Jazakallah,MashaAllah, boht khoob prhaya ap nay,mujhay aik masla darpaish aa raha h Kay jab mein nay suaad ko prha to meray sanaya uliya sanaya sufla k sath nahin milay.Ap mujhay is k baray mein kya mashwara dain gay?
Agar kisi ke upar ke daat bade aur bahar ki taraf nikle hue hai tab is condition me vo apne upar aur neeche ke daato ko kaise milakar huroof ada kare...
Keep continue Can you please guide me how to recite correct? Q: 1 sura Al Hamd me “Maleke” ya fir ‘malike’padhne ka Isi tarah seratal or siratal padhne ka aur Ehdenas ya fir Ihdenas padhne ka مَالِكِ يَوْمِ الدِّينِ {4} إِيَّاكَ نَعْبُدُ وإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ {5} اهدِنَــــا الصِّرَاطَ المُستَقِيم 6} صِرَاطَ الَّذِينَ وَلاَ
we will say Malike not Maleke as it is majhool according to Tajweed. but keep in mind do not long this "li" place specially in "Malike". similarly Siratal is correct.. and Ihdenas is correct..
Makharij ki vedio banane ke liye aap ka shukriya...In vedioes se alhmdulillah kafi malumaat hasil hui..
Jazak Allah Khair... Kafi Khushi hoti hai ye sun kr k Allah ny is qabil banaya...
Ap Masha Allah se buhat achey se samjhtey hain kuch puchne ki zarort hi nahi hoti
Allah pak ap ko jaze e khair ata fermay ameen ye Rub ul Alameen
@Nosheeshah Khan Jazak Allah for your kind words.. Ameen
Bhut khoob
ص ko mota padhna matalb jaban ke pichle hisse ko uthana murad hai ?
Assalamualikum
ص ko mota padhna matalb jaban ke pichle hisse ko uthana murad hai kya?
ko mota padhna matalb jaban ke pichle hisse ko uthana murad hai ?
zuban b uthay gi or awaz b buland ho gi..
Jazakallah,MashaAllah, boht khoob prhaya ap nay,mujhay aik masla darpaish aa raha h Kay jab mein nay suaad ko prha to meray sanaya uliya sanaya sufla k sath nahin milay.Ap mujhay is k baray mein kya mashwara dain gay?
g milnay ny murad qareeb ho jaty hian..
@@HafizBilalEnglish Shukriya,Allah ap ko jaza kasrat say day,Ameen
@@lubnakousar4520 Aameen..
Bilal bhai harf ko mota (pur) kese kiya jata he
g zuban ki back side ko oper ly kr jatay hian..to awaz pur ho gi..
Bhai ص ko mota karne mein problem aa rahi he
g ghor sy sunay or practice jari rakhain..
Makhrij ky naam bi btaya krain plz
Sanaaya sufla ka kinara kise kehte h
Samnay k danthon k kinaray...
Agar kisi ke upar ke daat bade aur bahar ki taraf nikle hue hai tab is condition me vo apne upar aur neeche ke daato ko kaise milakar huroof ada kare...
g jitna koshish kr saky asasni sy utna kr lay....
ZAban jab uper uthti hai to kinara zaban ko uthana hai ya phir zaban ka beech wal hissa
Keep continue
Can you please guide me how to recite correct?
Q: 1 sura Al Hamd me “Maleke” ya fir ‘malike’padhne ka
Isi tarah seratal or siratal padhne ka aur Ehdenas ya fir Ihdenas padhne ka
مَالِكِ يَوْمِ الدِّينِ {4}
إِيَّاكَ نَعْبُدُ وإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ {5}
اهدِنَــــا الصِّرَاطَ المُستَقِيم 6}
صِرَاطَ الَّذِينَ وَلاَ
we will say Malike not Maleke as it is majhool according to Tajweed. but keep in mind do not long this "li" place specially in "Malike". similarly Siratal is correct.. and Ihdenas is correct..
We will read Malike, Siratal and Ihdenas these are correct sounds..
Assalam o alaikum mujhe makhraj no 12 nahi milraha plz link
Wa Alaikum Salam
Here is the link of Makhraj No 12
ruclips.net/video/mDKx8eKNwTU/видео.html
Jazak Allah
@@gulabkhan8841 Ma Shaa Allah Good
مجرج نمبر 14 نظر نہیں آرہا
Saad ka nahi samjha
भाई मोटी आवाज किस तरह से अदा की जाये , मुंह भर कर या किसी ओर तरह से ।
Bilal sir , suad ko pur(mota) karne ke liye koi picture wali video banao
Salam
Thik se samajh nahi aya