Sir 8month ki bachhi h jisko nepal ke doctor ne bola h bone marrow test ke liye to kya kare yaha ke doctor ne delhi aiims refer kiya yadi bone marrow test positive aya to transplant krna hoga to kitna din lagega
Kayi jaga bante hai subha 8 se 11 same day ilaj karbana ho to rat ke 12 bje line me lag jana Alag alag department ke card alag alag jagao pe bante hai jab baha jaoge pata lag jayega
Bhai reporting time morning 8:30am aya hai eye check krane ka in online registration payment done...kitne time pahle pahunchna jaruri rahega... taaki me diye gye time pr check kraa saku...or agar late ho gya to kya number chala jayega kya fir
Aap subha 5 ya 6 baje pahuch jao kyuki apke jese bhut logo ne appointment book kr rkha hoga Agar jldi dikhana hai to jaldi jao ye mera suggestion hai baki apki suvidha ke anusar dekh lijiye
@@AamirKhan-cy7zs bhai paise ki problem hai thodi.......apko pta hai to bta do ki m line me lgkr parchi katwau to kab tak no. Aa jata jayega....or ussi din ka appointment mil jayega kya
@@GopalsVlog I am from jharkhand and mujhe apne papa ka illaj krwana hai online appointment bina Adhaar ka liya hai ..... Refer local doctor se krwa liya hai 31/12/21 ka appointment hai sir
Plz tell me my mother suffering from slip disc problem mai kis department me jai neurology ka toh kbhi khali hi nhi dikha rha . Kya mai neuro surgery me ja skta wha chechup krlete ya fr sirf surgery
Aapko neurology hi jana padega but card banne ke bad fir bhi yek bar guard(jo pile color ke jacket pahne rhenge) se confirm jarur kr lijiyega Agar online apka appointment book nhi ho rha h to Apko pahle card banbane baha jana padega fir card me jo date mentioned rhega usi din aap patient ko le ja sakte h Or ha kuch important bate jo apko janni chahiye jb aap card banbane jayenge aap kisi guard se puch lijiyega ki neurology ke liye kon sa window h aap usi me jake lagiyega Baki sath me pen or paper bhi leke jayiyega form bharna padta h card banbane se pahle Marning me jaldi jaye jitna ho sake
@@Msms-e1n sath me le jana sahi rhta h But agar na bhi le jaye to bhi card ban jata h Ha kisi or din ka appointment le sakte h but apke marji se nhi milega bo khud hi apko date de denge
bhai local doctor ne knee legament surgery bola mae aiims mae karana chahta hu to mujhe batai ki ye kitne time mae possible hae aiims mae.. aur kya mae direct emergency me kara sakta 10-12 din me ya jo saansud bagera letter likhte usse mae kesa jaldi se jaldi surgery kara skta please reply
AIIMS me local docters ke according kuch nhi hoga Phle baha jao Baha ke docket apko dekhenge unko agar lage tabi bo surgery karenge Or bat rhi emergency to emergency me admit un logo ka hota h jo bhut jyada serious hote hai Jab log chal na paye bilkul serious condition bale Ab aap apni condition dekh lo kesi h Agar serious h than aap emergency me jarur jao ilaj jaldi ho jayega Subha jaldi jana
Laser or icl ye patient ko jb doctor dekhenge to docter decide karenge Pahle aap jao yaha ka ilaj thoda lamba chalta h ye nhi ki gye or kam ho gya Jyada kharcha nhi h kyuki medicine ke alaba sb kuch free hota h Baki apko jake hi pata lg payega
Mere bhai ki TOF heart surgery honi h or KGMU se refer likh ke dia h doctor ne...to kya priority basis pe uski surgery ho jaegi qki uski surgery urgently krwane ko kaha hai doctor ne...plz help..
Jo apka ent surgery hoga usme use hone bale accessories apko kharidne padenge Thode bhut pese to lagte hi hai Baki medicine jyadatr bahar se kharidne hote h Baki surgery i think free h
Agar eye department hoga to ilaj bhi ho jayega Or operation bhi Baki aap yek bar jake dekho Delhi aiims me har yek ilaj hai patna ka mujhe utna knowledge nhi hai
Bilkul kara sakte h Uske liye apko sabhi rule follow krne padenge apko card banbane padenge usme jis din appointment date hoga us din apko jana padega Aiims har kisi ke liye h koyi bhi ja sakta h
Direct parcha tab banega jab aap subha jaldi jaogi Ya online appointment book karogi Jb bhi jana thoda jaldi jana Baha jake kahi kuch samaj na aye guard se puchna
Bhai jab Doctor Parchi per Medicine Likhega To wo Medicine Aims Ke ander kis jagaha milegai ya bahar se Leni padegi aur agar Aims Delhi ke ander milegi to free me ya paise me Medicine Milegi
Mera bhai ka cardiology me dikhana hai Dr AK agrwal ka refer hai private hai online appointment no ni mil raha hai cardiology vibhag me booking full hai kya kare sir please reply me
Refer h to aap direct bhi dikha sakte h Fir bi aap thoda jaldi chale jana morning me Bha pile color bale jacket pahne garud se puchna bo apko sahi direction de denge But apko jldi jana padega morning me
Aap mere channel ke playlist section me jayiye baha pe apko step by step form kese bharte hai bataya hua hai AIIMS ka 3 video milega sabse bade (length me) bale ko dekhna
@@sonal.agrawaljain.58726Jo bhi tests aap AIIMs me karana chahte ho to usme dates kafi aage ki milti hai. Par aisi possibility hai ki aap test bahar se kara lo (Doctors hi khid suggest kar dete hai ki bahar se kara lo )
एक साल की बच्ची का इलाज कराना है अपॉइंमेंट किस नाम से करना है बच्ची के पिताजी के ahdaar कार्ड से अपॉइंमेंट लिया जा सकता है क्या या phir बच्ची के नाम से ही लेना पड़ेगा पर उसका अधार कार्ड नही है
भाई मेरा 17/12/2021 का ऑनलाइन आवेदन हैजो neurology department का है। मैं टोहाना हरियाणा से हूं मेरे को muscle( चलने और बैठने में ) problem है क्या मेरा ट्रीटमेंट उसी दिन शुरू हो जाएगा। Plz समाधान करे 🙏
Or ha aiims ka ilaj lamba chalta hai Ye jan lo turant apke anusar kuch nhi hoga Baha ke doctor jo decide krenge bese hi apka ilaj chalega To apko sabr rkhna padega Yaha ka ilaj achha hai
Meri sis ko pancreas se related pb h or diebities bhi h yaha ke dr ne Aims suggest kiya h pls help me...jldi se jaldi kese appoinment mil skti h pls guide me sab logo ne bola h itni jldi number nhi aata pls suggest 🙏
Sir agar mein subah jakar appointment le lu to kya mein usi din doctor ke sath consult kar payunga...or agar woh doctor test de to kitna din tak wait karna padta hai test ke result ke liye
आनलाइन अप्वाइंटमेंट बुक करते समय गेसटरोइंटरो ( चुंकि मुझे उसी में जाना है) विकल्प चुनने पर वो कहता है कि आपको कुछ जांचें लानी चाहिए पर वो क्या है नहीं बताते। विनम्र निवेदन है कि आपको पता हो तो बताएं और अगर एम्स में फोन द्वारा कोई मार्गदर्शन दिया जाता हो तो बताएं। धन्यवाद
Agar usi din mil jata h to apko us bibhag me jana h {like -eye ka ho to eye bale me head ka ho to head bale bibhag me} Us bibhag ke kis room number pe jana h ye apke card me mentioned rhega
Sir mere bhai (24years)ko kidney problem h pichhle 2 mahine se or doctors ko dikhaya to pehle btaya infection h ab refer kr diya h drd jyada ho ra h usko Hum uttarakhand se Delhi aaye h but mujhe aiims ke bare me jjyada jankari nhi h Please explain krke btaye kha dikhau or kon se department or dr ko❤️
Aap pile colour me jacket pahne kisi bhi garud se bat kariye is bare me Agar aap baha pahuch gye h to bha kidney ke liye alag department hoga bha jake bhi aap kisi doctor se ya kisi jankar bale garud se bat kr sakte h Ye hospital bhut bada h apko hi dod bhag krna padega Baki baha bhut log honge kidni bale unse bhi bat kariye bo log apko sabse achhe se jankari de payenge Yek patient se bat mt krna do tin se krna samajna sabkuch Ilaj free me hota h isiliye dakke bhi khane padte h Aap ye sara kam jldi kariye Agar apka bhai series h to Ghabrana mt kisi se bat krne me nhi to apka nuksan ho jayega
Ha aap khud bhi apply kr sakte h But agar koyi refer krta h to sayad unka admit jldi ho jata h aap iske bare me baha thoda pata kr lo ki hme docter ne refer kiya hai
Jitna bada naam hai, utna achcha treatment nahi hai, OPD mein ilaz thik ho sakta hai, lekin ek baar admit ho gaye, uske baad patient beech mein latak jata hai. Agar afford ho sakta hai toh pehle Private mein check karwa le, Last mein aiims delhi aaye, Yahi sach hai.
Sir 8month ki bachhi h jisko nepal ke doctor ne bola h bone marrow test ke liye to kya kare yaha ke doctor ne delhi aiims refer kiya yadi bone marrow test positive aya to transplant krna hoga to kitna din lagega
kitna time lagega ye to doctor hi bata sakte hai
mujhe iski koyi jankari nhi hai
Sir kan ka ilaz ke liye kitna no get par no lagna parega
36 window tha
Yek bar baha jake guard se puch lena
👌
सर, आप यह बताए पेट से संबधित बीमारी के लिए टेस्ट उसी दिन हो जाते हैं या ये कोई डेट देते हैं। सुना है एम्स में चक्कर काफी काटने पड़ते हैं?
Doctor ke according hota hai sab kuchh
Doctor jo bolega bohi apko karna padega
Chakkr to katne padte hai
@@GopalsVlog sir test free hote hai kya
Ha hota hai thoda bhut pese lag sakte hai na barabr
Bahut jaada prob na ho to AIMS avoid kare
Hello
sir sunday ko mri , checkup wagaira hote hai
Mene online ENT appointments liya hai ..19.11.2021 Ka kya me sem Day. Dr. Ko dikha sakta hu... Kya fir date milegi....plz reply
Ha aap 19-11 ko doc ko dikha paoge
Apka appointment scheduled ho chuka h baki kis room no pe apko jana h
Bo bhi usi card me mention rhega
Card banbane ke liye ab kya Karna hoga 10ru abhi mene pay nahin kiye.. Kese Karna hoga
Appointment 09/11/2021 ja mila ab mujhe PRC me jana padeha ya direct OPD
Card me mentioned hoga sab kuch
Is date pe aap morning me jldi jana room ke bahar bhi lambi line hoti h
Bhaiya isme Dengue ka treatment ho sakta hai ki nahi...Aur iske liye kaun se department me jana hoga...Please reply
ha
department apko baha jake pata karna padega
Cancer department me online appointment mila hai kitta rush hoga? Kitti jaldi lage line me?
Subha 6 se 8 baje ke bich me pahuch jao
Baha har yek department me rush hota h
Jitni jaldi aap jaoge utni jldi apka number ayega
bhai ENT department me DNS ke operation ka charges kitna lagega kuch idea ?
Manday ko ilaz karane ke liye to sunday ko sam me ja sakte hai no lagane ke liye
Ha bilkul ja sakte hai
Ok thanks
Gate no 1
Sir apne to vidio me 35 , 36 get no Natalya tha
@@mdimteyaz8093 gate no nhi pcr me jana baha 35 36window hoga kisi se puchh lena
OPD card konse gate nu pr or kitne baje se kitne baje Tak milti hai
Kayi jaga bante hai subha 8 se 11 same day ilaj karbana ho to rat ke 12 bje line me lag jana
Alag alag department ke card alag alag jagao pe bante hai jab baha jaoge pata lag jayega
Gate no 1
@@GopalsVlog rat ko 12 baje se itni bheed hoti hai kya waha OPD card baane me bhi itna time lagta hai
bhai mne online book kr diea h muj refer bhi krvna he plz batye refer kase kase krva skte h kya private s refer ho jaega ya govt s hi refer krvau
Aap jis hospital me ho bahi ke doctor se pucho ki kya apka refer AIIMS me chalega
@@GopalsVlog acha m try krta hu
Sir mujhe vometing hota hai eske liye kitna day ilaj chlana pdega Mera Ghar Bihar hai repply me sir
Iska answer apko dekhne ke bad doctor dega
Please te bataiye k appointment kaise lena hai..
channel pe apko or yek video mil jayega usme mainse sari jankari de diya hai
Same day jaakr OPD card ban jayegaa urology OPD me dhikan hai
Turant ke liye kya karna hoga
Rat ke 12 bje line me lag jao
@@GopalsVlog yadi rephar kar de aims to
Online appointment liya hai neurology ka to tcs wale center pe hi parchi banwana hai?
Kitne bje hospital pahuch jaye parchi ke liye?
Subha 5 se 6 bje tk pahuch jao baki sari jankari guard de deha
cancer department mai card kaise banwaye.. or online to self bhi kr sakte hai ya nahi..
Ha aap khud online appointment le sakte hai
Online appointment mil Jane ke bad kiss din hospital jana hoga or kya wha phir se line lgna pdega kya
Ha par bo line Chhota hoga
10₹ fees submit karana hota hai
Subha 6 bje tk pahuch jao
Baccho ke heart ke surgry free hai kya please bataye
Lagbhag free hota hai
Bs chakkr bhut lgane padte hai
Online appointment leny ky baad hmy appointment slip dental department Mai hi dikhani hogi direct ya issy phly bhi khi or Jana hoga
Kahi or bhi jana hota hai
10₹ ka fee payment krna hota hai
bahi aap jab jaoge to bo apko card bnake de denge
Sir Amis hospital m neuro ka kesa h vha neuro ke doctar kese h
Mujhe unka koyi idea nhi
AIIMS hai to achha hi hoga
Bhai reporting time morning 8:30am aya hai eye check krane ka in online registration payment done...kitne time pahle pahunchna jaruri rahega... taaki me diye gye time pr check kraa saku...or agar late ho gya to kya number chala jayega kya fir
Aap subha 5 ya 6 baje pahuch jao kyuki apke jese bhut logo ne appointment book kr rkha hoga
Agar jldi dikhana hai to jaldi jao ye mera suggestion hai baki apki suvidha ke anusar dekh lijiye
No chala nhi jayega agar jyada bhid hua to apko dusre din bhi ana pad sakta h agar jldi na gye to
Aap 6 bje ke as pas pahuch jao
Muze Gyanocology department me dikhana kya process hoga
Playlist section me jao 3 video aiims naam se mil jayega dekh lo fir kuch samaj nhi ata mujhe batana
Ok sir... Muze baby conceive me problem hai.. Kya muze yaha safalta milegi
Yaha sabhi bimario ka ilaj kiya jata hai
India ka No 1 hospital me se yek hai AIIMS
Sir same day line m lagkar Card banbaye to same day opd ho jayegi
Ha apko rat ke 12 baje line me lagna padega tabhi ho payega
Bhai aap gye kya fr
Or same day OPD ho gy kya
@@aspirantrao5027 nhi gya Bhai online appointment le liya
@@irfan8580 kyo nahi gya bhai
Jyada lambi line lgti h kya
@@aspirantrao5027 ha bhut lambi line lagti h
Neurology ke patient ka kya process hai kuch bataiye
Apni appointment le bhai or dikhane chle jao
@@AamirKhan-cy7zs appointment me dikha he nhi raha doctor 1 month Tak to
@@aspirantrao5027 bhai apne khi or dikha lo ye to chutiya bnate hai 🙏
@@AamirKhan-cy7zs bhai paise ki problem hai thodi.......apko pta hai to bta do ki m line me lgkr parchi katwau to kab tak no. Aa jata jayega....or ussi din ka appointment mil jayega kya
Ussi din doctor ko dikha payenge ya nahi
Night fall ka ilaj hota hai plzzzz reply
Ye apko hospital Jake pata karna padega
Bhaiya emergency me kaise hota hai. Neorosargary department me
Subha jaldi Jana
Baki playlist me jao 3 video hai AIIMS bale me achhe se dekho
Bhaiya online date 19 ko mila hai
Refer kahi dusre state ke hospital se kra skte hai
Ha ho jata hai but aap docter se puchkr hi karaye
Mujhe itna pata hai ki ho jata hai
Process aiims ka thoda bhut pata hai dusre hospitals ka nhi pata
@@GopalsVlog thanks for reply 🙏
@@GopalsVlog I am from jharkhand and mujhe apne papa ka illaj krwana hai online appointment bina Adhaar ka liya hai ..... Refer local doctor se krwa liya hai 31/12/21 ka appointment hai sir
Kis hospital ke liye aiims delhi
@@GopalsVlog yes
Blood cancer patients ke liye kya processor hai?
Ye apko aiims me jake pata karna padega
@@GopalsVlog achha please kya aap charges ke bare kuchh bata sakte ho kya ki kitna charge letr honge
Free rhta hai lag hag
Scoliosis ki surgery waha pe hota hai kya........? please reply
Ye apko baha jake pata karna padega
Bese aiims me har ke bimari ka ilaj hota hai
Fir bhi yek bar pata karke jaye
@@GopalsVlog waha koe help line number h pta krne ke liye kya
Help line number to apko google pe bhi mil jayega but bo kam nhi karta
Plz tell me my mother suffering from slip disc problem mai kis department me jai neurology ka toh kbhi khali hi nhi dikha rha .
Kya mai neuro surgery me ja skta wha chechup krlete ya fr sirf surgery
Plz reply
Aapko neurology hi jana padega but card banne ke bad fir bhi yek bar guard(jo pile color ke jacket pahne rhenge) se confirm jarur kr lijiyega
Agar online apka appointment book nhi ho rha h to Apko pahle card banbane baha jana padega fir card me jo date mentioned rhega usi din aap patient ko le ja sakte h
Or ha kuch important bate jo apko janni chahiye jb aap card banbane jayenge aap kisi guard se puch lijiyega ki neurology ke liye kon sa window h aap usi me jake lagiyega
Baki sath me pen or paper bhi leke jayiyega form bharna padta h card banbane se pahle
Marning me jaldi jaye jitna ho sake
@@GopalsVlog okkay thanks a lot
@@GopalsVlog offline card bnwane ke liye us time me patient ko le jana jaruri nhi haina ?
Kisi or din ka appointment le skte offline me
@@Msms-e1n sath me le jana sahi rhta h
But agar na bhi le jaye to bhi card ban jata h
Ha kisi or din ka appointment le sakte h but apke marji se nhi milega bo khud hi apko date de denge
Sir yaha medicine milti hai??? Skin department ka appointment hai kal ka Mera
milta hai andar medical store hoga baha chale jao
bhai local doctor ne knee legament surgery bola mae aiims mae karana chahta hu to mujhe batai ki ye kitne time mae possible hae aiims mae.. aur kya mae direct emergency me kara sakta 10-12 din me ya jo saansud bagera letter likhte usse mae kesa jaldi se jaldi surgery kara skta please reply
AIIMS me local docters ke according kuch nhi hoga
Phle baha jao
Baha ke docket apko dekhenge unko agar lage tabi bo surgery karenge
Or bat rhi emergency to emergency me admit un logo ka hota h jo bhut jyada serious hote hai
Jab log chal na paye bilkul serious condition bale
Ab aap apni condition dekh lo kesi h
Agar serious h than aap emergency me jarur jao ilaj jaldi ho jayega
Subha jaldi jana
Sports injury safdarjung m jao vha ho jayega knee surgery
Harnia k liye kis dr ko dikhayenge
Sir refer patients ko bhi line mein Lgna pdta Hai ya kaise appointment milta Hai plz reply..??
yek card banta hai
Baki emergency case hai to turant admit kr lete hai agar bed khali hoga to
Aap jb bhi jao morning me jldi jana nhi to kafi dikkt ho jata hai
Eyes treatment laser or icl ka kya process or kharcha h yha pr kuch btaiye pls?
Laser or icl ye patient ko jb doctor dekhenge to docter decide karenge
Pahle aap jao yaha ka ilaj thoda lamba chalta h ye nhi ki gye or kam ho gya
Jyada kharcha nhi h kyuki medicine ke alaba sb kuch free hota h
Baki apko jake hi pata lg payega
@@GopalsVlog ji bilkul vo toh dr hi decide karenge or thanku so much for replying 😊
Kuch din me aiims ka dusra part ayega usko thoda or details me bana rha hu
Jisse koyi bi bhatke na baha jake
Brohhh allms me appointment to liya hai cardiologist ke pass 25 dec ko to ye operation krwana h to doctor kb tk ka time deta h
Ye to doctor hi bata sakta hai
Sir ye asthma emergency me kitne din admit rakhte h Kam se kam aur kharcha kitna hoga
Mukhe iska pata nhi hai kitne din admit rkhte hai
Jldi hi pata krke bataunga
@@GopalsVlog okk
Plzz jaroor batana aur kitne test hote h ye bhi batana sir
Ok jb jaunga bata dunga
@@GopalsVlog kab tak pata chal jaayega sir
Yaha koyi pesa nhi lagta
Or docter ko lgega emergency me admit krne ka to hi bo emergency me lenge nhj to ghar bej denge
Maine slot online book kar liya hu ab aage kya karna hoga
apko date mila hoga us din subha jaldi hospital pahuch jana
Mere bhai ki TOF heart surgery honi h or KGMU se refer likh ke dia h doctor ne...to kya priority basis pe uski surgery ho jaegi qki uski surgery urgently krwane ko kaha hai doctor ne...plz help..
Isme mai kese help kar paunga
Aap aiims jao baha jake bat karo Jyada sahi rhega
Bhai online appointment ke baad direct doctor se mil sakte hai kya please aur ilaj test free hote hai kya
Subha jaldi jake date dalbana hota hai
Fir jake doctor room ke bahar line me lagna padega
Test ke liye halka fulka na barabr
Bhai online appointment ke baad Date khahase bnwana opd counters se Kiya..iske ke le Kiya direet opd counters date loo... Kiya sir plz tell
Jaha 10₹ fees submit karoge bahi puch lena
Sir mujhe kan k neche choti si ganth h konse department m book krna pdega appointment??? Meri age 25 saal h. Please btaiye sir 🙏
Ye chij ap as pas kisi doctor ko dikhake unse pucho
Ki kon se department me ilaj karbau bo bata dega
Tujha kuch pata nhi h to video kyu bana rha h video Banana sa phla thodi information la lata
Aims me ayushman card chalta h kya
Ha chalta hai
ENT obretion ka kitna pesa kharcha hota hai yahan ...KiYa obretion Fees lagti hai Aiims me .....plz reply
Jo apka ent surgery hoga usme use hone bale accessories apko kharidne padenge
Thode bhut pese to lagte hi hai
Baki medicine jyadatr bahar se kharidne hote h
Baki surgery i think free h
Sir aap mujhe ye bata do ke muh k chhalo ko ok kaha dikhana padega plzzz 🙏🙏🙏
Sir kya Bihar Patna AIIMS Mein aankhon ka ilaaj ho jaega operation
Agar eye department hoga to ilaj bhi ho jayega
Or operation bhi
Baki aap yek bar jake dekho
Delhi aiims me har yek ilaj hai patna ka mujhe utna knowledge nhi hai
@@GopalsVlog Sir Agar Hamen delhi ke aiims me appointment mil jaaye to Ilaaj Mein Kitna time lagta hai Kyunki patient ko Bihar se Bulana hoga
Time lag jata hai
Docter ke according ilaj chalta hai
Docter se apni problems btaoge thoda jaldi ho jayega
@@GopalsVlog thank you 😊
Apoitment kaishe le
online appointment rat ko 1w bje ke bad try kare
Ayushaman card used hota hai
Sir online appointment leni ha. Gastro dipartment me kase le. Plz
Online appointment me jo dipartment diye h usme gastro dipartment ka option nhi mil ra h
Gastro me refer magte hai sayad
Direct nhi dikha sakte
Only refer case ka appointment milta hai or without refer case patient bhi ilaj kra sakte hai
Bilkul kara sakte h
Uske liye apko sabhi rule follow krne padenge apko card banbane padenge usme jis din appointment date hoga us din apko jana padega
Aiims har kisi ke liye h koyi bhi ja sakta h
@@GopalsVlog thankyou sir....For help
Mai online appointment le liya hu....
Apko achha lge to aap is channel ko subscribe krke mujhe thoda motivate kr sakte h
@@GopalsVlog ji sir jarur
Pls,Haddi vibhag ki jaankari de.
kya jankari chahiye batayiye
Bhiya jise mujhe kidny ka dhkna hai to dirct parcha bna jayga na koi dr. Se lekhva ke nhi padga na
Direct parcha tab banega jab aap subha jaldi jaogi
Ya online appointment book karogi
Jb bhi jana thoda jaldi jana
Baha jake kahi kuch samaj na aye guard se puchna
@@GopalsVlog ok matlb 2bjhe se lag jayge to no. Aajyga na bhiya
Ha fir apka no a jayega
@@GopalsVlog ok tq
@@poojadubey556 jb aap baha pahuch jao kisi se puch lena kis line me apko lgna hai
Alag alag bimari ke liye alag alag line lgti hai
Sir PGI Chandigarh bhi AIIMS jaisa hai kya?
Ha
@@GopalsVlog kya ye Chandigarh AIIMS hai or yha bhi free ilaj hoota hai kya?
AIIMS nahi hai
Lekin khrch usme bhi na barabar
@@GopalsVlog govt hai kya?
Sir dental implants treatment bhi ho jata hai
Kya treatment low cost me hota h ya nhi
Bilkul low cost me na barabar pese lagte hai
But chakkr bhut lagane padte hai
Dusra part jaldi ane bala tha jo or thoda details me hoga
@@GopalsVlog ok sir thankyou
Isme root canal or caping ka Kitna khrch ayga
Bhut kam kharcha hai aiims ka na barabr
Bhaiya mera online appointment hai to me pcr me jau kya
Apke card me jo roon number mention rhega usi me jana hota h
Pcr ku jaoge
Covid test karbana h kya..?
Pet ke department me kaise jaye
Hospital jake kisi se puch lena pet ke liye appointment kaha se le
Bhai jab Doctor Parchi per Medicine Likhega To wo Medicine Aims Ke ander kis jagaha milegai ya bahar se Leni padegi aur agar Aims Delhi ke ander milegi to free me ya paise me Medicine Milegi
AIIMS ke andar Medical hoga kuchh apko bahi se mil jayega jo free hoga kuchh bahar se doctor apko bata dega kon sa medicine kaha se lena hai
Muje delhi AIIMS me general physician ko dikhana hai lekin online appointment kese lu ,,plz help
Playlist me jao AIIMS online appointment form kese bharte hai sara process us video me bataya hua hai
@@GopalsVlog thank u
दोनो घुटने के लिए, अगर aiims में दिखाना हो तो किस Department में जाए , plz reply 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Mera bhai ka cardiology me dikhana hai Dr AK agrwal ka refer hai private hai online appointment no ni mil raha hai cardiology vibhag me booking full hai kya kare sir please reply me
Refer h to aap direct bhi dikha sakte h
Fir bi aap thoda jaldi chale jana morning me
Bha pile color bale jacket pahne garud se puchna bo apko sahi direction de denge
But apko jldi jana padega morning me
Sir appointment no kitna din me milega dr se dikha sakte hai
Mera bhai ka heart volve change karana hai surgery ho jayega kitna paisa lagega sir
Agar aap subha 2 ya 3 bje baha pahuch jate h to usi din mil jayega
Refer balo thoda alag hota h process aap bha jake hi pata kr payenge
Kaise karte hain online booking
playlist me jao baha aiims ke or bhi videos mil jayenge unko dekh lo
Aiims me ilaj krane k liye refer kra k aana jruri h kya.
Please🙏 koi v jaldi se bta dijye please🙏 🙏🙏
sare dipartments me nhi kuchh kuch me
Polmunary department me?
Sir online appointment ki date mil gayi hai bhaa pahuch kar card kaise banbanye or kis time tak pahuche
Please reply
Apko subha jaldi Jana padega 6,7 baje tak
Online form ka print out nikalna Lena cash counter PE 10₹ ka rasid katbake card banba lena
@@GopalsVlog sir cash counter online or offline alag hota hai ya mix
@@toplogic1765 ha online balo ka Chhota line hota hai puchh Lena Baha jake
@@GopalsVlog thanks
Sir IRCH m document screening ki process kya h
Mujhe iske bare me nhi pata next week visit karunga aiims tabhi bata paunga
Appointment kise le sir video bna digjiye
Aap mere channel ke playlist section me jayiye baha pe apko step by step form kese bharte hai bataya hua hai
AIIMS ka 3 video milega sabse bade (length me) bale ko dekhna
Saare department ke logo ko gate no. 1 aana hota hai
Ya agar humare paas online appointment hai to hum direct uss department me jaa sakte hai?
Online appointment lene ke bad aap morning me thoda jaldi a jao baha apko sb kuch bata diya jayega
Online balo ko jyada time nhi lagta
Sir testing jo hoti hai wo kha hoti hai mtlb time jyada lgta hai hum hwl say hai 6 ko no. Hai toh jyada time lg skta hai kya plzz advuce
@@sonal.agrawaljain.58726Jo bhi tests aap AIIMs me karana chahte ho to usme dates kafi aage ki milti hai.
Par aisi possibility hai ki aap test bahar se kara lo (Doctors hi khid suggest kar dete hai ki bahar se kara lo )
Thanks man fir reply me mam bhar mtlb apni city mai Mai ya Delhi m
एक साल की बच्ची का इलाज कराना है अपॉइंमेंट किस नाम से करना है बच्ची के पिताजी के ahdaar कार्ड से अपॉइंमेंट लिया जा सकता है क्या या phir बच्ची के नाम से ही लेना पड़ेगा पर उसका अधार कार्ड नही है
Bina adhar ke bhi aap appointment le sakte hai
Website pe Option mil jayega apko
Bro kya cost a jayegi. Isme illaj karane ki
Lagbhag free me ho jata hai
भाई मेरा 17/12/2021 का ऑनलाइन आवेदन हैजो neurology department का है। मैं टोहाना हरियाणा से हूं मेरे को muscle( चलने और बैठने में ) problem है क्या मेरा ट्रीटमेंट उसी दिन शुरू हो जाएगा। Plz समाधान करे 🙏
Ha usi din suru ho jayega bs aap thoda jldi jana
Or us department me jake puchna or koyi card to nhi banbana
5 se 6 bje ya usse jldi pahuch jana
Or ha aiims ka ilaj lamba chalta hai
Ye jan lo turant apke anusar kuch nhi hoga
Baha ke doctor jo decide krenge bese hi apka ilaj chalega
To apko sabr rkhna padega
Yaha ka ilaj achha hai
Meri sis ko pancreas se related pb h or diebities bhi h yaha ke dr ne Aims suggest kiya h pls help me...jldi se jaldi kese appoinment mil skti h pls guide me sab logo ne bola h itni jldi number nhi aata pls suggest 🙏
Sir agar mein subah jakar appointment le lu to kya mein usi din doctor ke sath consult kar payunga...or agar woh doctor test de to kitna din tak wait karna padta hai test ke result ke liye
Subha jake kuch nhi hoga rat ko line me lagna padta hai
Rat ke 12 baje ya usse bhi pahle
Baki test bagera ka doctor hi bata sakta hai
Rehna kaha pe wuahan AIIMS New Delhi pr
Sir kya is hospital me male infertility ka bhi ilaaj hota hai
Yek bar aap AIIMS akar pata kar lo
SIR MERE PAPA KI KIDNEY M UREA BADH GAYA HAI KYA YE HOSPITAL USKE LIYE SAHI HAI PLS BATAYE SIR PLS
Bhaiya koi bhi bada case ka is hospital mein aasani se treatment hota hai.
sir baby 2year ka appointment mil gyi h OPD card ke samay aadhar card jaruri hai
Ha bilkul
Sir mujhe dermatologist department me dikhana hai saree jankari Dene ki Kripa kare
AIIMS me ilaj kaise karbaye playlist me 3 video mil jayega
Sari jankari usme achhe se diya hua hai
Hematology patient ke treatment ke liye jankari chahiye
Kya jankari chahiye ...?
Mujhe apne bhai ko dikhana hi pr online appointment mme maine apna adhar no diya hi uska adhar mobile se link nhi hi koi problem to nhi hogi
nhi
link karba lo jyada sahi rahega
Delhi m kha pr hai.....????aiims
aiims metro station ke pas aap Google kar lijiye
@@GopalsVlog ji thnkss
Aiims Har Tarah Ki Treatment hoti hain kya?
Ha
Online appointment k din same day a jata h no ?
Nhi isme time lag sakta hai
@@GopalsVlog bhai online karne ke baad bhi or kya banwana padega
R.P. Eye Center me Reporting Time 08:30 AM hai, kya 10:00AM bhi jane se kaam ho jayega?
Jyada bhid nhi hoga to kam ho jayega
Bhid hoga to 7 baje jake bhi kam nhi hoga
AIIMS jab bhi jao subha jaldi nikal jao
Meri train 9 baje morning me ANVT pahunchegi.
Yahi problem hai.
Aap dekho lo
Baki jo problem thi bo maine apko bata diya
Bhaiya call pe ragistration kaise le
Playlist section me jao 7 min ka yek video hoga usme number bhi mil jayega
Ye token system kya h
Yaha Card system h token system nhi h jitni jldi aap aiims pahuchenge utni jldi apka card banega utni jaldi apka ilaj hoga
आनलाइन अप्वाइंटमेंट बुक करते समय गेसटरोइंटरो ( चुंकि मुझे उसी में जाना है) विकल्प चुनने पर वो कहता है कि आपको कुछ जांचें लानी चाहिए पर वो क्या है नहीं बताते। विनम्र निवेदन है कि आपको पता हो तो बताएं और अगर एम्स में फोन द्वारा कोई मार्गदर्शन दिया जाता हो तो बताएं।
धन्यवाद
AIIMS ke Playlist me jao pahle video dekho Jo 7 min ka hai usme contact number diya hua hai
Baki no lagega ya nhi iska mujhe koyi idea nhi hai
भाई ये एम्स प्ले लिस्ट क्या होता है किस एप में मिलेगी
?
Meri maa ki khansi ki jyada problem hai kabhi kabhi saans bhi nahi bathta hai AIIMS dehli ke kis department me dikhana hoga
Plazz tell me bro
Aap jab baha jaoge to help krne ke liye pile color ke jacket pahne gaurd hoga aap unse puch lena ok bo apko proper jankari denge
Bhai ab kaisi hai apki mother Dr ne kaun sa disease btaya hai
Appointment lene ke bad kya kre ..
Agar usi din mil jata h to apko us bibhag me jana h {like -eye ka ho to eye bale me head ka ho to head bale bibhag me}
Us bibhag ke kis room number pe jana h ye apke card me mentioned rhega
Brother vats surgery ki Kya cost hai aiims main?
Channel pe dusri video dekh lo pata lg jayega
Lagbhag free jota hai
@@GopalsVlog thanks 😊
Most welcome
Liver ke liye online kon sa department slect krna h
Gastrology vibhag mein jana padega
Very good
Sir mere bhai (24years)ko kidney problem h pichhle 2 mahine se or doctors ko dikhaya to pehle btaya infection h ab refer kr diya h
drd jyada ho ra h usko
Hum uttarakhand se Delhi aaye h but mujhe aiims ke bare me jjyada jankari nhi h
Please explain krke btaye kha dikhau or kon se department or dr ko❤️
Aap pile colour me jacket pahne kisi bhi garud se bat kariye is bare me
Agar aap baha pahuch gye h to bha kidney ke liye alag department hoga bha jake bhi aap kisi doctor se ya kisi jankar bale garud se bat kr sakte h
Ye hospital bhut bada h apko hi dod bhag krna padega
Baki baha bhut log honge kidni bale unse bhi bat kariye bo log apko sabse achhe se jankari de payenge
Yek patient se bat mt krna do tin se krna samajna sabkuch
Ilaj free me hota h isiliye dakke bhi khane padte h
Aap ye sara kam jldi kariye
Agar apka bhai series h to
Ghabrana mt kisi se bat krne me nhi to apka nuksan ho jayega
@@GopalsVlog sir aapka bahut bahut dhanyawad
Me waha jake pta krta hu
Sir ye UHID card or online appointment me khud v aply kr skta hu kya
Ha aap khud bhi apply kr sakte h
But agar koyi refer krta h to sayad unka admit jldi ho jata h aap iske bare me baha thoda pata kr lo ki hme docter ne refer kiya hai
@@GopalsVlog please I need you help
Kya help chahiye batayiye...?
Jitna bada naam hai, utna achcha treatment nahi hai, OPD mein ilaz thik ho sakta hai, lekin ek baar admit ho gaye, uske baad patient beech mein latak jata hai. Agar afford ho sakta hai toh pehle Private mein check karwa le,
Last mein aiims delhi aaye,
Yahi sach hai.
Hmm
Kya hmmm
Mujhe apni bachhi admet karni h kaise kare plz help me
Playlist me jao 3 video Hoga AIIMS informative videos naam se dekh Lena
Samaj na aye Instagram pe cal kr lena @gopalvlogs007
While booking i saw aiimss jhajjr this is also in delhi??
Jhajjhar AIIMS ki ek unit k naam h ko AIIMS k andar hi h
Jhjjar
Rajkumari kour
Aur ha calling se appointment think rahega ya online khud se,, agar calling se to please send no
Calling se muskil se milta hai appointment
Try karke dekh sakte ho
Nhi hua to Online appointment le lo
Online card kaise banega
Mera Hath ka kulha donon Hath ka chhut gaya hai free mein ilaj ho sakta hai please bataiye
ha ho sakta hai
Nefrologist ka ilaj kese ho skta h
Playlist me jao aiims ka 3 video mil jayega tono dekho ilaj karane ka pura process bataya hua hai
Thank you