Seedha boliye na ki... 1. Agar jinda hai dada to kisi ka haq nahin hai. 2. Gujar gaye to dadi ka haq hai. 3. Dono gujar gaye aur wasiyat bana ke gaye to jiske naam se wasiyat hai uska haq hai 4. Agar wasiyat bhi nahin bana ke gaye hain to beta, bahu, pota, poti jitne bhi hain sab ka haq hai. Beta ya aur bhi chahe to guardianship nibha sakta hai dekh-rekh ke liye magar adhikar sab ka hoga. Wo chahe ek beta, bahu, pota, poti rahe ya chaar beta, bahu, pota, poti rahe sab ka haq hoga.
Sir meri nanad divorced hai uske naam property ka 30% share hai uske baad uske us part par kiska adhikaar hoga ? Kyonki mere husband aur dewar 2 bhai hain aagey hamare dono ke do bete hain meri nanad issueless divorcee hai
Sir mene apne dada or dadi ki seva ki h chacha 25 saal ho gye ghar chhode kabhi kuchh nhi diye dada dadi ko na hi kabhi haal chal puchha jb unki death hone pr ghar aaye sara 15 saal se mene seva ki or papa ne to kya mujhe apni farj or mehnat ka fal nhi milega sab bina kiye chacha le jayenge pls bta diye koi meri bhi hak h ki nhi
Ham teen Bhai Hain aur bade bhai ne kuchh purana sampatti bech Diya hai jo khatiyan mein hai khatiyan nikaalenge to kya sabhi jameen ka number a jaega ya अलग-अलग hathiyar nikalna padega kyunki do khatiyan nikale hain to donon khatiyan kisi kisi dusre ke Naam se Nikal Raha hai
सर मेरा सीधे से सवाल का जवाब यूट्यूब पर कोई नही दे रहा कृपा मुझे बताए मेरे दादा की प्रॉपर्टी में 1/3 का हिस्सा आया है दादी चाचा ओर पिता जी का जिसमे वह दोनो लोग उनकी सेवा नही कर रहे और दादी उन्हें संपत्ति नही देना चाहती वह चाहती है की उन्हें यह अधिकार हो की वह ये संपत्ति उसी को दे जो उनकी सेवा करे लास्ट में ऐसा करने के लिए किस तरह के न्याय के दरवाजा खटखटाया जाए कृपा बनाए दादी बहुत चिंतित है अभी उनका ऑपरेशन करवाया है वह काफी बीमार रहती है इन सब सोच की वजह एस 🙏🏻
Sir meri wife ke mata pita nhi h Or uske bhai ki miratyu ho gyi h Lkin dada dadi abhi jinda h or dono ke nam pe hi jameen h Or chacha ne wife ko hissa dene se mna kr diya hai To kya meri wife ko jameen mil payegi?
Hamara bada bhai ne purana jameen jo ghar banaa hua tha sabha kata tha vah bech Diya aur ham do bhai ko hissa usmein se nahin diya aur use jameen ko bechkar Apne bacchon ke liye dusri jagah khariden kya mera hissa jo becha usmein se milega ya juice kharida usmein se milega kyunki hamen usmein se koi bhi hissa nahin diya ham dusri jagah jameen lekar Ghar banakar rah rahe hain
Mere husband ke papa aur dada dadi expired hogaye property unke dadi ke nam pe hai aur abhi mere husband ki bua property dene se inkar kar rahi aur property ke kakaj bhi unke pass hai to ab kya kare
Mere dada ne pehle hi mere father or mother ke nam karwa diya tha plot or fatherki hogi death usme mere bade bhai ke bete ka hissa banega yani ki usme pote ka hissa banega ya nahi or banega toh kitna kirpya marg darshan kare usme hissa baraba unki dusri patni ka hai pehli wali ki death hogi thi
Sir Hamara Ghar hamari dadi ke name me he but hamari dadi ki dath ho gayi he our kuch time pehle hamare father ki bhi dath ho gayi he to ab ham Esa Kiya Karen Jisse kanuni tor per hamara Ghar hamare name per ho Jaye
दादा व पिता की मित्यू हो जाए तो पोते के नाम पर जमीन केसे करवाए जिसमे पोती का भी हिस्सा होता हे क्या जो की किसी के सात रहते हो जो की पिता व दादा की मित्यू हो जाने पर भी नही आई हो और सभी के खिलाफ हो तो क्या उसे भी हक दिया जाना चाइए इस का जवाब दीजिए सर बड़ी परेसानी ने में हु
Sir mere dada ki mrityu ho gayi Mrityu ke wakt ghar me dadi or 2 bete the ..Lekin dadi ne puri property apne naam karwa liya succession mutation dwara..to kya inke beto ko ya kahe nati pore ko kuchh nahi melega kya....dadi ne o sampati pura bech diya kya kare.
Agar wo dada ki jamin thi toh aap kuch nahi kar sakte )( or agar aapke dada ko unke papa ne di toh aap case kar sakte hai kyu ki wo unko virashat mai mili hai khud unhone nahi karidi
मेरे दादाजी मेरे पिताजी के नाम पर वसीयत किए थे और मेरा दादा दादी भी नहीं है। मेरे पिता का भी निधन हो गया है । मेरे दादा मेरे पिता सगा चाचा भतीजा थे । मेरे दादाजी नि: संतान थे। तो जमीन की वसीयत किस आधार पर होगा
Sir, agr dhoke se dadi se property taau apne naam kra le. or pota abi 18 saal ka bi ni hua ho. tho kia pota 18+ hone k baad apni property ke lie case kr skta h taau per....plzzz sir me
Aaisa hota hai agar tau ne naam karwa li hai toh bhi 1 hi condition mai aap un par case kr sakte ho agar aapki sampati virashat mai mili ho yani ki agar aapke dadi ko bhi unke pehle walo ne di hogi toh or aapki dadi ki jamin hai toh aap case kar sakte ho 100 percent aapko hissa milega but case ladka hi ladega ladki nahi lad sakti agar aapki shadi nahi hui hai toh aap bhi lad sakte ho pr agar aapne shadi kr li hai toh aap dusre ghar ki ho jaoge
Bihar mein to dada dadi log apni beti ko uske bachcho ko jyada mante hai poto potio ko nai Jabki beti ke bachche dusro ke vans ko chalate hai bahu ke bache khud inke vans ko
Bhaiji.. Pita job men the abhi pension pe hai. Job chhoti hi thi. itni salary nahi thi ki sirf usi ke bal par jamin kharid sake . Do bache bahar chhoti moti job karke koochh kama rahe the. So kheti ki kafi upaj bach jaati thi. Jo bech kar kooch lakh jama ho jaate the+ pita ji ki chhoti job se bhi koochh lakh save ho jaate the. In sabko mila ke pita ji bade bhai+bhabhi ke naam new khet(last 20 saal men har dusre tisre saal 2-3 bigha zamin liye ji ab total 13 bigha ho gaya hai) le li chupke se. Ab jaake mujhe(chhota beta) pata chala. Main kya kar sakta hun as per law. Relatives ki bhi baat pita nahi samajh/maan rahe hain. Bolte hain i don't know how ur elder brother did all these stuffs.Elder brother koi job nahi karte. Kya title suit file karne pe aur income source nahi dikha pane pe mere bade bhai ko jail ho sakti hai. Main sirf apna hak chahta hun naki bade bhai ke liye jail. Koochh guide kijiye sir.
Kya dada apni स्वार्जित sampatti अपने gujare के लिए यदि बेचते hai to kya vidhwa bahu अपने बच्चों के अधिकार जताते हुए आपत्ति लगा सकती है क्या दावा कर सकती है क्या कोर्ट इजाजत देगी। क्या यह मान्य होगा।
Chacha ne Apne bhatije ke patni ko bainama Kiya bhatije ko vasiyat kar diya chacha ki patni mukadma kar civil court mein bainama aur vasiyat Tut sakta hai.
Sr .beta margya canser ki bajah se. Bete ki operation k bad bete ka canser madical kharcha ke liye jamin gold ke Bank lone pitane bete ke kahne pure liya 14 lac . 10 mahine me bata margya. Pitane Bank lone karja chukane k liye sare property sel karde. Vidhva bahu pate Marne ke 7 dinme bhagjaye piyer. 9 sal k pote ko leke. Sas sashur ko marjud kar kes Kiya he. Dada ne sel ke huvi property pe kes kiya ja sahkta he.
मेरा नाना जी तीन भाई है और बड़े नाना जी को तीन बेटी है तो एक बेटी का लड़का जमीन लीखा लिया नानी से और दौ बेटी को नहीं लिखा है और नाना जी और नानी जी दोनों डेट तो इस जमीन का क्या डिसाइड होना चाहिए एक बेटी का लड़का जमीन लिखा लिया है तो फिर से हिस्सा मांग रहा है उसका डिसाइड क्या हिस्सा मिलना चाहिए उसको
Seedha boliye na ki...
1. Agar jinda hai dada to kisi ka haq nahin hai.
2. Gujar gaye to dadi ka haq hai.
3. Dono gujar gaye aur wasiyat bana ke gaye to jiske naam se wasiyat hai uska haq hai
4. Agar wasiyat bhi nahin bana ke gaye hain to beta, bahu, pota, poti jitne bhi hain sab ka haq hai. Beta ya aur bhi chahe to guardianship nibha sakta hai dekh-rekh ke liye magar adhikar sab ka hoga. Wo chahe ek beta, bahu, pota, poti rahe ya chaar beta, bahu, pota, poti rahe sab ka haq hoga.
Adhuari jankari
Mere dada ke pita char bhai the 1 ko hissa nhi diya to kya kare kya ab jameen mil Sakti hai
Dada apane jivan kal me he apani pury paitrik apane pote ke nam kar diye hai tho dusare pach ke log usa ko le sakte hai
Sir meri nanad divorced hai uske naam property ka 30% share hai uske baad uske us part par kiska adhikaar hoga ? Kyonki mere husband aur dewar 2 bhai hain aagey hamare dono ke do bete hain meri nanad issueless divorcee hai
Modijijindabad
दादा के जीवित रहते अगर पोते के हाथ से दुर्घटना हो जाती है तो किस प्रकार वसुली कर सकते हैं कृपया मार्गदर्शन करें
Sir mene apne dada or dadi ki seva ki h chacha 25 saal ho gye ghar chhode kabhi kuchh nhi diye dada dadi ko na hi kabhi haal chal puchha jb unki death hone pr ghar aaye sara 15 saal se mene seva ki or papa ne to kya mujhe apni farj or mehnat ka fal nhi milega sab bina kiye chacha le jayenge pls bta diye koi meri bhi hak h ki nhi
Ham teen Bhai Hain aur bade bhai ne kuchh purana sampatti bech Diya hai jo khatiyan mein hai khatiyan nikaalenge to kya sabhi jameen ka number a jaega ya अलग-अलग hathiyar nikalna padega kyunki do khatiyan nikale hain to donon khatiyan kisi kisi dusre ke Naam se Nikal Raha hai
Sir agar koi ladki divorce hai to uski property par kiska hissa hoga ?
Kya ma bina divorce ke stay le skti hai dada dadi ke property pr
सर मेरा सीधे से सवाल का जवाब यूट्यूब पर कोई नही दे रहा कृपा मुझे बताए मेरे दादा की प्रॉपर्टी में 1/3 का हिस्सा आया है दादी चाचा ओर पिता जी का जिसमे वह दोनो लोग उनकी सेवा नही कर रहे और दादी उन्हें संपत्ति नही देना चाहती वह चाहती है की उन्हें यह अधिकार हो की वह ये संपत्ति उसी को दे जो उनकी सेवा करे लास्ट में ऐसा करने के लिए किस तरह के न्याय के दरवाजा खटखटाया जाए कृपा बनाए दादी बहुत चिंतित है अभी उनका ऑपरेशन करवाया है वह काफी बीमार रहती है इन सब सोच की वजह एस 🙏🏻
Sir meri wife ke mata pita nhi h
Or uske bhai ki miratyu ho gyi h
Lkin dada dadi abhi jinda h or dono ke nam pe hi jameen h
Or chacha ne wife ko hissa dene se mna kr diya hai
To kya meri wife ko jameen mil payegi?
Pita paitrik sampati kucha dekar ragistri karaye hoto pura sampati pane ke liye kya hai kanoon ki adhar kripaya ispast patadigiy sir.
Hamara bada bhai ne purana jameen jo ghar banaa hua tha sabha kata tha vah bech Diya aur ham do bhai ko hissa usmein se nahin diya aur use jameen ko bechkar Apne bacchon ke liye dusri jagah khariden kya mera hissa jo becha usmein se milega ya juice kharida usmein se milega kyunki hamen usmein se koi bhi hissa nahin diya ham dusri jagah jameen lekar Ghar banakar rah rahe hain
Sar batane ke liye dhanyvad main Sar main bhi case file karunga mere Dada ki padha Dada ki sampatti hai
Sar Pita Ke jivit hone per Dada ki sampatti prapt Karke use Kaise bhej sakte hain kripya bataen
दादी के संपत्ति पर क्या कानून है?
Mere husband ke papa aur dada dadi expired hogaye property unke dadi ke nam pe hai aur abhi mere husband ki bua property dene se inkar kar rahi aur property ke kakaj bhi unke pass hai to ab kya kare
Mere dada ne pehle hi mere father or mother ke nam karwa diya tha plot or fatherki hogi death usme mere bade bhai ke bete ka hissa banega yani ki usme pote ka hissa banega ya nahi or banega toh kitna kirpya marg darshan kare usme hissa baraba unki dusri patni ka hai pehli wali ki death hogi thi
Sir Hamara Ghar hamari dadi ke name me he but hamari dadi ki dath ho gayi he our kuch time pehle hamare father ki bhi dath ho gayi he to ab ham Esa Kiya Karen Jisse kanuni tor per hamara Ghar hamare name per ho Jaye
Sir please hame koi rasta bataiye
Pota ka kitna % adhikar hoga ???
दादा जी अपने दो पाते के नाम जमीन एग्रीमेंट कर दिए तो उसमे तीसरा पोता हक ले सकता है क्या
दादा व पिता की मित्यू हो जाए तो पोते के नाम पर जमीन केसे करवाए जिसमे पोती का भी हिस्सा होता हे क्या जो की किसी के सात रहते हो जो की पिता व दादा की मित्यू हो जाने पर भी नही आई हो और सभी के खिलाफ हो तो क्या उसे भी हक दिया जाना चाइए इस का जवाब दीजिए सर बड़ी परेसानी ने में हु
दादा के जीवित रहते पापा की मृत्यु हो जाये तो क्या दादा अपनी पैतृक संपत्ति को पोते पोती की अनुमति के बिना बेच सकता है सर
..
बेच दिया है
Nhi
Ji nhi agar aap Chauthi 4th peedhi ho to case kr skte ho ya apne bache ke name se bech skte ho
@@freedom_of_biharm
Sir mere dada ki mrityu ho gayi
Mrityu ke wakt ghar me dadi or 2 bete the ..Lekin dadi ne puri property apne naam karwa liya succession mutation dwara..to kya inke beto ko ya kahe nati pore ko kuchh nahi melega kya....dadi ne o sampati pura bech diya kya kare.
Agar wo dada ki jamin thi toh aap kuch nahi kar sakte )( or agar aapke dada ko unke papa ne di toh aap case kar sakte hai kyu ki wo unko virashat mai mili hai khud unhone nahi karidi
dada ji ka 3pota th 1pota ko vasihat ker diya th aur 2pota pida nhi huwa th bada bhai 2bhaiyo ko hisa nhi da rha kya vasihat rad ho sakti hai
Dada ne vasihat kar di thi ap kuch nahi ho sakta
Mere dada ke bhai chacha ke bete ke name se jamin hai jiska koi vans nhi hai to kya dava kr skte hai
मेरे दादाजी मेरे पिताजी के नाम पर वसीयत किए थे और मेरा दादा दादी भी नहीं है। मेरे पिता का भी निधन हो गया है । मेरे दादा मेरे पिता सगा चाचा भतीजा थे । मेरे दादाजी नि: संतान थे। तो जमीन की वसीयत किस आधार पर होगा
Sampatti dadi ke nam se hai aur pita ki mrattyu ho jati hai to pote ka hak hai ya nahi
Sir pati ki death k bad sari property beti aur chote batey ko de de jae th ho kya krna chayea
Ys kaha se ho ,
Can you please quote relevant sections, circulars or case law to justify your video?
Sir, agr dhoke se dadi se property taau apne naam kra le. or pota abi 18 saal ka bi ni hua ho. tho kia pota 18+ hone k baad apni property ke lie case kr skta h taau per....plzzz sir me
Aaisa hota hai agar tau ne naam karwa li hai toh bhi 1 hi condition mai aap un par case kr sakte ho agar aapki sampati virashat mai mili ho yani ki agar aapke dadi ko bhi unke pehle walo ne di hogi toh or aapki dadi ki jamin hai toh aap case kar sakte ho 100 percent aapko hissa milega but case ladka hi ladega ladki nahi lad sakti agar aapki shadi nahi hui hai toh aap bhi lad sakte ho pr agar aapne shadi kr li hai toh aap dusre ghar ki ho jaoge
Bihar mein to dada dadi log apni beti ko uske bachcho ko jyada mante hai poto potio ko nai
Jabki beti ke bachche dusro ke vans ko chalate hai bahu ke bache khud inke vans ko
Hamare par Dada ki sampaty k upar loan le Kar car li hamare Dada chacha ne bina mere papa ki anumati k to Kya kare
mere Dada ji ke naam se jamin hai kya usko meri maa bech sakti hai ya n
Aur ager dada ne apni patric sampati bechkar dusre jagah jamin kharidi hai to kya uspe beta ya pota ka koi hak nahi
Kuchh maloom maloom hai ya aise apni taraf se kahani banaa rahe ho
Pls bataye sir, minor child dada ki khud ki kharidi property par dava kar sakta hai??? Kyoki bachche ka father property sell kar raha hai
Yes..
@@MohitKumar-vz1hr same Mera husband bhi y kr rha h
Agar Dada dadi nhi h or jamin Bete ke nam aa gayi hai lekin beta apne bete ko nhi Dena chata hai pota apna hak le sakta hai
Bhaiji.. Pita job men the abhi pension pe hai. Job chhoti hi thi. itni salary nahi thi ki sirf usi ke bal par jamin kharid sake . Do bache bahar chhoti moti job karke koochh kama rahe the. So kheti ki kafi upaj bach jaati thi. Jo bech kar kooch lakh jama ho jaate the+ pita ji ki chhoti job se bhi koochh lakh save ho jaate the. In sabko mila ke pita ji bade bhai+bhabhi ke naam new khet(last 20 saal men har dusre tisre saal 2-3 bigha zamin liye ji ab total 13 bigha ho gaya hai) le li chupke se. Ab jaake mujhe(chhota beta) pata chala. Main kya kar sakta hun as per law. Relatives ki bhi baat pita nahi samajh/maan rahe hain. Bolte hain i don't know how ur elder brother did all these stuffs.Elder brother koi job nahi karte. Kya title suit file karne pe aur income source nahi dikha pane pe mere bade bhai ko jail ho sakti hai. Main sirf apna hak chahta hun naki bade bhai ke liye jail. Koochh guide kijiye sir.
Kya dada apni स्वार्जित sampatti अपने gujare के लिए यदि बेचते hai to kya vidhwa bahu अपने बच्चों के अधिकार जताते हुए आपत्ति लगा सकती है क्या दावा कर सकती है क्या कोर्ट इजाजत देगी। क्या यह मान्य होगा।
Ager potte(grandson) ki maaJinda hai to bhi kya potte (grandson ) ka hak hai kya?
Please Bata Dijea
पोती को क्या अधिकार है कृपया बता दे 🙏🙏
pita di property ch Hak hou thoda
Beta ke name par Rashid hii to pita jamin bech sakte hii
Chacha ne Apne bhatije ke patni ko bainama Kiya bhatije ko vasiyat kar diya chacha ki patni mukadma kar civil court mein bainama aur vasiyat Tut sakta hai.
Confused kar diye bhai
Apne confuse hi kar diya. Last me dada ki self aqured property ke bare me batate batate पट्रिक Mr ghus gaye
छोडो ऐ सब स्कीम जिसका कोई नही है उसके लिये स्कीम क्या है
Uska bhagwaan h
Agar baba nahi Rahe to dadi apne pota ke name khet Kar Shakta hai ke nahi papa ke hote hua bhi
Sr .beta margya canser ki bajah se. Bete ki operation k bad bete ka canser madical kharcha ke liye jamin gold ke Bank lone pitane bete ke kahne pure liya 14 lac . 10 mahine me bata margya. Pitane Bank lone karja chukane k liye sare property sel karde. Vidhva bahu pate Marne ke 7 dinme bhagjaye piyer. 9 sal k pote ko leke. Sas sashur ko marjud kar kes Kiya he. Dada ne sel ke huvi property pe kes kiya ja sahkta he.
Kuch bhi samajh nhi aaya , kisne vakeel bnaye tumko
मेरा नाना जी तीन भाई है और बड़े नाना जी को तीन बेटी है तो एक बेटी का लड़का जमीन लीखा लिया नानी से और दौ बेटी को नहीं लिखा है और नाना जी और नानी जी दोनों डेट तो इस जमीन का क्या डिसाइड होना चाहिए एक बेटी का लड़का जमीन लिखा लिया है तो फिर से हिस्सा मांग रहा है उसका डिसाइड क्या हिस्सा मिलना चाहिए उसको
Bilkul galat poti ka kyun nhi bhagwan kbhi maaf nhi karega aiso ko.
Agr dada marne se pahle jamin bech dy juth bol k ki mere bete nhi h to ab unke pote case kr sakte h kiya
मेंरे पिता के मृत्यु के बाद दादा ने चाचाओ के नाम पर रजिस्टि करा दिया घोखा
App court mei jayo aur dhokha ka case daal 2
Dada ke jjivit rahte chacha log sara zameen ka kagaj hadap liya hai or dada ko dara dhamka ke rakhta hai iska kya kanoon hai
Agar baap Zinda h nahi dena chahe to kya kare
Sab confuse kar diya tune.
दादा जी की मृत्यु के बाद दादी से मिल दान पत्र मे उस जमीन को किसी को बेज या दे सकता है क्या?????
Ghochhu
कापी पेस्ट से विधि का ज्ञान नहीं मिलता.. पढाई करनी पढ़ती हैं...
Contect sir no
Agar dada ne ghar liya h aur us sampatti m poti ka adhikaar h
Kuch nhi hoga
Agar dada chaye to hogaa
Ridust me
Aaaaaaaa
Yar kush bi shi nhi btaya bebkuf bhari bate ki hai is video mai
Sar dard ho gyi isne to confuse kr diya
Esko kuch nahin aata hai
Video is wrong
Agar soteli dadi ho fir
फर्जी ज्ञान मत दो पहले पूरी जानकारी रखो...
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😅😅
Thik se nahi bata pa rahe ho
Sar ek bar please apne mobile number ko bhi ismein diya karo
Hamen aapse Sampark karna hai kaise Sampark Karen apna mobile number dijiyega