पुराने पोर्टल से मेरा रोजगार पंजीयन हुआ है, जिसमे समग्र id se डाटा नही उठाया था, उसकी डेट रिन्यू की 2025 है, अब नए पोर्टल में समग्र id jodne जाओ तो नया पंजीयन नंबर जेनरेट हो जाता है, मेरा फॉर्म पुराने पोर्टल से बने रोजगार पंजीयन से फॉर्म भरा गया है, जिसके रिन्यू डेट 2025 है, लेकिन उसमे समग्र id Nahi डली, क्या करे सर बताइए
Sir Meri date of birth samgra id mai galat hai or rojgar panjiyan mai bhi galat ho gaya hai or aaj hi rojgar panjiyan karwaya hai to an update kitne dino bad kar sakte hai, please help me sir 🙏
Samagra ID aur jisme aapki DOB aur jo jaankri aap sahi karana chahte hai wo le jayeniye. Aapki Samagra ID sahi ho jayegi fir usse rojgar panjiyan update kar lena l.
Sir panjiyan updated karte samay new ragistration no genrat ho gya or form me purane panjiyan no add h kya karna chahiye or new form bharne ke liye kon sa panjiyan no dalna chahiye sir please jankari dijiye
Panjiyan number dalne ke baad update krna chahiye tha. To panjiyan number change nhi hota. Ab purana wala renewal karke dekh lijiye ho jata hai to usi ko lagana.
सर मैं उत्तरप्रदेश से हूं मैंने चार वर्षीय B.El.Ed कर रखा है जो कि 12th के बाद होता है पर under graduate के लिस्ट में BElEd का कोई option नहीं है तो क्या मुझे higher qualification 12th fill कर देना चाहिए? मुझे पटवारी और mptet के लिए आवेदन करना है जिसमें graduation important होता है...
Sir mere 10th 12th graduation k marksheet m surname nhi h Baki adhar card, rojgar , peb k profile or cast certificate m surname h to form surname k sath hi dalna pdega kya patwari k Kyuki rojgar profile m surname dalna jaruri h Koi dikkt to nhi hogi aage fr
Maine rojgar panjiyan update Kiya cast ur se EWS ki aur samgra I'd update kra Li usme father ki spelling alg aa rhi marksheet mai sushil h aur samgra I'd mai susheel h ur samgra id mai father name ki spelling change ni ho skti unke aadhar mai susheel h jbki meri marksheet mai sushil h Maine panjiyan mai update kra liya h kya dv mai dikkat hogi
Phle samagra ID me surname dalna jaroori hota thaa to aapke zone/panchayat walo ko aapke name me surname nhi mila to unhone ( ' ) laga diya... Ab aap aadhar se samagra ekyc krenge to aadhar wala name samagra me aa jayega... Aur usse rojgar panjiyan me change kr lena.
Please,sir help me! Darasal baat ye h ki sir mene rojgar panjiyan karaya tab meri samagra I'd me ma ka name badi Bahu Patel tha lekin ab mene apni personal samagra sadasya I'd me ma ka name tulsa Patel anksuchi ke hisab se kra liya h ab pta kaise chalega ki rojgar me bhi update ho gya ki nhi kya rojgar me update ho sakta h dobara please bataye sir
*Maine samgra id me name update kar liye hai lekin lekin panjiyan me name abhi tak update nahi huaa kaise kare plz reply sir middle name me kumar hona chahiye lekin abhi tak nahi huaa*
सर जी मेरी आई डी लॉगइन करने पर कुछ भी डाटा नही दिखा रहा हैं। न फोटो न नाम न योग्यता जो मेने ऐड की थी और मेरे को योग्यता ऐड करना हैं। प्रोब्लम हो रही हैं क्या करू सब ऐड हैं बस ग्रेजुएसन नही ऐड हैं आंगे वेरिफिकेशन में प्रोब्लम तो नही होगी।
Sir plz reply kijiye Mene employment card me Jan 2022 me renew kiya tha lekin usme MERI cat OBC mention Nahi h blank h Baha per or next renewal date 2025 h to kya form fill Kar sakte h Bina update karaye samagra I'd BHI add Nahi h plz reply kijiye
Form fill ho jayega, lekin ab samagra ID bhi add hoga isiliye agar samagra ID galat ho to aap samagra ID ko sahi kara le aur fir baad me update kr lena.
@@skonlineinfo sir samagra I'd me to sari detail dob,, father name,gender,address,name, sabhi Sahi h or kya kya Hona Chahiye samagra I'd me Jo rojgar panjiyan se link Hoga?
Meri 2 rojgar panjiyan ban gya h ek Purna vala or ek new pr bo new vale me meri samgar I'd dal gai t or usme me unmerried show ho rhi t fir samgar I'd change karye to samgar no badal gya or jab new vale me samgar I'd dal rhe t to nhi dal rha t to Jo Purna vala rojgar panjiyan t jiska nov me renewal t usko update kr ke bahi panjiyan no from me bhare h koi problem to nhi h
Mere 2 panjiyan ho gy hai old agust me expire hoga or new 2025 me to kon sa panjiyan no. Use kru form me new bale me samagra id add hai but new search krne par data not found aa rha
Old vala panjiyan use Krna or old vale me hi samgra id add krvana h..... Meri bhi same problem h, mene rojgar karyalay me bat ki to unhone bola h k aapko old vala use krna h, new vala use nhi krna h
@@sonubarm.2934 Fir jb apni samagra id 1 bar new me lg gai or jb apn old ko renew krege tb samagra id chaiye pdegi fir portal se msg aayga this id is allready found tb kya krege
sir meri qualification edit karne mai problem a rahi hai mera graduation complete ho gya aur usse phle maine usme add kar diya tha per abhi show nahi ho raha hai
Sir mere mobile no. Se kisi or ki profile open ho rhi he lekin baki sara data mera he uska kya karna sir ji plzzz reply
Same problem
Sir samagra I'd add krne se registration no. Toh change ni. Hoga na
No
@@skonlineinfo thank you
पुराने पोर्टल से मेरा रोजगार पंजीयन हुआ है, जिसमे समग्र id se डाटा नही उठाया था, उसकी डेट रिन्यू की 2025 है,
अब नए पोर्टल में समग्र id jodne जाओ तो नया पंजीयन नंबर जेनरेट हो जाता है,
मेरा फॉर्म पुराने पोर्टल से बने रोजगार पंजीयन से फॉर्म भरा गया है, जिसके रिन्यू डेट 2025 है,
लेकिन उसमे समग्र id Nahi डली, क्या करे सर बताइए
Purane registration number se renew kro to number wahi rhega.
Renew kaise kren uska video banaya hua hai.
Sir aapke contact number plzzzs@@skonlineinfo
Sir qualification edit kr skte h kya
Kr skte h
Sir pg degree add nhi ho rhi subject show nhi ho rha hai kya kare???
Thank you sir 🙏
Samagra id update aur qualification jodne ke bad ragistration number change to nahi hoga
ruclips.net/video/mGJeYZeub4M/видео.html
👆🏻Is video ke according kijiye, registration number Change nhi hoga.
Sir samagri I'd add kiye bina qualification add kar sakte he plz reply
No.
Update krne pr register no. Change hote h kya
Nhi
Sir Meri date of birth samgra id mai galat hai or rojgar panjiyan mai bhi galat ho gaya hai or aaj hi rojgar panjiyan karwaya hai to an update kitne dino bad kar sakte hai, please help me sir 🙏
Apni panchayat/Parishad/nagar nigam se kra lijiye hand to hand ho jata hai ya maximum 24 hours me.
@@skonlineinfo kya kya documents le Jane hote hai ❓
Samagra ID aur jisme aapki DOB aur jo jaankri aap sahi karana chahte hai wo le jayeniye. Aapki Samagra ID sahi ho jayegi fir usse rojgar panjiyan update kar lena l.
Sir mera samagra id ma Mari surname ma spaling mistake ha
Yadi na usko updat karta hu to kya mara rojgar panjiyan ma bhe sahi ho jay ge
Rojgar panjiyan update krna padega tab update hoga.
Sir panjiyan updated karte samay new ragistration no genrat ho gya or form me purane panjiyan no add h kya karna chahiye or new form bharne ke liye kon sa panjiyan no dalna chahiye sir please jankari dijiye
Panjiyan number dalne ke baad update krna chahiye tha. To panjiyan number change nhi hota. Ab purana wala renewal karke dekh lijiye ho jata hai to usi ko lagana.
@@skonlineinfo sir renewal Feb 2023 me hona hai
@@jaykulaste7982 kya hua aapne kya kiya old lga rhe ya new same problem hai mujhe bhi
@@Noneed1237 new lagane ki salah di gai h but new ragistration no search karne par record not found bata raha hai
@@jaykulaste7982 ha sabhi ke not found aa rhe call centre par call krke puchho kb tk not found aayga
सर मैं उत्तरप्रदेश से हूं मैंने चार वर्षीय B.El.Ed कर रखा है जो कि 12th के बाद होता है पर under graduate के लिस्ट में BElEd का कोई option नहीं है तो क्या मुझे higher qualification 12th fill कर देना चाहिए? मुझे पटवारी और mptet के लिए आवेदन करना है जिसमें graduation important होता है...
Good sir पर इसका प्रिन्ट आउट कैसे निकाले वो भी बताए सर
Login krne ke baad 3rd number par "panjiyan print karen" ka option aata hai, Waha se print kr lijiye.
@@skonlineinfo ok sir thanks
Sir mere 10th 12th graduation k marksheet m surname nhi h
Baki adhar card, rojgar , peb k profile or cast certificate m surname h to form surname k sath hi dalna pdega kya patwari k
Kyuki rojgar profile m surname dalna jaruri h
Koi dikkt to nhi hogi aage fr
Form surname se hi dalna padega. Yadi selection ho jata hai tab affidavit banawa lena, Kaam ho jayega.
Maine rojgar panjiyan update Kiya cast ur se EWS ki aur samgra I'd update kra Li usme father ki spelling alg aa rhi marksheet mai sushil h aur samgra I'd mai susheel h ur samgra id mai father name ki spelling change ni ho skti unke aadhar mai susheel h jbki meri marksheet mai sushil h Maine panjiyan mai update kra liya h kya dv mai dikkat hogi
Aap apni Samagra ID me father's name ko correction kraiye.
@@skonlineinfo mukhiya papa h to usme bhi change ni ho rhi h
Mukhiya ka name change mt krao bhale se. Sirf aapki person ID me papa ka name correction kra lo.
Mujhe bhi Same problem h bhai
Bhai mera patwari ka form ews se bhra hai.. Lekin rojgaar panjiyan ur se bna hai.. To kya rojgaar panjiyan v ews category se krna hoga
पसंदीदा शेत्र मै क्या डालना है
Kuch bhi.
Sir meri smgra I'd m sarname hai aur 10th ki marksheet m nh hai to Mai renew kru ya nh
Kar lijiye.
@@skonlineinfo okey sir koi problem to nh hogi sarname se
Sir surname me ( ' ) aa raha hai usko kaise hataye Mera kahi bhi surname nhi hai
Samagra ekyc kr lijiye
@skonlineinfo Kiya hua hai
Phle samagra ID me surname dalna jaroori hota thaa to aapke zone/panchayat walo ko aapke name me surname nhi mila to unhone ( ' ) laga diya...
Ab aap aadhar se samagra ekyc krenge to aadhar wala name samagra me aa jayega... Aur usse rojgar panjiyan me change kr lena.
@skonlineinfo adhaar link hai bhaiya usme
Haa... Lekin ek baar fir se kro ekyc
Samagra Id ki jankari diye Bina edit kr sakte hai kya?
Sir mere me photo nhi aayi hai kaise update kre
Right side me photo upload krne ka option hai, waha se kijiye
Please,sir help me! Darasal baat ye h ki sir mene rojgar panjiyan karaya tab meri samagra I'd me ma ka name badi Bahu Patel tha lekin ab mene apni personal samagra sadasya I'd me ma ka name tulsa Patel anksuchi ke hisab se kra liya h ab pta kaise chalega ki rojgar me bhi update ho gya ki nhi kya rojgar me update ho sakta h dobara please bataye sir
Bahut problem hai
Login krke samagra ID daal kr save kijiye ek baar update kar skte hai.
@@skonlineinfo thank you so much,sir g
Meri problem solve ho gyi aapke batane se
Ek bar update karne ke bad dusri bad update kar sakte h kya
Kr skte h ky
Abhi to 1 hi baar kr skte hai.
Mera DOB type nhi ho rha hai ky kru
Fir se try kro hota hai.
*Maine samgra id me name update kar liye hai lekin lekin panjiyan me name abhi tak update nahi huaa kaise kare plz reply sir middle name me kumar hona chahiye lekin abhi tak nahi huaa*
Ek baar fir se samagra ID dalne ke baad jaankari dekhen pr click kre aur save karen.
@@skonlineinfo Purana panjiyan mein samgra id link krna tha kya because mera July 2023 mein expire hoga aur mene form fill kr diya excise ka
Samagra I'd m father name marksheet ke anusaar nhi h isse koi problem to nhi h????
Same kra lijiye.
Same hi kara lijiye behtar rahega.
Sir domicile change ho jayga kya
Hello sir samgra data se name sahi aaya fir middle name men kisi aur ka name add ho gaya usse kaise edit kare
Brother mere me English me name shi but Hindi me few mistakes h kya dv me dikkat ayegi
सर जी मेरी आई डी लॉगइन करने पर कुछ भी डाटा नही दिखा रहा हैं। न फोटो न नाम न योग्यता जो मेने ऐड की थी और मेरे को योग्यता ऐड करना हैं। प्रोब्लम हो रही हैं क्या करू सब ऐड हैं बस ग्रेजुएसन नही ऐड हैं आंगे वेरिफिकेशन में प्रोब्लम तो नही होगी।
Portal problem hai. Aad ho jayega try again.
Sir plz reply kijiye Mene employment card me Jan 2022 me renew kiya tha lekin usme MERI cat OBC mention Nahi h blank h Baha per or next renewal date 2025 h to kya form fill Kar sakte h Bina update karaye samagra I'd BHI add Nahi h plz reply kijiye
Form fill ho jayega, lekin ab samagra ID bhi add hoga isiliye agar samagra ID galat ho to aap samagra ID ko sahi kara le aur fir baad me update kr lena.
@@skonlineinfo sir samagra I'd me to sari detail dob,, father name,gender,address,name, sabhi Sahi h or kya kya Hona Chahiye samagra I'd me Jo rojgar panjiyan se link Hoga?
Ok hai.
Sir mene UG and cpct 2018 me pass kiya
And msc + pgdca 2020 me pass hua hu
To isme add ni hora hai ,,,, me kya kru?
Kya error aa raha tha?
@@skonlineinfo same passing year hai to only ek hi degree dal skte aisa
Meri 2 rojgar panjiyan ban gya h ek Purna vala or ek new pr bo new vale me meri samgar I'd dal gai t or usme me unmerried show ho rhi t fir samgar I'd change karye to samgar no badal gya or jab new vale me samgar I'd dal rhe t to nhi dal rha t to Jo Purna vala rojgar panjiyan t jiska nov me renewal t usko update kr ke bahi panjiyan no from me bhare h koi problem to nhi h
Sir mera purana our new dono id bane hai to ab mai new vala hibhar jagah dalu to koi problem to nahi hai sir
Sir mera samgra I'd me adress alag h rojgar panjiyan me adress alag h... Koi problem toh ni hogi na?
Nhi.
Sir smgra I'd me surname h but mere sare dacument me surname ni h ... Panjiyan Renew krne me prob. To ni aayegi na pls btayiye🙏🙏🙏🙏
Surname aayega. Aur jaroori bhi hai.
Sir mera pgdca aur cpct dono 2019 me hua h . Rojgar panjiyan me dono qualification add karna h lekin hota nhi h esa kyu .
Same problem bro
Mera graduation + cpct same year h
And
Msc + pgdca same exam year .
To koi b ek add ho skta bs
Rojgar panjiyan me cats change nhi hoti kya jese gnrl se ews karna he
Sir mene B .A kiya hai to me kon sa subject select karu please reply art ki subject political science
Sir mere name se 2 panjiyan a rh h or mene form v fill krdiya ab btao kya kru?
Online update ho jata he kya samgra id me name change
Haa.
Hello sir middle name men kisi aur ka name galti se dal gaya hai to usse kaise sudhar kare
Kisi aur ka name kaise aa skta hai jaisa aapki samagra ID me hoga waisa hi aayega.
@@skonlineinfo sir middle name men aa gaya hai
To pahle aap samagra ID update kara lijiye. Rojgar panjiyan ko ek baar update kr skte hai
Solve hua kya?? Mera bhi middle name do bar aa rhi!!!
Sir mere email I'd our certificate update ho jayega
Sir kitni times update hota hei
Mere 2 panjiyan ho gy hai old agust me expire hoga or new 2025 me to kon sa panjiyan no. Use kru form me new bale me samagra id add hai but new search krne par data not found aa rha
Old vala panjiyan use Krna or old vale me hi samgra id add krvana h..... Meri bhi same problem h, mene rojgar karyalay me bat ki to unhone bola h k aapko old vala use krna h, new vala use nhi krna h
@@sonubarm.2934 Fir jb apni samagra id 1 bar new me lg gai or jb apn old ko renew krege tb samagra id chaiye pdegi fir portal se msg aayga this id is allready found tb kya krege
@@sonubarm.2934 Or mene bhi rojgar karyalay bat ki koi bol rhe new lgao koi bol rhe old lgao koi bol rhe hm kuchh nhi bol skte aap khud lgao jo lgana
@@sonubarm.2934 Or abhi nov. Decem bale kisi ke sow nhi ho rhe
@@sonubarm.2934 Bese aapne kon se rojgar karyalay bat ki or fir kya aapne old me hi fir se samagra id add ki
Profile me id proof dalna zaruri hai kya ???
Optional hai.
Mere do do registration ho gaya profile me naya wala de raha hai or search me purana wala konsa valid hai
Same problem kuch solution?
Purana rojgar me samgra I'd jodna jaroori he kya
बाद में जोड़ लेना
क्योंकि edit नही कर पाओगे अभी किए तो।
बाद में एक्सपायर मंथ में रिन्यू करे समय kr lena
Mera bhi same question h
sir meri qualification edit karne mai problem a rahi hai mera graduation complete ho gya aur usse phle maine usme add kar diya tha per abhi show nahi ho raha hai
Direct login nahi hoga kiya
Ho jayega.
Samgra ID upload kese kare
Online bhi kr skte hai video banaya hu hai ya apni panchayat se bhi karwa skte hai.
panjiyan number to.whi rhega na
Haa.
renew karne k bad pin code change ho gya h or change kar rahe to save ka option nhi aa raha hai
Mere ko education edd karna hai
Ho jayega.
Mene qwalification edd kar di fir bhi form nahi bhar rha hai
Sir aaj site to nhi chl rhi h n
Site slow chal rhi hai.
@@skonlineinfo night m try kre ya kis time try kre bataiye ..server down h
mene renewal karwaya h
ab m marriage status ko correction karwana h
Kl se
Site kb chalti h
Mera pnjiyn hi nhi bn rha h
Qualification delete kese kare
Abhi delete ka koi option nhi hai.
Sir please bta dijiy
Kitna ghatiya update kiya h
Kaam ki baat kiya kro bus
Samagr I'd se link krne pr purani renew date change to nhi hogi