Ghar Ki Diwar Par Ayatul Kursi Ya Kaaba Ki Tasweer Lagana Kaisa Hai? by Adv Faiz Syed
HTML-код
- Опубликовано: 18 ноя 2024
- Ghar (Home) Ki Diwar (Wall) Par Ayatul Kursi Ya Kaaba Ki Tasweer (Picture) Lagana Kaisa Hai? by Adv Faiz Syed | Smart Islam TV |
✓DISCLAIMER:- Our channel "Smart Islam TV" is created to give our opinion,views and reactions over different videos to educate people.
"Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use."
✓Don't Forget To SUBSCRIBE Our Channel & Stay Updated.
Jazak Allaahu Khairan!
جزاک اللہ خیراً
MashaAllah
Very informative video
JazakAllah khair
Mashallah very nice video
Good advice. JazakAllahu Khairan kaseeran
MashaAllAH..... SHUKRIA.... Karachi
جزاک اللّہ خیر ❤
MASHALLAH Allah aapki hifazat kare Ameen
Jazaak Allah khair.❤❤
MashaAllah ya Allah show us right path
Bilkul sahi MASHALLAH
Mashallah 💚❤️💛💙💜 Allah Hu Akbar
Masha Allah ❤❤❤faiz bhai ka samjhane ka tarika sab se alag hai ❤❤❤
Bil kul bil kul sach kaha aap ne abto taaviz bhi diwaron par laga te hai log ye log kabhi nahi sudrenge
Walakomsalam Bhai
💯 true.
Beshak
SubhanAllha Jazakalla very informative video AllhumdoAllha Allha Pak aap ko jaza dain Aameen Summa Aameen
اس بات پر میں ان صاحب سے سو فیصد متفق ہوں۔ اس کو عام کرنے کی ضرورت ہے۔
Thank you. Well explained.
She baat hai
👍
Belqul sahe🎉
Qur'an Sharif Ke Tafsir Me hâe,
Business, ya mushkíl kaam, surah or kabi ayat Ka Naam hae, sâath Lejhane me Allâh Ki Madad Hâe.
مسجد کی دیوار پر لکھتا اللہ یا محمد خاص کر امام کے سامنے اوپر سراسر خلاف ایمان ہے
Kaba sur kaabe ka darwaza ki tashabeeh gharon mein lagana durust nahi hae. Albatta qurani aayaay ke toghre lagana durust gae. Lauhe qurani lagana durust bahi.
Us
AAP AAIMON KO KUCH KAAM HAI YA NAHEEN BUS AISE HI MAS AAYELKHADA KARTE RAHO ISS SE DEEN MEIN FITNA PHAILEGA AUR ISS FITNE KE ZIMMEDAR SIF AUR SIRF AALIM HAIN AISE DOGHALE AALIMON SE BACHO
AHLE HADEES AB IS ME KUN SA SHERAK HAI 😂😂
Alif alif alif laam laam laam.😅😅😅
?????
Aap hi Zara socho allah ke ghar ka ya gumbade khizra ...ya quran ki surah Yasin wagairah jo hum lagate hain raat ko kabhi zanabat ki halat....ya koi nashe ki halat me .....aur raat ke andhere me nali kucho ki chhipkali... baitul khula ka cockroach diwar pe chipke toghte ya photo pe chal rahe hum kis haalat me hai ye sab dekh rahe hain gusse ki haalat me gaaliyan de rahe rahe hain hai to photo per ehtram karna bhi hai na...behtar yehi hai ki in sab se bache... Shaikh drust farma rahe hain mere room me dekhlo kuch nahi mile ga maine sab aakhon se dekha hai tab hata diya.... from India
As-salaam Dr. saheb jhe, Jhe bilkûl Al-Qur'an parlhne ke liye hâe..
Muslam, gharó ko sajhane ke liyê nahín, Ûthkar, pehele Allâh Pâk Ka Kalâam or Naam Dekhna ALLÂH HÛ
Shirk hâe??!
Kaaba or Darwaza, Allâh Pâk Kê Piyare Ghar, or Allâh Ke Hûkâm Sê Hâe
Tâazeem Karna
Shirk hâe??
Alif Laam Meem Pukarna aapko kâam lagraha hâe??!
Astagfirullâh!.
Bohôt Hí Musshkil se Mâa Bap aajh ki Generation ko, Talíime Díin ke Raste samjhâ sakte hâe!.. Please Allâh Sê dhariye, chand payso ke liyê hamari Aulâad ko confused or Ulthâ mat sunaye!..
Shirk karna, ittnaá Easy Nahíin hae!..
Rabbûl Aalamíin Ko Niiyât bohôt Piyare Hâe..
🙏🙏
Ahi aslum nahi hai. Deen ka ilm nahi hai galat bolte
غیر عربی انسان کے لئے بغیر ترجمے کے قرآن کا فائدہ نہیں۔۔ کیونکہ پیغام ہی نہیں پہنچا۔۔ پھر تفسیر الگ ھے
Bahut buri baat hai ke allah ke kalam ko hang kiya jaye ya phir kaaba aur madona ki emarat ka photo deewar latka diya jaye. Aisa karne ka sense ahmaqana hai aur ghair mazahib ki naqal hai.
Ghalit ha balkeh gunah ke zimrey mein aata ha.
ISS JAHIL KE HISAB SE JO NASEEB ME LIKHA HAI TO HOGA.PHIR AADMI ALLAH SE DUWA KYUN KRE.YA MANGE..
AB KHURAN KE AYAT LEK KAR LAGNA BHI SHRIK HAI HAR CHEZ ME SHRIK LAGNA SHRIK
janab doosre mazhab waale apna label lagaate hain to hum kyu na lagaye!
Galat bat hai
BHAIYON AUR BAHNON , DEEN KEE BAAT ( MASLA ) BATANAY KA HAQUE AALIM E DEEN , MUFTI AUR QADZI KA HAI , ADV FAIZ SYED KO AISA NAHIN KARNA CHAHIYE AGAR WOH AALIM E DEEN NAHIN HAIN , BUL K KITAB MEIN DEKH KER JAWAB DENA CHAHIYE , AGAR WOH MASLAY KO BARABAR SE SAMAJH K JAWAB DHOONDNE MEIN KAMYAB HO GAYE HON TABHI .
Apne naamu ke pechey Fazilat ul shiekh jaisi Alqab likhne ke barey mein aap log kuchh nahin kehte.Kiya khulafaye rashideen ya deegar sahaba (RzA) Fazilat ul shiekh kahlane ke haqdar nahin thai.Sarkari hukmranun ke darbaron mein jana aap ko shirk nahin lagta.Choti choti baton mein Pori millat ko uljha kar rakh diya hai Aap jaise Aalimon ne.Allah SWT hum sab oe raham farmakr hamein aalime be-ammal senajat dey.
Ayaat-e-Qurani, Ka'abat-ullah, Masjid-E-Nabawi aur Masjid-al-Al-Aqsa ke AKS, Islam ko phailane mayn ek buhat baday role ada karte hain.
Ek hi jhatke mayn usay/unhen SHIRK ke darje mayn la dena bilkul ghalat baat hai.
Raaqi kis liye Allah ka kalam pad'hta hai? Agar wo apni zaban se pad'he to Halal aur agar wahi kalam DEEWAR/MUNASIB JAGAH par awezan ho to Haram kis bunyad par ho jayega. Deewar par awezan Kalam BARAKAT ke alawa REMINDER ka bhi kaam karta hai. Ye Salafi logic bilkul ILLOGICAL hai.
Pagal
Fayaz Bhai ko zada malumaat Ni hai galat salat bolte Deen k masaail me
Shirk ka marz hai wahabi ko
تججھے برکت اچھی نہیں لگتی تم اللہ اور رسول ﷺ سے بغض رکھتے ھو
Ji ye Apna backvas band kariye apne aap ku bad ilam vala samaj rahe?
Ji is ka Raz aap key zane ju istrah bata ke gumrah mat kijiye
Ha Tasveer ku samne Namaz nahi padi zathi
Is ke bare me bataye
Mubarak Ayetye ke bare me jaante hu tu is traha nahi baat karenge be hurbi math karna
Jis Mubarak Ayetye ku dekhane se Ankhu ku Thandak milthi hai ji aur sukun miltha hai
Jhe Bilkûl, Allâh Ke Nâam Mê,
Thandâk or sukún milta hâe..
لائٹا وائٹا۔۔۔یہ کونسی اردو ھے؟
You need to learn Islam
She baat hai
Sahie baath hai