Sir mere pass bajaj majesty 25 liter ka geaser hai 2.0k watt ka Closed type ka Geaser meinse kuch dino se paani tapak raha hai meinay gas kit yaani silicon seal bhe change kar k dekhli par tab bhe paani nikal rah hai nuto k paas se... and tank bhar nikalany ka bhe sytem nahi dikh rah hai geaser mein Kya bajaj majesty 25 litre mein tank bhar nikalnay ka system rehta hai kya kyuki geaser k information label mein closed type likha huwa tha.... Plz Guide
Sir agar tank me leakage ho tank ki warranty hoti hai 7 year ki tank replace nahi hota full geyser he replace hota hai aap ko new geyser mill jaiga company aap se normal c amount charge krti hai 1500-2000
Sir company koi v achii buri nahii hoti hai depend krta hai k jo geyser aap le rahe ho uska service center aap k ghar k pass hai aap ko service me koi dikat na ho Havells orient aap koi v geyser le lo havells ka price v jyada hai or quality v jyada hai
Mera Havells Monza Plasto shield me Blue indicator ni jal rha hai sir.. But Red jalti hai jaise hi medium se aage le jate hai regulator ko to band ho jata hai . Kya problem ho sakti hai plz
Mere pass bhi yahi gayser ha ji ye battao kitne time baad eske service ki need padte ha or patta kesse lagta ha ki service ki need ha or ye sirf monza ke model me hota ha ya sabhi geyser me ye service ki need hote ha .Company se agar koi service karvaye too charges lagge
sir koi v model ho service ki need padte gai jab water full heat ho jata hai or geyser me se awaj aati hai see see ki tab geyser ko service ki need hoti hai
Hamara geyser baar baar cut kar rha hai pani theek se garam ni kar rha kiya karein
Sir aap service center me call kro geyser ko khol kr he pata chale ga k kya problem hai
Ho sakta hai k geyser ka thermostate khrab ho
Hamare ghar me jo service karne aaya tha usne acid se isko saaf kiya tha kya ye sahi h woh bola heating rod kharab nahi hogi
Acide se khrab to hota hai coting khrab ho jati hai
Hcl acidse clean karo no problem dusra koi nahi
Sir mere pass bajaj majesty 25 liter ka geaser hai 2.0k watt ka
Closed type ka
Geaser meinse kuch dino se paani tapak raha hai
meinay gas kit yaani silicon seal bhe change kar k dekhli par tab bhe paani nikal rah hai nuto k paas se...
and tank bhar nikalany ka bhe sytem nahi dikh rah hai geaser mein
Kya bajaj majesty 25 litre mein tank bhar nikalnay ka system rehta hai kya
kyuki geaser k information label mein closed type likha huwa tha....
Plz
Guide
Sir agar glass line geyser hai fir tank nahii nikal ta
Sir kya eska tank bhaar nikal jaata hai kya.
.means agar tank mein he koi leakage aa jayey ya crack aa jaayey ...to...
Sir agar tank me leakage ho tank ki warranty hoti hai 7 year ki tank replace nahi hota full geyser he replace hota hai aap ko new geyser mill jaiga company aap se normal c amount charge krti hai 1500-2000
Sabse accha sef gejar konski company ka aata he sir
Sir company koi v achii buri nahii hoti hai depend krta hai k jo geyser aap le rahe ho uska service center aap k ghar k pass hai aap ko service me koi dikat na ho
Havells orient aap koi v geyser le lo havells ka price v jyada hai or quality v jyada hai
Best instant geyser konsa he hard water ke liye
@amitverma259 brand sabi best hai aap havells ka buy kr lo after sale service achii hai
Out put pipe me pani nhi aaye to kaise sahi karr
Sir tank ki saf krne wala hai tank ko clean kro
Mera Havells Monza Plasto shield me Blue indicator ni jal rha hai sir..
But Red jalti hai jaise hi medium se aage le jate hai regulator ko to band ho jata hai .
Kya problem ho sakti hai plz
Sir mera giser ka supplierhe krab ho gya vo kitne ka aata h same aap wala giser h mera pas
Aap havells service center se pata kro
Thanks sir
Bhai havells me kon si company ka element laga hota h ....
sir havells ka apna he element hai
@@honeychahal9364 iska element delhi me kaha mil skta h
sir aap havells ka service center check kro google pe aap ko mill jai ga
Descaling ka charge kya hai
Bhaia isi geyser m on krne p jo blue light jlti h vo nh jl rh red jalti h jb pani garm hojata h
Light bulb khrab hoga agar geyser achee se work kr raha hai koi problem nahii hai fir
@ ok thanks
company executive bol rahe koi 2 packet descaling materials lagenge to kya ye jaruri h
sir new geyser me kuj v alag se lagane ki jroorat nahii hai jo kuj v lagta hai wo box me aap ko free milta hai
Apka jet spray kon se brand ka hai.
Fastway ka hai sir
Kya re bhai kapde dhora ya geyser saaf karra
क्या इसकी इंसुलेशन में पानी नहीं जाता
No
Blue wale se ja rha h but red wale pipe me pani dal rha hu to pani pipe hi bhar ja rha h
इस गीजर का इंडीकेटर लाईट बंद हो चुका है कैसे ठीक करें।
Element kaha se buy kare
Element aap ko havells se he milega aftar market nahii milta h
Boss current shock while opening tap after replacing coil solution please
Sir outlet pipe me pani nai ja rha hi
Kaise saf karu
sir aap ko ek bar outlet pipe ko open kr k water on kro 5 mint pani aa jai ga agar nahii aa raha fir aapko khol kr saaf krna padega
How to contact technician.. please update
Bhai service charge kitna lga.
sir maine appne ghar pr he kra hai
Mere pass bhi yahi gayser ha ji ye battao kitne time baad eske service ki need padte ha or patta kesse lagta ha ki service ki need ha or ye sirf monza ke model me hota ha ya sabhi geyser me ye service ki need hote ha .Company se agar koi service karvaye too charges lagge
sir koi v model ho service ki need padte gai jab water full heat ho jata hai or geyser me se awaj aati hai see see ki tab geyser ko service ki need hoti hai
Sar ye part elementary kaise online aayega plz batana hamko
sir aap havells k service center me call kro aap ko waha se part mill jaiga
Autotech Nahin hota hai to kya karna padega
ho sakta hai k thermostat me problem ho sakti hai
Good
👍
😅
Wrench no
Use descaling agent powder