Sir ncert website wale parcel ki packaging kaise karte hai proper cardboard📦 me send karte hai, ya fhir kuch cheap paper me lapetke parcel send karte hai. Batayiye plz,
Those which have been newly revised by NCERT will be found new only and those which have not been revised will not be found not only here but anywhere else.
ruclips.net/video/uEWdtpvPDMk/видео.html Ye wali video dhyan dekhna aur tab hi mangana English mat manga Lena galti se example ke liye bata deta hu jaise Hindi English select karoge uske baad class aur uske baad sare subject khul jayenge jab sare subject khul jayenge to jaise history ka pakkad lo agar English mangani hai to our past select karni hai aur Hindi agar mangani hai to hamare atit select karna hai iski Tarike se mangani hai galti mat karna Baki jankari ke liye video ka link Diya hai Jake dekh lena
Bhaiyaji Ek ek karke nahin manga sakte yaha se Book please tell🙏🙏🙏 Jaise hamein 9th and 10th ki History nahin chahiye to ham ese bhi kar sakte hain ya nahin hamein saari nahin chahiye ek do ko skip karke lena hai to le sakte hain ya nahin?
Bhaiya ncert ke website ke postal order par click karte Hain toh kuch problem batata hai laghbhag do dino se ham book bhi order kiye the Aisa kyun hota hai Aap please ek bar website par Jaa ke dekiye na ...
@@Bihari_Babu_03dzBhai yhi confusion hmko bi h...mere pas govt.school ki book h...usi se pd rhi bt u tube pr alg dikha rhe NCERT book ...smjh ni a rha kya kru
Kripya Ek Jaankari Dene Ka Kasht Karein..! Abhi Haal Hi Me NCERT Ki Kitabo Me Kuchh Badlaaw Huye Hain Aur Kuchh Chapters Kam Kiye Gaye Hain.. To Kya Ab NCERT Ki Books Order Karne Pe Yahi Badli Huyi Kam Chapters Wali Books Mil Rahi Hain Ya Fir Abhi Bhi Pahle Wali Bina Badlaaw Ki Kitabein Mil Ja Rahi Hai..? Kriya Batane Ka Kasht Karein..! Kyonki Taiyari Ke Liye To Bina Badlaaw Wali Kitabein Hi Behtar Hain..!
@@UPSC-HINDIMED Mahoday, Kya Aapko Ye Nahi Pata Ki Central-Government Ke Nirdesh Par NCERT Ki Books Me Se Kuchh Chapters Kam Kiye Gaye Hain..? Ye News To Akhbaro Me Bhi Thi..!
@@KumarkrishnaKumarkrishna-ve3hk bhai shab main whi baat aapko kehne ka prayas kar Raha hu ki jab central govt ne change kar diya hai to ncert apko wo book kyon dega Jo govt ne change kar diya hai ? Whi book to dega Jo updated ho Aur agar 1% condition me aisa nhi hota hai to replacement ka option hai aapke pass
Post office ki delivery me problem hai books to kab ki sent ho chuki hongi Ho skta hai aajkal kharab mousam ke karan delivery me problem ho nahi to 15 days me book pahunch jati hain Ek ladki ki books 25 days me pahunchi hain iska matlab hai post office ki delivery me problem hai
Important History ki 9 geography 9 polity 9 economy 5 socialogy 4 art and culture 2 baaki science ki aur maths ki kitni padhni hai wo aap pe depend krta hai
Mil jayegi aur agar order karoge to pehle dhyan se video dekh lena Kai students galti se Hindi ka English aur English ka Hindi me order kar rahe aap ye galti mat karna
ruclips.net/video/uEWdtpvPDMk/видео.html Is video ko dekh ke manga Lena Video ko dhyan se dekhna English aur Hindi me kaise mangana hai koi galti mat karna
Sar main to 5 class mein hun fir bhi
Kis kisko 2024-25 ke liye 11th ke liye chahiye
Ha
Mujhe chahiye please
Mujhe chahiye
Ha
Mujhe 2028 ke liye Chyie
Sir ncert website wale parcel ki packaging kaise karte hai proper cardboard📦 me send karte hai, ya fhir kuch cheap paper me lapetke parcel send karte hai. Batayiye plz,
ruclips.net/video/Ob9Ex8GOvIc/видео.html
Is video me dekh lena
6 to 12 th
Ok sirji
Will I get updated book? For 2024-25 academic year
Those which have been newly revised by NCERT will be found new only and those which have not been revised will not be found not only here but anywhere else.
Kya फ्लिपकार्ड se ncert manva le sahi hongi ya nhi plz tell me sir ❤❤❤❤❤
Agar jaldi chahiye to manga sakte ho lekin quality me compromise karna hoga
Kuch link maine video ke Description me diye tum chaho to waha se manga sakte ho agr rate Kam Lage to
@@UPSC-HINDIMED kya Flipkart se mangva le sahi hongi ya nahi plz tell me sir
Sar main Hun class 5 ki to ham kya nirast book ka padh sakte hain aap jarur bataen kripya
Main samjh nhi aap kya puchna cha rahe hain?
Sir Or konse state or district se hu plzzz reply?????
Nice video ....
Sir ncert said se postel delivery me koi problem hai please check kerke reply ker dijiye
Koi problem nahi hai
History economic geography polity science ki ncrt book hindi medium ka total price Kitna h sir 🙏
6 to 12 th
Site me Jake dekh lo bhai
Sirji mai hindi medium ki lena chahata hu to hindi + english pr select krne se mil jayega kya 😢
ruclips.net/video/uEWdtpvPDMk/видео.html
Ye wali video dhyan dekhna aur tab hi mangana English mat manga Lena galti se example ke liye bata deta hu jaise Hindi English select karoge uske baad class aur uske baad sare subject khul jayenge jab sare subject khul jayenge to jaise history ka pakkad lo agar English mangani hai to our past select karni hai aur Hindi agar mangani hai to hamare atit select karna hai iski Tarike se mangani hai galti mat karna
Baki jankari ke liye video ka link Diya hai Jake dekh lena
Bhaiyaji Ek ek karke nahin manga sakte yaha se Book please tell🙏🙏🙏
Jaise hamein 9th and 10th ki History nahin chahiye to ham ese bhi kar sakte hain ya nahin hamein saari nahin chahiye ek do ko skip karke lena hai to le sakte hain ya nahin?
Tumhe jitni book chahiye tum utni hi book manga sakte ho
Aur ek book mangao chahiye sari mangao jaisa man kare waisa mangao
Sir vaha pr payment ka option diya hota h to payment km krne pr kya books pr koi effect pdta h
Kam kyon karna jitna bill hai utna hi payment karna hi hai
Ncert new edition book agle saal kis month me ayega
Month ka abhi kuch confirm nahi
Aur price me ncert said ya amazon me kitna fark hoga
Check kar lo mere bhai
Bhaiya ncert ke website ke postal order par click karte Hain toh kuch problem batata hai laghbhag do dino se ham book bhi order kiye the Aisa kyun hota hai
Aap please ek bar website par Jaa ke dekiye na ...
Kai bar server ki problem ho jati hai ab ye to ncert Wale hi bata sakte hain ki kya dikkat hai
Sir ncert book magane par delivery charge bhi dena padhega kya
Yes wo payment karte time kat jata hai 17.70 rs
Sir post office se aayegi ya delivery boy leke aayega
Post office ka postman leke aayega
@@UPSC-HINDIMED thank you sir
Sir science ncert old syllabus hai ya new syllabus?
New
Upsc ke liye purani thik rahegi ya nai wali ncert ne nai wali me kuch chapter hata diye hai.
History aap old 11 th 12th ki use kar skte hain aur baki sab new use kar skte hain
Bhaiya old NCERT books social science ka Kahan se खरीदें
bataya to hai video me kaha se buy kare isse related bahut videos hain mere channel me channel me Jake dekh lena
Thanque bhaiya
U like guide chahiye 10 th ki ncert kii kese le sakte he km price me
Online me check kar lo bhai
Kya yahan se old edition manga sakte hai kya
Nhi
Sir ji books to samajh me hi nahi aa rahi hai is website me kaun sa hai
ruclips.net/video/Sg3jGGtm4Ys/видео.html
Ye wali video dekh lena sab samjh AA jayega
Sir ncer Jo Maine website se mangi hai wo COVID 19 ka diya per hmko to new addition chahiye
Mujhe samjh nhi aa raha hai kyuki COVID wala me kuch cut Kiya hai
New addition wala me pura syllabus hai aur COVID wala kuch cut Kiya hai
Abhi new edition yahi hai filhal
@@UPSC-HINDIMED to kya abhi yahi padhna hogha
Aapke pass bhi COVID 19 wala hi book hai
Ncert ki site mai english medium mai bhut sari books available nhi hai
Ho sakta hai out of stock ho
@@UPSC-HINDIMED pta nhi sir 1 week se try kr rha hu nhi dikha rha
Bhaiya ye Hindi me hoti hai ya English me quki main Hindi medium ka student hu
Dono madhyam me hoti hai
Bhai English medium kada kuch books ncert site par nahi he. Ab kya re please batao
Out of stock hoga bhai agr urgent chahiye to other website se manga lo discription me buying link diye hain
@@UPSC-HINDIMED ok bhai thank you 😊
Sir reet pre sst ke liye konsi book pde
Syllabus dekhna padega
Yah sub jo book list hai wah hindi mudiyam ka hai ya English midium ka
Dono ka hai English mangao ya hindi
@@UPSC-HINDIMED medium m hindi english dono a rh to order krne k baad kon si medium ki book ayegi
Bhaiya ye sari books or sarkari school ki books same hai kya
Yahi books government school ki books hain
@@UPSC-HINDIMED toh eske jagah government school se book le ke pdh sakate hain
@@Bihari_Babu_03dzBhai yhi confusion hmko bi h...mere pas govt.school ki book h...usi se pd rhi bt u tube pr alg dikha rhe NCERT book ...smjh ni a rha kya kru
@@struggleToSuccessLife Mera confusion door ho gya ab
@@Bihari_Babu_03dz kaise
Sir ji physical education ki book chahiye 9th se 12 th tk
Mil jayegi ncert official website se dekh ke purchase kar lo
Kripya Ek Jaankari Dene Ka Kasht Karein..!
Abhi Haal Hi Me NCERT Ki Kitabo Me Kuchh Badlaaw Huye Hain Aur Kuchh Chapters Kam Kiye Gaye Hain.. To Kya Ab NCERT Ki Books Order Karne Pe Yahi Badli Huyi Kam Chapters Wali Books Mil Rahi Hain Ya Fir Abhi Bhi Pahle Wali Bina Badlaaw Ki Kitabein Mil Ja Rahi Hai..?
Kriya Batane Ka Kasht Karein..!
Kyonki Taiyari Ke Liye To Bina Badlaaw Wali Kitabein Hi Behtar Hain..!
Bhai ek baat batao ncert me changes kisne Kiya ?
@@UPSC-HINDIMED Mahoday, Kya Aapko Ye Nahi Pata Ki Central-Government Ke Nirdesh Par NCERT Ki Books Me Se Kuchh Chapters Kam Kiye Gaye Hain..?
Ye News To Akhbaro Me Bhi Thi..!
@@KumarkrishnaKumarkrishna-ve3hk bhai shab main whi baat aapko kehne ka prayas kar Raha hu ki jab central govt ne change kar diya hai to ncert apko wo book kyon dega Jo govt ne change kar diya hai ?
Whi book to dega Jo updated ho
Aur agar 1% condition me aisa nhi hota hai to replacement ka option hai aapke pass
kis kis ko2024 - 2025 me ncrt chahiye
Mujhe chahiye
Mujhe chahiye
Bro yeh old ncert hai za new???
New
NCERT books 6 history.politis bhugol kaise milega.
ruclips.net/video/uEWdtpvPDMk/видео.html
Ye old book aayegi ya new abhi chapter hta diye vo
New book hain
Sir 3 April me order Kari thi but Aaj 1 month se jyada ho Gaya hai but aabhi bhi nahi aayi hai payment initiated dikha Raha hai ...plzz sir 😢
Pehle check karo ki payment kata bhi or order bhi hua hai ya nhi
Sir book to kar diya hu uska apdate kaise milega
Update nahi milta 15 days me book aati hain
@@UPSC-HINDIMED acha sir ji .dil se dhanyabaad sir ji apne bahot achchi information di h video ke madhyam se
Thanks a lot
Sir Flipkart se manga sakte hai
Bilkul manga sakte hain
Class 6 maths
Sir please bata dijiye ki kab tak aayegi book 22 din ho gaye
Post office ki delivery me problem hai books to kab ki sent ho chuki hongi
Ho skta hai aajkal kharab mousam ke karan delivery me problem ho nahi to 15 days me book pahunch jati hain
Ek ladki ki books 25 days me pahunchi hain iska matlab hai post office ki delivery me problem hai
bhai tumhri books aa gyi thi
6 to 12 ncert how much?
Video me bataya to hai check kar
Sir aapne to Amazon ka link de diye hai aur pure video me aapne sirf NCERT ke officials site se mangane ki salah de rhe h😅
Jisko jaldi chahiye time Kam hai uske liye Amazon ke link diye hain
Sir lane ke baad paisa dene ka option nahi hai
Nhi
Sir mujhe jhe order karni he
ruclips.net/video/uEWdtpvPDMk/видео.html
Is video ko dhyan se dekhna ki kaise mangana hai koi galti mat karna Hindi ki jagah English mat manga Lena
Total kitni books h bhai
Important History ki 9 geography 9 polity 9 economy 5 socialogy 4
art and culture 2 baaki science ki aur maths ki kitni padhni hai wo aap pe depend krta hai
Please sir bataiye
Cash on delivery option nahi hai
Bhai ji hame ncrt ki book magani hai class 3 plese mo no beje baat karni hai
Book kha se mangye aur kya home delivery possible h ,delhi me specially northwest.
Topic se related channel me video mil jayengi
ruclips.net/video/uEWdtpvPDMk/видео.html
Ye video dekh lena
Sir kya Anna book dege
Kya dege?
Class 11 ki pcm ki book mangani hai 2024-2025 ki mil jaygi
Mil jayegi aur agar order karoge to pehle dhyan se video dekh lena Kai students galti se Hindi ka English aur English ka Hindi me order kar rahe aap ye galti mat karna
NCERT books class 11......12 chahie
ruclips.net/video/uEWdtpvPDMk/видео.html
Is video ko dekh ke manga Lena
Video ko dhyan se dekhna English aur Hindi me kaise mangana hai koi galti mat karna
Hello sir cash
Class 10
Class 1 se class 12 tak ki mil jayengi
Any time call kar skte hai sir ji
Any time nahi bhai raat ko main sota bhi hi hu
नमस्कारसर जी भैया जी मुझे ज्यादा किताबें चाहिएहोलसेल कक्षा 6 से 10 तक की हिंदी माध्यम वाली
To bhai shab distributor se sampark karen
Kar diya sir ji
Kya kara?
Hindi aayega ki English mein
Dono available hain
Ncrert English Medium
9th Class ki Book Shop Address Dariya Ganj
Bhai Kya kehna chah rahe ho?
sir ji puri book list dejye na sir
Piche ki videos me de rakhi Hain videos watch kar lena
Book magane ke lia mo no bheje
Mobile number ka kya karoge Jo process bataya hai waise hi mangao
Hello bhaiya mera paisa to kat gya hai lekin kaise pta chlega order ho gya hai??
Aapke mail me purchase order number aaya hoga