Mujhe to Kishore Kumar ki fast singing wale sab songs pasand hain, Rafi saab ke singing wale Sirf 2 song , "rakhuga mai Dil ke paas aur kya huya tera wada " i love pure natural well talented artists, not well trained classical singers, actually their smooth and too slow singing is little boring
Rafi and KK are not comparable, there has been occasions when in a few songs KK himself said he can’t do justice , if you recall Hathi Mere Sath …last song “Nafrat Ki Dunia ko Chodkar “ Kishore requested Rafi to sing that song that was the best song … I can give u many examples
Jab Kishore da ne OP Nayyar ko youdelling ke liye ziyada amount mange tou Nayyar sahab gussa hogaye . Phir OP Nayyar ne film " Agra Road " mein aik Mushkil Youdelling compose ki aur Kishore da ko gane ke liye kaha. Kishore da ne gusse mein kaha ki mein yeh nahi ga sakta, kisi aur se kah do ki gaye . O P Nayyar ne phir woh youdelling Rafi sahab se gawayi.Issi baat ko lekar film Ragni mein bhi "Man Mora Bawara " Rafi Sahab ko diya .Nahi tou woh gana bhi Kishore da ko hi gana tha. Kishore da ki awaaz mein woh gana record bhi hua tha.Baad mein Rafi Sahab ne gaya . O P Nayyar bhi tez mizaj thei.Apni baat par datey rehte thei. Rafi sahab se bhi kafi time gane nahi gawaye.
Galat kahani hai yodeling rafi sahab ne shuru kiya tha rafi sahab ke liye koi bhi gana mushkil nahi hai unki tulna male ya fimal singer koi kar hi nahi sakta
किसी से कुछ नया सीखना बुरा नहीं है। महान हैं वह लोग नया सीखने के लिए ललायित रहते हैं। आशचर्य मुझे इस बात का है, एक संगीत के व्याकरण से अपरिचित साधारण, आर्केस्ट्रा गायक योडलिंग आसानी से कर सकता है तो, क्या संगीत के व्याकरण से सुपरिचित महान गायक मयहम्मद रफ़ी साहब इस कला से अपरिचित थे? यह कुछ अतिशयोक्तिपूर्ण तो नहीं! मेरे लिए तो दोनों गायक महान हैं जिनकी प्रतिभा अपने अपने क्षेत्र अनोखी व अप्रतिम है। इक़बाल-मैसूर।
@@MovieMusicMe ARE bhai Ma singing ki baat kar raha hu ap insan ke baarein mein Bol rahe ho No one can match the versatility of mohammed Rafi he is the greatest male playback singer india ever produced
@@MovieMusicMe ja ke pehle music ki jaan Kari hasil karo phir Gyan baanto..Rafi sahab was a complete singer..no one can touch him.. Kishore Kumar was just an entertainer...Aap logo ki Rafi sahab ka naam sun ke kyun jalti hai
This seems a fake story. Rafi sahab had done tough youdelling in many songs before Feroz khan's film "Reporter Raju " So why he might have gone to kishore da for help.Both Kishore da and Rafi sahab were wonderful singers as per their individual singing capabilities.
Rafi Sahab had done yodeling in several songs I found a link, but please do not take the title for comparison between both ruclips.net/video/96Kn3AUQXpc/видео.htmlsi=4WYuVkg32ahtSUOU
Rafi sahab was,is and will be Unparalleled...No one can match him..
Both Rafi Sahab n Kishore Da both are best friends both are have taken their own place in singers 👌
Mujhe to Kishore Kumar ki fast singing wale sab songs pasand hain, Rafi saab ke singing wale Sirf 2 song , "rakhuga mai Dil ke paas aur kya huya tera wada " i love pure natural well talented artists, not well trained classical singers, actually their smooth and too slow singing is little boring
Wakai Kishore da aur rafi sahab me bahut hi achcha rishta tha
Khote sikke 1974 apradh 1972 mein bhi superhit songs hai Kishore da ka
Rafi could sing Bhajans, Ghazals, Classical can anyone sing Wo Dunia ke Rakhwale , Madhuban Mai Radhika , and Suhani Rat dhal gai …
Rafi Saab kishor da donoo Mahant sanger thaa salute ha asse mahan lazaandre sanger ha ragge❤❤❤❤❤❤
Aapko kuch bhi jaankari nahi hai..
Yodeling Rafi Sahab ne ek Punjabi Song se shuru ki hai, Maine woh Song suna hai..
Great Rafi Sahab ...!🎵👌
अच्छा लगा विडियो। मै किशोर दा का जबर्दस्त फैन हूं लेकिन रफी जी भी महान थे।
Yodeling Ka king world me ek he hai, vo hai kishore da.....❤
Thanks video banane ke liye ❤❤❤
Nice ❤video ❤
Mujhe kishor Kumar zyada pasand Hain
Nobody can do it properly, far away of Kishore Kumar, the diamond of Bollywood music industry
Even a child can do it lol
@@AnotherDay-ce6th Rafi ke vash ki baat nahi hai Kishore sahab ke song gaanaa👍
@@UttamSingh-di5fv lmao deaf
Thanks for info bhaiya.
Kishore da is the best
किशोर दा अद्भुत और अनुपम कलाकर।
Nice information
Us samyee ke singer kalakar kaljae the Jo ab Na honge my favourite kishor da
Excellent video.. Joy Ho Kishore Da.
🙏🙏❤️🙏🙏
Thankyou
Kishore Kumar sahab the ultimate singer of universe❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Right sir both are good firends
Lovely
जय श्री राम Sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
जय श्री राम 🙏🙏
Yes
Rafi and KK are not comparable, there has been occasions when in a few songs KK himself said he can’t do justice , if you recall Hathi Mere Sath …last song “Nafrat Ki Dunia ko Chodkar “ Kishore requested Rafi to sing that song that was the best song … I can give u many examples
Rafi saab vi recommended Kishor Kumar"Gadi bula Rahi hai siti Baja Rahi hai"saying Kishorda can do the justice for this song.Rest is history.
@@AbhijitBiswas-fz8in You are absolutely right👍
❤❤❤❤❤❤
Jab Kishore da ne OP Nayyar ko youdelling ke liye ziyada amount mange tou Nayyar sahab gussa hogaye . Phir OP Nayyar ne film " Agra Road " mein aik Mushkil Youdelling compose ki aur Kishore da ko gane ke liye kaha. Kishore da ne gusse mein kaha ki mein yeh nahi ga sakta, kisi aur se kah do ki gaye . O P Nayyar ne phir woh youdelling Rafi sahab se gawayi.Issi baat ko lekar film Ragni mein bhi "Man Mora Bawara " Rafi Sahab ko diya .Nahi tou woh gana bhi Kishore da ko hi gana tha. Kishore da ki awaaz mein woh gana record bhi hua tha.Baad mein Rafi Sahab ne gaya . O P Nayyar bhi tez mizaj thei.Apni baat par datey rehte thei. Rafi sahab se bhi kafi time gane nahi gawaye.
Jaldi suru kijiye na 😈😈👿👿😈😈👿
👌👌👌👌
No sir dono me alag bat thi dono legend the
Maine kab kaha bhai ki dono legend nahi the 🙂🙂
Aapne first me kaha Rafi ke fan bolenge ki Rafi ko nich dikhane k liye ye video bnaye ho is bat par Maine no bola
Kishor buland awaaz....
Yes it was greatness both of them.
They were great singers and persons.they were great in their own style.
Rafi key as pass koi bhe fatak bhe nhe sakta ok
प्रिय सरजी, दुश्मन (1971) मेरे दिलके बेहद करीब है. कृपया यह फिल्म किस जगह शुट हुई यह बता पायेंगे तो बडी कृपा होगी.
Vise tho rapee shab ahrdana ke bhad neece ho gavi lovalee kisorda
চমৎকার
Reporter raju 1962 feroz khan
Galat kahani hai yodeling rafi sahab ne shuru kiya tha rafi sahab ke liye koi bhi gana mushkil nahi hai unki tulna male ya fimal singer koi kar hi nahi sakta
Namaskar
किसी से कुछ नया सीखना बुरा नहीं है। महान हैं वह लोग नया सीखने के लिए ललायित रहते हैं।
आशचर्य मुझे इस बात का है, एक संगीत के व्याकरण से अपरिचित साधारण, आर्केस्ट्रा गायक योडलिंग आसानी से कर सकता है तो, क्या संगीत के व्याकरण से सुपरिचित महान गायक मयहम्मद रफ़ी साहब इस कला से अपरिचित थे? यह कुछ अतिशयोक्तिपूर्ण तो नहीं!
मेरे लिए तो दोनों गायक महान हैं जिनकी प्रतिभा अपने अपने क्षेत्र अनोखी व अप्रतिम है।
इक़बाल-मैसूर।
रफी साहब और किशोर दा को सत सत नमन ।
रफीसाब Always no. 1.
Kishore sahab the God of singing❤
Sir ji Kishore da ka har kissa aapki jibani sunna chahta hu it's my pleasure
No doubt Mohd Rafi saab great singer they
Par yodelling zara bhi suit nahi hui hai
Kk advertising channel
Are Bhai Ap RAFI Sahab ko complete singer nahi mante 😁
Koi bhi insan complete nahi hota
@@MovieMusicMe ARE bhai Ma singing ki baat kar raha hu ap insan ke baarein mein Bol rahe ho
No one can match the versatility of mohammed Rafi he is the greatest male playback singer india ever produced
@@MovieMusicMe ja ke pehle music ki jaan Kari hasil karo phir Gyan baanto..Rafi sahab was a complete singer..no one can touch him.. Kishore Kumar was just an entertainer...Aap logo ki Rafi sahab ka naam sun ke kyun jalti hai
Kishore sahab ne rafi ko rafu kar diyaa thaa, isliye ek particular tabke ki yaani tum logo ki khoob jalti hai👍
You are Kishore's fan but Kishore was Rafi's fan...😏
किशोर दा के फैन्स कभी भी रफीजी की बुराई नहीं करते हैं, लेकिन रफी जी के फैन्स किशोर दा को नीचा दिखाने से बाज नहीं आते हैं। ।
जी हाँ ये सच है
100% think kaha hain aap ne 👍👍🙏🙏
Ekdom thik
बहुत सही मेरे दोस्त
Mai Rafi ka fain hu lekin mai kishor da ke gane bhi bahut sunta hu I love old song only
Jihadi Md. Rafi ke siva dusra Singer ko maante nehi, gaane bhi mein yeh log ummat dhoondte hain..
Reporter raju 1962
Both were angles great human
Bhai tum rafi ko nicha mat dekhao
😂😂😂
Kishore kumar jaisa na koi tha na hai na hoga mohd rafi ko 10 janam lagenge yoddling karne mein
Bhai Sahab ...!
Darbaar mein sirf ek hi Raja hota hai aur woh hain Rafi Sahab ..!🎵
Ap ko pata he kuh bai panjabi song deko
No compare
This seems a fake story. Rafi sahab had done tough youdelling in many songs before Feroz khan's film "Reporter Raju " So why he might have gone to kishore da for help.Both Kishore da and Rafi sahab were wonderful singers as per their individual singing capabilities.
aur MUKESH JI ek baar ada hai duniya men
Tum aoor asha Rafi sb ko jotna niche dhikhwo ge utni hi unki izzat badhe gi ,hati mere sathi ke gane se tumko sharm nhin aati sabaq nhin milta
Sirf bakwas farji news
Rafi sahab ne sab se ziyada Hindu Bhajan gaye hein. Koi Jihadi unko kyu pasand karega. Isliye aap galat soch rahe ho.
Gyan baantne wale ko pehle gyan hasil karne ki zarurat hai... primary school mein admission le lo
Ye jhoot hai k Rafi saheb doodling Kishore da se seekhi.
Jab k Rafi saheb purane singer hain
Rafi sahab is gaane mein sahi se yodeling nahi kar paye 😃🤣😁
Rafi Sahab had done yodeling in several songs
I found a link, but please do not take the title for comparison between both
ruclips.net/video/96Kn3AUQXpc/видео.htmlsi=4WYuVkg32ahtSUOU
Ye sari yodelling Rafi sahab ki nahi hai...Unhone sirf ek hi song me kiya tha
The King of yodeling one and only Kishore sahab