Pranam guruvar when I hear bhodhivartha gurujii melody voice I feel too good what I want to know that i got it by guru vani and next day morning view anubhav karta feel nature everywhere laughing guru face
हे ज्ञानेश्वर आपका बहुत बहुत धन्यवाद करती 🙏🏻🌹कितनी सहजता से मुक्ति को परिभाषित किया है, इससे तो मुक्ति भी मुक्त हो गई होगी 🌹🙏🏻 किसी स्थिति में लिप्त ना होना ही मुक्ति है 🙏🏻🌹 आपके मार्गदर्शन के लिए बारम्बार आभार व्यक्त करती हूं 🙏🏻🌹
Mahatma ji parnam aap ke sukh or mukti or dushre adhyatmik vishyon ke vishleshan ko sun kr budhi me kuchh gyan ki jagriti ayi h kai bate samajh me ayi h pahli ye ki koi bhi adhyatmik marg ho har marg pr adhyatam ka bodhik gyan hona bhut jruri h or dushra agar hm gyan marg pr chl rhe h toh kavl bodhik samjh ajane se bhi sadhak ka jivan bdlne lagta h ya khe ki uska adhyatmik satar uper uth jata h or veh phle vala vyakti nhi rh jata ab usko age hi badna pdega .esa lagta h adhyatmik vikas or kuchh nhi sirf vyakti ki budhi ka hi puran vikas h toh iska matlab hme apne chit ke vikas ke liye koi sadhna krne ki avsyakta nhi h kavl chintan manan se hi sab kam ho jyega .kya me sahi soch rha hun kripya margdarshan kre mere liye ye Vishy bhut important h
Guruji Pranam 🙏 Mera prashan ye hai ki Humara chitt sukh me to gyan ko samajhna nahi chahta ore sukh bhogne me lag jata hai. Ore dukh me wo samajh nahi sakta? To dukh ke bane rahne par hi samjhane ki koshish me lage rahe ya pahle sukh ki sthiti me aye fir samjhe. Kripya margdarshan kijiye🙏
दुःख में क्यों नहीं समझ सकता ? समझ और ज्ञान का सम्बन्ध बुद्धि से है, चित्तावस्था या जीवन की घटनाओं से नहीं। जब ज्ञान मिले, ले लेने में ही भलाई है , सुख दुःख की क्यों प्रतीक्षा करना?
@@bodhivarta Guruji Sirf gyan mil bhar jane se chitt mukt thode hi hota hai. Gyan anubhav me jab tak nahi utarta uska bodh nahi hota. Dukh ke samay baki vritiyya itni haavi ho jati hai ki budhi kam nahi kar pati. Ore is gyan ko dharan to budhi ne hi karna hai. Ore jab chittawastha dukhi hogi to samajhana bhi to chitt ko hi hai. Baaki vrittya avrodh paida karti hai. Ha dukh jiwan me ek sawal to paida kar deta hai. Ore hum gyan ki taraf mudte hai
चित्त मुक्त नहीं हो सकता , वो एक रचना है। वो विलीन हो सकता है , जो निश्चित है। जो बुद्धि न सुख में चलती है न दुःख में, वो कभी नहीं चलेगी। समय बहुत कम है , मृत्यु किसी भी क्षण आ सकती है, ज्ञान किसी की प्रतीक्षा नहीं करता। जब मिल जाये ले लें।
Pranaam Prabhu
Pranam guruvar when I hear bhodhivartha gurujii melody voice I feel too good what I want to know that i got it by guru vani and next day morning view anubhav karta feel nature everywhere laughing guru face
हे ज्ञानेश्वर आपका बहुत बहुत धन्यवाद करती 🙏🏻🌹कितनी सहजता से मुक्ति को परिभाषित किया है, इससे तो मुक्ति भी मुक्त हो गई होगी 🌹🙏🏻
किसी स्थिति में लिप्त ना होना ही मुक्ति है 🙏🏻🌹 आपके मार्गदर्शन के लिए बारम्बार आभार व्यक्त करती हूं 🙏🏻🌹
🙏💓🌼
Bohot sundar… thank u… M sure, hearing the content on ur channel vl guide me more on my spiritual path😇💕💯
"Turiya Aavasthame"Sthit Ho na Jeevan Mukati haye! Dhanyavad,OmShanti!
🙏🙏🙂🙃☀️
🙂🙏🏻
"Kinbhauna Soye Jeev Atamayachi lahe teth je hoye,taya nam Sukha"Sant Dyaneshwar! Dhanyavad,OmShanti.I.OmShanti!
Itana vicharshil hona shanayh -2 hoga...,.. pranam thanks...
प्रणाम गुरुबर।
🌷🙏🌷
🙏🙏Thank you so much
🙏🏻🙏🏻
🙏🙏🙏
Gajju
Bappa god
Mahatma ji parnam aap ke sukh or mukti or dushre adhyatmik vishyon ke vishleshan ko sun kr budhi me kuchh gyan ki jagriti ayi h kai bate samajh me ayi h pahli ye ki koi bhi adhyatmik marg ho har marg pr adhyatam ka bodhik gyan hona bhut jruri h or dushra agar hm gyan marg pr chl rhe h toh kavl bodhik samjh ajane se bhi sadhak ka jivan bdlne lagta h ya khe ki uska adhyatmik satar uper uth jata h or veh phle vala vyakti nhi rh jata ab usko age hi badna pdega .esa lagta h adhyatmik vikas or kuchh nhi sirf vyakti ki budhi ka hi puran vikas h toh iska matlab hme apne chit ke vikas ke liye koi sadhna krne ki avsyakta nhi h kavl chintan manan se hi sab kam ho jyega .kya me sahi soch rha hun kripya margdarshan kre mere liye ye Vishy bhut important h
Manalyhood is the Culmination of the Development?Isantit?.OmShanti!
Guruji Pranam 🙏
Mera prashan ye hai ki
Humara chitt sukh me to gyan ko samajhna nahi chahta ore sukh bhogne me lag jata hai.
Ore dukh me wo samajh nahi sakta?
To dukh ke bane rahne par hi samjhane ki koshish me lage rahe ya pahle sukh ki sthiti me aye fir samjhe.
Kripya margdarshan kijiye🙏
दुःख में क्यों नहीं समझ सकता ?
समझ और ज्ञान का सम्बन्ध बुद्धि से है, चित्तावस्था या जीवन की घटनाओं से नहीं।
जब ज्ञान मिले, ले लेने में ही भलाई है , सुख दुःख की क्यों प्रतीक्षा करना?
@@bodhivarta Guruji Sirf gyan mil bhar jane se chitt mukt thode hi hota hai.
Gyan anubhav me jab tak nahi utarta uska bodh nahi hota.
Dukh ke samay baki vritiyya itni haavi ho jati hai ki budhi kam nahi kar pati.
Ore is gyan ko dharan to budhi ne hi karna hai.
Ore jab chittawastha dukhi hogi to samajhana bhi to chitt ko hi hai.
Baaki vrittya avrodh paida karti hai.
Ha dukh jiwan me ek sawal to paida kar deta hai. Ore hum gyan ki taraf mudte hai
चित्त मुक्त नहीं हो सकता , वो एक रचना है। वो विलीन हो सकता है , जो निश्चित है।
जो बुद्धि न सुख में चलती है न दुःख में, वो कभी नहीं चलेगी।
समय बहुत कम है , मृत्यु किसी भी क्षण आ सकती है, ज्ञान किसी की प्रतीक्षा नहीं करता। जब मिल जाये ले लें।