Sir mere bhagya bhav ka swami mangal hai mesh rashi or rahu usme baitha h bharni nakshatra me...abhi June 2022 me jab rahu ka gochar aaya mesh me or saath hi meri rahu +mangal ki dasha chali to samjho bhagya mera saath de raha ho Esa mere saath huaa jo chahta tha wo sab apne aap ho rha tha achcha hi ho rha tha lekin jese hi gochar or dasha khatm hui or guru ki lagi to jitna achcha huaa tha usse kahi bura huaa kyuki guru bhi neech ka hokar 6th house me h.. Main ye Janna chahta hu ki main bharni nakshatra ko apni poori life me kese active rakhu..🙏🙏
@@MadhavMukundRai sir ek baat bataye main roj bharni mantra ka jaap Kar rha hu ...aaj ek hadsa huaa mere saath aaj 12 saalo me pahli baar meri bike se ek pakshi ki jaan gai or wo pakshi BHARDWAJ PAKSHI h ek kauaa ....jo ki bharni nakshatra ka pakshi h... help pls...🙏🙏🙏
आचार्य सादर प्रणाम, मेरा एक प्रश्न है आपके मार्गदर्शन की आवश्यकता है एक ही परिवार में सब व्यक्ति विपत प्रत्यारी एवं वध नक्षत्र में अलग अलग जन्मे हो जन्मे हो तो इसका क्या उपाय करें कि परिवार में मत भिन्नता कलह ना हो
Dear Sir, keep the patience to make occult useful for Sanatanis and layman. Nakshatra activation can bring desired changes in harmony to our destiny; god bless you Jai Shree Ram! 🌞💐🙏🚩
Ek bhaav me 3 nakshatr aate hain.......yadi ek se adhik nakshatr swami kundli me yogkaarak ho......tb uss house k fal kaa laabh praapt krne k liye hme kaun se grah ke nakshtr k mantr krne chahiye ???? Example ketu aur shukr 2 grah yogkaarak ho tb kaunse nakshatr ka aur kaun se grah k nakshatr ka mantr jap.krna chahiye ???
प्रणाम गुरु जी यदि शनि तुला राशि मंगल के चित्रा नक्षत्र में हो और मंगल 4 घर और 8 घर का स्वामी हो और अस्त होकर पंचम भाव में स्थित हो तो उस नक्षत्र को भी सिद्ध कर सकते हैं क्या
Adbhut formula bahut bahut dhanyawad
सच में बहुत ही अद्भुत जानकारी दी है प्रभु आप ने। आप के ज्ञान को त्रिवार नमन
Bahut-bahut sunder vishleshan,,sadar
Excellent information
Bahut hi badhiya gyan guruji,
जय श्री गणेश ।जय श्री गणेश ।अमूल्य ज्ञान के लिए नमन ।बहुत बहुत आभार
ॐ नमः शिवाय 🙏
बहुत बहुत धन्यवाद जी
Very good information ❤
Excellent information 🙏
Bahut bahut dhanyawad 🙏🏻
Bahut sunder vishleshan guruji.
Very informative. Thanks!
बहुत सुंदर व्याख्यान
Thanks
Good 👍
Sir pranam bahut hi Sundar visleshan hai
Very Nice Explained
Best very best sir
Very 😊good experience 👏 🎉❤
Thank you so much very nice of you to teach us everything nice ways 🙏
Sir nakshtra ke mantri kaha se milenge
ॐ नमः श्यामसदाशिव श्यामसदाशिव🌺💐
🙏 धन्यवाद 🙏
के शु र च म रा गु श बु
ऐसें याद रखे
हर हर महादेव 🙏🚩💐
thanks you sir Radhe Krishna☺️🌼
Sir aapan. Khup chan v manapasun mahiti dili / khup khup dhanyawad Sir. 🙏🙏🙏🙏🙏/ I am Mrs Shidhaye
Thanks you so much Mrs Shidhaye 🙏
हर हर नर्मदेश्वर ❤
Parnam sir ji very nicely explained the topic and thanks for sharing informative videos kya sabhi houses me 3nakster ka effect rhega
Charan anusar results mein change aayega
Sir mere bhagya bhav ka swami mangal hai mesh rashi or rahu usme baitha h bharni nakshatra me...abhi June 2022 me jab rahu ka gochar aaya mesh me or saath hi meri rahu +mangal ki dasha chali to samjho bhagya mera saath de raha ho Esa mere saath huaa jo chahta tha wo sab apne aap ho rha tha achcha hi ho rha tha lekin jese hi gochar or dasha khatm hui or guru ki lagi to jitna achcha huaa tha usse kahi bura huaa kyuki guru bhi neech ka hokar 6th house me h..
Main ye Janna chahta hu ki main bharni nakshatra ko apni poori life
me kese active rakhu..🙏🙏
Pratidin Bharni ke mantra Lekhan kijiye, Jab bhi hathi dikhe uski sewa karein Hathi ki pic mobile aadi me activate karein
@@MadhavMukundRai sir ek baat bataye main roj bharni mantra ka jaap Kar rha hu ...aaj ek hadsa huaa mere saath aaj 12 saalo me pahli baar meri bike se ek pakshi ki jaan gai or wo pakshi BHARDWAJ PAKSHI h ek kauaa ....jo ki bharni nakshatra ka pakshi h... help pls...🙏🙏🙏
Sir jis Tarah bhagya bhaav ka bhagyesh hota hai to kya ushi prakaar bhagya ka nakshatra bhi hota hai . Or use kese jaane?
Your Atimitra Nakshtra is also Lucky Nakshtra
Yadi ati mitra tara astam bhav aur 12 bha v me aata hai to kya karen
🙏🙏🌹🌹
आचार्य सादर प्रणाम, मेरा एक प्रश्न है आपके मार्गदर्शन की आवश्यकता है एक ही परिवार में सब व्यक्ति विपत प्रत्यारी एवं वध नक्षत्र में अलग अलग जन्मे हो जन्मे हो तो इसका क्या उपाय करें कि परिवार में मत भिन्नता कलह ना हो
Sabhi Sadasya ek sath Bhagwan Shiv ki Aradhna Karein Barah jyotirling stotra ka path karein
श्रीमान जी पंचांग से लग्न कैसे बैठाएं।
Dear Sir, keep the patience to make occult useful for Sanatanis and layman. Nakshatra activation can bring desired changes in harmony to our destiny; god bless you Jai Shree Ram! 🌞💐🙏🚩
प्रणाम सर आप प्रति नक्षत्र जाप सांख्य बताएंगे जैसे x सांख्य चंद्रमा है
Nakshtra ke swami grah ki Dasha jitne saal ki hoti hai Utne hajar mantra
Kaun si mala se karna h
Sir अगर धन और लाभ का मालिक 6.8=12 में हो तो फिर धन लाने के लिए क्या करें और कौन सा नक्षत्र एक्टिवेट करें।
Kundali Analysis karaiye
@@MadhavMukundRai sir ji pahle batayen to
2 aur 11 me jo nakshtra hain unhe activate kariye only nakshtra not nakshtra lord and 6 or 8 or 12 ko Utilize kariye
Sir ager koi house Khali ho to kaise jane konsanakshatra hai ager 2 bhav main mithun rashi hai aur waha koi grah baitha nahi ho to
Mithun rashi me Mrigshira Adra Punarvashu Nakshtra aate hain
Grah vahan nahin ho tab bhi Nakshtra to honge hi
Ek bhaav me 3 nakshatr aate hain.......yadi ek se adhik nakshatr swami kundli me yogkaarak ho......tb uss house k fal kaa laabh praapt krne k liye hme kaun se grah ke nakshtr k mantr krne chahiye ????
Example ketu aur shukr 2 grah yogkaarak ho tb kaunse nakshatr ka aur kaun se grah k nakshatr ka mantr jap.krna chahiye ???
Pehle ye bataiye ketu yogkarak kaise hota hai..?
@@MadhavMukundRaiagar ketu mitra ya atimitra tare me aajaye to ho sakta he
OPKA.MATAGI.PITAGI.KO.CHARAN.CHUKAR.PRNAM.SHAYAM.
Sir, ye samajh nhi aaya ki shant, activate karne ke baad karna hai. Aur kaise pata chalega ki activate karna hai ya shant karna hai. Kripya bayatein.
Activate karke hi shant karna hai
Peedit nakshatra ko shant karna hai Favorable ko Activate
@@MadhavMukundRaisir ji mera ketu shatbishiha nakshtra me he mitr wala pr ye nakshtra rahu ka he to kya me es nakshtra ko active kr sakta hu ?
Coras kitna ka hai
Contact 👉 9755655368
Kya lagnesh ke nakshtra alag hai janam nakshtra alag hai
Ha ji
Jis nakshtra me Chandrama hai wo janm nakshtra hai Lagnesh koi bhi grah ho sakta hai aur uska nakshtra alag ya same bhi ho sakta hai
प्रणाम गुरु जी यदि शनि तुला राशि मंगल के चित्रा नक्षत्र में हो और मंगल 4 घर और 8 घर का स्वामी हो और अस्त होकर पंचम भाव में स्थित हो तो उस नक्षत्र को भी सिद्ध कर सकते हैं क्या
मंगल 4 aur 8 ka swami kaise hai
Sorry 4 or 11 ka Swami hai
1 aur 8 का सर
आवाज ही नहीं आ रही है
Apke phone me problem hai