Hamesha ki tarah bahut informative aur useful post. Practical aur,Applied knowledge se bharpoor video. February lagte hi mites ka attack irrespective of level of care aur precautions dekhne ko milta hi hai. Thiosulphur/Urea, Empower, Trilok, Exodus aur Omite ke liye special thanks. Thanks a lot for sharing. ❤🌹💐👏🙏👏👌👌👌👌👌👌👍
Maine aj do plant ko root se mitti dhoker cinder mai lagaya hain...kya main kal se ushe direct sun light main rakh sakta hun??.. temperature 27-15 chal raha hain...
Bahut sahi knowledge di bhai... Care first
Hamesha ki tarah bahut informative aur useful post. Practical aur,Applied knowledge se bharpoor video. February lagte hi mites ka attack irrespective of level of care aur precautions dekhne ko milta hi hai.
Thiosulphur/Urea, Empower, Trilok, Exodus aur Omite ke liye special thanks.
Thanks a lot for sharing.
❤🌹💐👏🙏👏👌👌👌👌👌👌👍
Thank you
You're welcome
Link me Syngenta wala Thinutri ka Link nhi hai. Link share kre please
local
❤👍
Maine aj do plant ko root se mitti dhoker cinder mai lagaya hain...kya main kal se ushe direct sun light main rakh sakta hun??.. temperature 27-15 chal raha hain...
2-3 din ruk jaye aur npk 12.61.0 digiye 7 din baad se 0.5 gm per plants
Bhai mere rose ke patte sare jhad gaye h or new growth ho rahi h to jal rahi h or murjhakar khrab ho rahi h kya kare btao please bhaiya
root main npk 12.61.0 1 gm/lt and spy night main 2 ml / lt isabion syngenta
@NorthIndianPotCulturePKGarden bhaiya kaise or kab kab de please bhaiya bata do
@@ajgamer1136 had hai yaar
@@NorthIndianPotCulturePKGarden btane me kuchh dikkat h kya
@@RajKumarSingh-w2e yesa nahi hai
Oberon ka dose boldijiyr
0.5 ml /lt 7 pm spy
Godrej ka Gracia dalo aap log
paisa aap dege sir 900 40ml kaa