सुगम पास से राम मंदिर का VIP दर्शन ऐसे करे | Ram Mandir Me Sugam Pass Se Kaise Jaye | Ram Mandir
HTML-код
- Опубликовано: 6 фев 2025
- सुगम पास से राम मंदिर का VIP दर्शन ऐसे करे | Ram Mandir Me Sugam Pass Se Kaise Jaye | Ram Mandir
ayodhya ram mandir darshan kaise karen, ayodhya sugam darshan, sugam darshan ayodhya, ram mandir sugam darshan, ram mandir sugam darshan pass, sugam darshan ram mandir, sugam darshan, ram mandir free sugam darshan pass, ram mandir vip darshan, ram mandir vip darshan kaise kare, rammandir vip darshan kaise karen, ram mandir darshan ayodhya, ram mandir me darshan kaise kre, how to book sugam darshan ram mandir, rammandir sugam darshan, ram mandir darshan kaise karen
#niceayodhya #sugamdrashan # #ayodhya #ayodhyarammandir #ayodhyadham #ayodhyahotel #ayodhyaramkipaidi #ayodhyatemple #rammandirayodhya #22january2024 #ayodhyadevelopment
5 baje se 7 baje tak ka timing me sugam darshan pass se light show dekh sakte hai kya
Ram mandir me abhi lighg show nahi chalta. Aur abhi sugam aur vip drashna nahi ho rha hai. Waise kb aa rhe hai
@@NiceAyodhya maine 12 february ka sugam darshan pass book kar liya h
Toh uss din hi aayege
Waaha koi sasta family ke liye dharmsala mil jaayega n?
Ji ha mil jayega. Mere pleylist me jakar dekh sakte near ram mandir ke pas ki kai videi bnaye hai
@@NiceAyodhya1 February ko mera sugham darshan book hai,darshan ho jayega na
Ramlala darshan hua. Bahut achcha laga
Bhayya mobiles allowed ram mandir ,🤔
Allow nahi hai abhi
App Kasia le gye
Jai shree Ram 🙏🙏
Jai shri Ram 🚩🚩🚩
Agar hum sugam darshan book krte ha to uske bas booking id aur pdf print se hi sugar darshan ho jate ha na kyuki usme likha ha ki 24 hours phele ek conformation msg ata ha par wo nhi aya hmpe
हो सकता है भाई मैसेज ना आया हो क्योंकि इस समय अयोध्या राम मंदिर में भाई बहुत ज्यादा भीड़ मतलब हद से ज्यादा भीड़ है तो फिलहाल अगर आप सुगम दर्शन जा रहे हैं तब प्रिंट लेकर जाएगा क्या पता उसे एंट्री दे दे अगर नहीं देंगे तो फिर भाई उसमें आप कुछ नहीं कर सकते हम भी कुछ नहीं कर सकते लेकिन उम्मीद है कि अगर आप पास लिए रहेंगे तो उसे एंट्री मिल जाएगी।
Thanks
Sugham darshan hogia apka?
आप बहुत अच्छा कर रहे हैं ❤
मेरा एक प्रश्न था.
यदि आपके पास आरती पास है, तो क्या सुगम दर्शन पास आवश्यक है? क्या "सुगम दर्शन" में दिखने वाले सभी दर्शन आरती के समय किये जा सकते हैं? मेरे पास दो पास हैं, यदि सभी दर्शन मेरे आरती पास से हो जाएंगे तो मैं "सुगम दर्शन" Cancle कर दूंगा। इस विषय पर थोड़ा कहना उपयोगी होगा।
धन्यवाद ❤
जय श्रीराम ❤❤
Jai shri Ram 🚩🚩🚩
Jai shree ram
Jai shri Ram 🚩 🚩🚩
Maine do log ka pass banaya sugam darshan ka, ab nana ji bhi jana chahte hai unka entry mil jayega hum logo k sath
Request krna. Sayad ho jaye. Lekin adhaar rakhna
Bhai pass sirf dekhte h ya QR code check bhi hota h pls reply krna
Qr Code Check hoga aur. Verify Hone ke bad aage ke liye Entry Milegi
Agar mobile allow nahi hai toh aap kese lekr gye?
Us samay permission tha. Aur abhi nahi hai. Aur abhi bheed ke wjha se 28 january ko sabhi ko permission mila tha
@NiceAyodhya mtlb normally Sulabh darshan vale phone carry kar sakte hai
Ayodhya me saste me aacha khana ke bare me video banao bhai jo khilane ke sath sath parcel bhi karta ho
Maine video bna rakhi hai. Dekh lijiye. Hanuman gadhi ke pas me hai
Mobile allow h Kya
Allow abhi nahi hai
Phone allowed hai kya bhaiya sugam darshan me
Phele tha. Ab nahi hai
Sugam Darshan pass se kitne time m darshan ho jata hai? Mera slot 3 pm-5pm ka hai, toh agar 3 pm mein jaun toh kb tk darshan ho jaega?
15 se 20 tk. Entry se lekar wapas aane tk me
is mobile or camera allowed inside the temple bro..?
Earlier mobile phones were allowed in the temple but now they are prohibited from carrying mobile phones
@NiceAyodhya Thanks how much time will it take for Sugam darshan..? For Senior citizens any special short line available..?
@@bhaskarmangala3689 30 se 45 min
Phone allowed h andar?
Phele tha lekin abhi band hai
Sughan pass mandir mai ban jata hai kya same day?
Nahi. Paas aapko 15 din phele Sri Ram janm bhumi tirth chetrh pr jakar bnana hoga.
@ website hai ye?
@@sachinbhatt2695 ha
Sugam darshan can bring camera to ram mandir sir?
Nahi le ja sakte hai
Aap kaise le gye ???@@NiceAyodhya
Mobile is allowed?
Abhi allowed nahi hai
VIP Sugam darshan pass receipt ke alawa kya check hota hai ?
Adhaar Card
जय श्री सीताराम
Jai shri sita ram 🚩
Sugam darshan krne k liye kurta dhoti pehn na anibrya hai kya
Nahi.
Hum log bhi phone prangan me leke jaa skte hai kya?
Nahi leke ja sakte
Sugam darshan k liye kitne din phle pass lena hota h
15 din phele.
Saryu aarti or leser show ki timing kya h
7 bje
Bhaiya agar 9-11 ka slot ho to 9-11 beech me kabhi bhi jaa sakte hai? Ya 9 baje se pehle pahuchna padega?
Kabhi bhi ja sakte hai
Bhai aap Mobile kaise leke gye please bataye kal mei v jane wala hu mere pass v sugam darahan ka pass hai
Permission lena padta hai bhai. Sbko nahi milta
@@NiceAyodhya bhai permission kisse ley thoda batao bhai
Phone lekar jana allow h kya
Phone allow nahi hai
Sugam Darshan pass kaisa banbaia
Ye aapko khud Hi bnana padega.
Jiska site hai Sri Ram janm bhumi tirth kshetra
Phone kaise le kr gye bhai.. Hame b batao..
Sbka mobail allow nahi ho payega bhai
Q nahi bataoo to kese jayega mobile
Hm Ek Ac Technician Hai. To hmara ho gya kyuki Wnha ki Ac Hmi Dekhte hai. Isiliye Mera Ho Gya
Mobile kaise lekar gye nhi please bataiye
Sbka nahi ho payega
phir bhi kese lekr gae kha se permission lia y to btao
Bhai online booking karne ke baad pass kaha se milega
Usme Pdf File milti hai. Usko bhi print krwa sakte hai. Nahi to sri ram janm bhumi tirth office me mil Jyega
bhaiya pass online book ho gaya hai ab vaha jakar counter par mobile number batana padega kya paas ki copy ke liye,aur agar slot 7 se 9 hai to 7:15 ke baad nhi jaa sakte kya kyoki instruction diya hai 15 minute bad entry nhi hogi aur haa traditional kapde jaruri hai kya? bhaiya please reply❤❤❤.
subscribed you
Ha counter pr number btana padeg. Aaisa kuch nahi hai. Ap kisi bhi samay ja sakte hai 7.15 bje ke bad bhi ja sakte hai. Aur kapde me bhi aaisa kuch nahi hai kuch bhi pahen ke ja sakte hai. Aur drashan ki baat kre to kisi bhi samay ja skte hai
Kahan se banega sugam pass?
Ap khud bna sakte hai Online
@@NiceAyodhya nhi mil rha
Site hai. Sri Ram Janm bhumi Tirth Chetr. Isi pr bnega
Ticket kitne ki hai?
Free hai
Mndir ma phone allow h
Phele tha Ab nahi hai.
Yaha tak mobile lekar jaane detA h kya
Nahi
Mobile kese le gaya o jaroor bataya
15 din phele permission leni padti hai Dm office me. Aur sbko nahi milta permission
Vip dharsan phone allowed inside the temple
Nahi hai
@@NiceAyodhya how to take video inside temple
Maine bahar permission liya huaa tha
@@NiceAyodhya, Permission kaha se lena padega mobile ke liye
Permission kaisa liya?@@NiceAyodhya
Bhai bss ek confusion dur kar do ki prabhu shree ram k keval darshan hi kar sakte h yaa puja v kar sakte h log
Sirf drashan kr sakte hai bs. Aur kuch nahi.
Tum vip me nhi ho waha pr vip nhi hota vo sugam darshan hota h smje babu 😅
Bahut acche se 😊