The liver, located in the upper abdomen, performs diverse functions crucial for health. Metabolizing nutrients like carbs, fats, and proteins, it converts them into energy sources. Detoxifying harmful substances, it breaks them down for elimination. The liver synthesizes vital proteins like albumin and clotting factors while storing vitamins, minerals, and glucose for regulated release. Producing bile, it aids fat digestion and absorption. Additionally, it plays a role in cholesterol production, ammonia conversion to urea, and stores nutrients. Its multifaceted anatomy and physiology contribute significantly to digestion, metabolism, and overall bodily equilibrium.
Me khud wazo kr k nahati hu. Abhi zehan me ye aia jb jisam hi napak hota h to wazo shyad na hota ho is liy bs. Nahana chahey. Direct.... Allah hi behtr janta h kia kahain. Plz apko jo smjh aia mujhy b batain 😢
Mera masla ye hi ki mujhe hyze k vaqt bleeding one drop hota after 3 days me bhir bleeding one drop shura hota to my namaz roza kise Rakhna chahiye please is ka Hal batao
Assalamualaikum maam kya lazmi ha 7 din ka nahana agar 5,6 din m bilkul khtm ho jae to gusal kr ky roza rkh skte ha ...m na 6 din m gusal kya or roza rkh li kya ma paak ho jae again kya mujhe 7 day bhe nahana ho ga
Aslam.oalikum! Api ap se 1 swal ka jwb pochna thaa 1 lrki h us ny jse 1 lrky se baten krna phr mani kharj krti ha us k bd wase e nmaz prlti thiii kehti thii ptaa tu thaa lkn sai see ni thaa wo itni bemar ha ab usy 1 sal ho gyaaa kahi se b aram ni arhaa usy ..wo roti ha Allah se maffi mngti ab ro ro k maffiaa b mgnti shifaa ni mil ri abi b usy tu as conditions mn kiaa kren?????
Yeni ap haiz ka ghusal kr rhy aur hair remove kiye ha aur ghusal kr liya namaz b pari dusre din apko pata chaly k aik baal remove nhi howa tu kya ghusal ho jy ga ya nhi plz reply I am worried
assalam walekum kya jis ghar mein bachcha paida hota hai vah Ghar aur use aurat ka sara Badan ka kapda aur uske sath mein jo swagy uska kapda sab napak ho jaega aur woh sab chij Ko garm Pani se dhona padega aur vah aurat ko bhi garm Pani se nahana padega please please bataiye agar bagair Na aaye Khushi chij ko hath Laga Diya vah chij bhi napak ho jaega aur bahut sara chij ko bhi garam Pani se dhona padega
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ماشاءاللہ کیا ہی خوبصورت
ماشاءاللہ❤❤❤❤❤❤❤❤
Jazakallah khair ❤❤❤❤❤❤
Jazakumullah o Khairaa..
Masha allah❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Zajzak ALLAH ❤
jazak'ALLAH
Plz type carefully
jazzakaAllah
Jazallah khair
Mashaa allah
❤ کیا جمعرات کو حیض نہانا بہتر ہے یا نہیں❤❤
Mashallah jazakallah khair
Zajakallahu khairan
Jazak allah please type carefully
Mashallah subhanallah
shukriya jazakallah khairan kaseerah
Jizakillallah api❤❤
الحمدللہ
خیز کے 7 دن کے بعد غسل کیا اس کے بعد تھوڑا سا خون آیا اس کے بعد صاف ہو گی اب دوبارہ غسل سے پہلے شوہر سے مل سکتے ہیں
Mashallah❤❤❤❤❤❤😊
بیشک
Thank you❤
Mashallah Great video❤❤
The liver, located in the upper abdomen, performs diverse functions crucial for health. Metabolizing nutrients like carbs, fats, and proteins, it converts them into energy sources. Detoxifying harmful substances, it breaks them down for elimination. The liver synthesizes vital proteins like albumin and clotting factors while storing vitamins, minerals, and glucose for regulated release. Producing bile, it aids fat digestion and absorption. Additionally, it plays a role in cholesterol production, ammonia conversion to urea, and stores nutrients. Its multifaceted anatomy and physiology contribute significantly to digestion, metabolism, and overall bodily equilibrium.
I hope u did ur paper well 😊
Jazakallah ❤❤❤
Assalamualikum va rehmatullahi va barakatuhu
JazakAllah!
Jazakallah
Kindly ALLAH PAK ka Name Capital Likha Karen ALLAH PAK Sb Sy Bry Hain Or MashALLAH Esy Likha Karen
Shukaria
Shukriya
ma ny to family sy yhi sekha h k haiz k gusal ma sb sy phly wuzu krna chye fr nhana
Mujhe is k alawa bahir nikal kr iman ki siften or 6 klme prhne ko b kaha gya hai
Me khud wazo kr k nahati hu. Abhi zehan me ye aia jb jisam hi napak hota h to wazo shyad na hota ho is liy bs. Nahana chahey. Direct.... Allah hi behtr janta h kia kahain. Plz apko jo smjh aia mujhy b batain 😢
Aslamualeikum
Kya heij ki gosal karne dua kya hai
Shuqrya ap ka
Gusal ky bad agr ak chota sa katra khon ka hy to kia phr b gusal farz ho jata hy
G haan aap dobara gusal krain gi
Agr haiz k din poore hojayenge uske baad agr koi katra hoga uss py ghusul nhi krna Khali wuzu krna ha
mashaAllah ❤️
Arbi boht acha bolti h masallah❤
Urdu hai😂
❤❤❤
Mera masla ye hi ki mujhe hyze k vaqt bleeding one drop hota after 3 days me bhir bleeding one drop shura hota to my namaz roza kise Rakhna chahiye please is ka Hal batao
Assalamu alikum
JazakAllah
Mashallah
السلام عليكم ماشاءاللہ سبحان اللہ جمعہ مبارک
Juma ki mubark nai dety
❤❤❤
Nice
❤
Mam mare husband ko pta nhi ha humbistari kis ko karna plz reply kohi duaa
Api AP online classis deti ha kaya
Assalamualaikum gausul kitne din Tak ka hota hai 3 din 5 din 7 din ya 9 din kya 8 din ka gausul hota ya nahi please bataiye
Salam agr haiz ky khusal main jis water sy khusal karna hai is ko touch kar lia jye to us sy khusal ho jye ga
Asslam o alaikum kya haiz gusal krny sy phly wazu krna chaiye
G Han Karna chahye
Khawaten ki namaz ka tarika btay
Miss kitna pani istemaal krna chahiay gusal k liay? Or Sunnat mikdaar kia hai?
kya waju karna jaruri nahi?
Gusul se janabat ya gusle haiz ki koi dua h
Gusal k bad namz k lia wazu karna zarori ha ya wazu ho jats ha plzzz is bary ma batay
karna parta hai agr phly wazu na kiya ho tw
Jald se jald batao please
Dua PhD sakte he gusal karne se pehle ya bad me ?
Asalam o alrkum kia heaz rat ko khatm ho rat ko gosal kr salty hen
Gg bilkul Khana bna sukti ha
kya napaki say nhny say pani my hath dalny say pani paleed hoga kindly bta dy
Agar hath saaf hon to nhi bcz hath saaf hotay hain hath napak nhi hotay...
Assalamualaikum baji gararah (garling) karna aur naak main paani chadhana bi farz hai aap half information ka video kyun daal rahi ho
Plz plz plzz 😢😢😢😢 🙏🙏🙏 baatye gaa zror..wo roti h ab😢😢
Assalamualaikum maam kya lazmi ha 7 din ka nahana agar 5,6 din m bilkul khtm ho jae to gusal kr ky roza rkh skte ha ...m na 6 din m gusal kya or roza rkh li kya ma paak ho jae again kya mujhe 7 day bhe nahana ho ga
Bhen wo waju k bad seer k balo को dho sakte h
Aslam.oalikum! Api ap se 1 swal ka jwb pochna thaa 1 lrki h us ny jse 1 lrky se baten krna phr mani kharj krti ha us k bd wase e nmaz prlti thiii kehti thii ptaa tu thaa lkn sai see ni thaa wo itni bemar ha ab usy 1 sal ho gyaaa kahi se b aram ni arhaa usy ..wo roti ha Allah se maffi mngti ab ro ro k maffiaa b mgnti shifaa ni mil ri abi b usy tu as conditions mn kiaa kren?????
Kalma prhna chye gusal k Duran ya bad me??
Aunty awaaz nhi arahi
Please Hadeeth number mention kar den
Pani 3,3bar dalna hai port jism m
Plz plz plzz 😢😢😢😢 🙏🙏🙏 baatye gaa zror..wo roti h ab
Khali nahane bina wuzu kuli karna nak mein pani charane se ghussul janabat hota hai yani
Asslamoalikum mam
Periods KY bad for nha lana chahe agr periodos KY khtm hony ky bad kuch din bad nhaya jay to kya gunah milta h
G gunah he haiz se farg ho k jaldi gusl kran
Assalamualaikum kya period aana say pehla khoon aaya ga tu roza thuta hai plz 🙏 jawab i
Ji roza toot jata hai sis
periods k Duran pad ko use kr k jaala dena cahye kia
kia jaalna zarorii hai
Nhi esa kuch nhi h pekdo unko
2 Bar wuzu Banana jaruri h
Mujy samj ni i
Haiz khtm hojae or dusre din milap ho or fir khoon ae Kya msla hoskata ha
Gusal se pehle wazu karna zaroori he ya nhi
Haiz mai nahana phle hai
Mam ap istakhara krlyti hain
Slam mam kya haiz k bd nawafail prhny chye?
Wa.salam Nhi zarori nhi
یہ نامکمل طریقہ بتایا ہے انھوں غسل کا اور غسل کے دو طریقے نہیں ہے بلکہ غسل کوئی بھی ہو کیسی کا بھی ہو ایک ہی طریقہ ہے
Bhai g AP bi Galt ha gusal ka 3 fraz ha
@@AteeqQurashi-j6d ہاں تو میں نے کب کہاں دس بارہ ہے غور سے دیکھیں کیا لکھا ہے
kuli aur naak main paani nahi dalna ?
Kya ghusal ki dua karna jarori hai
Kiya ketcher lga k gussl ho gaye ga haizz ka
Shower sy naha skty hain ??
Naak me Pani dalna zarori nhi or kulli krna
Kuch clear bat nh ke ap ne
Haiz wala ghusal roza rakny k Baad ho sakta h kya din k time
Yehi gusal ka tarika h har tarike ka gusal yehi h Jo mene khud hadees me padha jo inhone bataya
Roza rakh sakty hn mgar soraj nikalny sy pehly Ghusal Karna wajib behtreen ha k paak ho k Roza rakha kro
Jb ap ka haiz hatm ho Jay chay 5 yan 7 yan 8 din bad ap gusl kr lan Dino ki koi pabndi nhi
Ap ko bta do sis ap na gusel ka tariqa galat btya ha
Nahi ap khana bnanay ka kah rahy brtan ko b hath nahi lgaty
اسلا م وعلیکم اپی کیا عورت حالت جنابت میں کہانا بنا سکتی ہیں
Yes of course....beshak bna skti ha
G haan bilkul
Hein , yeh kesa sawal hai ?
@@sehrabsehrab478 hhhhihhhhhhhh8h h 8h hi hi hi 8hhhh😅
@yaseenbutt2537hair or hai jnabt or hai
Nahany sy phly wuzu nhi krty kya?????
Wazo ni krte phle phr
Mam Kia period k Bad nakhun kat na zarori hai please jawab dy
Hum nakhun kabhi bhi kat sakte h period me bhi roze me bhi
@@sabasaifi4322 jazakAllah sis
Assalamualaikum baji aurat ke liye khusbu lagana haram hai kya bolre ho aap
Kya. Hez se free ho k apnne jism se bal bhi saf krna zaruri ha
Behtar h gusal se pehle karlo
Paak hony ka matlab ye ha k poori Tara paak ho us ma hair remove b ha
Agr hair remove krty howe agr koi aik bal reh jy tu is ho jy ga kya
Yeni ap haiz ka ghusal kr rhy aur hair remove kiye ha aur ghusal kr liya namaz b pari dusre din apko pata chaly k aik baal remove nhi howa tu kya ghusal ho jy ga ya nhi plz reply I am worried
Nai zaroori, har 40 din k andar karna hain
assalam walekum kya jis ghar mein bachcha paida hota hai vah Ghar aur use aurat ka sara Badan ka kapda aur uske sath mein jo swagy uska kapda sab napak ho jaega aur woh sab chij Ko garm Pani se dhona padega aur vah aurat ko bhi garm Pani se nahana padega please please bataiye agar bagair Na aaye Khushi chij ko hath Laga Diya vah chij bhi napak ho jaega aur bahut sara chij ko bhi garam Pani se dhona padega
Aisa kuch nhi hota ki jisse hath lagaya wo napak ho jaye
Hath Napaak nahi hoty, jism ka ak hissa jis py njasat lge ho sirf wo Napaak hota hai, Aor jis kpry ko njasat lag Jay wo napak hota hai
Assalam alaikum haiz ke ghusl me dua padh kar nahana kya mandatory hai?..
Esi koi dua nhi h na inhone batai or na mene khud hadees me padhi na kahi suni
Ghusal k doran koi b Dua ni parhni chahye
Ass
Lagta hai aapne poori alimiyat ki taleem sirf yahi masail padhe hai aap totally private masail hi bayan karti hai
To yani ap keh rahy hain kay Allah kay nabi nay poori shariyat nhi parhai bus yhi private batain bataeen hain ?
Hum Napaki ma quran phr sagtha kya wo hume bataye
Heiz mai mobile se perh sakte hai. Pr cho nhi sakte. Or halat.e.janabat mai perh bhi nhi sakte
Nhi prh skty
Ap ka phone number