए ही छोड़ दिया इसलिए तुम्हें सांप दिखाई देते हैं' l मैंने पिछले सावन के सोमवार के दिन प्रण लिया की मैं 2020 के सावन के सोमवार तक 51 सोमवार करूंगी इसके बाद उद्यापन करूंगी ....
    अब इस साल 20 जुलाई 2020 को मेरे 51 सोमवार के व्रत संपूर्ण हो रहे हैं.....
    इसलिए प्लीज मुझे बताएं कि मुझे व्रत का उद्यापन कब करना चाहिए .....
    आज 17 तारीख हो गई है इसलिए आपसे निवेदन है कि आप कल तक मुझे इसके बारे में मैसेज करके बताएं कि मुझे उद्यापन 20 तारीख को करना चाहिए या नहीं......
    नमस्कार आपके मैसेज का इंतजार करूंगी....

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 года назад

      जी हां आप 20को उद्यापन कर सकती है

  • @Aartikedilse
    @Aartikedilse 4 года назад

    Bahut achi jaankari MAA 🙏🙏

  • @MamtaSingh-cy9nx
    @MamtaSingh-cy9nx 5 лет назад +2

    Namaste maa🙏 bahut acchi jankari Di hai aapne thank you so much 👏👏👏

  • @alkanaharsamana4977
    @alkanaharsamana4977 5 лет назад

    Mata ji mene sawan somwar vrt rkhe hai iska udhapn jo kal somwar usme kru ya agle somwar.?
    Mata ji aur udhapan swere k sme krna ya sham k sme?

  • @swatipal1900
    @swatipal1900 2 года назад

    Oh namah shivay
    Mam mere 16 somvar vrat pure ho gye h lekin 17th somvar vrat par mera Kartik bhism punchak vrat tha to meine somvar ka vrat us din bhi kiya lekin 18th somvar ko me me ghar se bhar thi to meine wo vrat nhi rkha .
    Pls muje btaye ki kya me udayapan kar skti age ane wale somvar ko ya nhi?
    Kya mera vrat khandit ho gya h

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      Ji haa, aap udyapan aane waale somvaar ko kar sakati hai, aapka vrat poora ho gaya hai

    • @swatipal1900
      @swatipal1900 2 года назад

      Thanku mam aapne reply kiya meri sari tnsn dur ho gyi...me aapse apni pooja ya vrat se related prblm kaha bta skti hu apna koi no. Ya email.id de skti h kya aap

  • @riyapari69
    @riyapari69 3 года назад

    Didi 🙏Namest
    Mene Friday Santoshi maa k varat pura ho gaya ha ,lakin lockdown k wajha se ladke nhi mill rahe ,
    Kya karu Didi 😔

  • @nityashukla5352
    @nityashukla5352 4 года назад +1

    Thank you aunty Ji. Batane ke liye

  • @sarveshpritisingh9033
    @sarveshpritisingh9033 5 лет назад

    Mata ji kuchh log khte hai ki agr teej me fal kha lo to vaise hi hr sal rho jbki mera mn krta hai ki agr kbhi koi musibt ho to ap khaiye lekin jb musibt nhi hai tb kyo nhi nirjla rkh skte hai hmare yha khte hai fal kha li to ab hr sal flahar hi kro kya such hai mata ji aur thankyou so much mata ji jo ap mujhe anser di bs kuchh aur smsy hl kr dijiye jo mai abhi poch rhi hu kya mai ak sal kisi musibt se falahar kr liya to hr sal vaise rhna jruri hai phir agle sal se hm nirjla nhi rkh skte plz plz margdrshn kre

  • @aartidas6424
    @aartidas6424 4 года назад

    Mujhe pata nhi tha maine shayad 1 saal bhi nhi kiya or beech me he chhod diya kya karu me upay bataiye

  • @antimasingh3910
    @antimasingh3910 4 года назад

    17 वे सोमवार को कन्या भोजन भी कराया जाता है कि नहीं कुंवारी कन्या को भोजन भी कराना है कृपया बताइए मुझे पता नहीं है

  • @SonuYadav-ey8mj
    @SonuYadav-ey8mj 2 года назад

    Mam jisne vart kiya hai vo agr ghar par nhi aa paye to kya unke ghar wale vart ka udhapan kar sakte hai.......

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  2 года назад

      ji nahi, udyapan aap kahi bhi se kar sakati hai

  • @vikassharma5023
    @vikassharma5023 4 года назад +1

    Monday ki virat me namak kha sakte he

  • @RajuSingh-xz3gf
    @RajuSingh-xz3gf 5 лет назад +1

    Namaskaar Anti ji.. Kaise ho ji aap...Anti ji please mujhe batatiye k mai jo sawan Somwar varrat k din Shiv ji. Pariwar ki photo k aage choorma aur phal ka parsaad bhog lagati hu uska kya karre....hamare yaha kisi ko de bhi nyi skte....mai aur mere Husband hi hai yahan mere ghar me....please reply

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      thosa sa churma ka bhog lgaye
      koi nhi h to gaay ya panchiyo ko de skte h

  • @geetabisht8756
    @geetabisht8756 4 года назад

    Mataji somvar vrat vishaka nakshtar se krte h ya dusre kisese

  • @sunitasshahomekitchen93
    @sunitasshahomekitchen93 4 года назад

    Mera 16 somvaar la puja ho chuka hai, 17 somvaar udhapan karne ke baad sendha namak kha sakti hu maam?

  • @nandinidas8791
    @nandinidas8791 4 года назад

    Mam mene mannath ki thi jo puri hue hai mujhe ab16 monday ka upwas our udyapan karna hai to kar sakti hu kya ya fir 14 years ke baad karu?

  • @darshasija5241
    @darshasija5241 4 года назад

    Namaste auntiji 🙏
    Maine Last year savan me 12 aug se pradosh vrat uthaya tha 1 saal k lie sankalp bhi lia apne se ..lekin main ye vrat aage bhi karna chahti hoon..to kya pahle udhyaapan karu ya isko aage jaari rakh sakti hoon.

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 года назад +1

      aap pahale vrat ka udhyaapan kare fir baad me aap dubara vrat suru kar skate hai

    • @darshasija5241
      @darshasija5241 4 года назад

      @@AsanZindagi ohhk..thank u

  • @bebidehariya8063
    @bebidehariya8063 2 года назад

    Abhi push mein solah somvar ka udyapan kar sakte hain kya please reply me

  • @CAgamingirl
    @CAgamingirl 5 лет назад

    Aunty ji jo har somvar ka vrat rakhte hai usme agar periods ho jaye to vrat chor sakte hai ya rakhna hai?

  • @rewarebhankar8179
    @rewarebhankar8179 5 лет назад

    16 somvar complete ho chuke he .kya bahar Mandir jaake puja karke kuch dakshina karke ye udhyapan ho skta he ?? Hawan aavshak h kya

  • @poonamsingh190
    @poonamsingh190 5 лет назад +1

    Meri tabiat thik nhi h muje period ho gya h to kya me sawan k somvar ko kal vrat rakhu ya nhi dawai v khani h pls btaiye mataji

  • @anjusharma6193
    @anjusharma6193 4 года назад

    Jaise apne btaya hai ki सोमवार का पूर्ण व्रत 14 वर्षो तक होता है? तो हमारा अभी 10 वर्ष हुए है तो क्या 4 वर्ष और पूरा करके उद्यापन करना सही होगा या 10 वर्ष के बाद उद्यापन कर दे?

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 года назад

      agr ap 14 varsh tk puja vart nhi kar pa rhi h to ap udyapan kar skte h
      lekin vidhi ke anusar 14 varsh tk vart hota h

  • @tanusingla7460
    @tanusingla7460 4 года назад

    Santoshi mata ke varat mai namak kha skte hai ya nhi

  • @bhajanmandalikherbaba
    @bhajanmandalikherbaba 5 лет назад +1

    Aunty ekadashi kab tak raihna chahiye or kab udyapan karna chahiye..

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      kam se kam 11 sal tk vart kar udyapan kare

  • @sandhyaprajapati5821
    @sandhyaprajapati5821 5 лет назад +1

    Namaskar mam mujhe ye puchna tha k kya sawan me kheer nhi bnana chahiye..ydi nhi to q

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад +1

      swan me kheer bnana chiye,daan krna chiye,khana bhi chiye

  • @moniverma4529
    @moniverma4529 5 лет назад

    Namaste aunty ji, meri mummy ne pahli bar is sawan me somwar ka vrat uthaya hai magar unki tabiyat lagatar kharab ho rahi hai aise me wo kitne somwar ka vrat karen aur kya phr udyapan karna padega? Wo bina sankalp k vrat kar rahi hain.

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад +1

      tbiyat thik nhi h to ap vart na kare
      agr tbiyt thik h to 4 sawan ka vart kare
      or fir udyapan kare

    • @moniverma4529
      @moniverma4529 5 лет назад

      @@AsanZindagi thankyou very much aunty ji

  • @RajuSingh-xz3gf
    @RajuSingh-xz3gf 5 лет назад

    Namaskaar Anti ji....mai pardes me sawan somwar varrat kar ryi hu... Hamare yahan koi mandir nyi hai jo har Somwar hum mandir ja sakke...mai. Ghar me hi photo k aage deepak lga k pooja krti hu....pooja ka samaan v sara yaha nyi milta hai....kya mai India apne ghar me kisi ko Udyapan pooja mandir me pandit ji se karwane ko bol skti hu....kya aisa krna falit hoga.....?.? Please reply

  • @sarveshpritisingh9033
    @sarveshpritisingh9033 5 лет назад

    Mata ji plz ye bhi bta dijiye ki log khte hai ki agr ap kisi ak sal me teej vrt me flahar kr liye to aisa hr sal kre kya ye such hai plz plz bta dijiye is sal meri mjburi hai to kya hr sal mujhe flahar krke vrt rhna jruri hai plz bta dijiye

  • @acharyahimanshugaur9068
    @acharyahimanshugaur9068 5 лет назад +2

    Radhe Radhe.Thankyou maa Ji..

  • @sarveshpritisingh9033
    @sarveshpritisingh9033 5 лет назад

    Mata ji chrn sprsh
    Meri dvai chl rhi hai to vo bhi usko bech me chhod nhi skte to kya teej ke din dinbhr nirjla rhkr sham ko flahar krke dvai le skte hai ki nhi plz margdrshn kre mai bhut preshan hu dvai mai chhod bhi nhi skti

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      subh asirvad,ji ha aap flahari vart kar skti hai

  • @alkadas3453
    @alkadas3453 4 года назад

    Aunty Sani vrat udayanpan baad,macha aur masu khasakteha.... Aur khaye to koi paap bhagwan nahi detehae... Plz clear kijye baat

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 года назад

      aap in cheezo ka tyaag kare to achha hoga

  • @vikashprajapti4008
    @vikashprajapti4008 3 года назад

    Guru ji jaise somvar ko jo vidhi vidhar se puja krte the vo ki ho lekin subha मंगलवार ko puja krne se phle संभोग kiya ho to vart खंडित ho gaya hai (15 somvar tha )

    • @priyanshikashyap1687
      @priyanshikashyap1687 2 года назад

      Nhi fst to mondy Ko cmplt ho gya to Tuesday Ko kaise khandit hoga

  • @rekhakashyap3445
    @rekhakashyap3445 3 года назад

    Mam hum is savan se fast start kar rahe h... Or hum ye fast continue Krna chahte b 1-2 saal k liye ...
    Kya aise fast kar sakte h?
    Ye jaruri to nhi h 14 saal tk hi rakhe?

  • @a.psingh6022
    @a.psingh6022 5 лет назад

    Bahut hi achhi jankari h maa ji

  • @gayathrichugani3375
    @gayathrichugani3375 3 года назад

    Mam humne solaha somvar ka vrat rakha tha aaj udyaapan tha par periods ki waja se udyaapan nahi hua kya mai agle Monday udyaapan kar sakti hu..

  • @ratanchampawat8147
    @ratanchampawat8147 3 года назад

    Auntjj vart me Kali mirch khane se tut jata h kya

  • @NEELAMKUMARI-ox7vy
    @NEELAMKUMARI-ox7vy 5 лет назад

    Maa shiv ji ka puja baal khol ke krna chahiye
    Kya Choti krke puja nhi kr skte h
    Somvari ko

  • @moniverma4529
    @moniverma4529 5 лет назад

    Namaste aunty ji 🙏 28 agust ko mera budh pradosh ka vrat pad raha hai aur agle din veervar ka aise me kya karoon aur paran kaise karun kyuki namak to khate ni hain. Pls mujhe bataiye ki kya karoon.

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад +1

      agr dono vart ap ek sath kar rhi h
      to guruvar ka vart na kare

    • @moniverma4529
      @moniverma4529 5 лет назад

      @@AsanZindagi ji thik hai thank you

  • @priyu_________4932
    @priyu_________4932 3 года назад

    Thinks for your video

  • @poojasrivastava4453
    @poojasrivastava4453 4 года назад +1

    Mam maine ded sal vart kiye h kya uddayapan kr skte h

  • @aditiurmaliya9544
    @aditiurmaliya9544 4 года назад

    Mam mera 16 somvar 31 August ko purn hoga or 17 pitra paksh may padega to kya may udyapan karu ki wait karu navratri tak or tab tak upwas karti rahu plz reply

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 года назад

      aap 16 tak hi vrat kare aur fir isaka udyapan kar de

    • @aditiurmaliya9544
      @aditiurmaliya9544 4 года назад

      @@AsanZindagi but 17 th to pitra paksh may padega or usmey koi udyapan ya puja path nahi kartey to kya karey

  • @shivanibalmik1990
    @shivanibalmik1990 4 года назад

    माता जी प्रणाम में 3 साल से सोमवार व्रत कर रही हु और मेंने आज तक सोमवार व्रत का उद्यापन नही किया। तो क्या मझे उद्यापन करना छाहिये या में 14 साल बाद ही उद्यापन करू। में एक कुंवारी कन्या हु।।और मुझे सोमवार व्रत छोड़ने का बिलकुल भी मन नही है।कृपया मेरी शंका दूर कीजिये।🙏

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  4 года назад

      agr ap 14 sal ka sankalp li h
      to a4 sal bad udyapn kare
      agr sanklp nhi li h to udyapn kar skti h

    • @shivanibalmik1990
      @shivanibalmik1990 4 года назад

      Mata ji ek dividha aur h meri agr aa jivan somwar ka vrat rhna ho to kyaa reh sakte hain?.yaa fir uske bhi kuch niyam hai..ku ki abhi to me kisi monkamna purn hone k liye somwar vrat kr ryi hu ..par jab purn ho jaegi .uske baad me kewal shiv ji k naam se bina kisi manokamna vrat rehna chahti hu kewal unki bhakti prem me rhna chahti hu..to ise ham kese kar sakte h..plss reply kariye ga🙏..

    • @shivanibalmik1990
      @shivanibalmik1990 4 года назад

      Asan Zindagi nhi mene koi sankalp nhi liya tha 14 saal ka bas manokamna purn hone liye reh ryi hu...par me shiv ji ko bhut manti hu to me manokamna purn hone k baad b somwar vrat rehna chahti hu..to ise ham kis tarah continue kare ki mujhe mera vrat phale..

  • @rajnidh
    @rajnidh 3 года назад

    agar is saal sawan ka somvar karungi to kya har saal karna hoga, kya sirf sawan k somwar kar k chor sakte hai

    • @priyanshikashyap1687
      @priyanshikashyap1687 2 года назад

      Har sal Rakha jata h agr start krte h to ha kbhi kuch prblm ho to alg by h m bht chhote se rakhti aarhi hu

  • @guriyasingh2835
    @guriyasingh2835 5 лет назад

    Aunty jee koi v puja me hm Bhawan Ka photo chauki pr rakh k karte h to usko dusre din puja karne samay hata sakte h ya kb please btadijiy

    • @AsanZindagi
      @AsanZindagi  5 лет назад

      Bhawan Ka photo chauki pr rakh k karte h to usko dusre din puja karne samay hata sakte h

  • @Ramandeepkaur-ld6jd
    @Ramandeepkaur-ld6jd 5 лет назад

    Mataji Monday fast mei shiving pr jl kb chdana chihiye mtlb time kya kya hona chiye.. Plzz reply request me

  • @AmitSingh-vr7wy
    @AmitSingh-vr7wy 5 лет назад

    Mata ji parnam Mai puchna chahti hu ki Jo kuwari larki sawan me somari Karti hai uska bhi udhapan karna chahiye plz mata ji reply kariyega

  • @ayushsrivastava9124
    @ayushsrivastava9124 5 лет назад

    Aunty ji jaise apne chandi ke chhale ka jo blood pressure ke liye banaya tha bhut logo ko labh hua usi tareh koi dusra vedeo thyroid ke liye bhi banaye jisse dusre log labh mil sake.

  • @anjusharma6193
    @anjusharma6193 4 года назад

    Mam mera somvaar vrat 10 saal ho gya hai ab udhyapan krna chahte hai to kr kya kr skte hai???