Fan+light+ kitne watt ka hai. Batao. Kitne ghante chalana hai ye bhi batao. Aur mere hisab se fridge na chalao . Barna bahut hi bada setup lagana padega. Kharcha bhi bahut aayega.
Nice vdo. Main janna chahta hu. Ki 12v dc wali 5-6 smd led light patta or 1-2 dc fan chalane k lea kitne solar pennal or kitne watt ka lena chahiye. Or jaisa aapne bataya ki kuch v chalao battery se to kon si battery lena chahiye or kya solar penal se battery direct charge kerte h ya alag se kuch charger lagate h. Pls reply
Aap solar panel se direct battery charge kar sakte hai. Koi issue nahi hai. Main bhi karta hoon. Alag se solar charger lagane se bas itna hota hai. Battery full charge ho Jane par charging band ho jati hai. Ab rahi baat kon sa panel Lena hai. To sabhi load ko watt me transfer karke jod lo. Usse double watt ka le le. For example agar aapka dc fan 2.5 amp load le Raha hai. Battery 12 volt Tab Total watt = V*I Watt =12*2.5 Watt=30 Is tarah sabhi upkaran ka current pata karke 12volt par uske watt jod kar total watt pata chal jayega aur usse dugne watt ka aapko panel Lena hai. Aur battery. 50 watt. 16 se 20 amp 100watt par 32 amp 200 watt 50 se 80 amp 250 watt. 80 se 120 amp 300watt. 150 amp 400 watt. 180 amp
Kam se kam 1000watt solar 24 volt 2 battery. Waki aapka total load calculate karke pata chalega. 24 volt inverter se 500watt motor chal jayegi. Lekin full charge battery 1.5 se 2 hours me discharge ho jayega.
Agar ac 2 led bulb 9 Watt, 50 watt ac fan tab din aur Raat dono me chalana hai. 120 amp battery 240 watt solar 12 volt wala theek rahega mere hisab se. Note, solar panel 12 volt ka hi hona chahiye. Agar 12 volt ka na mile tab 120watt ke do laga sakte hai. Saath me solar charger jaroor lagaye mppt technology ka. Ek inverter 500 watt se 650 watt use kare company ka use kare. Agar 200watt inverter company ka mil jaye to bhi kaam karega. Ab baat karte hai .Dc ki. Tab dc fan dekhna hoga kitne ampere ka hai. Aur kitne ampere ka led bulb hai. Ye saara kuch dekhna padega. Fir bhi agar chota fan 1 se 3 amp ka use karenge aur light 1 ,1 amp ki tab . Din raat ke liye 65 amp battery aur 150 se 170 watt solar theek rahega. Solar charger jaroor lagega mppt technology ka. Inverter ki jaroorat nahi padegi dc me.
@@ArjunKumar-e8y5k 100 watt solar panel se 12 - 15 ghante me full charge ho jayegi. 150 watt solar se 8 se 10 ghante me full charge ho jaye . Bilkul down battery. Ab aap khud dekhlo kon sa aapko Lena hai.
Uska output current lagbhag 3 amp hoga. Agar aap 12v 1 se 1.5 amp ki motor use karte hai. Tab 2 motor chala sakte hai. Agar aapka fan 2 se 3 amp load leta hai. Tap aapka 1 fan chalega .
Hamko 160ah ki 1 inverter battery ke sath 2 seeling fan chalana hai iske liye ham kitne watt ke solar painal laga sakte hai.. 170 watt ke 2 solar painal use karna thik rahega ya nhi
170 watt 2 panel lagbhag 18amp max current dega. 160 amp battery charge karne me. 9 se 10 ghante lagenge. ☀️ light tej hai tab. Ab agar battery backup ki baat ki jaye to . 2 ceiling fan lagatar 8 ghante chalega. Ab aapko dekhna hai. Agar din me bhi ceilin fan use karna hai. To ye kam hai. Kyonki ye backup Maine raat ka bataya hai. Jabki din me 160 ahm battery shirf charge hogi. Is se kuch nahi chalana. Bahi agar baat ki jaye . Din me 2 fan chalana hai to raat ko backup nahi milega.
Bahut hi achhi information bhai ...sukriya ❤️
SE sir, bohot behtar video, please water pump, TV, bulbs, aadi electrical or electronic saman direct solar per chala kar dekhye, शुक्रिया sir
Bilkul
गुड़ यार बहुत महत्वपूर्ण जानकारी
धन्यवाद
@@BaijnathYadav-d8r thanks bhai
Good information, Thank you ❤
Good important knowledge.
जितने भी वीडियो बनाते हैँ इन सब का एक ही डायलॉग होता हैँ धूप नहीं हैँ 😅😅😅
Hum apne chennal par jhoote aur fack video nahi dalte. Ye sab real hai bhai.
Good information
Thanks
Bhi me apne ghur me 4 pankhe 1 frige 6 light ke lie kithe soler panel lagau or night ke lie battery bhi charge ho jaye
100 w ke
Ok batata hoo.
Fan+light+ kitne watt ka hai. Batao. Kitne ghante chalana hai ye bhi batao.
Aur mere hisab se fridge na chalao . Barna bahut hi bada setup lagana padega. Kharcha bhi bahut aayega.
Nice vdo.
Main janna chahta hu. Ki 12v dc wali 5-6 smd led light patta or 1-2 dc fan chalane k lea kitne solar pennal or kitne watt ka lena chahiye. Or jaisa aapne bataya ki kuch v chalao battery se to kon si battery lena chahiye or kya solar penal se battery direct charge kerte h ya alag se kuch charger lagate h. Pls reply
Aap solar panel se direct battery charge kar sakte hai. Koi issue nahi hai. Main bhi karta hoon.
Alag se solar charger lagane se bas itna hota hai. Battery full charge ho Jane par charging band ho jati hai.
Ab rahi baat kon sa panel Lena hai. To sabhi load ko watt me transfer karke jod lo. Usse double watt ka le le.
For example agar aapka dc fan 2.5 amp load le Raha hai. Battery 12 volt
Tab Total watt = V*I
Watt =12*2.5
Watt=30
Is tarah sabhi upkaran ka current pata karke 12volt par uske watt jod kar total watt pata chal jayega aur usse dugne watt ka aapko panel Lena hai.
Aur battery. 50 watt. 16 se 20 amp
100watt par 32 amp
200 watt 50 se 80 amp
250 watt. 80 se 120 amp
300watt. 150 amp
400 watt. 180 amp
150 ah ki battry ko charge karne ke liye 100 watt ke kitne pannel se charge karen jo 5-6 ghante mein charge ho jaye
4 panel se maximum 5 se 6 ghante me Full charge ho jayega.
Din me motor fan battery se power legi yea panel se power legi??
Battery se legi.
@@sabrielectronicsto fir key se solar se direct chalega??
Charge controller se vi nehi cholega??
@@mirahalder2811 direct solar se chalana hai . Tab aapko 48 to 12 volt dc converter Lena hoga.
Thanks bro
Welcome
Rat bhar lite fan ,and kuller and chalane ke kitna watt solar and battery lee and motar v chal shakata hai kya reply sar
Kam se kam 1000watt solar 24 volt 2 battery. Waki aapka total load calculate karke pata chalega. 24 volt inverter se 500watt motor chal jayegi. Lekin full charge battery 1.5 se 2 hours me discharge ho jayega.
Mere pas 100 watt ke solar panel hai n kya inhe 24 volt system mein use kar sakta hoon haan to kitne pannel lagane hoge?
2 panel series me jodkar 12 volt se 24 volt me use kar saktey hai.
150 ah ki battry ko charge karne ke liye 300 ka penal lagega
50 Watt panel Mein care kab lagega
Sir mujhe 100 waat ke solar panel se 1 30 waat ka ac light chalna h aur 1 ac table fan to kya kre ki din me bhi chale aur raat me bhi
Humko 30 watt ka 3 fan sirf 3 ghante ke liye chalana hain toa setup main kya kya lena padega
2 led bulb 1 fan chalana h kitna watt ka solar panel aur battery lena padega dusri bat fan aur buld Ac ya dc kon sa lena hai
Agar ac 2 led bulb 9 Watt, 50 watt ac fan tab din aur Raat dono me chalana hai.
120 amp battery 240 watt solar 12 volt wala theek rahega mere hisab se.
Note, solar panel 12 volt ka hi hona chahiye. Agar 12 volt ka na mile tab 120watt ke do laga sakte hai. Saath me solar charger jaroor lagaye mppt technology ka. Ek inverter 500 watt se 650 watt use kare company ka use kare.
Agar 200watt inverter company ka mil jaye to bhi kaam karega.
Ab baat karte hai .Dc ki. Tab dc fan dekhna hoga kitne ampere ka hai. Aur kitne ampere ka led bulb hai. Ye saara kuch dekhna padega.
Fir bhi agar chota fan 1 se 3 amp ka use karenge aur light 1 ,1 amp ki tab .
Din raat ke liye 65 amp battery aur 150 se 170 watt solar theek rahega. Solar charger jaroor lagega mppt technology ka. Inverter ki jaroorat nahi padegi dc me.
@@sabrielectronics thanks sir ji
Actually 7-8 hour night me chalana din me light rhta hai@@sabrielectronics
Ac ke liye Only night me 7-8 hours ke liye. 80 amp battery. 120- 150watt solar panel.
Good
Thanks
Bhai 150 ah ki battery ko charge karne ke liye kitne watt ka soler panel lagaye
300 watt ka panel fit rahega.
8 se 10 gante me battery full charge ho jayegi.
Sir 250 वाट ke पैनल ko कितने ampir निकलना chajiye
Acourding to p=vi. Aap calculation kar sakte hai.
Note = alag alag volts par ampere bhi alag alag hote hai. Agar aap panal volts batayenge to asani hogi. Thanks
60mamper battry par ketna waat Soler palet lagega
@@ArjunKumar-e8y5k 100 watt solar panel se 12 - 15 ghante me full charge ho jayegi.
150 watt solar se 8 se 10 ghante me full charge ho jaye . Bilkul down battery. Ab aap khud dekhlo kon sa aapko Lena hai.
Sir mera Solar panel 50 watt ka hai to kya mai usse 12 volt ka two fan chala skta hu
Uska output current lagbhag 3 amp hoga.
Agar aap 12v 1 se 1.5 amp ki motor use karte hai. Tab 2 motor chala sakte hai.
Agar aapka fan 2 se 3 amp load leta hai. Tap aapka 1 fan chalega .
Ye aapka motor par depend karta hai. Aap kon si Motor use kar rahe hai
@@sabrielectronics Achha
@@sabrielectronics Check leta hu
1led 18 watt ki 1fan chalana hai kitane Watt ka panel le
70 watt
Solar panel ke volt 19.5 hi.....
Aur battery ke volt 12 hote hi...
To kya direct is panel se 12 volt ki battery charge kr sakte hi...
Bilkul kar sakte hai.
Jai shree Ram भाई 🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩
Ok
Hamko 160ah ki 1 inverter battery ke sath 2 seeling fan chalana hai iske liye ham kitne watt ke solar painal laga sakte hai..
170 watt ke 2 solar painal use karna thik rahega ya nhi
170 watt 2 panel lagbhag 18amp max current dega. 160 amp battery charge karne me. 9 se 10 ghante lagenge. ☀️ light tej hai tab.
Ab agar battery backup ki baat ki jaye to .
2 ceiling fan lagatar 8 ghante chalega.
Ab aapko dekhna hai. Agar din me bhi ceilin fan use karna hai. To ye kam hai. Kyonki ye backup Maine raat ka bataya hai. Jabki din me 160 ahm battery shirf charge hogi. Is se kuch nahi chalana.
Bahi agar baat ki jaye . Din me 2 fan chalana hai to raat ko backup nahi milega.
335 वाट का सोलर पैनल 72 सेल वाला 12 वोल्ट के सोलर इनवर्टर पर लगा सकते हैं 850 B.A.
Uska opon circuit output volt 18 se 20 ke beech hai
Aur shorts circuit voltage 13 se 14 ke beech tab laga sakte hai.
Voltage regulator ke sath laga sakto ho. 24v to 12v
Bhai apna no. Dijiye bahut jaroori baat karni h
Aapse agar kuchh puchna ho to apna contact number jarur dal De
Thanks brother