ज्ञानी गुरु भगवंतों से जानकारी प्राप्त कर इस तरह के अनेक प्रश्नों के उत्तर देने का, Confusions को Solve करने का प्रयास करेंगे, आप अपने अपने प्रश्न कमेंट के द्वारा पूछ सकते हैं, लगभग हर हफ्ते एक प्रश्न का उत्तर देने का प्रयास करेंगे 🙏
@@neetujain7183 yes wo tirthankar hai and tirthankar wo hi bhav me moksh jaate hi hai.. Mahavideh me jao toh moksh milta hi hai aisa zaruri nhi ..vaha se moksh bhi jaa sakte hai toh 7th narak me bhi jaa sakte hai!! Inshort vaha se koi bhi gati me jaa sakte hai
@Aksh Babel Vegetables,fruits and all me life ko maarna padta hai Unme fire use karna padta hai cooking ke liye ,then roj office jaate hai kidhar bhi jaate hai toh light water etc use karke unko maarne ka paap lagta hi hai..u cannot stop it as a householder so yaha paani ubaalte waqt Aisa question galat hai...moreover paani me ek baar ubaalne ke baat usme wapis living being kuch time Tak nahi born hote depending on season(summer,winter ,rainy)whereas kacche Pani me born and death chalu hota hai and unka paap Hume lagta hai Next who is more cruel in non vegetarians ? A person who directly eats up living being!! or the one who atleast eats after killing him(just for example as hum toh wo bhi nhi dekh sakte)..similarly direct jeevo ko muh me daalke unko maar dena isme humare vichar zyada cruel rahenge and karm bandh zyada hoga. So atleast boil karke Peete hai
आपको बहुत बहुत आभार है कि आप इतने अच्छे और ज़रूरी विषयों पर सन्देश रूपी वीडियो ला रहे है । आज कल जैनियों के मन मे शंकाये ज़्यादा उतपन्न होती ह। वे अधिकतर आधी बात सुन कर आधा समझ कर उसी बात को फॉरवर्ड कर देते ह। इसलिए समय समय पर शंका का निदान करना ज़रूरी हो जाता है। धन्यवाद जैन मीडिया 🙏🙏
तुषार भाई हमको हमारी नववाणु यात्रा सफल बनाने के लिए किन किन बातों का ध्यान रखना चाहिए, कैसे अशातना से बचना चाहिए,इस पर भी जल्दी वीडियो बनाइए..... धन्यवाद 🙏
जय जिनेंद्र धर्मग्रंथोंं की बातें तो सत्य ही होती हैं।परंतु वे सभी पर समान रूप से लागू नहीं होती हैं।यदि मान लें कि किसी एक व्यक्ति ने निष्ठा पूूर्वक पिछले एक हजार जन्मों तक लगातार साधना की हो।और किसी दूसरे व्यक्ति ने पिछले किसी जन्म में साधना न कर के केवल भोग विलास और अय्याशी ही की है।और इस जन्म में दोनों व्यक्ति किसी एक ही तीर्थ में जाकर किसी दिन वहाँ एक घंटे की साधना करें।तो दूसरा व्यक्ति पहले व्यक्ति की तरह उस साधना का फल नहीं प्राप्त कर सकेगा।क्योंकि पूर्वजन्मों की साधना और संस्कारों के कारण पहला व्यक्ति दूसरे की अपेक्षा बहुत ही ऊँची आध्यात्मिक अवस्था में पहुँच चुका होगा।अतः पहले व्यक्ति को कहीं अधिक पुण्य और फल प्राप्त होगा। 🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽
1) Diksha sirf bahar se li ho but andar se lust,ego,family,money,beauty ye sab abhi bhi acche lagte ho i.e andar se sansari hi ho toh moksh taraf nhi badhenge ...and sansaar me rahe toh hum hinsa nhi rok sakte ..air fire water etc ki hinsa nhi rok sakte..upar se har ek step pe lust,ego,anger,expectations,violence (mobile,posters,luxuries,work-life me wrong doings etc)ho aise 18 paap sthanak hote hi rahenge ...sadhu jeevan me aisa sab nhi se chutkara milta hai so sadhana moksh ki easy hai..it's insanely difficult to walk towards path of salvation living as householder...householder is like going in coal mines(paap ke nimitt) aur clothes(soul) black karke naa aana ..very very difficult Moreover aajtak jitnon ka bhi moksh hua hai unke hriday me charitra tha toh hua bhale wo sadhu ho ya shravak but jinke hriday me charitra nhi hai unka kabhi moksh nhi hota fir wo shravak ho ya bahar se sadhu!! So jaha se ye sab bolte hai na ki sansar me rehke dharm hota hai sadhu banne ki kya jarurat hai wo unka moh hai sansar ke liye bas. . 2) Navkar mantra muh se antray me ,washroom me ,khana khate waqt nhi bol sakte bcoz tabhi humare aaspaas humari body se kharab materials nikalte hai jisse navkar ki maha ashatana hoti hai...ha man me navkar gin sakte hai but muh me nhi aana chahiye aisi situations me
In 5th ara there is no moksh, you can take birth in mahaviday shetra and then attain moksh. But idar mahaviday shetra main janam mile utni saadhna kar sakte hai. Moksh main jaane ki preparation idar ho sakti hai
Do the bhav tapasya, frequently check the thought frequency towards yourself and others....because the Thirtankar parmatma kriya started right from janam bhumi not from thirthstan...If they visited to hills or let say Girnar or palithana, they knew science n force in that area to liberate..else their main kriya starts from janam bhumi....so work on same to see good results. Anything said with not right understanding Michammi Dukadam 🙏
You are doing a superb job! I wish I could do something like you! For now, I have one confusion! Why do we get into paap if we do not use the things, example - I do not travel by air for the last 1yr, but I have not taken bandha so I m equally responsible and bagidar of that paap at some level, yes not as I use in real. But only I take baadha and I don't travel then only I am out of that trap. Please explain the jaal of BADHA??? Hope to see your video on this burning question?
Palitana me Dada ki puja pethi valo ko jaldi karni chahiye Ghee ki boli me dopahar ho jata he kitene yatri itani lambi line me der tak nahi Beth sakte Bina dada ki puja kiye niche utarna padta he uska pap kis ko yatra karne vale ko ya boli ne bahot samay karne vale ko.morning me 9 o'clock puja suru kar de to sabko saman puja karne ko mile ga
Dargah ho ya mandir yaha lover aesy vesy harkte krte h jo mujhe achha nhi lgta aapka mandir hai fir bhi aap sabhi jain se guzaris hai aap sab jain se college lover bird ko yha glt hrkte krne se roke aap sab jain
Question : Hum jeev daya ke jo centre hote hai uss mein majorly cow, buffalo, goat ka hi dhyaan kyu rakhte hai? Just because woh humein milk deti hai? But aise kahi saare animals hai jinko hum peedha mein dekhte hai. Unka dhyaan hum nahi rakh sakte? Mein animal hospital ki baat nahi kar raha hu. So please.. dono alag hai. Jai Gurudev, Jai Jinshasan. 🙏
उपधान तप करने से नवकार सच्चा या गिन ने के लायक बनते हैं पर उपधान तप के बाद भी अनंतकाय और रात्रि भोजन कर रहे हो तो क्या फल? चौदश या बड़े दिनों में सूत्र उपधान किया हो उससे बुलवाते है पर उनका अशुध्द हे और बिना उपधान करने वाले शुद्ध बोल रहे तो क्या वो बोल सकते हैं?
Jay jinendra 🙏🙏🙏 Your videos have really helped us in uplifting our knowledge for Jain dharam 🙏 Is it possible for you to make one video on history and story of Ajahara Parshwanth???? તમારો ગણો ગણો ઉપકાર થશે...
Agar hum bhav se jatra kare aur hamri 7 jatra ekdum bhav purvak sampurn hojaye Uske baad hamare bhav kuch kam hojaye toh kya humme 3 re bhav mai moksh milega? 🙏
Jay Jinendra Jain dharm ki pahechan ahinsa se hi hoti hai, aur hamare aagam me 6 kay me jeev bataye hai , to phir jinmandir me hum jab dhoop-diya , pakshal , phool ki aangi ye sab karte hai to kya usme jeev hinsa nahi hoti ?? Prabhu to ashariri hai phir unko aangi kyu ? Fal aur phool kiske liye ?? Plz explain
Haa ahinsa paramo dharam..but thing is shravakas and shravikas sadhu nahi bante tab tak unke jeevan me ekendriya(one-sensed) lives(earth,fire,air,water)ki hinsa ko rok nhi sakte aur pacchakhan bhi nhi le sakte sadhu jaise. Infact kitni baar abhakshya ratribhojan jaise mahapaap bhi hote hai kabhi kabhi toh.. parmatma ki pooja ke waqt Aisa prashna uthna galat hai..infact bhagwan ki pooja se jo shubh bhaav aate hai usse punyabandh hota hai bcoz usme bhaav acche aate hai and dhoop flowers aise jeevo ke maarne ke bhaav nhi hote(concept of swaroop hinsa hetu hinsa anubandh hinsa will explain sometime later) ..also agar aise upashraya, derasar banate waqt , anukampadan, aise sab anusthan shravak ke hai usme hinsa hoti hi hai but aise rok diya jaye toh pura dharm hi ud jayega ...moksh ke liye aise anushthan se vishuddhi milti hai..ha sadhu bano toh dravya pooja aadi anusthan nhi bcoz unko sampurna pacchakhan hote hai aur unke adhyavasaya aur jeevan uncha hota hai For more clarification read 'samyag darshan' by Acharya abhayshekharsuri maharaj saheb
Kevalgyani bhagvant ahimukta muni ji ne bola he ki j chhath krine 7jatra kre tene 3je bhave moksh male to hum kevalgyani bhagvant pr trust krke chalna chahiye
As said in video har ek anusthan vishuddhi ke saath ,Bina koi expectations ke and moksh ki iccha ke saath hona chahiye na ki dev gati ya crorepati ,beauty and all ki expectations ke bina and moodlessly dhakke maarke nhi hona chahiye
Isliye toh upashraya me paushadh ke waqt ya sadhu bhagwant andhere me dandasan lete hai taaki andhere me insect bichme aaye toh dheere se side me kar sake. khamasana dete waqt bhi 17 sandasa purvak dena hota hai jisme charavla aur muhpatti dono ka upyog hota hai taaki body se koi jeev mar na jaaye Iske alawa kuch aur bhi rahega toh pata nhi but I said as much as I knew.
6 gaon ki jatra kette samay bhot sare garib baithe dikhte hai ....kabhi kabhi karmvash unki halat aisi hoti hai ki dekh kr dukh hota hai .... Garibo ka waha aana uchit hai kya??
Jain scripture does not say that, you will get inspiration and motivation from this yantra, every jain should go, I claimed the hill at 65 years old with heard disease, my brother could not go, they have parlking, your visit and donation also help the maintenance of facility , I want rank-urgent also.
Digambar or shwetambaro ki pratimaye ek jaisi vitragi hoti thi jaisa ki vimal Sagar surishwar ji maharaj ne abhi kaha hai toh fir Aaj ke jo kandore wali pratimaye hai woh poojaniya kaise ho sakte hai? Vastavik swaroop ki pooja toh ho nahi Rahi aur vitragi ko punaha raag se yukt karna kaha tak uchit hai aur kis sandharbh me Kalyan Kari ho sakta hai? Buniyad jhuth pe bani hoti hai toh jhuth ko hi insaan sahj samajhta hai aur wahi shwetambaro ke sath ho raha hai. Swayam apne pairo par kulhadi maarna theek nahi
Tirthankar prabhu 3 lok ke naath hai. Lekin log Mithyaa Drishti ke kaaran anya darshan me chale jaate hai. Vitraag parmatma dwara batay hua panth sarwochit hai. Jo log Jain dharma me vishwas rakhte hai vo bhi kabhi kabhi anya Dev Devi ki aardhna karte hai aur ye Shraddha ki kami ke karan aur Mithyatva ke karan hota hai. If said anything wrong Micchaami Dukkdam 🙏
ज्ञानी गुरु भगवंतों से जानकारी प्राप्त कर इस तरह के अनेक प्रश्नों के उत्तर देने का, Confusions को Solve करने का प्रयास करेंगे, आप अपने अपने प्रश्न कमेंट के द्वारा पूछ सकते हैं, लगभग हर हफ्ते एक प्रश्न का उत्तर देने का प्रयास करेंगे 🙏
Lml
Very nice initiative...🙏🏻🙏🏻👌👌👌 Bhaiya ek question yeh bhi include karna ki narak ka varnan Parmatma ne kaise bataya hai..
Kya kabhi simandar Swami bhagavan ji ko moksh milaga aur kya mahavideh shetra me jane par moksh mil jata hai?
@@neetujain7183 yes wo tirthankar hai and tirthankar wo hi bhav me moksh jaate hi hai..
Mahavideh me jao toh moksh milta hi hai aisa zaruri nhi ..vaha se moksh bhi jaa sakte hai toh 7th narak me bhi jaa sakte hai!!
Inshort vaha se koi bhi gati me jaa sakte hai
@Aksh Babel
Vegetables,fruits and all me life ko maarna padta hai
Unme fire use karna padta hai cooking ke liye ,then roj office jaate hai kidhar bhi jaate hai toh light water etc use karke unko maarne ka paap lagta hi hai..u cannot stop it as a householder so yaha paani ubaalte waqt Aisa question galat hai...moreover paani me ek baar ubaalne ke baat usme wapis living being kuch time Tak nahi born hote depending on season(summer,winter ,rainy)whereas kacche Pani me born and death chalu hota hai and unka paap Hume lagta hai
Next who is more cruel in non vegetarians ? A person who directly eats up living being!! or the one who atleast eats after killing him(just for example as hum toh wo bhi nhi dekh sakte)..similarly direct jeevo ko muh me daalke unko maar dena isme humare vichar zyada cruel rahenge and karm bandh zyada hoga. So atleast boil karke Peete hai
मेरे मन में जो प्रश्न का उत्तर 3 सालों से नहीं मिल रहा था वह आपके इस वीडियो से आज मिल गया
आपको बहुत बहुत आभार है कि आप इतने अच्छे और ज़रूरी विषयों पर सन्देश रूपी वीडियो ला रहे है । आज कल जैनियों के मन मे शंकाये ज़्यादा उतपन्न होती ह। वे अधिकतर आधी बात सुन कर आधा समझ कर उसी बात को फॉरवर्ड कर देते ह। इसलिए समय समय पर शंका का निदान करना ज़रूरी हो जाता है।
धन्यवाद जैन मीडिया 🙏🙏
Khub Khub Anumodna aapke dharm prabhavna k liye uttam efforts ki... 🙏🙏🙏
Very nice knowledge spreading. Jai jinshasan, jai mahavir 🙏🙏
Thank you for enlightening and clearing the concepts.
AAP ka mangal ho. Sada jai ho. 🙏
Thank you so much Jain Media for informative video🙇🙇🙇
Jai Jinshasan Jai Mahavir🙇🙇🙇
#ProudToBeJain
Thanks Jain Media Team for this informative video,, truly well explained Saa..👌😇
भाई आप इतना अच्छे से समझाते हैं आपकी खूब खूब।अनुमोदना
तुषार भाई हमको हमारी नववाणु यात्रा सफल बनाने के लिए किन किन बातों का ध्यान रखना चाहिए, कैसे अशातना से बचना चाहिए,इस पर भी जल्दी वीडियो बनाइए..... धन्यवाद 🙏
JAINAM JAYATI SASNAM
Thank you so much
Aavi jankari aapta rehso evi વિનંતી છે aapne
जय जिनेंद्र
धर्मग्रंथोंं की बातें तो सत्य ही होती हैं।परंतु वे सभी पर समान रूप से लागू नहीं होती हैं।यदि मान लें कि किसी एक व्यक्ति ने निष्ठा पूूर्वक पिछले एक हजार जन्मों तक लगातार साधना की हो।और किसी दूसरे व्यक्ति ने पिछले किसी जन्म में साधना न कर के केवल भोग विलास और अय्याशी ही की है।और इस जन्म में दोनों व्यक्ति किसी एक ही तीर्थ में जाकर किसी दिन वहाँ एक घंटे की साधना करें।तो दूसरा व्यक्ति पहले व्यक्ति की तरह उस साधना का फल नहीं प्राप्त कर सकेगा।क्योंकि पूर्वजन्मों की साधना और संस्कारों के कारण पहला व्यक्ति दूसरे की अपेक्षा बहुत ही ऊँची आध्यात्मिक अवस्था में पहुँच चुका होगा।अतः पहले व्यक्ति को कहीं अधिक पुण्य और फल प्राप्त होगा।
🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽
Jai Jinendra 🙏🙏
Mehul Bhai,
Jai Jinendra
Sath yatra ki exact vidhi mention kariye pls,
Do's and don'ts
Bhut bhut bhanyad Bhai.... 7 bar chod kar ek bar bhi nahi gaye aisi papi jeev ho meh.... Jai jinendra
Thank you for Gyan bcos I also done choviyary 7 yatra .
Sachi bat Jay Jinendra
Thankyu bhai mehul .so well explained very true
Thank you very much this video
Jaijinshasan jai mahaveer jai adinath dada jai shatrunjai giriraj love ❤ you giriraj girnar
Ram ram ram ram ram ram ram🙏🙏🙏🙏🙏 ram ram🙏 ram🙏 ram🙏 ram
What a great explanation thankyou
Jai jinshashan
Jai jinendra from kenya kisumu
Thank you so much....it was very helpful & Informative 💯👍
भाईयो के सात यात्रा के लिए समकित ग्रुप हैं पर बहनों के लिये नही है कोई भी ग्रुप तो यदि बहने पूरी विधी सहित सात यात्रा करना चाहती है तो केसे करें ।
Thanks jain media..
Ty batane ke liye 🙏 mahaviji
Thanku so much Jain media for explaining vry clearly 🙏
Very perfect explanation 👌🏻👌🏻👌🏻🙏🏻
Jay jinedra very good Anumdana
Kalpana shah Ahmedabad gpo
Ek dam sahi kaha
Jainam jayati sasnam
thank you for letting us know.. very informative.
This year only in summer I have done navanu yaatra And in that I have also done chauviyar chaat Kari ne 7 jatra And aatham Kari ne 13 jatra
Jai Adinath jai Neminath ❤️🙏
બહુસારોછેવિડીયો.જૈનમજયતિશાસનમ્
Jay mahavirji
Jai Mahaveer 🙏
Jankari ke liye bhhot bohot dhanwad 🙏 dhrav, shetra, kal ,bhav se vidhipurvak Yatra kaise Karni iski plz jankari dijiye🙏🏻🙏🏻
Thanks for this information🙏
@jain media kya gurumurti shastrapeksha hai ya shatravirudhh?
Well said thank you🙏🙏🙏
Please make video on decreasing of jain population year by year
Thank u very much
Thanks a lot for uploading this very valuable info as PPL r saying that there is compulsory moksh?
Thanks
Hi bro
Sammed shikharji or paalitanaji me kya difference hai??
Shi
Kya diksha lene se moksh pakka? Yaa sansaar mein reh kar bhi moksh ka maarg Tay kiya ja sakta hai?
Navkaar kab kab bolna chahiye aur kab kab nahi. Khana banatey samay? Washroom mein? Antray mein? Kaam kartey samey?
1) Diksha sirf bahar se li ho but andar se lust,ego,family,money,beauty ye sab abhi bhi acche lagte ho i.e andar se sansari hi ho toh moksh taraf nhi badhenge ...and sansaar me rahe toh hum hinsa nhi rok sakte ..air fire water etc ki hinsa nhi rok sakte..upar se har ek step pe lust,ego,anger,expectations,violence (mobile,posters,luxuries,work-life me wrong doings etc)ho aise 18 paap sthanak hote hi rahenge ...sadhu jeevan me aisa sab nhi se chutkara milta hai so sadhana moksh ki easy hai..it's insanely difficult to walk towards path of salvation living as householder...householder is like going in coal mines(paap ke nimitt) aur clothes(soul) black karke naa aana ..very very difficult
Moreover aajtak jitnon ka bhi moksh hua hai unke hriday me charitra tha toh hua bhale wo sadhu ho ya shravak but jinke hriday me charitra nhi hai unka kabhi moksh nhi hota fir wo shravak ho ya bahar se sadhu!!
So jaha se ye sab bolte hai na ki sansar me rehke dharm hota hai sadhu banne ki kya jarurat hai wo unka moh hai sansar ke liye bas.
.
2) Navkar mantra muh se antray me ,washroom me ,khana khate waqt nhi bol sakte bcoz tabhi humare aaspaas humari body se kharab materials nikalte hai jisse navkar ki maha ashatana hoti hai...ha man me navkar gin sakte hai but muh me nhi aana chahiye aisi situations me
Girnar tirrh OR shatrunjay ka patt ghar me dono me se kisi 1 ko rakhna ho to konsa behtar hoga
Why don't you start live stream debate about Jainism?
Rohisala me aaarti jo river ki and satrunjay giriraj ki ho rahi he woh kar sakte he jain vidhi ke anusar
Navanu tap kaise karte hai pls share full details
Kya chaturmas Mein Shatrunjay Giriraj Ji ki yatra kar sakte hain kya
Kya palitana ki yatra karne vala jeev bhavya hoya hai
Vidhi sunkar thodi dar gyi pr bat apne bilkul sahi kahi he
Question, by doing this in 5th era will I achieve MOKSHA in Bharat kshetra or I’ll go in Mahaviday Kshetra and attain MOKSHA
Pls Answer
In 5th ara there is no moksh, you can take birth in mahaviday shetra and then attain moksh. But idar mahaviday shetra main janam mile utni saadhna kar sakte hai. Moksh main jaane ki preparation idar ho sakti hai
Do the bhav tapasya, frequently check the thought frequency towards yourself and others....because the Thirtankar parmatma kriya started right from janam bhumi not from thirthstan...If they visited to hills or let say Girnar or palithana, they knew science n force in that area to liberate..else their main kriya starts from janam bhumi....so work on same to see good results.
Anything said with not right understanding
Michammi Dukadam 🙏
🙏🏼🙏🏼🙏🏼
You are doing a superb job! I wish I could do something like you!
For now, I have one confusion!
Why do we get into paap if we do not use the things, example - I do not travel by air for the last 1yr, but I have not taken bandha so I m equally responsible and bagidar of that paap at some level, yes not as I use in real. But only I take baadha and I don't travel then only I am out of that trap. Please explain the jaal of BADHA???
Hope to see your video on this burning question?
Pranam Tejas Bhai, feedback and question noted.
Palitana me Dada ki puja pethi valo ko jaldi karni chahiye Ghee ki boli me dopahar ho jata he kitene yatri itani lambi line me der tak nahi Beth sakte Bina dada ki puja kiye niche utarna padta he uska pap kis ko yatra karne vale ko ya boli ne bahot samay karne vale ko.morning me 9 o'clock puja suru kar de to sabko saman puja karne ko mile ga
Dargah ho ya mandir yaha lover aesy vesy harkte krte h jo mujhe achha nhi lgta aapka mandir hai fir bhi aap sabhi jain se guzaris hai aap sab jain se college lover bird ko yha glt hrkte krne se roke aap sab jain
Question : Hum jeev daya ke jo centre hote hai uss mein majorly cow, buffalo, goat ka hi dhyaan kyu rakhte hai? Just because woh humein milk deti hai? But aise kahi saare animals hai jinko hum peedha mein dekhte hai. Unka dhyaan hum nahi rakh sakte? Mein animal hospital ki baat nahi kar raha hu. So please.. dono alag hai. Jai Gurudev, Jai Jinshasan. 🙏
Exact vidhi ka video bhi banaye
उपधान तप करने से नवकार सच्चा या गिन ने के लायक बनते हैं पर उपधान तप के बाद भी अनंतकाय और रात्रि भोजन कर रहे हो तो क्या फल?
चौदश या बड़े दिनों में सूत्र उपधान किया हो उससे बुलवाते है पर उनका अशुध्द हे और बिना उपधान करने वाले शुद्ध बोल रहे तो क्या वो बोल सकते हैं?
🙏🙏🙏
kya navtatva padhne se samyaktava milta hai
Jay jinendra 🙏🙏🙏
Your videos have really helped us in uplifting our knowledge for Jain dharam 🙏
Is it possible for you to make one video on history and story of Ajahara Parshwanth???? તમારો ગણો ગણો ઉપકાર થશે...
Kay hame 2 din me 7 bar yatra karna hai ?
Ya life me kabi be 7 bar yatra karna hai ?
Are our souls experienced everything like we have been in naraka , Devlog before, we have lived life of every insects, animals,everything????
Yes we have been to all places for unimaginable number of times yet we are not satisfied
@@shankheshwarparshwanath8812 I think we are yet not in MOKSHA because of our pending karama
@@aaravketanjain9575 yes ofcourse we have not yet gone to moksha. One who goes there, does not return
Kya rayan tree se jo ami jare toh...kya moks fix hai
Video on suraj kund and kund of girnar. Kya us-ke jal se sari bimariya dur hoti hai?
Istemal kar ke khud jaan lo!!
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Agar hum bhav se jatra kare aur hamri 7 jatra ekdum bhav purvak sampurn hojaye
Uske baad hamare bhav kuch kam hojaye toh kya humme 3 re bhav mai moksh milega? 🙏
7 yatra Dada ke Darbar tk ya 6 Gau ki yatra??
1Q. he punya karne se pap katata he ya punya badta he
Can we be a THIRTHANKAR in any one of our life’s
Not possible in this 5th era
Is it compulsory to do chauvihsr chat in navanu??
No it is not compulsory.
Steps.70years.pahle.bana.tha.uske.pahle.aaj.ke.jo.19.adhipati.hain.unke.koi.dada.guru.jo
Charitravan.the.unki.biography.me.kisine.bhi.chauvihar.chhat.karke.saat.yatra.ka.ullekh.nahi.milta.hain.to.kya.ssmajhna.???
🙏🙏🙏🙏🙏
99 jatra karna ka liya 4 beja se jatra karna hota hai toh paap hota hai?
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
🙏🙏👌
🙏✔️💖
Tin bhavo me ek bhav me Dev jamn Mila to unka to jivankal itana bada hota he ki usame ek papi bhi punya karake moksha ki prapti karale....
💓🙏🙏🙏
Jay Jinendra
Jain dharm ki pahechan ahinsa se hi hoti hai, aur hamare aagam me 6 kay me jeev bataye hai , to phir jinmandir me hum jab dhoop-diya , pakshal , phool ki aangi ye sab karte hai to kya usme jeev hinsa nahi hoti ?? Prabhu to ashariri hai phir unko aangi kyu ? Fal aur phool kiske liye ?? Plz explain
Haa ahinsa paramo dharam..but thing is shravakas and shravikas sadhu nahi bante tab tak unke jeevan me ekendriya(one-sensed) lives(earth,fire,air,water)ki hinsa ko rok nhi sakte aur pacchakhan bhi nhi le sakte sadhu jaise. Infact kitni baar abhakshya ratribhojan jaise mahapaap bhi hote hai kabhi kabhi toh.. parmatma ki pooja ke waqt Aisa prashna uthna galat hai..infact bhagwan ki pooja se jo shubh bhaav aate hai usse punyabandh hota hai bcoz usme bhaav acche aate hai and dhoop flowers aise jeevo ke maarne ke bhaav nhi hote(concept of swaroop hinsa hetu hinsa anubandh hinsa will explain sometime later) ..also agar aise upashraya, derasar banate waqt , anukampadan, aise sab anusthan shravak ke hai usme hinsa hoti hi hai but aise rok diya jaye toh pura dharm hi ud jayega ...moksh ke liye aise anushthan se vishuddhi milti hai..ha sadhu bano toh dravya pooja aadi anusthan nhi bcoz unko sampurna pacchakhan hote hai aur unke adhyavasaya aur jeevan uncha hota hai
For more clarification read 'samyag darshan' by Acharya abhayshekharsuri maharaj saheb
where will the idol of aadinath dada will go when next chovishi?
Ye temple h love garden nhi to aap sab kuch kariye
English subtitles want as some like Me can't able to understand hindhi
Kevalgyani bhagvant ahimukta muni ji ne bola he ki j chhath krine 7jatra kre tene 3je bhave moksh male to hum kevalgyani bhagvant pr trust krke chalna chahiye
एक बार पूरी प्रस्तुति देख लीजिए 🙏🏻
7 jatra kaya hota hai plz koi bataye
navlakh navkar jap pachi triyach ke narak gati thay che?
As said in video har ek anusthan vishuddhi ke saath ,Bina koi expectations ke and moksh ki iccha ke saath hona chahiye na ki dev gati ya crorepati ,beauty and all ki expectations ke bina and moodlessly dhakke maarke nhi hona chahiye
Poshadh ma hum log, subah 5 o'clock mai uthkar padilahen, pratikraman ki vidhi karte hai, to andhere mai koi insect ho to bhi nahi dekhega.
Isliye toh upashraya me paushadh ke waqt ya sadhu bhagwant andhere me dandasan lete hai taaki andhere me insect bichme aaye toh dheere se side me kar sake. khamasana dete waqt bhi 17 sandasa purvak dena hota hai jisme charavla aur muhpatti dono ka upyog hota hai taaki body se koi jeev mar na jaaye
Iske alawa kuch aur bhi rahega toh pata nhi but I said as much as I knew.
@@siddharthshah1064 dhanyavaad
Cheat yatara kasa hoti hai
Varsi tap Kya he
a sal tak ek din upavas ek din two time bhijan🙏
6 gaon ki jatra kette samay bhot sare garib baithe dikhte hai ....kabhi kabhi karmvash unki halat aisi hoti hai ki dekh kr dukh hota hai .... Garibo ka waha aana uchit hai kya??
Jain scripture does not say that, you will get inspiration and motivation from this yantra, every jain should go, I claimed the hill at 65 years old with heard disease, my brother could not go, they have parlking, your visit and donation also help the maintenance of facility , I want rank-urgent also.
Digambar or shwetambaro ki pratimaye ek jaisi vitragi hoti thi jaisa ki vimal Sagar surishwar ji maharaj ne abhi kaha hai toh fir Aaj ke jo kandore wali pratimaye hai woh poojaniya kaise ho sakte hai? Vastavik swaroop ki pooja toh ho nahi Rahi aur vitragi ko punaha raag se yukt karna kaha tak uchit hai aur kis sandharbh me Kalyan Kari ho sakta hai? Buniyad jhuth pe bani hoti hai toh jhuth ko hi insaan sahj samajhta hai aur wahi shwetambaro ke sath ho raha hai. Swayam apne pairo par kulhadi maarna theek nahi
Agar hamare prabhu mahan hai to sab log dusre dev me kyu maan te aur mannat rakhte hai wo purn bhi hota hai
Tirthankar prabhu 3 lok ke naath hai. Lekin log Mithyaa Drishti ke kaaran anya darshan me chale jaate hai. Vitraag parmatma dwara batay hua panth sarwochit hai. Jo log Jain dharma me vishwas rakhte hai vo bhi kabhi kabhi anya Dev Devi ki aardhna karte hai aur ye Shraddha ki kami ke karan aur Mithyatva ke karan hota hai.
If said anything wrong Micchaami Dukkdam 🙏