Lord krishna/Bhagwan shri krishna - Prophet Moses/Hazrat musa were same ?puran bible,quran,torah?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 окт 2024

Комментарии • 8

  • @pramodtomar1214
    @pramodtomar1214 11 месяцев назад

    Excellent knowledge about hajrat Mussa & Lord krishana. ❤

  • @indersinghchauhan-cw9zr
    @indersinghchauhan-cw9zr 11 месяцев назад

    Good knowledge

  • @anuragaggarwal4008
    @anuragaggarwal4008 11 месяцев назад

    Very good👍👍👍

  • @k.ltalwar9422
    @k.ltalwar9422 11 месяцев назад

    Very nice keep it.

  • @KapilKumar-rq2km
    @KapilKumar-rq2km 11 месяцев назад

    Exillent siddhant. 😅❤

  • @storyfestival4508
    @storyfestival4508 11 месяцев назад

    Very good siddhant. Bahut Sundar h ❤❤❤

  • @AkramKhan-nb5sl
    @AkramKhan-nb5sl 6 месяцев назад

    Agar puri kahani me fer badel nhi karege to alag alag kaise darshaya jayega ek hadse ko alag alag log alag baato me batate he jaise ki tumne khud kahaa he ki yahudi aur isai me ferrow ki beti aur muslim me ferrow ki biwi ne pala tha musa ko.... Thik he rahi baat samantaaye musa ke jamaane me krishna ke jamane me jo nayaa balak paida hota tha use maar diya jata tha usme bhi bhaviskarta ne bhavisvani ki thi... Jis tarah tum kahte ho ki charvaha ke yhaa krishan pale usi tarah gai ki pooja yahudi me suru hui thi yahudi ne jab musa kohetur pahad pe gye they tab unke piche gai ke bachre ki murti banaake puja suru ki thi... Aur musa ne bhi palayan kiya tha krishan ne bhi palaayan kiya tha aur musa ne bhi yahudio ko saanp ke jahar ko khatam karne ke liye pital ka saanp banva ke latakaya tha taki saanpo ke jahar ka khatma ho jis tarah krishna ne ka lia sanp ka vadh kiya tha... Usne bhi ek kitab di thi usne torah diya aur krishan ne bhagwat gita di aur unka baraa bhai balram tha lekin tarzeeh krisna ko mili aur yhaa bhi musa ke bare bhai harun they lekin tarzeeh musa ko mili aur unke jamane me bhi jab wo palayan kiye tab unhone kathinaio ka kafi samna kiya ur kuch jung bhi kiya aur usme sabse bari jung goliyat ne dawod ka katal kiya unka rajy pane ke liye usme. Bhi harun aur musa aakhri bache they aur 2 log aur bache jo nikale they misar se kanan desh yani yerusalem desh pahuchne me 783 km unko lagaa 40 saal lage us darmiyan aapas me unke jaghde hue musa ke jamaane me musa ke saath nafarmani ki uski baat ko bhi logo ne nhi mana usi tarah krishan ke bhi saath hua usme bhi yahudi ne larne se manaa kiya aur yhaa bhi krishan ne jab arjun se larne ko kha to unhone ne bhi larne se manaa kiya aur bhi baate he jaise harun pahle maraa jaise balram mare aur uske baad krishan aur musa bhi aakhir me unhone apne aap jake deh ko tayaag diya waha pe kisi ne unke pair ko mara teer unse uski murtu hui aur yahaa pe unki murtui kaise hui kisi ko nhi pataa kuki unka sarir kisi ko nhi mila unki kabar kisi ko nhi pataa wo. Kaise mare aur rahi baat kawil aur krishan ki mout ek saaman bataai gyi he unka bhi sikari ke jariye hua tha usme farak utna tha ki kavil ko teer maarne wala unka par pota tha jo unke pita ke jariye kam dikhne ke wajah se mara gya par pote ko lagaa ki jhad ke piche halchal dekh ke unke navina pita ne teer maarne ka hukum diya jiise kavil ko teer jake laga usse uski mout hui kahani ulte sidhe karke parosa gya he taki similarity na mile kuki yahudi ko jaan ka bhi jokhim tha logo ne yahudi ko katal bhut paimane me. Kiya tha usse bhi apne aapko bachana tha aur dusri baat har insan ka apna apna dimag hota he aur ek hi baat ko alag alag dhang se pes karne ka alag alag hunar hota he aur dusri baat kahanio ko jab tak ulte sidhe nahi parosege tab tak kahani me twist kaise aayega