Bhai aapka sawal bahut hi badhiya hai submersible motor aur induction motor ki winding mein bahut se fark hote Hain uske liye ham ek video banayege comment box me aapko hum Bata nahi sakte ki kitne fark rahte hain usme per ham kuchh fark aapko Bata dete Hain jaise ki hamara submersible motor mein DC wire se winding ki jaati hai aur hamari induction motor copper wire se winding ki jaati hai aur hamari induction motor me warnish bhi dalta hai pitch ka bhi fark rahata hai is prakar se bahut se fark hote he bhai is per ham ek pura video banaenge jisme ham aapko pura explain karenge bhai
भाई आप जो वीडियो यह देख रहे हो यह v6 सबमर्सिबल मोटर का है थ्री फेस का जिसमें स्टार्टिंग रनिंग नहीं होता है v4 का वीडियो देखिए हमारे चैनल पर उसमें आपको स्टार्टिंग रनिंग सारी कोयल के बारे में जानकारी दी गई है
@@DharmendrakumarDharmendrak-u7t Bhai main video mein bataya hai ki supporter paper lagakar Koyal daal aur iske bad mein bhi ham Jo dal rahe hain bigger paper Se to usme humko knowledge hai bhai Apne Apne knowledge ke upar rahata hai ki kis tarah koyal dalna hoti hai
Submersible motor ki winding aur induction motor ki winding ine donon motor ki winding mein kya fark
Bhai aapka sawal bahut hi badhiya hai submersible motor aur induction motor ki winding mein bahut se fark hote Hain uske liye ham ek video banayege comment box me aapko hum Bata nahi sakte ki kitne fark rahte hain usme per ham kuchh fark aapko Bata dete Hain jaise ki hamara submersible motor mein DC wire se winding ki jaati hai aur hamari induction motor copper wire se winding ki jaati hai aur hamari induction motor me warnish bhi dalta hai pitch ka bhi fark rahata hai is prakar se bahut se fark hote he bhai is per ham ek pura video banaenge jisme ham aapko pura explain karenge bhai
Single phase 7.5hp samarsebal ko three phase karne ka data
Good information
Hi sir
Nice sir❤️🙏
Thank you
कोईल डाल ते समय स्टार्टिंग और रनिंग कोईल जो है वो बता ते जाओ भाई और रनिंग में और स्टार्टिंग में कोईल का सेट लगता है गोभी जानकारी दो भाई
भाई आप जो वीडियो यह देख रहे हो यह v6 सबमर्सिबल मोटर का है थ्री फेस का जिसमें स्टार्टिंग रनिंग नहीं होता है v4 का वीडियो देखिए हमारे चैनल पर उसमें आपको स्टार्टिंग रनिंग सारी कोयल के बारे में जानकारी दी गई है
@@Technicalksp हा भाई
@@Technicalkspsir ye batado please ki v4 and v6moter me pta kese kre
@@kanhaiyalalkanhaiyalalbair4362 kya pata karna hai bhai V4 aur V6 motor me aapko vah to batavo
3 phase me starting aur running rahta hai kya kabhi dekhe ho
Thanks so nice
Most welcome
Sir jo wair aap bai taraf nikal rahe hai agar dai taraf nikal diya jaye to Kya galat hoga
Aap kahin bhi nikal sakte ho per jo aap first shira nikaalo usi side mein sare hamare sire nikalna chahie
Nice
Thank you
Very good video
Kya 3phase motor ko rewinding karte samay single phase me change kar sakte hai....??
V4 ko kar sakte hain V6 Ko nahi
Sir ye vij aap khud banate ho ya bazaer se milti Hy es ko bnane ki video bnao thanks
Bhai vej bajar me mil jaati hai aur ma iski link discription box me dal dunga aap vaha se bhi purchase kar sakte ho
Good work
Total kitne kilo Wire Laga isme ????
Video pura watch karo bhai vate bataya he mene usme
Ap chere ka sadha kish prkar karte he
3 phase 5 HP motor ko single face mein banaa sakte hain ki nahin
Winding change karke
Gift kaun sa hai aur tar mein kitne hain
Kya hua bhai aapka comment samajh mein nahin aaya
Sar 7+5 samar sebal ko bahdna batana.
Best nice
Wayar kitna nammr hai
Bhai video pura dekho video mene bataya hai mene
Bhaiya ji Puri kohi to dalo sahi se
Nica
Pump kaise banate hai sr
Pump banane ke liye video banaya hua hai dost play list mein jakar dekh Lo aap
વાયર નો ગેજ અને કોઈલ ના આટા ની માહીતી આપો
Tar ka gej aur sabhi jankari video me batai gai hai
Wire gej kya hai sir
Bhai video pura watch karo wire gej video mein bataya gaya hai
Aagr sir 12wire nikale to canection kaise kaise kiye jayenge
Uske liye jaldi ek video banaenge bhai
Bhai Kahan khai joapp
Madhya Pradesh aap kaha se ho
V 3 winding data video Koro dada vai + conaction
Jald hi bhai V3 ka winding + data + connection ka video banauga me bhai
7.5hp samasebal new baidig kiy phirbhi nahi chal am 75 lets hai
Bhai 75 ampere bahut hote He motor kaha se chalegi aapke winding ya connection mein problem hai
Kitna kharcha aayega
Joint keshe diye jate he
Bhai uska connection ka bhi ek video banaa rakha hai maine aapko play list mein jakar check kar sakte hain
Kaneksn to kar do sr
Bhai connection ka video banaa Rakha hai channel per jakar dekh sakte ho aap play list mein or description mein bhi link de rakhi hai
Wir gauge???
Bhai video pura dekho usme wire gauge bhi bataya gaya hai
@@Technicalksp 1.4 sq mm / star connection/ 24-25 turns..../ Varuna 7.5 hp.... Chalega....?
@@Trueinfo100 chalega bhai bahut badhiya chalega
Brijesh Kumarko
தமிழ்
Kebal wayar keyse jode
Cable wire jodne ka video hai bhai channel per dekh lijiye aap
V 6 kya hota hai
V6 size hota hai iska
@@Technicalksp thank you 🙏
7.5hp me kitana बायर लगता hai k.g. batao
AFKA MOBAIL NEAMBAR BATHAI
Aap Instagram per follow karo vaha se baat ho jayegi bhai
Galat tarike se kyu bata rahe ho
Kya galat bataya bhai Mene video me
Bhai aise me punchar ho jayega