Drive section ka har ek parts check kar liye driver ic , capasitor, zener, MOSFET change kardiye phir v dc 12 volt dene k baad dc amper high horaha hai
Sir mere pass Ek battery charger hai Jo 24 volt output nikalta hai vah kharab hua tha main uska MOSFET 35n60 change kar diya load resistance5ohm bhi change kar diya jo kharab ho gaye the aur power chalu Kiya Sab healthy tha lekin Jaise hi battery se connect Kiya aur charging par Lagaya Ek Bar charge hone ke bad fir se mospet aur load resistance kharab ho gaya, Jab battery se connect karte hain tabhi mosquito load registration kharab Hota Hai Aise healthy hi rahata hai power on karne par,30 amp ka he charger, Prashant west point company ka hai
Nyc video Sir mere pass bhi same card hai usme problem hai inverter ok but jaise hi mains de rahe hai mains me aane ki baad overload show ho rha hai aur buzzer baz rha hai
Sir je mere pass ek inverter aya h Microtek eb800 sine wave usme MOSFET ftp03n03 laga h vo mil nahi raha hai sine wave me or kon kon se number ke MOSFET laga sakte hai pls sir bata do jo asani se available ho thanks......
Sir microtack smd mai positive channal eak side 14volt dusri side 6volt h.smd83202change ker di zinner hata deya over load aata h .nagetive chanal thik h.
Hai sir mai karnataka se ho mera name PRAMOD Microtek Ups EB 1100 VA Par ek problem hai mains/charging/ups on sab ok hai But UPS MAODE PE LINE Left side aarahaa hai Mains mode pe Right pe aarhaa hai sir
Microtek invetor 1115watt mein jab invetor mein bijali input hota hai to output current Kam Ara ha hai jab input current bandha kartein Hein to output current sahi hota hai
Sir jee hamare pas yek set aaya hai 1115e2+ iske Sare mosfet jal gaye the to maine change kar diya par avi do chanal pe 4.26 ke pulse mil rahe hain baki dusre pe 13.67 mil rahe hain aur 83202 ic v maine change kar diya hu fir vi drive volt nai ban raha hai aur D21 ke lokeshan pe yek diod hai usko bar bar kharb kar de raha hai kaya upay kare help me sir
Ek mai 7 so bata raha hai or ek mai 6 so bata raha hai to ghar mai dusara invatar sahi karna chahu to us mai bhi ghar 7so yaha 6 so bataye to invatar mere sahi hai sir plz reply
Sir mere pas 1115 watt sineway inverter usme problem yah hai ki jyu bijli jati hai vh overload bta ke output nhi deta hai fir fuse nikal kr vapis lgane ke bad shi chal jata hai
Agar eak side se 3 volt aor dosre side se 12-13 volt drive miljaye to Kia krein Inverter on on karne par overload bata raha hia , Charging mood mea theek chal raha hai
Microtek shine wave inverter mein drive voltage 1 channel per 4.4 2 chanel per 4.4 3 channel per 13.07 4 chanel per 13.07 hai kya ye drive voltage ok hai please reply me
Sir plz meri problem solve kijiye ek 24×7 inverter hai usme drive ic resistance zenor diod ye sab change kar diya hai fir bhi on karte se mosfat ud jata hai. 3 bar mosfat change kar chuka hu
namaste sar yah jo hai change over nahin hamare pass Jo inverter hai uska change hoga Kam nahin kar Raha hai sar cal inverter on hone per agar Mel lagao to Mel aane per inverter off kar do tab bhi men per hi men mod per hi rahata hai sar ji sa
Sir ji mane AK galti Kar di mane Kiya ki battri ke + ka tar khol ke Kutcher der bad me joke sot lqga under me tab se out put band ho gaya sir gi mosket phat gaya hai chenj kare ne pe how jayga
नमस्ते सर आप का वीडियो बनाने का और उस को बताने का जो तरीका है बहुत बढ़िया है मुझे अभी तक कोई भी ऐसा नहीं मिला जो आप की तरह से समज़हा सके बहुत बढ़िया सर
Thanks
U r right
Very nice video sir ji ❤
Sir aap ke Samjhane Ka Tarika bahut Achcha hai Ek Bar Mein samajh aa jata hai thank you sir
Ap bahut achi tarah se bata te h sir thanks dil me ap kuch nahi rakhte h dusre ki tarah
Sir aaj pahli baar aapki video dekha rha hoon aur dekhne se pahle hi subscribe aur like kar diya hoon🙏🙏
Tq
Veri good sar SMD PCB repair hoti hai aaj dekh liya
Thanks for information sir je
Good job
accha samjaya
Very nice sir ji 👍 thanks 😊
Thank you so much Sar 🙏🙏🙏🙏
You are really genius sir
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👌👍👌👌👌
Good job sir ji thanks 🙏.
Great video 👍👍👍
Good video sir
Sar video Achcha hai Mera problem inverter on karte hi overload a jata hai
Kon sa company
So fine, keep it up so more, thanks a lot.
thanks for this video
wonderful explanations . thanks a lot bai
Good सर शुक्रिया
Thinks vir app ki video se bahot halp hoo rhi hae ji
Super video sir
Drive section ka har ek parts check kar liye driver ic , capasitor, zener, MOSFET change kardiye phir v dc 12 volt dene k baad dc amper high horaha hai
Very good job
Nice
Thanks
Vai mera 600EB microteka fushe tik hay LED nahi hay or line supply hai battari connection dene k sad sad DC me connection out hota hai
Sir mere pass Ek battery charger hai Jo 24 volt output nikalta hai vah kharab hua tha main uska MOSFET 35n60 change kar diya load resistance5ohm bhi change kar diya jo kharab ho gaye the aur power chalu Kiya Sab healthy tha lekin Jaise hi battery se connect Kiya aur charging par Lagaya Ek Bar charge hone ke bad fir se mospet aur load resistance kharab ho gaya, Jab battery se connect karte hain tabhi mosquito load registration kharab Hota Hai Aise healthy hi rahata hai power on karne par,30 amp ka he charger, Prashant west point company ka hai
Nyc video
Sir mere pass bhi same card hai usme problem hai inverter ok but jaise hi mains de rahe hai mains me aane ki baad overload show ho rha hai aur buzzer baz rha hai
Aapka inverter backup de raha hai ya nahi
@@KanhaElectronicsGenius
Inverter backup de rha hai
Eb900 vs smd board par bhi video banaye please
Drain side theek ok hai positive side Aggarwal Nikal Raha hai
Mere pass ek din baitha hai vah repair usmein light nahin a Raha kya Karen
Perfect 🙏
Good
good video
Very good video
Data list video may nahi dikha
50 w lot 200 w no lot
Arise inverter ki bhi ki bhi jankari aapke dwara ho sakti hai kya
1125 hB inverter microtek kuchh der bad apne aap se maspet charging period mein uda deta hai jismein ki main p55 Maine lagaya tha
❤❤❤
Hlo sir p105n3ll ki Jaghah irf 3205 mosfit dal shakte hai
Thanks sir
Sir namaste sir inverter parts chahiye kaha milega
Sir microtek smd hai जिसमे drive कम ज्यादा बन रही है क्या prblam ho सकती है
Suparb
Sir je mere pass ek inverter aya h Microtek eb800 sine wave usme MOSFET ftp03n03 laga h vo mil nahi raha hai sine wave me or kon kon se number ke MOSFET laga sakte hai pls sir bata do jo asani se available ho thanks......
सर जी एस एम डी कार्ड माइक्रोटेक इनवर्टर में लुमिनस का ट्रांसफार्मर कैसे लगाएं यदि नहीं लग रहा है तो कृपया मुझे बताएं
Heavy-duty 2350 24v overload
Sir microtack smd mai positive channal eak side 14volt dusri side 6volt h.smd83202change ker di zinner hata deya over load aata h .nagetive chanal thik h.
Dr inverter ka wiring diagram aur konsa wire ka kam kya hai usko samjaye sr please
Output ok charging problem signal only signal not charging
Apne jo video me dikhaya hai wahi wala inverter hai smd kit wala
Hai sir mai karnataka se ho mera name PRAMOD
Microtek Ups EB 1100 VA Par ek problem hai mains/charging/ups on sab ok hai But UPS MAODE PE LINE Left side aarahaa hai Mains mode pe Right pe aarhaa hai sir
sir v8 par video laea plzz
Microtek invetor 1115watt mein jab invetor mein bijali input hota hai to output current Kam Ara ha hai jab input current bandha kartein Hein to output current sahi hota hai
Ine Charon channel per zener diode kitne watt ka lagege
Sir 83202 ic pin no. 2 me 7volt aa rha hai asked resistor 470 me 3.5volt hai
Hello sir
Sir jee hamare pas yek set aaya hai 1115e2+ iske Sare mosfet jal gaye the to maine change kar diya par avi do chanal pe 4.26 ke pulse mil rahe hain baki dusre pe 13.67 mil rahe hain aur 83202 ic v maine change kar diya hu fir vi drive volt nai ban raha hai aur D21 ke lokeshan pe yek diod hai usko bar bar kharb kar de raha hai kaya upay kare help me sir
Sir aap luminous ka bhi karte h
Sir hmara inverter eb900 dc 12 volt denne pr shi chl rha h lekin mains dene pr tik tik ki aawaz aati h aur light bhi blink krta h
Sir ji 83202ic ko suplayi di jati hai vo rasitens 4.7E jal jati hai chargig ke time par
Sir irfb7545na mile to kya lagaye
Sir microtek 24×7 me main cap.4700if 50volt bar- bar fool hate he Kay karun
Ek mai 7 so bata raha hai or ek mai 6 so bata raha hai to ghar mai dusara invatar sahi karna chahu to us mai bhi ghar 7so yaha 6 so bataye to invatar mere sahi hai sir plz reply
Sir g v4 microtec me 350v aut he kiya kare
इस काङ मे low battery or overload ki video dalo
Ok
BTA140 MAIN ON SHORTING AND BURNING BTA140
👍👍👍🙏🙏🙏❤️💯💯
Microtek smd pcb 900V63 mosfet ok but drive not come what's the problem?
Microtek sw e2+1225 modal ka inviter me charging adjust kashe krna h isme na hi preset diya hua h
Priset ke jagah par lm358 lgaya gya h
Aap jo video me kit dikha rhe h vo hi kit h
@@amitranjankumar776 Han ji
Sir mere pas 1115 watt sineway inverter usme problem yah hai ki jyu bijli jati hai vh overload bta ke output nhi deta hai fir fuse nikal kr vapis lgane ke bad shi chal jata hai
4082 muje pno 3.aur 4 2.5 v milrahai aur 2aur 7 1.5 folt bataye
Agar eak side se 3 volt aor dosre side se 12-13
volt drive miljaye to Kia krein Inverter on on karne par overload bata raha hia , Charging mood mea theek chal raha hai
Mosfet ke bare me bataye sir kon sa mosfet kis me lage ga p80 lagate h ham senveb me or palen me kya ye sahi h
Sahi h but aap agar 7545 sine wave me lgate ho acha hota
Dear sir microtek EB 700 v4 model me drive theek aa rahi but 400 watt load nahi Le pa raha hai sir kya kre 300 watt load theek chalta hai sir
Microtek shine wave inverter mein drive voltage 1 channel per 4.4
2 chanel per 4.4
3 channel per 13.07
4 chanel per 13.07 hai kya ye drive voltage ok hai please reply me
Ok h
Sir plz meri problem solve kijiye ek 24×7 inverter hai usme drive ic resistance zenor diod ye sab change kar diya hai fir bhi on karte se mosfat ud jata hai. 3 bar mosfat change kar chuka hu
Sir Hyundai 800va invetar ke musfat chall chukey hai 3 3 hai dono side konse number ka dalega kese jane
Aap 7545 dal do
@@KanhaElectronicsGenius sir dusri side ke wahi chalege koi problem toh nahi hogi.. please reply sir ji thanks
Sir
Microcontroller pin 9 me jayda aur 10 me Kam aa raha hai to Kaise Thik hoga plese replay
Bhai sahab output kam voltage nikaalne ka kya falt hai sar btana ji
Is kit me 14v ac fd Bek nahi diya gaya he .to AC out put kese study rehta he.
1 or 2 chenal par drive volt 5.9
3 or 4 chenal par drive volt 8.9
Please solution
Sir namaste krupiya ak WhatsApp group baneye
namaste sar yah jo hai change over nahin hamare pass Jo inverter hai uska change hoga Kam nahin kar Raha hai sar cal inverter on hone per agar Mel lagao to Mel aane per inverter off kar do tab bhi men per hi men mod per hi rahata hai sar ji sa
Same bored all drive volt ok
Overload problem
Drive volt kitne ban rahe hain
sir aas ke video ma
Sar 83202 ke jagah our kounsa number lagega
namaskar sir same pcb me +ve mosfet ke gate par switch off rahne par 11v aur switch on karne par 7v ho jata hai sujhaw de
Aap is board me abhi tak kya kya chenge kiy hain phahle a btay
Microrek new model 100 watt ka load par thik chal raha ha par 200watt ka load par overload
700smd AC मे जोडते हि AC powerआतिहे DCजोडतेहि AC DCबन्द होजाताहे
Mospad Sem number ka nahi hone ke bad kya krba hoga Sr
24×7 me 4700-50volt kayo fat hate he sir
7545 mosfet ki jgha aur konsa mosfet lga skte h ?
P80
1 said
Board repair sikhna he mujhe
Eb1100 MICROTECH me driver voltage 10v ban ja raha hai kya kre
Microtek eb 900 mai MOSFET change karne ke baad out put nahin aarhi hai
Without bettry connect mains on bta rha hai
Sir I am in tamil nadu.ex.numeric.please send me trouble shooting chart details 🙏
Sir mughe is inverter ka diagram chahiye
Sir mujhe driver ic chahiye online kha milega
Sir ji mane AK galti Kar di mane Kiya ki battri ke + ka tar khol ke Kutcher der bad me joke sot lqga under me tab se out put band ho gaya sir gi mosket phat gaya hai chenj kare ne pe how jayga
Ha