Hum to Uday tithi ko hi mante hai jis tithi me shubh uday hoga wahi din aur raat rahta hai isliye hum log 25 tarikh ko shubh se vart suru karenge aue 26 ko shubh Paran
Mithila ho ya banarsa panchang ya koi culture....mana sab alag alag ho sakte hai.... lekin katha to ek hi hoga n maidam ji.....pta nhi kyu ye mithila vasi katha thik se nhi padhte....katha me to saaf saaf likha hai saptami mix ashtmi n kar sudhh ashtmi kare ....aaplogo ka culture v ajeeb hy ....katha ke anusar soch ke dekhiye... maidam.... kya mai galat boli 😅
@@komalbharati3456 ashtmi tithi Rahane per khaya nahin jata is is bar ashtmi 24 tarik 25 tarikh ke Sham tak hai isiliye Mithila panchang ke anusar 23 tarikh ko nahay khaya hoga kyunki ashtmi mein kuchh nahin khaya jata vrat pahle start ho jata hai jiska Astra usi ka Uday 24 tarikh ko ashtmi aadhe din se start ho raha hai tab to tum log aadhe din khaoge aadhe din ke bad vrat start karoge hamare mein Aisa nahin hota hamare mein sham ko agar ashtmi hai to subah saptami se vrat chalu ho jata hai samjhe
@@jhavlogs2969,😂😂 udya tithi ki ashtmi ki jati hy ... saptami me ashtmi mixup nhi ... jivitputraika vrat Katha me spast likha hua hy aur udaya me hi Paran hota hy ..n ki sham ko 😂😂😂
Pr mene pdha tha jitiya wrt katha ke kitab me ki jis din do dino ka tithi pde us din pradosh kaal me jb tithi aae us din kare pr fir mene pandit ji ko bataya pr unne ansuna kr diya pr kitab m likhaa h aap log bhi padh k dekhiye usme h ki jb do din ka ho to pradosh kaal m jis din ho usndin wrt kiya jana chahiye
Yah koi chij nahin hai yah ek kathin vrat hai Santan ke liye Jo tum log ki bus ki baat nahin hai 36 ghanta nirjala rahakar karna yah ashtami tithi samapt hone per vrat ka paran Kiya jata hai Dali khol kar itna kathin vrat sirf Mithila mein ho sakta hai aur kisi ke bus ki baat nahin hai Karna Banaras ho Delhi Haryana kuchh bhi ho up ke log 4 ghante Bina pani ke nahin rakh sakte 4 ghante mein halat kharab ho jata hai ine logon ka hamare Mithila ki Mata sakshat Sita man ka roop hai yah yad rakhna aap Aur ek baat agar yah vrat 5 din kabhi hota na to maa Apne Santan ke liye kar leti kyunki vah maa hai kuchh bhi kar sakti hai maa ke vrat ko challenge mat karo
@@jhavlogs2969 aree bhai sabse pahli baat maa kahi ki v ho maa hi hoti hai... mithila ki hi maa hi sirf maa hoti hai ye kaise soch liya aapne ...aur rhi vrat ko challenge karne ki to sorry maharaj Mai khud ek maa hu ....aur challenge nhi kar rhi ..but saptami mix ashtmi ka mahatva dikhane ki koshish kar rahi hu .. aaplogo ka logic katha ke anusar fit nhi baith rha hai...Mithila pandit kuchh jyada hi vidyaman hy ....baki sab to dhong aapke kathan ke anusar... katha ke anusar sahi baat batao kya saptami mix ashtmi karna subah hota hai ya atsmi navmi......kisi v panchang se bdh ke kisi v vrat ka katha manye hota hai...nki ki logo ki galat dharnay
@@jhavlogs2969 Mai kisi v vrat ko kathin nhi manti ....vrat shradha se karni chahiye n ki bhukh pyas ki chinta kar....jo bhukh pyas ki chinta karte hai..unhi ko kathin lgta hy koi v vrat..... samjhe maharaj....aur rhi baat Sita Mata ki nagri to bhagwan ke liye Sara sansar hi unka ghar hy nki sirf mithila 🙏🏻
Kisi v pursn me.36 ghante ka chath ko chore kar nahi likha hai ek din 4 pahar ka hota hai ek suryoday se dusra suryoday hi ek din hota hai han mithila wale ka apna puran hai
एक दिन मे कौनसा तिथि आ रहा है,वो महत्वपूर्ण नहीं है वल्कि वो तिथि कितने बजे आ रहा है वो महत्वपूर्ण है,तभी तो हम मुहूर्त का समय देखते हैं, हम लोग संपूर्ण अष्टमी तिथि को व्रत में रहेगें। धन्यवाद
Bahut nik
धन्यवाद।
जय जिमुतबाहन भगवान।।
धन्यवाद जितिया पर्व के बारे में बहुत अच्छा सुझाव दिये, नमस्ते 🙏
नमस्ते जी, बहुत बहुत धन्यवाद अपनेक,जय जितवाहन
Jitiya Parv ke bare mein bahut Achcha sujhav Diye namaste
Aaha ke jankari bahut badhiya lagal
धन्यवाद अपनेक।
Bhut sundar bat
Humhu aay nhay khay kr rhl chhi
बहुत बहुत शुभकामना।
Shi bat
Hum to Uday tithi ko hi mante hai jis tithi me shubh uday hoga wahi din aur raat rahta hai isliye hum log 25 tarikh ko shubh se vart suru karenge aue 26 ko shubh Paran
बहुत बहुत शुभकामना आपको।
राधे राधे बहुत सुन्दर जानकारी👌👌🎁🎁
धन्यवाद अपनेक।
🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
24 ko saam 5baje astami tithi suru hai to saptami bhi karna hai
जी।
बहुत कठिन व्रत है...पर करना ही है
जी बिल्कुल, शुभकामना अपनेक
Bahut sundar ❤batelou
धन्यवाद अपनेक।
pranam didi🙏
खूब खूब आशिर्वाद।
Asthami tihi suru he se pahile saptmi me fal ne kha sake chiye
जी नहीं
आहे सब जोंक लोग गुमराह करे छलेये
Haan 2022 me bhi 36 ghnte ka tha, maine bhi kiya tha
जी, धन्यवाद।
Hum v bihar ke hain mithila ke
Uttgan kitne baje se hai 23 ke
विडियो अपलोड है। धन्यवाद
Ham sb ber ahank katha wala video jarur sunae chi pabaen k awadhi me
जी, बहुत बहुत धन्यवाद अपनेक। शुभकामना
Jankari bahut badiya lagal , confusion clear bhel thank you 🙏
धन्यवाद अपनेक।
Siraha Gobindapur se Dekh Rhlchhi
बहुत बहुत धन्यवाद अपनेक।
jitiya kaise banate hain kaise Puja hota hai vah bataiye
सभी तलह का विडियो चैनल पर अपलोड है।
Humhu aanha ke subscribe ker lene chhi
जी धन्यवाद।
Jo log pehli baar krna chah rahe hai vo ye kr skte hai n
Ji jarur,,,,Dhanyawad,,,,shubhkamna Apnek.
Es bar syd acha nhi lag raha hai sab bol rahe hai es liye pata karke Krna
मिथिला में ओठगन कखैन होतै?
मंगलवार को भोरवा में
Somvar k bhor me
Bilkul sahi❤❤❤❤❤❤
Mithila ho ya banarsa panchang ya koi culture....mana sab alag alag ho sakte hai.... lekin katha to ek hi hoga n maidam ji.....pta nhi kyu ye mithila vasi katha thik se nhi padhte....katha me to saaf saaf likha hai saptami mix ashtmi n kar sudhh ashtmi kare ....aaplogo ka culture v ajeeb hy ....katha ke anusar soch ke dekhiye... maidam.... kya mai galat boli 😅
Jay Shri Ram har har mahadev dhanyvad mein❤❤
धन्यवाद आपका,,,,कौन सी कथा में आपका कथन प्रमाणित है,,,कृपया उपलब्ध कराएं मेहरवानी होगी।
@@MaithiliGeetMaala jivitputraika vrat Katha
@@komalbharati3456 ashtmi tithi Rahane per khaya nahin jata is is bar ashtmi 24 tarik 25 tarikh ke Sham tak hai isiliye Mithila panchang ke anusar 23 tarikh ko nahay khaya hoga kyunki ashtmi mein kuchh nahin khaya jata vrat pahle start ho jata hai jiska Astra usi ka Uday 24 tarikh ko ashtmi aadhe din se start ho raha hai tab to tum log aadhe din khaoge aadhe din ke bad vrat start karoge hamare mein Aisa nahin hota hamare mein sham ko agar ashtmi hai to subah saptami se vrat chalu ho jata hai samjhe
@@jhavlogs2969,😂😂 udya tithi ki ashtmi ki jati hy ... saptami me ashtmi mixup nhi ... jivitputraika vrat Katha me spast likha hua hy aur udaya me hi Paran hota hy ..n ki sham ko 😂😂😂
Pr mene pdha tha jitiya wrt katha ke kitab me ki jis din do dino ka tithi pde us din pradosh kaal me jb tithi aae us din kare pr fir mene pandit ji ko bataya pr unne ansuna kr diya pr kitab m likhaa h aap log bhi padh k dekhiye usme h ki jb do din ka ho to pradosh kaal m jis din ho usndin wrt kiya jana chahiye
Vrat kitne baje se shuru hoga khatm kitne baje hoga vah bataiye please
24 सुवह 25 को संध्याकाल 5-5 तक व्रत रहेगा,उसके बाद पारण।
Pehle bar jitiya vrat karne ka liye ye sal theek hae
जी अच्छा है।
Aaplog sham me paran kyu karenge paran to subah me karne ki chiz hai to 26 ko subah me karo 25 ko sham me kyu.......😂
Yah koi chij nahin hai yah ek kathin vrat hai Santan ke liye Jo tum log ki bus ki baat nahin hai 36 ghanta nirjala rahakar karna yah ashtami tithi samapt hone per vrat ka paran Kiya jata hai Dali khol kar itna kathin vrat sirf Mithila mein ho sakta hai aur kisi ke bus ki baat nahin hai Karna Banaras ho Delhi Haryana kuchh bhi ho up ke log 4 ghante Bina pani ke nahin rakh sakte 4 ghante mein halat kharab ho jata hai ine logon ka hamare Mithila ki Mata sakshat Sita man ka roop hai yah yad rakhna aap
Aur ek baat agar yah vrat 5 din kabhi hota na to maa Apne Santan ke liye kar leti kyunki vah maa hai kuchh bhi kar sakti hai maa ke vrat ko challenge mat karo
@@jhavlogs2969 aree bhai sabse pahli baat maa kahi ki v ho maa hi hoti hai... mithila ki hi maa hi sirf maa hoti hai ye kaise soch liya aapne ...aur rhi vrat ko challenge karne ki to sorry maharaj Mai khud ek maa hu ....aur challenge nhi kar rhi ..but saptami mix ashtmi ka mahatva dikhane ki koshish kar rahi hu .. aaplogo ka logic katha ke anusar fit nhi baith rha hai...Mithila pandit kuchh jyada hi vidyaman hy ....baki sab to dhong aapke kathan ke anusar... katha ke anusar sahi baat batao kya saptami mix ashtmi karna subah hota hai ya atsmi navmi......kisi v panchang se bdh ke kisi v vrat ka katha manye hota hai...nki ki logo ki galat dharnay
@@jhavlogs2969 Mai kisi v vrat ko kathin nhi manti ....vrat shradha se karni chahiye n ki bhukh pyas ki chinta kar....jo bhukh pyas ki chinta karte hai..unhi ko kathin lgta hy koi v vrat..... samjhe maharaj....aur rhi baat Sita Mata ki nagri to bhagwan ke liye Sara sansar hi unka ghar hy nki sirf mithila 🙏🏻
Astami yukt navmi kiya jata h. Saptami yukt astami nahi. Udya tithi navmi 26 ko morning main paran. Vrat Katha book main v yahi h
@@rashmikumari9047 bilkul sahi bola aap ne ... right 👍🏻
Kisi v pursn me.36 ghante ka chath ko chore kar nahi likha hai ek din 4 pahar ka hota hai ek suryoday se dusra suryoday hi ek din hota hai han mithila wale ka apna puran hai
एक दिन मे कौनसा तिथि आ रहा है,वो महत्वपूर्ण नहीं है वल्कि वो तिथि कितने बजे आ रहा है वो महत्वपूर्ण है,तभी तो हम मुहूर्त का समय देखते हैं, हम लोग संपूर्ण अष्टमी तिथि को व्रत में रहेगें। धन्यवाद
Asthami tihi suru he se pahile saptmi me fal ne kha sake chiye
24 क सुर्योदय के बाद नै,,सुर्योदय सँ पहिने जे खयवाक हुए खा लेब। शुभकामना