Maa aap bohot hi accha kaam kr rahi ho...mujhe aapki video se bahot kuch sikhne ko milti hai..aur is generation ko yeh saab cheejo ki gyan hona bohot jaruri hai....q ki hame apne aani wali pidi ko bahot kuch sikhani hai...aur aapki madad se mai dusro ko bhi sikha skti hoon..maapka bhot bhot Dhanyavad maa..aap meri maa ho🙏🙏😘😘
Gudmorning aapke masale hume bhi bht pasand aaye hum bhi masale har Saal banate hain par ghar me piste nhi chakki se piswate hain aur hame wo bht achche lagte hain humlog garmiyon me sare masale laker dhokar bht ache se dhup me sukhate hain phir pisate. Thank you
मैं बहुत पहले से ही सभी मसाले घर में पिसती हूं, पर मिर्च में सरसों का तेल और नमक नहीं डालती थी। अब मिर्च में पिसते समय तेल और नमक डाला करुंगी। मसाले पीसने से संबंधित इतनी अच्छी वीडियो बनाने के लिए आपका धन्यवाद।🙏
Hanji..mai b lagbhag sare hi pisti hu..ur ab to aplog k vdo se kafi help ho jati h..to pavbhaji ,sambhar ,rajma ,chole ,pizza souce ur sejwan b bnane lgi hu..thank u so much
Thank you ma'am. Mujhe 3 years pehle bladder tumor hua tha jo doctor ne kaha bazaari masalas ke karan bhi ho sakta hai jinme artificial colors hai. Ab mai processed foods avoid karti hoon aur masalas bhi ghar mein banana chahti hoon. Aapke videos bahut hi helpful aur valuable hai 🙏
Aunti mainy lahsin ka b powder bnya apky btay triky sy or red chili powder b thanks apki waja sy main boht koch sikh rahe thanks aunti apki waja sy apni ami ki kami mahsos ni hoti
Maa aap bohot hi accha kaam kr rahi ho...mujhe aapki video se bahot kuch sikhne ko milti hai..aur is generation ko yeh saab cheejo ki gyan hona bohot jaruri hai....q ki hame apne aani wali pidi ko bahot kuch sikhani hai...aur aapki madad se mai dusro ko bhi sikha skti hoon..maapka bhot bhot Dhanyavad maa..aap meri maa ho🙏🙏😘😘
Ppp x
Shaikhq💐qq
2
Very help ful ful.ub man kanhi bizarre ka masala nahe lon gi.thankyou.💟💟💟💟
Mam hum to 6 months ikathe bnate h
Gudmorning aapke masale hume bhi bht pasand aaye hum bhi masale har Saal banate hain par ghar me piste nhi chakki se piswate hain aur hame wo bht achche lagte hain humlog garmiyon me sare masale laker dhokar bht ache se dhup me sukhate hain phir pisate.
Thank you
Aap har gar ki maa ban gye Jo ek sas ni sikha skte vo bahuye aap se Sikh skti h thnk u so much
Ye video dekhne ke baad to saare masale ghar pr hi pisenge ab...thankyou 👌👍
To jaldi se banaiye or video ko share bhi kijiye 🙏😊
@@MasalaKitchenbyPoonam man aap kaun sa mixer grinder use kar rahe ho ismein please bata dijiye kyunki hamen yah wala nahin mil raha hy 🙏
Wow super really amazing masala kichan queen ho aap to jase pahle dadi ma ka khjana hota tha aaj humre pas maa ka khjana h thanku love so much
That's so sweet of you, Masala Kitchen se aise hi connect rahiye 😊🙏
Aapki recipe dekh ke to mai gharme hi banaungi masale. Thank you very much
Thank you so much ji, zarur banaiye aur friends ko recipe share bhi kijiye 😊🙏
Arey waah ye to bhot achha tarika hai
Me Pakistan sy hu ap ki videos dekh kr bohat help milti ha thank u so much but hm isi trha ghr me misaly bnatye ha
Ji hn mai v masala ghar me hi pisti hun . Lekin apse bhut sare ideas milte rahte hn mam . Thank u so much
दीदी बहुत बढ़िया तरीका 👌👌🙏🌹
Hello mam aap bahut achha tarikhe se samjhati haiii. Ur voice is so sweet.🙏🙏
Bahut mazaa aaya. Hum b ghar pr hi banaenge
Wow haldi ka colour bhut badhiya hai
Nice mam....m ak baar jarur try kru gi ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Thank you ji, zarur try kijiye aur jyada se jyada share kijiye 😊🙏
yes mam me jarur try karugi very nice
Love and respect from Pakistan
आप के सारे विडियो मस्त और जबरदस्त होते हैं
waaaw zabardast ab main bhi ahy se hi pies k rhakhongi masaley thanks
Right auntyji 👍
Ghar k masalo ki bat hi kuchh aur h
Meri mummy ji sal bhar k sabhi masale aur different different achar bhi ghar me hi banate h
Thanku ji, Aap bhi jarur banaiye, ye recipe apko bahut pasand aayegi
मैं बहुत पहले से ही सभी मसाले घर में पिसती हूं, पर मिर्च में सरसों का तेल और नमक नहीं डालती थी। अब मिर्च में पिसते समय तेल और नमक डाला करुंगी।
मसाले पीसने से संबंधित इतनी अच्छी वीडियो बनाने के लिए आपका धन्यवाद।🙏
Dhanywad Ji ,Masala Kitchen se ese hi jude rahiye. 🙏🙏🙏🙏
Yes abhi se ghar me banega masala
Thanx mam
Thank you mam mujhe aap ki her videos bohut basand ati h
Aap bohot sundar tarike se sikhaye he.Aamcur ko mei korna nahi janti thi.ab jan goi .Thanks Maa
Meri ammi ghar me hi saare masala banati thi ab o intekal hu gayi allah onko Jannat. ata farmaye ameen summa 😭😭😭😭😭
Thanku ji, Aap bhi jarur banaiye, ye method apko bahut pasand aayega.🙏
Rest in peace. May god grant you strength to overcome this huge loss.
ॐ शांति 💙
@@MasalaKitchenbyPoonam 0pppoooppppppppppppppppppppppp
Khuda Taala Jannat me aala maqaam ataa farmaaye..
Aamin...sum aamin..
बहुत बडि़या आइडिया आंटी जी
Very nice video my grandmother likes you very much keep up the good work
बहोत बढिया और हा आपका मिक्सर बहोत सुपर है मै घर पर हि मसाला बनाती हु
Aapko main bahut pasand Karti hun aap sabse Jyada Achcha batate Hain khana banana hai sab Kuchh batate Hain masale Bhi Main Khud Ghar Mein Sab
Aj mil he gaya haldi pisny ka tareqa
Mashaallah useful muscle the Maine TRAI Kiya hua hai👌👌
आप के तमाम reciepe देखी और बनायी ज़िंदगी का बहुत सा सुख मिला आपको हृदय से धन्यवाद,आभार
Bahot acche taraha se bane hai sab masale mam. 🥰👍👍👍🙏
Bhut achcha idea h
Waah auntiji kya baat hai😊🥰
You are the best Di🙏🙏👍❤❤
Namaste bahot badiya👌
Hum bhi ye sab masale ghar par banate hai saath mein kali mirch pd garam masala bhi banate hai
Thank you Madam for all your awesome tips on how to make masalas. Stay blessed.
Aapko video mai dekhti hu. Mughe Bahut kuch sikhne ko mila. Dhanyavaad ji..
Thank you ji, aise hi try karte rahiye, aur video ko jyada se jyada share kijiye 😊🙏
Bahut sahi process
Mai masala nghar par karti hu aapka suggestion bahot accha rahata hai thanks for information
Very nice way of grinding kitchen masala thanks for sharing❤
Really great work you are doing. No words to praise you. May God bless you.
,वा मम बहोत अच्छा सुपर👍👍👍👍,👌🏻👌🏻👌🏻🎉💐💖💝
🙏🙏 hanji हम भी मसाले ऐसे बनाते हैं
Thanks mam for mirchi trick. Your video always amazing.we learns lots of things
Most welcome 😊
Excellent, I make jeera ,dhania and garam masala,
Thank you ji, aise hi try karte rahiye, aur video ko jyada se jyada share kijiye 😊🙏
Madam
App ke ye tarkeeb Buhat Bareya hai mai INASHA-ALLAH zaroor Ghar mai banahun gha
Shukreya
JAZAHKALAH
Ha pista ha🙏🙏👍👍
Wwooooww Tyy so much Aunty muje Aamchur powder recipe hi chahiye thi or mil gyiiii tyyyyy😍
Thanku ji, plz try it, you will definitely like this taste.
We call krti hu cll
Main bhi try karungi.
Ap rockstar🎸⭐️ ho anti ji
Too good.poonamji.
Hello aunty thank you so much. Ham bhi masale ghar me pisna chahenge.
Very nice video.
Thank you ji.🙏🙏
Bhothi accha hai 👍🙏
Exceellent anti 💖
बहोत सुंदर
Hanji..mai b lagbhag sare hi pisti hu..ur ab to aplog k vdo se kafi help ho jati h..to pavbhaji ,sambhar ,rajma ,chole ,pizza souce ur sejwan b bnane lgi hu..thank u so much
Thank you ji, aise hi try karte rahiye, aur video ko jyada se jyada share kijiye 😊🙏
Mam aap bahut achhi batate ho ... Thank u
Mai hmesha Ghar Ka masala use krti hu
Thank you didi ji
Oh ! Yeah ham bhi ghar me hi banate hai
Thank u so much for sharing this information. I will love to try this at my home
Most welcome 😊
i.am.kulsum..super...👌👌👌👌👌👌💚💛💜
Amazing mam
Mana dhaniya powder gar ma banaya ha tasty ha aur chemical free bhi😃
Mahsla kichn🙏🙏🙏👌👍👏
Mirchi paudar ka tarika bahut acha hai
Yes I will also grind masala at home. Thanks
Ham aise hi banate hain masale Ghar per
I do make my own masala
I live in Chicago USA
You r great. 🙏
Yes I grind all the spices in home.
Yes I try this remedy awesome tricks and very health full ☺👌❤
हम इसी तरहाॅसे घरमे ही मसाले बनाते है.
Allah Tallah aap ko sehat k 7 lambi umar dey Ameen
जय माता दी
Ha unty Mai try jarur karungi,iske pehle ghar par kabhi masala Pisa nahi,aapke batane se lagta hai mai pis paungi Thanks.
Thank you so much ji, zarur banaiye aur friends ko recipe share bhi kijiye 😊🙏
Ji ha mai bhi sabhi masale ghar par banati hu
Yes I make all Masala at Home
Thank you ma'am. Mujhe 3 years pehle bladder tumor hua tha jo doctor ne kaha bazaari masalas ke karan bhi ho sakta hai jinme artificial colors hai. Ab mai processed foods avoid karti hoon aur masalas bhi ghar mein banana chahti hoon. Aapke videos bahut hi helpful aur valuable hai 🙏
सही 👍👍
Mam main hamesha masala Ghar me hi taiyaar Karti hi but red chili Ka Jo trik Apne btaya wo main jrur try karungi
Thank you ji, zarur try kijiye aur jyada se jyada share kijiye 😊🙏
Ha, aapka dekha video to laga ghar me banana ezzy hai.thanks mam
Thank you so much ji, zarur banaiye aur friends ko recipe share bhi kijiye 😊🙏
Yes I make my masala at home and I got mixes same like you have I like home made masala
Ab nahi piste ❤️♥️💞💞💖💖💫💫
Ji aap is recipe ko follow kijiye, result acha ayega.
@@MasalaKitchenbyPoonam OK ❤️♥️💞💞💖💖💫💫
Aunti mainy lahsin ka b powder bnya apky btay triky sy or red chili powder b thanks apki waja sy main boht koch sikh rahe thanks aunti apki waja sy apni ami ki kami mahsos ni hoti
Very nice
Hum bi sab gar Mai banata hai bachpan sa
Bahut achcha Laga
Aap to bahut acha kaam krrahi ho god
Yes very nice 👍👍
Very nice 👌👌 maam 👏👏🙏🙏
God bless you 😊
Yes hm gr me hi bnate he msale❤
Both aachha
Thank you very much👌👌👌👌
Acha lga
I like your all videos mam really u are great
Thanks a lot 😊
ha my bi ghar par banogi inshallah