Mein 10.2 kw invertor liya Alibaba se... Usko legane ke baad 6 minutes chala... Uske baad jalne ka smell aaya aur display sab chala gaya...yeh joh 6 minutes chala tha us samay load sirf 1 kw tha aur battery voltage tha 49.5...Abhi supplier is not responding to any chat quiery... Saavdhaan rahio bhaayiyo Alibhaba se 😢
@@badrikumar4272 kya ek output me battery backup off kar sakte hai. Jispar heavy load ho jese geyser ac .aur dusre output ko inverter wali line me dal de halke load par
Aapke pas alrady epro ka 5kva ka inverter h .. fir apne isko lene ka kyu liya? Isse achha to dye , celcronic etc... Pehle se h jinko warrenty bhi 3,5, or 10 year ki h .unke side bhi ja skte the?
@@badrikumar4272 woh to firto apne jaldwazi kardi , kyuki abhi market m transformer less inverter. Sabhi company la rhi h smarten ka bhi launch hone wala h.
आपने ये दो डिजिटल मिटर लगाये ह इनको कहां कोनसी लाईन मे कनेक्शन किया ह थोड़ा दोनो डिजिटल मिटर पर एक विडियो बनाये केसे कोनसी लाइन मे जोड़ा ह DC मे या AC मे पुरा बताये
Sir maine almost 20 din pehle alibaba se 10.2 kw ka gootu inverter liya tha.. almost 1 week ke baad issue aya aur inverter pickup hua... 10 din ho gaye issue ko abhi tak solve hua ya nahi iska koi message nahi aya... Call karo to bolte hain 10-15 din lagega aur ban jayega to batayenge... In short service thik to nahi lag rahi.. Inverter pickup ke baad unke pas pahuch gaya iska bhi koi message nahi
RUclips pe pahla video mila , suna tha gootu india me service deta h , very good sir
@@misukmondal Thanks 🙏🙏
😮😮😮😮😮
Ye to bahut achhi New hai
Mein 10.2 kw invertor liya Alibaba se... Usko legane ke baad 6 minutes chala... Uske baad jalne ka smell aaya aur display sab chala gaya...yeh joh 6 minutes chala tha us samay load sirf 1 kw tha aur battery voltage tha 49.5...Abhi supplier is not responding to any chat quiery... Saavdhaan rahio bhaayiyo Alibhaba se 😢
Very nice information
Keep going ❤😊
@@Sam-ji3sr Thanks
Ek bat batao bro, isme dual output hai , aur single mppt me ya double
@@himanshuji1795 Dual Output hai and Single MPPT
@@badrikumar4272 kya ek output me battery backup off kar sakte hai. Jispar heavy load ho jese geyser ac .aur dusre output ko inverter wali line me dal de halke load par
6.2 kw hybrid inverter me apne kitne watt ka solar pannel lagaya hai.
Total 4400 Watt
Please send me service centre contact no.@@badrikumar4272
Aapke pas alrady epro ka 5kva ka inverter h .. fir apne isko lene ka kyu liya?
Isse achha to dye , celcronic etc... Pehle se h jinko warrenty bhi 3,5, or 10 year ki h .unke side bhi ja skte the?
@@sumitsagar5692 Celcronic Ke inverter bahut Mahnge hai.
@@badrikumar4272 woh to firto apne jaldwazi kardi , kyuki abhi market m transformer less inverter. Sabhi company la rhi h smarten ka bhi launch hone wala h.
Celkon ki to China se aata hai
Kamal hai service center hai per inverter china se kharido
Service centre ka number hein?
@@bijusarangadharan5360yes.
आपने ये दो डिजिटल मिटर लगाये ह इनको कहां कोनसी लाईन मे कनेक्शन किया ह थोड़ा दोनो डिजिटल मिटर पर एक विडियो बनाये केसे कोनसी लाइन मे जोड़ा ह DC मे या AC मे पुरा बताये
@@nisarakhan8624 Ok
आपको यह इनवर्टर कितने में पड़ा और आपने यह कैसे मंगवाए जरा बताएंगे सर❤❤❤❤
ruclips.net/video/4Q8kbP-EFqE/видео.htmlsi=yVSOAIWxbnAIcpZS
10.2kw gootu brand new inverter hibrid lene ke liye sampark kre 80k fix
@@badrikumar4272 बहुत-बहुत धन्यवाद
Sir iski minimum voc kya hai please
Minimum VOC 90
Yeh sirf solar se chal Jayega kya.
Yes
Ye inverter bina battery ka kaam karta hai kya
@@sahcybercafe9747 yes
@@badrikumar4272 6.2kw ka price kitna hai
Pls aap Bina battery wala video banao
Yah char panel Laga rakhe hain aapane yah kitne wat ke Hain
@@davaivala-9 550 Watt ke 8 Panels
Sir maine almost 20 din pehle alibaba se 10.2 kw ka gootu inverter liya tha.. almost 1 week ke baad issue aya aur inverter pickup hua...
10 din ho gaye issue ko abhi tak solve hua ya nahi iska koi message nahi aya... Call karo to bolte hain 10-15 din lagega aur ban jayega to batayenge...
In short service thik to nahi lag rahi..
Inverter pickup ke baad unke pas pahuch gaya iska bhi koi message nahi
😮
😢
Delhi ka service center ka number batayiye
First viewes ❤️
Sirji Warrenty kitni milti hai?
One Year
Sirji warrenty extend kar sakta ha??
Delhi aur meeruth me 2 hai.
@@himanshuji1795 Good
Up mei h kya.?
@@sumitsagar5692 yes Meerut
Delhi ka number batayiye
अगर मुझे सर्विस सेंटर वाले का नंबर चाहिए होगा तो आप दीजिएगा ना?
@@baklola ok
Number to liya nahi hai
अलीबाबा के वेबसाइट से पूछे तो बोला भारत में इसकी सर्विस सेंटर है या नहीं उसे भी नहीं पता। क्या सही है क्या गलत समझ नहीं आता।
@@baklola Hai Bhai
Mene bhi liya h apki video dekh k
Plz aap sarvice center ka number dedo gootu balo ka
Mujhe service center ka no. Chaiya
Bhai aap service center ka number tto dal dete
Sar aapane kitne wat keep panel Laga rakhe hain
@@davaivala-9 550 Watt
Sir yeh inverter cha hiye
@@naimkhan66443 Alibaba se Purchase karo
@@badrikumar4272 pata nahi aayga ki nahi
@@naimkhan66443 sabka aata hai ,alibaba chor nhi hai
Repairing charge bhi lagta Hai.
4200rs leye mujhse gootu inverter repairing ke.
Aur koi part bhi nahi change hua fir bhi.
@@perfectservice6489 Kya Problem thi
Service centre mobile no. Send please
Warranty kitni hai?
@@himanshuji1795 1 Year
@@badrikumar4272 warranty bahut kam hai , deye k inverter par minimum 5 saal hai aur use badhwa bhi sakte hai 10 saal tak
Bhaiya ji aapka number chahie hamen bhi inverter aur battery mangwana hai
@@dayananddwivedi7887 Apna Number do main aapko call kar lunga
Number de dijiye service center wale ka
I am from meerut please give me address
Kya problem ayi inverter me bataye
gootu invter support number n adress in meerut dijiye sir mujhe