Hinduism mai yehi maanyata hai ke Insaan Bhagwaan se alag nahi... Har insaan,har jaanvar, har woh jo zinda hai aur har woh cheej jo hai... Sab God kaa hi roop hai... Jab insaan khud mai aur dusron me God ko samajh letaa hai tab wo janm- mrityu (life-death-rebirth) ke chakkar se mukt ho jaata hai ...
"Ji bilkul aapne bilkul sahi samjha, ki Jb Krishna ji (apne Vishnu ji wale swaroop me) Arjun se ye kaha ki tum agar yuddh nahi bhi karoge to bhi mai kisi na kisi tarah sebin sabka wadh kar hi doonga, and iss Kaary ko krne ka mauka kisi aur ko, ya kisi aur saadhan ko mil jayega. Aise me Arjun ka iss jamn me jo lakshay (goal) tha, jiske liye uski aatma ne janam liya tha wo adhoora reh jaata. Isiliye Krishna ji ne Dharm ki sthapana ka kaary Arjun ko diya aur iss tarah se Arjun ke jeewan ka lakshay poora karne me help kiya. Krishna ji ne Arjun ko chuna, kyoki Arjun ne khud Krishna ji ko chuna. Chahta to wo bhi Narayani sena maang skta tha, bajay iske usne sirf Krishna ji ko maanga aur wo bhi bina shastr ke. Iske alawa Arjun ke jeewan ke karm, uske mann-tann ki shuddhi, Dhanurvidya seekhne ki uski lagan (na ki khud ko saabit karne ki) aur sabse badi baat Krishna ji par complete devotion rakhna inn sab kaaran ki wajah se bhi Krishna ji ne Arjun ko chuna. Hmare Hinduism me ek kahawat hai.. "Jaise ek bhakt bhagwaan/ishwar ke bina adhura hota hai, usi prakar ishwar/bhagwaan bhi ek bhakt ki sacchi shraddha ke bina adhure hote hai". Hinduism me karm aur sacchi shraddha ko bahut value diya gaya hai, naa ki iss baat ka ki aap kaha janm lete hai aur sbse badi baat, Hinduism me koi bhi insaan bhagwaan ki swayam prapti kar skta hai. 🙂🙏🏻
Asal me arjun ki aakhe bhi iss rup ko sahi se/acche se dekh nhi paa rhi thi itne divine tez ko direct maanavi aakho se bardaast krna possible nhi And Yaha arjun hin isliye chhuna gya coz in his previous life he was nar lived along to narayan and they were together famously known as nar naraayan
Yaha Ye bat samjhne ki hai ki jab Shri Krishna ne Apna Real Vishwaroop ka Darshan karaya Arjun ko to vo Insani Body to Shri Krishna ki thi jo Avtar the lekin unke Andar aa Aakar Shrimad Bhagwat Geeta ka Gyan Swayam Parmatma ne dia Jisko Muslim Allah kahte hai Christian God kahte hai Sikh Waheguru khte hai Yahudi Yahweh Khte hai Parsi Ahura-Mazda khte hai aur bhi bht se nam hai uske Ishwar, Parmeshwar, Bhagwan, Khuda, Parvadigar aur Vo Real God ek hi hai Sare Devi- Devta uske Avtar hai alag- alag roop hai jinko vo duniya me Sanatan Dharm Jisko Deen-Ul-Qayyum bhi kahte hai uski Sthapna ke liye Avtar bna kar bhejte hai...aur jarurat pdne par khud bhi Avtar lekar aate hai...sare relegion usi Parmatma ke banaye hue hai Islam bhi bad ke logo ne relegion ko business bna kar dhanda start kar diya aur logo ko ladane lge iske nam par ye sab insano ki khurafat hai...🕉🚩🕉
Atma (ruh) ka koi aakaar nai na aatma dikhai deti h.or atma jiska ansh h wo Param atma h .jab atma dikhai nai deti to wo Param atma kaise dikhai dega.lakin jab atma kisi sharir me aati h to ek aakaar le leti h.isi tarah Param atma b jab manushya roop leti h to bhagwan ram or krishna ji bante h.
Waise Arjun k alwa Krishana ji ne apne virat roop k darshan kisi ko nhi dikhaye but Sanjay ko jo power guru ji ne di dhritrashtra ko jung k bare m btane k liye jiski wajha se oose bhi Ishwar k virat roop k darshan ho gye hai....
@@DP19880 yaatro Yogeshwaro krishno Yaatro Partho Dhanurdhara Tatrasher tatraveer tatrashetra Vijaybhute Dhruvani Maatermaho: Jai Shree Ganesh ji Jai Shree Krishna Arjun ji Abhimanyu ji Ghatotkach ji Draupadi ji Hidimba ji maurabi ji barbarik ji ulupi ji chitrangada ji Shubhadra ji 🙂😀😇✋🙏👏☺️😊
Bilkul ye sahi reaction hai, Karn ne material life ko hi chuna, Arjun ne spirituality chuna, unko gita ka gyan mila
@@bansarinagchowdhury3184 sonyputra walo ne thodi der ke liye hagna se gita gyaan kehlate.
Where is the transformation scene
Why did you cut it?
Hinduism mai yehi maanyata hai ke Insaan Bhagwaan se alag nahi... Har insaan,har jaanvar, har woh jo zinda hai aur har woh cheej jo hai... Sab God kaa hi roop hai...
Jab insaan khud mai aur dusron me God ko samajh letaa hai tab wo janm- mrityu (life-death-rebirth) ke chakkar se mukt ho jaata hai ...
"Ji bilkul aapne bilkul sahi samjha, ki Jb Krishna ji (apne Vishnu ji wale swaroop me) Arjun se ye kaha ki tum agar yuddh nahi bhi karoge to bhi mai kisi na kisi tarah sebin sabka wadh kar hi doonga, and iss Kaary ko krne ka mauka kisi aur ko, ya kisi aur saadhan ko mil jayega. Aise me Arjun ka iss jamn me jo lakshay (goal) tha, jiske liye uski aatma ne janam liya tha wo adhoora reh jaata. Isiliye Krishna ji ne Dharm ki sthapana ka kaary Arjun ko diya aur iss tarah se Arjun ke jeewan ka lakshay poora karne me help kiya.
Krishna ji ne Arjun ko chuna, kyoki Arjun ne khud Krishna ji ko chuna. Chahta to wo bhi Narayani sena maang skta tha, bajay iske usne sirf Krishna ji ko maanga aur wo bhi bina shastr ke. Iske alawa Arjun ke jeewan ke karm, uske mann-tann ki shuddhi, Dhanurvidya seekhne ki uski lagan (na ki khud ko saabit karne ki) aur sabse badi baat Krishna ji par complete devotion rakhna inn sab kaaran ki wajah se bhi Krishna ji ne Arjun ko chuna.
Hmare Hinduism me ek kahawat hai..
"Jaise ek bhakt bhagwaan/ishwar ke bina adhura hota hai, usi prakar ishwar/bhagwaan bhi ek bhakt ki sacchi shraddha ke bina adhure hote hai". Hinduism me karm aur sacchi shraddha ko bahut value diya gaya hai, naa ki iss baat ka ki aap kaha janm lete hai aur sbse badi baat, Hinduism me koi bhi insaan bhagwaan ki swayam prapti kar skta hai. 🙂🙏🏻
Arjun bahut zyda lucky or deserve karta tha ki bhagwan ke real rup dekhpaya ❤
Sanjayji, Hanumanji, Barbarikji vi lucky the. Pranipat.
Shyad episode aage piche upload ho gaye. Par acha hai aap log ne sab dekha ache se❤ thank you😊
Aasha h aapko bhagwan Shri Krishan ke bare me sahii gyaan mila hoga🙏♥️♥️♥️
Yes
@@TheReactionRoom776 🙏
Asal me arjun ki aakhe bhi iss rup ko sahi se/acche se dekh nhi paa rhi thi itne divine tez ko direct maanavi aakho se bardaast krna possible nhi And Yaha arjun hin isliye chhuna gya coz in his previous life he was nar lived along to narayan and they were together famously known as nar naraayan
11:52 💯 ❤️
Kya kar rehe ho ...😡😡😡 episode full dekha koro.
Ye part 1 hai wait for part 2
Lord Shree Krishna 🙏🏻🚩
Arjun 🚩
Yaha Ye bat samjhne ki hai ki jab Shri Krishna ne Apna Real Vishwaroop ka Darshan karaya Arjun ko to vo Insani Body to Shri Krishna ki thi jo Avtar the lekin unke Andar aa Aakar Shrimad Bhagwat Geeta ka Gyan Swayam Parmatma ne dia Jisko Muslim Allah kahte hai Christian God kahte hai Sikh Waheguru khte hai Yahudi Yahweh Khte hai Parsi Ahura-Mazda khte hai aur bhi bht se nam hai uske Ishwar, Parmeshwar, Bhagwan, Khuda, Parvadigar aur Vo Real God ek hi hai Sare Devi- Devta uske Avtar hai alag- alag roop hai jinko vo duniya me Sanatan Dharm Jisko Deen-Ul-Qayyum bhi kahte hai uski Sthapna ke liye Avtar bna kar bhejte hai...aur jarurat pdne par khud bhi Avtar lekar aate hai...sare relegion usi Parmatma ke banaye hue hai Islam bhi bad ke logo ne relegion ko business bna kar dhanda start kar diya aur logo ko ladane lge iske nam par ye sab insano ki khurafat hai...🕉🚩🕉
Pahela mantrase hota htaaa ab yantrase samje
Achha huva ki tumne bhi mobail ki vajah se bhagvan krisna ka darsan kar liya, 😂😂😂
Krishna tells Arjun that he is enternal and primeval .. wo episode ko nahi dikhaya gaya hai pff
Pura dikho bhi bich me 1 pat kat kar diya he
Bhagwat Geeta ki shuruwat hi hoti hai ...."Sanjay ne kaha" is line se
Hello bhi
peshla part complete kro phala
@@GurushekPagotra konsy sab mukamal hain
Vishwaroop nhi dekha aap logo ne , ?! Ye to dikhaya hi nhi
Jai shri krishna 🙏 ❤
Kis trh se dekh rahe h aap 😮 itni jaldi geeta saar ho gya aapka or sanjay ko bhi nhi dikhaya kya kar rahe ho ye 😠😠😠
KRISHNA JI🙏🙏ARJUN❤❤
Atma (ruh) ka koi aakaar nai na aatma dikhai deti h.or atma jiska ansh h wo Param atma h .jab atma dikhai nai deti to wo Param atma kaise dikhai dega.lakin jab atma kisi sharir me aati h to ek aakaar le leti h.isi tarah Param atma b jab manushya roop leti h to bhagwan ram or krishna ji bante h.
Vaalekkum assalam bhai log
❤
Vriksho me main pavitar peepel hu.
Vishwroop darshan adhura he
Nice reaction ❤
जय श्री कॄष्णा❤❤🙏🙏
Waise Arjun k alwa Krishana ji ne apne virat roop k darshan kisi ko nhi dikhaye but Sanjay ko jo power guru ji ne di dhritrashtra ko jung k bare m btane k liye jiski wajha se oose bhi Ishwar k virat roop k darshan ho gye hai....
Yes
Hanumanji, Barbarikji, Sanjay ji Arjun ke alawa.
Dronacharya, pitamah bhism, aur vidur ko bhi diye the darsan jab DURYODHAN unko bandhi banane ki kosis kr raha tha.....
@@DP19880 Hanumanji, Barbarik ji, Sanjay ji, Arjun ji kitne achhe bhagya hoga. Socho Zara.
@@DP19880 yaatro Yogeshwaro krishno
Yaatro Partho Dhanurdhara
Tatrasher tatraveer tatrashetra Vijaybhute
Dhruvani Maatermaho:
Jai Shree Ganesh ji
Jai Shree Krishna Arjun ji Abhimanyu ji Ghatotkach ji Draupadi ji Hidimba ji maurabi ji barbarik ji ulupi ji chitrangada ji Shubhadra ji 🙂😀😇✋🙏👏☺️😊