Sir mera central bank of india ka Csp account hain may monthly kitna bar phonepe google pay se transaction kor sekte hain sir ...yani kitna transaction limit hota hain sir monthly
Sir mene central bank me account bana lia online ek link mila money deposit krne k liye mene nahi kia or mera phone me upi qdd nahi ho raha bank account show hi nahi ho raha kindly help.🙏🏻🙏🏻
Hello sir mene aaj ek ac me 1500 dal raha tha Cent net banking se paisa cut gaya lekin reciever ko mila nhi.. Aur limit 100000 ho gya.. To kese pata chale ki hamari limit iss month me konsi date tak ki simit hoti?
Bhai Aaisa account batao Jo Zero Balance Ho Physical Passbook mile Virtual Debit card Free Ho Upi transaction Failed ka Charge N ho (KOTAK Ko Chor K) Federal sahi h na bhai Federal me account opening k time option aata h na physical Card Select krne ka? Aur Koi h Kya Best Jo sab facility de
Sir toh payse kare bhje onilne 25 rupay or transaction karna hai to..??
Sir mera central bank of india ka Csp account hain may monthly kitna bar phonepe google pay se transaction kor sekte hain sir ...yani kitna transaction limit hota hain sir monthly
Vaise to normal savings account par par day 1 lakh ki limit hoti hai to aap 1 lakh par day kar sakte hai
Chhota account Hai to 6 bar
Sir mene central bank me account bana lia online ek link mila money deposit krne k liye mene nahi kia or mera phone me upi qdd nahi ho raha bank account show hi nahi ho raha kindly help.🙏🏻🙏🏻
Dear ho sakta hai account khula hi n ho kya aapko ac no. Mil gya hai
Sir 1 month me 6 withdraw kara maine ab MONEY WILL BE REFUNDED show horha hain google pay me😢
Mai samjha nhi dear❤️❤️
@@Financebanking central bank of India saving bank account withdraw nahi horha
Dear aap branch me jaye withdrawal kar sakte charges katenge but kat sakte hai
Same problem
Central Bank of India me 1Month me 6 bar transaction ho reha hi 😢
Hello sir mene aaj ek ac me 1500 dal raha tha Cent net banking se paisa cut gaya lekin reciever ko mila nhi.. Aur limit 100000 ho gya.. To kese pata chale ki hamari limit iss month me konsi date tak ki simit hoti?
Paisa kab aayega vapas account me? Pls sir batao na
Dear maximum 7 working days me koi bhi payment clear ho jata hai
Sir me central bank me kitna ammount ek baar me jama kr skta hoo jisse income tax ka notice na aaye?
1.5 lakh
sir current acunt me 1 year me kitna cash jama kar sakte hai
2 lakh free per day kar sakte hai agar iske upar karte hai to 1 rupees per thousand min 50 maximum rs 15000+gst tak charges dena hoga
Help me Bhai centre bank account hai isme me 1 month me kitni len den kar skta hu
Dear 5 transaction aap monthly kar sakte hai aur par day 2 lakh hi kar sakte hai
Bhai Aaisa account batao
Jo
Zero Balance Ho
Physical Passbook mile
Virtual Debit card Free Ho
Upi transaction Failed ka Charge
N ho
(KOTAK Ko Chor K)
Federal sahi h na bhai
Federal me account opening k time option aata h na physical Card Select krne ka?
Aur Koi h Kya Best Jo sab facility de
Do account hai ek sbi ka and ek 1000 min quaterly balance union bank dono bahut sahi account hai bhai
@@VivekVlog7 union bank me server down ka koi issue hota h kya
Jyada
@@MangeshYadav-ny9pe bilkul nhi koi pareshani nhi hai best hai
@@VivekVlog7 Thanks
SBI Bank BSBD √S BSBDA kya antar hai
Upi per day kitna baar kar sakte hai ?
10 baar dear but aap ek din me 1 lakh rupay se jyda nhi kar sakte hai
Sab se ghatia ba k hai.. internet Banking ki maximum limit 1000000 ki hai. Jo ki bada bhi nai skte.. Ghatia bank.
6 bar jayda transfer nhi hota please help
Chhota account Hai 1 Mahina me 6 bar se Jada upi Ni hota hai
@umeshshriwas6007 bade acount ka name kya hai.
Ek or sabal.... ki is account ko bada account me convert kare to hoga kya
@@SanjitBaskey-fd8io chhota account Hai to bada ban Jayega normal saving account
@@umeshshriwas6007 bank Jane ke baad kya bolenge
Minmum balance ka paisa rok nhi skte h
Agar ek din zero kar diya to dusre din uska double kar ke dal do ya 15 din zero 15 din double koi charge nahi lagega
ZERO BALANCE ME UPDATE NAHI HOGA AB
👍
Thanks
Zero balance with free sms and virtual debit card all bank option detail
1st Like
Second View
Thanx dear❤
@@VivekVlog7 Welcome