Bldc normal dc fan nahi hai, isme hall sensors lage hote hai aur alag alag coils rehta hai, ek ek coil ko ek sahi time pe on kiya jata hai pcb ke madat se aur hall sensors ke madat se jana jata hai kab sahi time hai dusre coil ko on karne ka, so pcb ko directly bypass nahi kar sakte, par power supply part ko bypass karke direct dc input de sakte hai, par isme koi bhi faida nahi , power supply 95% se bhi zyada efficient hota hai, aur direct dc dene ke liye wire losses bhi bad jayenge, toh usme losses jada hoga
@@Technologymonotosh 12 v dc se Jyada Efficiency Hota hai Ya 3 cfl kit se Jyda efficiency hota hai same battery se Kisme Jyada Backup dega Dc or 3cfl kit acc with the same Battery
manlo sir main 6 battery model no 26650 5000 mhA battery ko 12 volt ki battery 🔋 banta hu to kitne ampre ki Battry banegi hai or kon saa BMS kitne ampre USS karna hai please reply me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ager ek battery ko app charge karogi power bank circuit se to cell ka itna jad farak nahi paraga nahi too appka module ka price bhi jada paraga isliya us Banda ko ye recommend Kiya hai bro
Bhai mene 6000mah ke 5 cell liye hai..koi bhi powerbank module ise charge nahi kar paa raha...20 30% charge hone m 1hour leta h uske baad 10 sec 100% show krta hai....kisi kisi module m charging beech m ruk jaati hai....plz koi idea do ki 5 cell ek sath kaise charge honge....plz reply
Wow..
Great backup.
Thanks 🙏
Lipo4 battery ke saath BMS lagake backup test karo bhai tab is battery ka backup pata chalega, mai video ka wait karunga
Ok main try karunga but abhi Mera pass available nahi hai isliya
Wow kyaa baad hai
Bhai kya bldc fan bina pcb board ke chal sakta hai ? Please reply....
Nahi chelaga
@@Technologymonotosh par kyu bhai ?
@meooconn uska control kon karega bhi
@@Technologymonotosh to usse Bina pcb se direct battery se to chala sakte hai na ?
Bldc normal dc fan nahi hai, isme hall sensors lage hote hai aur alag alag coils rehta hai, ek ek coil ko ek sahi time pe on kiya jata hai pcb ke madat se aur hall sensors ke madat se jana jata hai kab sahi time hai dusre coil ko on karne ka, so pcb ko directly bypass nahi kar sakte, par power supply part ko bypass karke direct dc input de sakte hai, par isme koi bhi faida nahi , power supply 95% se bhi zyada efficient hota hai, aur direct dc dene ke liye wire losses bhi bad jayenge, toh usme losses jada hoga
V. Nice from Pakistan
Thanks
Bhai Direct dc or Battary Se 3 CFL Wala Kit se Ac Par Battery Se .. kisme Jyada Efficiency hoga Test Kya Apne
Samjha nahi bro
@@Technologymonotosh 12 v dc se Jyada Efficiency Hota hai Ya 3 cfl kit se Jyda efficiency hota hai same battery se Kisme Jyada Backup dega Dc or 3cfl kit acc with the same Battery
@@tajmalhussain6481 cfl kit means
@@Technologymonotosh 45 watt Wala Converter kitt
@@tajmalhussain6481 dc se kom watt lega
2.4 hrs means not 2 hrs and 40 min. It is 2hrs and 24 min.
Kya hua bhai
@@Technologymonotosh although your videos are meaningful and informative also, I like that.
Not 2hrs and 40min, it is 2hrs 24mins.
@@Tech4Mankindsahi kaha 2.4 matlab 2 hour 24 min .
@bhagatsinghfan4037 kaya bataye aur choriya
24v dc sestem batri pa chalaga
Yes
manlo sir main 6 battery model no 26650 5000 mhA battery ko 12 volt ki battery 🔋 banta hu to kitne ampre ki Battry banegi hai or kon saa BMS kitne ampre USS karna hai please reply me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
4s bms a ya 10 amp use kar saktahai sir
❤️❤️❤️❤️ অসাধারণ
Thanks u vai 🙏🙏🙏🙏🙏
how to charge single battery ? and one more question how we can charge 4 pair of battery which BMS is best?
Single battery....u can use any power bank circuit 70 to 80 rupees
U can use 4s 12 volt BMS for four pair
@@Technologymonotosh powerbank circuit will kill lifepo4 cell...powerbank circuit is only compatible with liion or lipo cell of 3.7v rating
Sir ye lion haa
@@Technologymonotosh liion ka rated voltage 3.7 hota hai...aapne video me 3.2v bola means ye lifepo4 hai.
Ager ek battery ko app charge karogi power bank circuit se to cell ka itna jad farak nahi paraga nahi too appka module ka price bhi jada paraga isliya us Banda ko ye recommend Kiya hai bro
यह बैटरी इनवर्टर पर लगा सकते हैं
Yes but lithium battery supported hona chahiya sir
@@Technologymonotosh बैटरी के साथ बीएमएस लग जाता तो सही है
Bms lagao gi too bhi full charge nahi hoga sir agar o lithium battery supported nahi haiii toooo...
Bhai mene 6000mah ke 5 cell liye hai..koi bhi powerbank module ise charge nahi kar paa raha...20 30% charge hone m 1hour leta h uske baad 10 sec 100% show krta hai....kisi kisi module m charging beech m ruk jaati hai....plz koi idea do ki 5 cell ek sath kaise charge honge....plz reply
@@DevSingh-zq9wxek cell kitne mah ka he
Is this AC fan or you converted it to DC?
At 1st I CONVERTED AC FAN TO DC FAN BY BLDC Conversation kit
@@Technologymonotosh ok thanks. Am already using Amberg fan so i can use battery directly i think i won't required that convertor
Yes dc to dc boost converter
Video Link please
WhatsApp pe contact karo deta hu okk
I have one question
Bolo
Fan name and watt
Conversation kit bro merese mil jayaga
What is the cost of battery?
Total ya per cell
@@Technologymonotosh percell
Approx 210 - 250 depending on ur offline market
Is battery pr detail m video banao na bhai hum v lena chahte h
ok sir
Tomar ei video r link amar what app er status a diyechi
Thank You 💘💘💘💘 so much bro
Ei battery tar details video bano
Ok brrooo
12 lithium battery 🔋 ko kon se charges se charg karna hai sprey masin Wale charges se charge kar saktey hai please reply me 🙏
kisi bhi 12 voly lithium battery charger ko sue kar sakta hai jiska rating 2 amp ke as pas hoga oo best hoga
এটা কি bldc ফ্যান নাকি এসি ডিসি ফ্যান
Bldc cum ac dc
তুমি ব্যাটারি তে বিএমএস লাগাও নি কেন?
Ota testing purpose lagiya 6ilam pore lagiya6i bms
Fan ki model bol sakte
Conversation kit sir yaa
Tumi bangali
Hmm bhai
Whats the price of the battery?
WhatsApp
12.89 it means 2o to 22 %
Samja nahi bro
12.88 volt per lifepo4 battery only 20 ℅ charge hoti hai
Hmm vai kuynki iska full charge volt thora high hota hai as compare to lead acid battery
❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Mera pangkha wire gorom ho ta
Dc wala?
Merekochahiye
7003476042 WhatsApp kijiya
Nice information Bhai
🙏🙏🙏🙏
♨ Ã𝐖𝔼ѕO𝓜𝑒 👍
Thoda jyada nahi ho gaya vai 12v 6ah yani 72 whr and ye fan kamse kam 50wh ka to hoga ho maximum 1.2hrs dena chahie battery ka jitna jaaan hai
Nahi sir ye 28 se 30 watt ka hai