Hello Sir Mere papa ko rheumatoid arthritis ho gya hai. Wo pichle 2 year se bhot pareshan hai. Please make a video for rheumatology patients. Please assist regarding rheumatoid arthritis.
Bhai mene medicine department ke liye online appointment book ki h , appointment ke din waha jaker direct doctor se dikhana h ya opd card banvana hoga? Agar opd card banvana voga to doctor same day dekh lenege .? Jinke app online appointment h vo kinte baje jaye ki doctor same day dekh le.🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Wha with appointment wali building main jana, online appointment dikha kr wha OPD card nikal dege vo log counter pr,fir doctor k pass Jake number lga lena Jo bhi room no milega, same day doctor ko bhi dikha loge aap
Sir, Father ki heart surgery hui thi 2007 mein. Abhi kuch din pehle local doctor ko dikhaya tha. Mein second opinion chahta hu wapas AIIMS me dikha ke. Online appointment ka try karne par follow-up category me appointment nahi mila kyunki unke card me UHID nahi hai CTVS number hai (shayad purana case hone ke karan). Ab online appointment mila new patient category mein, 6th November ka. Kya seedha jaake aiims dikha sakte hain? Mere pas koi referral to nahi hai, just case aiims delhi ka hi hai year 2007 ka, discharge summary document hai AIIMS Delhi ka
@@Suraj-cp6eo Bhai mera to followup visit tha maine local doctor ko hi dikha lia. Aap agar pehle nahi gaye ho to online pehle appointment lelo website se, and then jaise video me bataya hai line me lag ke OPD me dikhao. And referral kisi sardi zukam wale doctor (General physician) se bhi chalega. Unko bologe wo likh denge apne letter-pad par.
Hello sir please apko no veso mera apko sath bat karugi kiyu ki mera beta AIIMS gaya per kuch tipman nhe mila dr ne bola 2 year lag gayaga tepmen korne ki liya
Before getting treated at AIIMS, patients need to get themselves registered with the Foreign Registration office and the record of all such patients treated at AIIMS are maintained at the Foreign Regional Registration Office at R K Puram in Delhi
Hello..mujhe apne father ko dikhana tha AIIMS delhi me उनके lungs me nodule(गाठ) h..or slots to sare full dikha rhe hai.. number kaise lgaye... offline me subah jaldi jakar number mil skta h kya?
Sir, For making an OPD card at the AIIMS,Delhi is it mandatory that the mobile number needs to be linked with the Aadhaar card of the patient. Please answer. Thank You.
Hello mujhe ye puchna tha apse ki OPD card banwate time main apna adhar number deke apne family member ko dikha sakta hu kya? Maine online appointment le liya hai.
Adhar number patient ka hi chahiye hota hai bhai, but online appointment loge to usme ek option aata hai appointment without adhar card/no. , aap isse lelo appointment usme adhar number nhi chahiye hoga
Bhai please reply karna, mene online appointment book Kiya tha, medicine department Ke liye appointment 2 August ko h , but Mujhe dar lag rha ki problem Kuch jyada no badh jaye kyuki ye Mujhe past 2 months se problem h, Agar Mujhe same day dikhna h waaha kitne baje line lagti h taki card ban jaye or doctor same day bhi Dekh le....🙏🏻 Or AIIMS Ek staff ne bola tha ki pet (gastrointestinal department me medicine se refer ker denge..)
@@surgicalstories7019 please Agar possible ho to app msg se explain ker do , kyuki sim per Abhi incoming band ho gyi h 🙏🏻. Me aap se puch rha hu ki ye, possible h ki subh 3 4 baje jaker line me lag jaye or card ban jaye uske bad doctor same day Dekh bhi le.. ( vaise AAP AIIMS Ke aas pass rehte ho ya fir staff ho AIIMS me ).
@surgicalstories7019 agar ek se jyada department me dikhana same day me to kya ek hi appointment se ho jaayga yaa alag alag appointment Lena hoga. Our agar dusra appointment Lena pde to fir same day me kease dikha sakte h
Hmn Alhamdolillah kisi chiz ki zarurt nhn padi na line m lgne ki na Adhar card na pen card ..direct ja kr Doctor ko hi dikhaya
0:22
Hello Sir
Mere papa ko rheumatoid arthritis ho gya hai.
Wo pichle 2 year se bhot pareshan hai.
Please make a video for rheumatology patients.
Please assist regarding rheumatoid arthritis.
Kaha se ho
Bhai
Bahut accha apne bataya...yahi problem ata hai.online lene ke bad
Thanks 🙏
@surgicalstories7019 meri mom Ko dikhana hai
Relation me and gaurdian me kaun sa option select kru...pls bata do
Very well info sanjeet sir👍
Thanks a lot
Bhai mene medicine department ke liye online appointment book ki h , appointment ke din waha jaker direct doctor se dikhana h ya opd card banvana hoga? Agar opd card banvana voga to doctor same day dekh lenege .? Jinke app online appointment h vo kinte baje jaye ki doctor same day dekh le.🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Wha with appointment wali building main jana, online appointment dikha kr wha OPD card nikal dege vo log counter pr,fir doctor k pass Jake number lga lena Jo bhi room no milega, same day doctor ko bhi dikha loge aap
agar patient chhota baccha hai toh usse card banwate time sath me rakhna jaroori hai, ya card banwake, jab OPD ka time ho tob bulwa sakte hai?
Card koi bhi banwa sakta hai, jab doctor k pass jaoge tab patient ko lana pdega apko
Sir urologist ko dikhana hai ddu hospital se refer kiya hai to kaha par dikhana hoga pls reply
Aap sabse phle urology OPD m dikhao, online appointment le lena thoda easy ho jyega apke liye
Dr tahir opd day room no ky h
Agar referal krna h to Dr kese refer karega i mean kya likhega? Pls btao
Kya opd me dikhne ke baad aage ki date kitne dino me dete hi
Yr abhi check Kiya but October mai to full hai sab date and November Kai slots unavailable dikha rha hai
Night m 12 bjy try krna bhai online appointment mostly full hi rehti hai yr ab kya kre yahi to problem hai
Direct opd card bnvane k liye kya timing rhegi
Sir, Father ki heart surgery hui thi 2007 mein.
Abhi kuch din pehle local doctor ko dikhaya tha. Mein second opinion chahta hu wapas AIIMS me dikha ke.
Online appointment ka try karne par follow-up category me appointment nahi mila kyunki unke card me UHID nahi hai CTVS number hai (shayad purana case hone ke karan). Ab online appointment mila new patient category mein, 6th November ka.
Kya seedha jaake aiims dikha sakte hain? Mere pas koi referral to nahi hai, just case aiims delhi ka hi hai year 2007 ka, discharge summary document hai AIIMS Delhi ka
Bhai pls batana solution huya mere papa ka hurt mae hole hae mere ko uska operation krvana hae but koi refferal nhi hae
@@Suraj-cp6eo Bhai mera to followup visit tha maine local doctor ko hi dikha lia.
Aap agar pehle nahi gaye ho to online pehle appointment lelo website se, and then jaise video me bataya hai line me lag ke OPD me dikhao. And referral kisi sardi zukam wale doctor (General physician) se bhi chalega. Unko bologe wo likh denge apne letter-pad par.
Aap ma koi Telegram channel hai kya please reply me sir kya koi contact ho aap ka
Counter se kaise appointed kaise hoga OPD me catologly me kaise hoga sir
Wha online appointment ki window hoti hai
Helpful!! 👌
thanks
Sir kidney problem he ..13 September ka oppintment...ab aage kya karna padega... Reporting place new opd block 4flor kaise puche
New OPD building main appointment Wale block main jana hai wha msg dikha dena, koi problem hoto wha guards rehte hai unse puch lena
Or konsa gate se jana acha rahga
Gate no 6 right road wali side.
Hello sir please apko no veso mera apko sath bat karugi kiyu ki mera beta AIIMS gaya per kuch tipman nhe mila dr ne bola 2 year lag gayaga tepmen korne ki liya
Bhai ors me to kuch hi department aa rhe hai mujhe jaise forehead per gaanth hai to uske liye konse department me apponitment lena hoga?
Skin dept.
@@surgicalstories7019 ye to hai hi nhi online appointment lene k liye bhai jii
🤣🤣 bhai fir to iske liye offline hi Jana pdega, online nhi hai may be isme Aram se card ban jate hoga is liye online show nhi krta,
sir main nepalse hoon.. kyaa main bhi ilaz kar sakta hoon??
Before getting treated at AIIMS, patients need to get themselves registered with the Foreign Registration office and the record of all such patients treated at AIIMS are maintained at the Foreign Regional Registration Office at R K Puram in Delhi
Hello..mujhe apne father ko dikhana tha AIIMS delhi me उनके lungs me nodule(गाठ) h..or slots to sare full dikha rhe hai.. number kaise lgaye... offline me subah jaldi jakar number mil skta h kya?
Subha jaldi se jaldi Jake line lga lena OPD card ban jyega to same day dikha sakte ho ap
Hi bhaia mujhe chhike (sneez)ati hai jyda kis department main jana hoga aiims ke
ENT department
bhai cardiology ke online appointment liya hai OPD card bnane ke liye kitna time lgega wha
aur kitne bje phuche wha jisse jldi OPD card bn jaye
Bhut dheed rehti hai bhai jitna jaldi jaoge utna acha rhega
Mai abhi jaa k oct ki appointment le skit hu offline ya same day hi Lena hoga?
Offline k liye line lagani pdegi apko, online appointment lelo night m slot open hote hai
Jiski bajt na ho uska ilaz nhi ho skta .AIIMS..me sir plz reply krna
New registration card banwane ke liye kya refer card banwana jaruri hai ya begair refer card ke bhi ho jayega
Ban jyega, but kuch departments main reference magte hai
Sir neurosurgery department me reefer mangta hai kya or kya me esic se banwa sakta hu😊
Bhai mera appointment 25 September ko hai to mein kya pahele jakar OPD card bna sakta hu
No
Sir, For making an OPD card at the AIIMS,Delhi is it mandatory that the mobile number needs to be linked with the Aadhaar card of the patient. Please answer. Thank You.
No, it's not compulsory
Hello mujhe ye puchna tha apse ki OPD card banwate time main apna adhar number deke apne family member ko dikha sakta hu kya? Maine online appointment le liya hai.
Adhar number patient ka hi chahiye hota hai bhai, but online appointment loge to usme ek option aata hai appointment without adhar card/no. , aap isse lelo appointment usme adhar number nhi chahiye hoga
Urology department में दिखाना है
पर नम्बर नहीं lag रहा हैं 2 month se
Kyu ??
Allms New Delhi me hai sir old Delhi junction see Jane ke liye allms par video
Old Delhi(chadni chowk metro station) se metro Leni hai apko or AIIMS name ke metro station k gate no 1 se bahar niklna hai.
Referal can be from any private clinic or from govt hospital???
Yes
Bhai teeth wale k liye dental oral pr click krne k bad bhot option arhe kis pr Krna h
Muje teeth dikha ne h
Yes dental oral pr click kro
@@surgicalstories7019 uske aage 4 option h uska batao bhai
@@surgicalstories7019 usme niche 4 option h konse pr kre
Wing c time table
Bina refer kiye bhi dika sakte hai kya bhai.koi dikkat to nhi hogi na.
Kuch departments reference magte hai, agr reference nhi hai to as a new patient OPD m chle jana normaly
Bhai please reply karna, mene online appointment book Kiya tha, medicine department Ke liye appointment 2 August ko h , but Mujhe dar lag rha ki problem Kuch jyada no badh jaye kyuki ye Mujhe past 2 months se problem h, Agar Mujhe same day dikhna h waaha kitne baje line lagti h taki card ban jaye or doctor same day bhi Dekh le....🙏🏻
Or AIIMS Ek staff ne bola tha ki pet (gastrointestinal department me medicine se refer ker denge..)
sanjeet7019@gmail.com,
bhai aap apna number share kro email pr main apko contact krta hu, apko call krke clear krta hu
@@surgicalstories7019 please Agar possible ho to app msg se explain ker do , kyuki sim per Abhi incoming band ho gyi h 🙏🏻. Me aap se puch rha hu ki ye, possible h ki subh 3 4 baje jaker line me lag jaye or card ban jaye uske bad doctor same day Dekh bhi le.. ( vaise AAP AIIMS Ke aas pass rehte ho ya fir staff ho AIIMS me ).
Is time par chle jao apka kaam ho jyega Bhai.
@@surgicalstories7019 per Bhai Aaj to opd band ho gi na chuuti Jo h ?
Music kyo lgaya
Sir jo fees nehi de skta or wo pasent refer he to uska ilaz nhi hoga waha .....sir pls reply
kya matlab, kuch samja nhi main, konsi fee k liye bol rhe ho aap ??
@@surgicalstories7019 sorry sir mujhe thora galatfahmi ho gai thi ..fast taim.gai thi .
Kuch smjh nhi aaya tha
@@bimlathapa1525free hota hai kya treatment waha pe ?
Online apoitment lene k baad
Opd card banwane ki timeing kya hoti h plz bataye
7:30 bjy gates open hote h, iske hisab se aap dekh lena
Jis din ka online appointment hai usi din dikha sakte h?
Yes
@surgicalstories7019 agar ek se jyada department me dikhana same day me to kya ek hi appointment se ho jaayga yaa alag alag appointment Lena hoga.
Our agar dusra appointment Lena pde to fir same day me kease dikha sakte h
good info
Mujje kal AIMMS mai dikhana hai
Mera kal online appointment hai
Toh metro ke kaun se gate se exit krnaa hogaa
Jisse mai opd mai card bnwa saku
Mera bhi kl ka appointment h 25/7 ka opd card k liy timing bata sakti hai aap? (Kitne baje pahuchna hoga waha pr)
AIIMS metro station k gate no. 1 se exit krna wha se guard se puch lena OPD building piche ki side main hai
Mujhe kl dikhana hai lekin kl festival bhi h kya jana thik rahega?
Yes Monday govt holiday hai
Maine phone se appointment li hai uske baad kya krna padega
Wha Jake OPD card banwa kr dikhao bhai, online appointment walo ka block alag hai
Festivals me bhi OPD me doctor dekhte h kya?
No
Hallo sir
Tatkal number kitne jaye subah to mil jayega
Subha jitni jaldi ja sakte ho chale jana.
@@surgicalstories7019 jitne jaldi matlab kitna jaldi jisse card ban sake
online appointment conform hone ke baad slip nhi show ho rhi kya vaha pr opd card bn sakta hai
confirm hone k baad sms aaya hoga vo show kr dena, but sms nhi aaya or koi slip bhi nhi show kr rha to dubara leni pdegi apko.
@@surgicalstories7019 teen baar kar chuki hu koi sms nhi
login registration aata hai nephro me bani thi id vhi dal rhi fir bhi
abhi mujhe Dr.R.P. opd me dikhana hai
piles ka treatment kaun se department me hota hai
Mere kidney m problem h koi suggest kre
AIIMS m dikhao ya Apollo Sarita vihar
No kaise lgega aiims m
Hip joint replacement surgery karna hai AIIMS delhi me pura treatment free hoga
Yes
@@surgicalstories7019 sir apka phone number dijiye na
@@surgicalstories7019 sir apka sath baat karna chahiye
Bhai mujhe bhi Hip replacement surgery karwana h..... Ye operation free me hoga kya?? Or kon sa implant lagate h Aiims me??
Nhi bhai
Hello sir
Sir allms me job kaise milti hai without medical line ke
No idea dost
AIIMS delhi me pura treatment free hoga
pura free nhi hota kuch cheejo k paise lagte hai
@@surgicalstories7019Sir mere Hip replacement surgery karna hai AIIMS delhi me hoga
@@surgicalstories7019 sir me Hip replacement surgery karna chahiye