फराज साहब आपने सही फरमाया है । राजेंद्र कुमार का जो जुबली कुमार का सरताज है वह उसके अकेले का यश नही है बल्की महान संगीतकार शंकर जयकिशन के संगीत का और महान महम्मद रफी साहब का भी बड़ा हाथ है । लोगों के सामने उन कलाकारों को लाने केलिए आप को धन्यावाद!
bilkul sahi baat,rafi sahab ne kai hero ko apni awaaz de kar super star bana diya.shammi ji,dharam ji,vishwajeet,pradeep kumar,joy mukherjee,jeetender etc
songs tho radio , gramphone etc par bhi sun sakthe hain , lekin parde par picturization ka mahatw bhi zyada rehta hain joki koi bhi song ko logon ke upar prabhav dalta hain no doubt these songs are greatly and beautifully picturized that's why they are big hits mereko sangam me dho hi songs pasand hain ek tho har dil jo pyaar karega , dusra ee mere prem patr ee dono songs ke samne baki songs phika lagte hain , sirf budda milgaya vyjyanthimala ki dance ke karan chali Aas ka Panchhi me sabse jyada ache gane mukesh ji ke gaye huve hain , rafi ji ka ek song tha lekin oh song kuch jyada popular nahin huvi Rajendra Kumar ka Naushad , Ravi , madan mohan, vasanth desai, chitragupt ke saat bhi kafi ache musicals aaye the who can forget Mere Mehboob , Gunj uti shehnai , Garana, Dhool ka Phool etc , aur Akeli Math Jaiyo ka songs picturization tho lajawab tha film tho chali nahin. aur baad me Talash , Geeth filmon ka songs bahut hit rahi joki dusre music directors ne diya basically romantic songs me melody jyada dalni padti hain , aur us daur me rajendra kumar sabse bada romantic hero the aur tragedy role bhi in parllel karththe isliye inke movies me songs ka jyada importance rehtata aur rajendra kumar khud songs bhi select kartete there is no doubt shankar jaikishan are great music directors , rafi is great singer but inka sabse jyada success rajendra kumar aur shammi kapoor ke saath raha kyonki ve romance me top the 1960s me , bas indono actors me pharak yehi tha ki rajendra kumar ka jyadatar movie romantic ke saath saat emotional rehte the jo family audience ko pasand aathethe , shammi kapoor ka romance aur andaz alag tha chulbula type jiska alag audience hotethe aur rafi sab indono ko apne apne andaz me gaathe the bas 1960s ke baad bollywood songs me oh melody nahin tha aur nahi utna acha picturization , slowly masala and action films taken over , haalaki rajesh khanna - kishore kumar ka daur acha chala aur log bhi bahut pasand kiya lekin ee waqt kuch 4-5 saal hi tha
There are only two beautiful eras of bollywood 1960s and 1990s filled with beautiful romantic songs in other times bollywood might have given some of the biggest hits but could not gave the similar feelings which 1960s and 1990s gave
फराज साहब आपने सही फरमाया है । राजेंद्र कुमार का जो जुबली कुमार का सरताज है वह उसके अकेले का यश नही है बल्की महान संगीतकार शंकर जयकिशन के संगीत का और महान महम्मद रफी साहब का भी बड़ा हाथ है । लोगों के सामने उन कलाकारों को लाने केलिए आप को धन्यावाद!
Sir Rafi sab is great singer we love Rafi shab.
And ur video is very nice arrangement 👍
Thank you so much
A very beautiful prepared episode.
Thank you so much
Very major role of Rafi sahab and all time great Emperor MD Shankar Jaikishan ji to rajendra ji Shammi ji and others
SALUTE SIR JUBLI KUMAR AND SIR RAFI SIR
#rafi100years
Arzoo
What a great combination !
Bhaijan 1964me l v prasad ki.betibeteka. jikr nahi itni. Jajbati film aapbhul gate. Bhagan
Is movie me Sunil Dutt he, Rajendra Kumar nahi
In Addition To Shankar Jaikishan AND THE GREATEST RAFI SAHAB RAJINDER KUMAR 'S BEST BEST PARFORMANCES NE CHAR CHAND LAGA DIYE
Bahut hi entertaining information !
Male or female rafi sahab was the best singer for ever✌
#rafi100years
SiR FARAZ SIR BAHRO FULL BARSAO
bilkul sahi baat,rafi sahab ne kai hero ko apni awaaz de kar super star bana diya.shammi ji,dharam ji,vishwajeet,pradeep kumar,joy mukherjee,jeetender etc
Good episode
Thank you
songs tho radio , gramphone etc par bhi sun sakthe hain , lekin parde par picturization ka mahatw bhi zyada rehta hain joki koi bhi song ko logon ke upar prabhav dalta hain
no doubt these songs are greatly and beautifully picturized that's why they are big hits
mereko sangam me dho hi songs pasand hain ek tho har dil jo pyaar karega , dusra ee mere prem patr ee dono songs ke samne baki songs phika lagte hain , sirf budda milgaya vyjyanthimala ki dance ke karan chali
Aas ka Panchhi me sabse jyada ache gane mukesh ji ke gaye huve hain , rafi ji ka ek song tha lekin oh song kuch jyada popular nahin huvi
Rajendra Kumar ka Naushad , Ravi , madan mohan, vasanth desai, chitragupt ke saat bhi kafi ache musicals aaye the who can forget Mere Mehboob , Gunj uti shehnai , Garana, Dhool ka Phool etc , aur Akeli Math Jaiyo ka songs picturization tho lajawab tha film tho chali nahin.
aur baad me Talash , Geeth filmon ka songs bahut hit rahi joki dusre music directors ne diya
basically romantic songs me melody jyada dalni padti hain , aur us daur me rajendra kumar sabse bada romantic hero the aur tragedy role bhi in parllel karththe isliye inke movies me songs ka jyada importance rehtata aur rajendra kumar khud songs bhi select kartete
there is no doubt shankar jaikishan are great music directors , rafi is great singer but inka sabse jyada success rajendra kumar aur shammi kapoor ke saath raha kyonki ve romance me top the 1960s me , bas indono actors me pharak yehi tha ki rajendra kumar ka jyadatar movie romantic ke saath saat emotional rehte the jo family audience ko pasand aathethe , shammi kapoor ka romance aur andaz alag tha chulbula type jiska alag audience hotethe aur rafi sab indono ko apne apne andaz me gaathe the
bas 1960s ke baad bollywood songs me oh melody nahin tha aur nahi utna acha picturization , slowly masala and action films taken over , haalaki rajesh khanna - kishore kumar ka daur acha chala aur log bhi bahut pasand kiya lekin ee waqt kuch 4-5 saal hi tha
पूरा सागर घुमाया मोती हांथ न आया , एक भी ।।
Rafi ek.. hero ek shammi kapoor made for each other. Baad main heros Anek.🎉❤
Good
Jaikishan and Rajendra Kumar were friends and also their wifes.
Arzoo
Title and content doesn't match
Sir Aap ne Talaash ka जिक़ नही किया
There are only two beautiful eras of bollywood 1960s and 1990s filled with beautiful romantic songs
in other times bollywood might have given some of the biggest hits but could not gave the similar feelings which 1960s and 1990s gave
Male or female rafi sahab was the best singer for ever✌
In females the mangeshkars were in top,, but yes, the only male singer could stand with them perfectly no doubt was only Rafi Sahab!