Bhai ho ske to aap reet mains science maths level 2 ke liye batao complete syllabus review & poora syllabus time rahate complete ho ske hr topic ke source ke sath with teaching method science maths ke plz plz हंबल request h aap se or umeed bhi kaha se kaise kiya jaye ye to btao jee
Ha bhai Mujhe bhi aapse kuch tips chahiye Me bhi reet mains level 2 science maths se teyari kar raha hu Meri 2017 me b.ed ho chuki hai Par abhi bhi bhi berozgar hu
@@EduBoosterAcademy family me Kuch personal problem ke karan disturbance raha, ek baar bhi syllabus pura nhi kar paya 2023 reet mains ki teyar 4 mahine ghar se baar rahkar ki thi phir bhi 105 number hi aaye
Bhai reet l1 mains exam k lie ek video or planning btaye kha se or kya pdhe Plsss ise jroor btna Boht se students mere jaise mains ki hi tyari only kar rhe h Sst science math yani subject ki tyari kya ho sab btao
Bhaiya please mere comments ko please read krna or reply jarur dena , mere dhikshan vidhiyo ko pdne k bad bhi question nhi bethte h please btayiye ki kese padu me unhe, mere no. Hi umne hi kat te h please suggest
Hello sir meri reet 2022 clear hai lekin maine vo exam b.ed second year k sath diya tha lekin reet ka result pehle aaya or b.ed second ka baad mein to kya sir mein third grade mains k liye eligible hu ya nhii Esi validity k aadhar pr pehle wala third grade bhii diya tha please sir guidence kre
@EduBoosterAcademy lekin sir kuch keh rhe hai reet se pehle b.ed degree complete honi chahiye..to esk according validity nhii hai to sir aage third grade mains k liye koe problem to nhiii hogi na agar REET dubara nhii diya to..
Please sir aap teaching mathod karwado please
ha start shortly
Bhai ho ske to aap reet mains science maths level 2 ke liye batao complete syllabus review & poora syllabus time rahate complete ho ske hr topic ke source ke sath with teaching method science maths ke plz plz हंबल request h aap se or umeed bhi kaha se kaise kiya jaye ye to btao jee
ok next video usi pe krege
Ha bhai
Mujhe bhi aapse kuch tips chahiye
Me bhi reet mains level 2 science maths se teyari kar raha hu
Meri 2017 me b.ed ho chuki hai
Par abhi bhi bhi berozgar hu
@@Rajasthangk-e7d Haan bhai aap apni question comment kr de
@@EduBoosterAcademy family me Kuch personal problem ke karan disturbance raha, ek baar bhi syllabus pura nhi kar paya
2023 reet mains ki teyar 4 mahine ghar se baar rahkar ki thi phir bhi 105 number hi aaye
@@EduBoosterAcademy ab mera question hai ki syllabus time pe kese pura kare
Kese revision kare
Rajsthan gk old padhe yaa new
Bhai reet l1 mains exam k lie ek video or planning btaye kha se or kya pdhe
Plsss ise jroor btna
Boht se students mere jaise mains ki hi tyari only kar rhe h
Sst science math yani subject ki tyari kya ho sab btao
1-2 din m ispe video dal denge
Bai science math level 2 book bataye
Bhai pichli mains ma coaching ki thi toh aab kya kare aapka hisab. Saa aur mains ke.liya bhi batao kuch
@@SAHILKHAN-vy8sb bhai ab only apne notes ka revision kro aur practice paper lgao
Mohit G good work
Umesh Goyal principal
Thank you sir
Maths ki bookaur konse teacher se pade
Sanskrit shiksha vibhag grade 3rd teacher bharti alg se hogi kya sir ji general reet main se
Haa ji
Bhaiya please mere comments ko please read krna or reply jarur dena , mere dhikshan vidhiyo ko pdne k bad bhi question nhi bethte h please btayiye ki kese padu me unhe, mere no. Hi umne hi kat te h please suggest
Aap pahle solved ques kre...uske bad Ques practice kriye
Pandit gi mahoday......aap shikshan vidhiyo ko kab padhayenge .....jaldi se class laga do
ha ab start krege jaldi
Science math l 2 walo ke liye bataye
uspe hum detail diacuss krege next video m
Aap sikshan vidihya ki classes laga skte ho ky sirji 🙂?
Thnks bhaiya vedio ke liye
Sabka...tarika...dekha....pr....aapse...best ..kisi..n nhi..samjaya
.
...sir
..
Thank you Aapka bahut🙏😊
Kalam academy ki konsi book h sir please video m bataiye mujhe purchase krni h
कलाम शैक्षणिक रीति विज्ञान
Very nice sirji.
Thank you sir😊
Very good 👍 🙏 thanks
Thank you sir🙏🌺
Sir science maths ka teaching mathod kha sa kare
Plz reply
Hello sir meri reet 2022 clear hai lekin maine vo exam b.ed second year k sath diya tha lekin reet ka result pehle aaya or b.ed second ka baad mein to kya sir mein third grade mains k liye eligible hu ya nhii
Esi validity k aadhar pr pehle wala third grade bhii diya tha please sir guidence kre
Aap eligible ho👍
@EduBoosterAcademy lekin sir kuch keh rhe hai reet se pehle b.ed degree complete honi chahiye..to esk according validity nhii hai to sir aage third grade mains k liye koe problem to nhiii hogi na agar REET dubara nhii diya to..
@@ManishaMeena-ni6hb Dekho vese to ap eligible ho, but aap exam delo usme kya problem hai...usse prep chalti rhegi shi flow m
Mohit bhai aap first grade ki preparation kr rhe ho kya
ha bhai
@EduBoosterAcademy maths se ya other subject se
Bhai aap Math ka btao muje to
aap...samja..itna acha...rhe..ho...to..padate..kitna acha ..honge
🙏😊
bhai aapne iit jam kis subject se nikala kha se tayari ki thi aapko konsi iit Mili thi plz reply
Physics se
Sir aapne online coaching ki thi ya offline
Khi bhr jaa kr ki thi ya ghr se hi
@@lokeshsharma414 maine self kri thi bhai books aur you tube ki help se
Bhaiya aapke 3rd grade me 102 rank kitne number par mili thi mains me
219.5156
@@EduBoosterAcademy aane wali bharti me kitni cut off ja skti obc ki
Matlab sanskrit vibhag ki bharti me
@@EduBoosterAcademy plz reply
@@pawanmalav22 Bhai ye predict krna kafi mushkil hai
Reet main exam gk ki best book suggest me please 🙏🙏🙏🙏😢
Objective m disha 20-20 krlo, baki apne coaching notes pdhe aap
Nice
Thank you!
❤❤
Jinke 2022 wali reet clear h unko deni hogi reet 2024
nhi
Sir apse personal bat kese kre
@@RahulSharma.2005 t.me/mohit_thepositive