Is daur ki hindu nafrat ke bhag door mai aisa interview Hume sukun dete hai kya khubsurat daur tha wo jha insan insan tha jazbato ki qadr krta tha insaniyat zinda thi kou Hindu Muslim nhi tha bus ek pyara dil liya hue ek insan tha... Ya khuda hmare mulk k halat ko phle ki tarah bna se ameen.. 😢😢😢😢🌹🌹🌹🌹
What a taste for literature, adab and Urdu. Never would have known he had such taste for Urdu and literature. Thoroughly enjoyed the interview, his taste for literature and Urdu adab, and Urdu speaking skills is comparable to that of Dilip Kumar sahab.
Bahut khub Jagdeep sahab aapko dekh kr aapki baato ko soon kr bahut achha lga,or jine ki nai salha mili ,insaan ko kabhi haar nhi manna chahiye,or humesha aage badhne ki sochna chahiye , I proud of u Jagdeep sir ❤️
Bahut shandaar peshkash. Ek chhoti si jaankari Guru Dutt sahab Bengali nahin thay Karnatak ke thay. Padukone parivar se thay.Apni zindagi ka zyada waqt Calcutta( Kolkata) mein guzaravtha Guru Dutt ji ne isliye log unhe Bengali samajhte thay
A very frank n good interview.We get inspired by these individuals who struggled n worked hard to shine in life for example Johnny Walker, mehmood, bhagwaan, mukri, jagdeep,rashid khan,yakoub, gope,mohan choti, kishore kumar etc..
Zabardast insan jagdeep ‘ Adab ki hiss rakhne wala ‘ hissass ‘ aadmi ‘ bahot achchi tarbiat main palne wala ‘ Allah unki magfirat kare aur inhen jannat main jagh de ‘ aameen ,
Zubaan Bekaraar Thi Bahut.. Magar Bataaya Nahi Kabhi.. Khud Rote Rahe Andar.. Hume Dikhaaya Nahi Kabhi.. Ye Ilm, Ye Duniya, Ye Mausam.. Bewafao Ke Naam Hain Faqat.. Khud Peete Rahe Zeher.. Kisiko Rulaaya Nahi Kabhi.. ✍️Writer✍️ 🌞 Diwakar Pathak🌞
bahut badiya ashaar hain bade hi falsafiyaana hain is ke liye aap ko saraahna chahta hoon- magar ek khairkhwaah aur ek adna shayar hone ke naate ek choti se ghalati bataana chahta hoon aap chata (6th) misra ghalat hai radeef nahi hai aise nahi hota hai riwayati shayari mein jise rumooz e shayari kehte hain jise english mein syntax aur grammar kehte hain haan agar yeh azaad shayari mein hoti toh aur baat thee. hamesha ek matla hota hai agar wahi rubaayi ho toh zaroori nahi hai magar har doosre misre jise misra e saani kehte hain us mein radeef ka hona bahut zaroori hai. maazirat ke ise nukta cheeni math samjho ek sujhaau ek salaak ki tarah lelo.
واہ جگدیپ مرحوم کا یہ پہلو کبھی نظر سے نہیں گزرا، اردو زبان اور ادب پر ان کی گرفت بہت مضبوط لگی۔ افسوس کہ یہ انٹرویو بہت دیر کے بعد دیکھنے کو ملا مگر اس سے سیکھنے کو بھی کافی کچھ حاصل ہوا۔ کاش یہ محفل اور طویل ہوتی
Karachi Pakistan se hoon "Syed Ishtiaq Ahmed Jafri" aap ke JAGDEEP sahab se BOMBAY (mumbai) mein mulakaat ka sharf hasil howa unkay apnay ghar mein aur phir unkay studio mein bhi, javed jafri sahab se bhi
जब मुल्क बंट गया तब जुबान क्या चीज है । पाकिस्तान ने पंजाबी को बेन कर दिया था उर्दू को बढ़ावा देने के लिए । बड़ी खुशनसीबी है हम सब की कि भारत मे ऐसा कुछ नही हुआ ।
Bohot khub jagdeep sahab aap ka jawab nahi hai aap ki jagah hamesha Khali rahegi nida Fazli aap Zara khamosh rahe aap samne wale mehman ko bolne de aap dailog Kam bole
Film Urdu ke kandhon pe sawar hoker uper uthti aur chalti hai Usne beshak apni rozi roti lamai, magar wo Urdu ki qarzdar bhi hai. Jagdeep sahab ke bachpan se ham unko filmon me dekh rahe hai. Film ek johari ki tarah hai jahan gauhar tarashe jate hai. Shart hai, wo hira hi shisha nahi.
An excellent presentation. Nida Fazli was a good Urdu poet.
Syed Ishtiaq Ahmed Jaffrey sahab yani jagdeep sahab...
Bay missal aur umda insaan...
Baat karney ka khoobsoorat andaz...
Jagdeep saab's command over urdu is commendable
Such simplicity and genuineness of 2 legends. Today's interviews look hollow infront of this gem of an interview!
Jagdeep sahab.. .unbelievable intelligent person 🙏🙏
Kadva hai par sach hai k aise logon ki ginti din b din kamm hoti ja rahi hai vaah maza aa gya
Shukriya Nida fazali Sahab Jagdeep sahab se milvaya
Jagdeep Saab Aap jaisay loogon ko juk ke salaam.
Esi guftagoo suntei hue umr guzar gayee.. itni shaistaa guftagoo, apne aap mein hi ek mahfil hai.... Zabardast
दोनों ही अपने क्षेत्र के बहुत ही सम्मानित व्यकित्व।। दोनों ही मेरे पसंदीदा हैं। अब ऐसे लोग पैदा नही होंगे।
One unique comedian with plenty shades. He was awesome.
8 july its exactly one year back today was the day whn jagdeep uncle passed away . allah inki magfirat farmaaye / the last of the moghul
Is daur ki hindu nafrat ke bhag door mai aisa interview Hume sukun dete hai kya khubsurat daur tha wo jha insan insan tha jazbato ki qadr krta tha insaniyat zinda thi kou Hindu Muslim nhi tha bus ek pyara dil liya hue ek insan tha... Ya khuda hmare mulk k halat ko phle ki tarah bna se ameen.. 😢😢😢😢🌹🌹🌹🌹
I have seen many interviews of actor Jagdeep, what a great person he was...
What a taste for literature, adab and Urdu. Never would have known he had such taste for Urdu and literature. Thoroughly enjoyed the interview, his taste for literature and Urdu adab, and Urdu speaking skills is comparable to that of Dilip Kumar sahab.
Bahut khub Jagdeep sahab aapko dekh kr aapki baato ko soon kr bahut achha lga,or jine ki nai salha mili ,insaan ko kabhi haar nhi manna chahiye,or humesha aage badhne ki sochna chahiye ,
I proud of u Jagdeep sir ❤️
Bahut shandaar peshkash. Ek chhoti si jaankari Guru Dutt sahab Bengali nahin thay Karnatak ke thay. Padukone parivar se thay.Apni zindagi ka zyada waqt Calcutta( Kolkata) mein guzaravtha Guru Dutt ji ne isliye log unhe Bengali samajhte thay
A very frank n good interview.We get inspired by these individuals who struggled n worked hard to shine in life for example Johnny Walker, mehmood, bhagwaan, mukri, jagdeep,rashid khan,yakoub, gope,mohan choti, kishore kumar etc..
Urdu adab ki batain gazab hein jab nida sahib bayan Karen. Regards.
انتہائی اعلیٰ معیار کی اردو بڑے عرصے دراز کے بعد سننے کو ملی۔
شاندار پیشکش پر دل کی گہرایوں سے مبارکباد قبول کیجئے۔
Zabardast insan jagdeep ‘ Adab ki hiss rakhne wala ‘ hissass ‘ aadmi ‘ bahot achchi tarbiat main palne wala ‘ Allah unki magfirat kare aur inhen jannat main jagh de ‘ aameen ,
جگدیپ صاحب کی اردو سے محبت اور لگاو جان کر بھت خوشی ھوئی۔اردو زبان ھے ھی اتنی خوبصورت اور میٹھی۔
No words, where have these giants gone
Nida Fazli and Khayyam Sahab.. deadly combination.❤️❤️🙏
Zubaan Bekaraar Thi Bahut..
Magar Bataaya Nahi Kabhi..
Khud Rote Rahe Andar..
Hume Dikhaaya Nahi Kabhi..
Ye Ilm, Ye Duniya, Ye Mausam..
Bewafao Ke Naam Hain Faqat..
Khud Peete Rahe Zeher..
Kisiko Rulaaya Nahi Kabhi..
✍️Writer✍️
🌞 Diwakar Pathak🌞
Wah kya asar likhe hain. Bhut Khub . Thanks
@@akhterhussain8522 Ji shukriya🙏🙏
ky bat hai bht khub❤❤
@@SalmanKhan-sh5mj Ji Shukriya 🙏
bahut badiya ashaar hain bade hi falsafiyaana hain is ke liye aap ko saraahna chahta hoon- magar ek khairkhwaah aur ek adna shayar hone ke naate ek choti se ghalati bataana chahta hoon aap chata (6th) misra ghalat hai radeef nahi hai aise nahi hota hai riwayati shayari mein jise rumooz e shayari kehte hain jise english mein syntax aur grammar kehte hain haan agar yeh azaad shayari mein hoti toh aur baat thee. hamesha ek matla hota hai agar wahi rubaayi ho toh zaroori nahi hai magar har doosre misre jise misra e saani kehte hain us mein radeef ka hona bahut zaroori hai. maazirat ke ise nukta cheeni math samjho ek sujhaau ek salaak ki tarah lelo.
2 stalwarts Jagdeep sahab and Nida Fazli sahab: "Duniyaa jise kehte hain, jaadu kaa khilaunaa haye!
Mil jaaye to mitti haye, Kho jaaye to sonaa haye!" MashaAllah, truth.
True talent and wonderful personality. May Allah bless him with highest place in heaven.
निदा जी, जगदीप जी, हम भाग्यशाली है, हमने आपको देखा ,सुना ,समझा
Waah Waah Waah .. Absolutely Fantasic.. Superrrbb
No words for this interview ...
واہ
جگدیپ مرحوم کا یہ پہلو کبھی نظر سے نہیں گزرا، اردو زبان اور ادب پر ان کی گرفت بہت مضبوط لگی۔ افسوس کہ یہ انٹرویو بہت دیر کے بعد دیکھنے کو ملا مگر اس سے سیکھنے کو بھی کافی کچھ حاصل ہوا۔
کاش یہ محفل اور طویل ہوتی
Jagdeeep Sahab, aap kamaal ho, kayaam hamare dilon mein!
True legends. This is hindustaniyat for people across the border.
@@aijazkhan1018 of course why not. We as Indians believe in living peace and harmony for all religions.
Jagdeep Sahab Aaj bhi aap bahut smart Lagte Hain
बहुत ही बैहतरीन मुलाकात
Great personality, love his films.
Great artist. Great human being 👍
Urdu such a sweet, beautiful, rich language. Sad, we are missing it in common use. Would like to speak, listen & understand more
Thank you so much for this rarest of rare interview.
We all miss jagdeep. Rest In Peace! 🇵🇰🇺🇸
Remembering of the two legendary love it it's sweet language
باکمال۔۔۔۔
Jagdip ji u were angel .Rast in peace.
Thanks upload the amazing video, Awesome interview and nice presentation. Jagdeep saheb was a great commedyen and nice person human being.
Kindly Subscribe and Share Video. Support Good Content. Thank you.
What a cultured personality!!!!!
Karachi Pakistan se hoon "Syed Ishtiaq Ahmed Jafri" aap ke JAGDEEP sahab se BOMBAY (mumbai) mein mulakaat ka sharf hasil howa unkay apnay ghar mein aur phir unkay studio mein bhi, javed jafri sahab se bhi
Pahli bar bina comedy wali video dekhi jagdeep ki
Dil khush ho gaya Dekh kar
Amazing👍👍 thank you so much #Naved Ji for recommending 🙏
Extremely Underrated Channel.
Keep up the great work.
All the very best 💝💯🙏👍
Thank you so much 😀
@@AdabiCocktail A
Very lively interview
Behetreen , kabiliyat se sarobar guftgu
अगर ऐसा शो आज के वक्त आता तो लोगो के ऊपर से जाता, और हम समझते है पहले के लोग पढ़े लिखे नही थे 😂😂😂
Jagdeep ek mahan adakaar they RIP
His improvisation awesome
Marhaba..nida.bhai.aur.ishtiyq.ji.allah.apki.magfirat.farmayai...ammin
Ek baat kahun.. We lost this india🥺😓
Just enjoying 👍👍
Great guy
Excellent 👌
Subhan Allah
Great conversation
Jin scenes ka jikr ho raha ttha unke clips bhi hote to maza aa jata !
Copyright का मामला फंसता है। मजा सजा बन जाता है।
Great 🙏
Lajawab behad dilchasp
Wow that's awesome actor.
legend on great talk
Best talk show
Wah.. maza aa gaya
गूजरा जमाना याद आ गया
Ye hote hai zinda dil log.
NYC1
Very good person 🙏🙏🙏🙏
Great comedian jagdip sahab. 💐 🙏
Truely talented.
Excellent..
Nice clip
Will miss Jagdeep ji
A wonderful person
Jagdish so intelligent!
OMG
जगदीप
बेस्ट ऑफ़ बेस्ट प्रोग्राम
Very.nice
What a nice person
Jagdeep sahab aap Urdu kaafi umda bolte hai
Jagdeep saheb . RIP
वाह 🙌🙌🙏
Hai ! Afsoos is siyasat nay Zabaan ko bhi hindu muslim may bant diya 😭
जब मुल्क बंट गया तब जुबान क्या चीज है । पाकिस्तान ने पंजाबी को बेन कर दिया था उर्दू को बढ़ावा देने के लिए । बड़ी खुशनसीबी है हम सब की कि भारत मे ऐसा कुछ नही हुआ ।
@@janmejayrana2530 : In Pakistan punjab punjabi languange is still in use people are speaking it. But our national languange is urdu🌹
Tow.great.personalities.
Bohot khub jagdeep sahab aap ka jawab nahi hai aap ki jagah hamesha Khali rahegi nida Fazli aap Zara khamosh rahe aap samne wale mehman ko bolne de aap dailog Kam bole
Film Urdu ke kandhon pe sawar hoker uper uthti aur chalti hai
Usne beshak apni rozi roti lamai, magar wo Urdu ki qarzdar bhi hai.
Jagdeep sahab ke bachpan se ham unko filmon me dekh rahe hai. Film ek johari ki tarah hai jahan gauhar tarashe jate hai. Shart hai, wo hira hi shisha nahi.
Yaad. AAti hai. Aapkee.
Jagdeep s best comedy scene was in Agent Vinod,singing in sky.uron khatole pe jao.kisiki hath na aao
When had recorded this interview?
Year 2000
Dunia mein hon dunia ka talbgaar nahin hon... Yeh Akbar Ala Abadi sahb ki ghazal ki ashaar hain
2:50 shandaar
jai ho
Pehle k bollywood kalakaar kitna humble aur jamin se jude hote the aur aaj thoda sa famous kya ho gye aasman m udne lagte hai..
Johny walker seems to be bigger follower of Jagdeep sahab
Those were true national muslims...
allah ghareq e rehmat kare. ameen
Wah !