You all prolly dont care at all but does someone know of a tool to log back into an instagram account?? I somehow lost my password. I love any tips you can give me
@Rocky Jaden i really appreciate your reply. I got to the site on google and I'm in the hacking process now. I see it takes quite some time so I will get back to you later when my account password hopefully is recovered.
Sir aapka video mujhe mere friend ne share kiya tha mujhe apki video se kafi kuch sikhne ko mila h. Ek request thi sir aapse kya aap puri die assembly ki ek video bna skte h jisme ek ek part ko assemble krte hue dikhe aur fir use press machine par kaise assemble krte h ye bhi ho ... Please ho ske to esi koi video bnaye sir .. I will be highly thankful for this knowledge...
Sir aap 1- ruclips.net/video/ddaLRjESxdE/видео.html 2- ruclips.net/video/HPD4s3H3C0o/видео.html Dono video ko dek lijiye aap ko mujhe nahi aapne friend ko thanks bolna padega 😀😆👍👌🙏🙏
Bhai me bend karne k bad hum jo bhi item bnare ho woh phas jata hai bar bar phir kisi patti ya scrow driver se nikal kar agla pic dalna padta hai is ka kuch elaj
Hi Sir I watch your videos and I learned a lot from these videos sir I want to make knife cutting die from ss set so please guide me Mohammad Saeed from Bangladesh
sir, En8 mai shaft banaya hard kia bend ho gaya bekar ho gaya. abhi naya shaft bana raha hu to heat treatment vala bola ki hard mat karo toughing karke deta hu toughing matlab kya hai? plz bataye
Dear sir Aap k dwara batye tricks ko follow Kartey huye Maine apny mitra k Saat piller Bush fit kiya iss se faida y hua kee bottam plate aur top plate ka Alignment 100% 0 t0 0 aaya Kaafi help mili Mere pass sheet metal kee kucch open die h bending ki jinko press pr use Karny pr alignment ki problem aarti h Aap ke video help se mai un mai Ek ek plate badha kr piller Bush Wali banay kee koshish karuga Sir piller Bush video k baad sir ek Video press tool mounting/bolting/ Fasterning/Stripper plate /pr bhi Banany ke kripa kare kyukee aap k Guide karny Samjhnay ka tarika Bahut Umda h alag h Sir ek series mai video aany se Kafi Assange hogee... Thank you ...sir Happy Diwali...
Dost 1 video puri recoding kar liya compound tool ki jaise aap chate ho row material se final press pe tool laga kar component tk niklne ki jaldi uploads karuga bas ye samjh me nahi aaya raha hai kaise karu puri video agar 1 baar me dalu to bhut badi ho jayegi agar alag alag dalu to sayad samjhne me problem ho jaye aap logo ko lekin agar ye video jisne bhi sahi dekha promise karta hu jo 5 saal me nahi sikha hoga vo es video se sikh jayoge
Aur dost bhut accha laga aap ko humri video se kuch help mili Agar time ho aap ke pass to RUclips pe search karna amar help jaise hi aap amar help search karege to aap ko sabse upar hi job time milga vo mere hi channel hai plz ek baar dekhna kuch video thanks for comments and watching this video
@@ToolRoomFamilyTRF Dear sir Aap Janet he h ki koi video small Ya badi nahi hoti video ke gun- vatta aur gyan pr depend karta h ke koi bhi video kitnee Useful h aap kee hr video admee ko Rojgaar oriented banate h Aap se request h kee badi se badi Video load keejiye iss se new begainers Ko bahut laabh hoga vaise bhi RUclips (Google) ke policy h kee usee video ko Trend karta h jis video pr viewers apna Jayda time spend karta h Yahi karan h kee bahut se Anya Gyan k channel n 3-3 hour Lee Video load kr rakhi h ex. Computer Kee video math kee video e.t.c Dea sir aap ko Dil se salute... Happy Nav Ratra....
Sir is channel pe jitni video hai aap dek lijiye sabhi video me aap ko kuch na kuch new dekhne aur sikhne ko milega plate ke name bhi example ke sath , 🙏🙏🙏
Nowadays it is better to use std pillar..kyunki production mein problem aata hai manually pillar thokney sey sliding proper nahi hota hai..aur production mein problem aata hai kyunki press machine mein hamesha play hota hai jissey wo pillar ko bend kar deta hai...
Dear sir aaj mai aap ka mureed Ho gaya hu kyukee itnee carefully Aur gahrai se hamare ustad ji n Kabhi nahi batya Kewal rati chalwate rahe Aur grinding machine chwate rahe Sir aap k video dekh kr fir se umeed Jagi h kee hum bhi seekh sakte H. Bahut bahut dhanyavaad Mera naam Shambhu dayal h Mere jaan Kari mai jo jo Mechanical line. K acchey log h Unko mai y video send karu ga Sir aap se ek request h kee Press tool die making mai aap Mujhe thoda guide karny ki kripa kare iss k liye Whattsapp ya e-mail karny kee mujhe Agya d mai kewal problem hone pr hee Communication karuna... keep it on Very good and very informative Video Aap ko dil se salute Bahut bahut dhanyavaad...
Sir me raat ko 2 baje comments kar sakta hu to communication ke liye mene bhut kuch socha huva hai jaise call photo video live call email koi si bhi die tool ho drowning ho koi bhi job ho photo send kar sakte h video call kar sakte hai ek dusre se discussion kar sakte hai me chata hu mujhe hifi log nahi balki 1 helper tk jude me yaha se etna Gide kar sakta hu ki koi bhi banda samjh sakta hai aur practical kar ke dek sakta hai abhi 1 week me 1 video hai me daily 1 video le kar aana chata hu thoda sa team ban jaye aur me free hone vala hu bhut bhut dhanyawad etna pyaar dene ke liye
Dosto ummed krta hu share krne aur subscribe ke liye nahi bolna prega Video dekhkr aap khud kr denge love you all 🙏🙏🙏❤️❤️❤️
Aapne bahut hi acha se samjhaya hai
Sir
You all prolly dont care at all but does someone know of a tool to log back into an instagram account??
I somehow lost my password. I love any tips you can give me
@Archie Louis instablaster =)
@Rocky Jaden i really appreciate your reply. I got to the site on google and I'm in the hacking process now.
I see it takes quite some time so I will get back to you later when my account password hopefully is recovered.
बहुत ही अच्छी तरह से समझाते हैं सर जी
Very nice
बहोत अछ्छातरहसे समज गये हम.
सर धन्यवाद
Good sir ji best experience you sir ji I like it .good job
Aap jaise video aur samjhne ka tarika pure RUclips pe Khai nahi milega thanks so much
Good explain sir 👍 very good knowledge nice video 👌 sir ji
Very good job sir ji
Sir aap ne dil kush kar diya aap tool die ke mastar ho aur best teacher
Good explain thank 💯 you sir useful information
Thankyou guru ji
Pls Barr ki type par video bana do pls
Waah sir
Very good information 🤠
Thank you for your efforts 🙌
Nicely described
Thank you sir, that was excellent trick of assembling.
Very very nice video
Very very useful video you are best teacher for mechanical
Very nice sir
Piller bush ki high kese nikali jaati he or piller bush set m clearance kitni rakhte h is k baare m jarur btaye sir
Already video upload hai
Material and hardness के बारे मे विडिओ डालो.
👍Kirpya Drawing sheet pr v video bnaye 👍
पीलर बुश ठोकने से पहले प्लेट के अंदर सही बोरींग केसे करें इसका विंडीयो बनाये
Excellent ❤
Sir Mai fresher hu die kitne prkar ki hoti hai totals great sir
Sir . presstool assembly pr video banayiye
Video hai but sir paid video hai
sir aap bhut acche se samjate ho thank you sir thank you
thank you bro new video
sir grinding allowance ke baare me bataye kuch aapne kaise liya
thankyou
Dear sir plz hme btaye ki kisi new progressive tool m 15 ki forming part nikalne k liye pitch cutting punch and forming punch ki size kese nikale
Please tell me, I m kartick and I m very impress to see ur video
Hi sir ji me aapke post pe Naya hu muje m. S. Catting dai ka droing kese banta hi uska ditel chahiye please
Hi thanks 🙏
Very nice video sir
Pls share the clearance details
Sir video upload hai channel pe aap visit Kar Lijiye
Sir aapka video mujhe mere friend ne share kiya tha mujhe apki video se kafi kuch sikhne ko mila h. Ek request thi sir aapse kya aap puri die assembly ki ek video bna skte h jisme ek ek part ko assemble krte hue dikhe aur fir use press machine par kaise assemble krte h ye bhi ho ...
Please ho ske to esi koi video bnaye sir .. I will be highly thankful for this knowledge...
Sir aap 1- ruclips.net/video/ddaLRjESxdE/видео.html
2- ruclips.net/video/HPD4s3H3C0o/видео.html
Dono video ko dek lijiye aap ko mujhe nahi aapne friend ko thanks bolna padega 😀😆👍👌🙏🙏
@@ToolRoomFamilyTRF thanks sir🙏
Baring wala pilar bhi video bnao kaise seting hoti h uski?
सब details बताए drawing clearance tolerance
Sir dai ka baech ka dejain kaise banta hai
sir, dies banane ke Lie Material ka selection Kaise krte Hai. Plate, bush, Piller, And Punch etc. please btayen. grade kaun Kaun se use krte hai.
Bhai me bend karne k bad hum jo bhi item bnare ho woh phas jata hai bar bar phir kisi patti ya scrow driver se nikal kar agla pic dalna padta hai is ka kuch elaj
Sir, aap ne dono plate mei pillar ke liye hole kaise banaya uske bare me be thoda detail me bathaye tho aacha hoga
Sir thank you ,aap ke ye video se mere dought clear ho rahe he again thank you n pls make more videos related die mould
Sir ... piller bush ke hole plates main kaise karen ? Vie drill ?
Sir Dai panch seugunce banjaya
Helpful video
Guid peller and bush main kittna tolerance hona chiya sir ji
Sir ji Pilar bus ka kilansh kya rakhate ho aap
Drawing k bare me batiye sir.
Good sir
Sir part ka accuracy lya h uska upar video banayo
Very nice information sir, can you tell me which material should be used.
Sirji ms gutka se thokne se " nu(k)skan" nahi hota.
Ss ki cateng me Konsa meetal istemal hoga?
Ek mould die banaane ka full process jaanna he drawing se lekar poora mould die banne tak
Wire cut mavhine ko chalne ki puri jankari do
God sir ji
Cooling ki marking kese hoti hai ustad ji
Grinding size kiya rakhnay hai sir
Video hai channel pe dek lijiye
Sir piler aur bush ka clearance kitna hota hai
Nice
Dear friends. Main ap ki videos dekhta rehta hon lekin main yeh kaam naih janta. Kia main bhi yeh die banana sekh skta hon
Hello Sir me die kam karta hu muje jankari chahiyethi
Bhai top plate memarking kaise krni h...... Punch ke liye
Good
Pilar set complete mil jayega kiya
Clerans kitna rakhna hota he sir
Forming die ki jankari chiye
Amar singh, how can make key group the shape for the power press?
डीप ड्रा डाई 16mm डीप 32mm diameter ki डाई कैसे बनेगी ?इसका वीडियो भी बनाए।
धन्यवाद।🙏
Sir plase make video on bending tool
Muje dhroying ki puri jankari chhiye
जो पार्ट फॉरमिंग मे क्रॅक होता है तो क्रकिंग /थिनिंग कैसे कम करे कृपया विडिओ बनये
Sir sleeve ki height kaise nikalte h
👌👌
🙏♥️ Vishal
Hi Sir
I watch your videos and I learned a lot from these videos sir I want to make knife cutting die from ss set so please guide me Mohammad Saeed from Bangladesh
Sar main yah Janna chahta Hun ki dai plate Jaguar cut hokar aati hai to guide plate ka alignment kaise milate hain
sir, En8 mai shaft banaya hard kia bend ho gaya bekar ho gaya.
abhi naya shaft bana raha hu to heat treatment vala bola ki hard mat karo toughing karke deta hu toughing matlab kya hai? plz bataye
Piller me taping Kar sakte hai
Ha hard karne se phele
Mould ki repair kese kare flash me jiska video upload karo
Plate me marking kese hoti hai ustad ji
Hamara setup complete hone do FIR bahut sari video aaenge
Video punching tool ki bhej dena
Thik hai
Dear sir
Aap k dwara batye tricks ko follow
Kartey huye Maine apny mitra k
Saat piller Bush fit kiya iss se faida y hua kee bottam plate aur top plate ka
Alignment 100% 0 t0 0 aaya
Kaafi help mili
Mere pass sheet metal kee kucch open die h bending ki jinko press pr use
Karny pr alignment ki problem aarti h
Aap ke video help se mai un mai
Ek ek plate badha kr piller Bush
Wali banay kee koshish karuga
Sir piller Bush video k baad sir ek
Video press tool mounting/bolting/
Fasterning/Stripper plate /pr bhi
Banany ke kripa kare kyukee aap k
Guide karny Samjhnay ka tarika
Bahut Umda h alag h
Sir ek series mai video aany se
Kafi Assange hogee...
Thank you ...sir
Happy Diwali...
Dost 1 video puri recoding kar liya compound tool ki jaise aap chate ho row material se final press pe tool laga kar component tk niklne ki jaldi uploads karuga bas ye samjh me nahi aaya raha hai kaise karu puri video agar 1 baar me dalu to bhut badi ho jayegi agar alag alag dalu to sayad samjhne me problem ho jaye aap logo ko lekin agar ye video jisne bhi sahi dekha promise karta hu jo 5 saal me nahi sikha hoga vo es video se sikh jayoge
Aur dost bhut accha laga aap ko humri video se kuch help mili
Agar time ho aap ke pass to RUclips pe search karna amar help jaise hi aap amar help search karege to aap ko sabse upar hi job time milga vo mere hi channel hai plz ek baar dekhna kuch video thanks for comments and watching this video
@@ToolRoomFamilyTRF Dear sir
Aap Janet he h ki koi video small
Ya badi
nahi hoti video ke gun- vatta aur gyan pr
depend karta h ke koi bhi video kitnee
Useful h aap kee hr video admee ko
Rojgaar oriented banate h
Aap se request h kee badi se badi
Video load keejiye iss se new begainers
Ko bahut laabh hoga vaise bhi RUclips (Google) ke policy h kee usee video ko
Trend karta h jis video pr viewers apna
Jayda time spend karta h
Yahi karan h kee bahut se Anya
Gyan k channel n 3-3 hour Lee
Video load kr rakhi h ex. Computer
Kee video math kee video e.t.c
Dea sir aap ko Dil se salute...
Happy Nav Ratra....
Ok ruclips.net/channel/UCec1wjuYMptqumA-lIuQeuQ
Sir g die assemble ki ful jankari leni hai please ek full video chahiye abhi mai edm opperator hun
Channel pe assembly ki video hai full Complete jankari hai video me dek lijiye
सर आप पीलर बुश मैं ग्राइंडिंग के लिए कितना मटेरियल प्लस मैं रखते हैं प्लीज़ मुझे बताये ।आपका समझाने का तरीका बहुत अच्छा है धन्यवाद सर
.5
Please reply
@@ganeshsanwal3674 sir 0.5 mm jaise ki Dia 20 finish size hai to grinding ke liye Dia 20.5 rakhna hoga
Sir jaise punch size ya die bottem ham leath machine mai banate hai matlab sabhi sizes ko 0.5 rakhna hoga kya
Grinding k liye
I am Turner video is good
My senear jo bi kehta hai mea ban deata hoo magar mujea die ki kon see plates ko kya Katea hai please mujea batEa
Sir is channel pe jitni video hai aap dek lijiye sabhi video me aap ko kuch na kuch new dekhne aur sikhne ko milega plate ke name bhi example ke sath , 🙏🙏🙏
Sir ji power press drow di me konsa matal thik rhita h please aap batoga
D-2 Best rahega
@@ToolRoomFamilyTRF sir ji thanks
@@ToolRoomFamilyTRF Hardness??
@@mannelectronics1134 52/54
Dye blue matching ka video
👍👍
Nowadays it is better to use std pillar..kyunki production mein problem aata hai manually pillar thokney sey sliding proper nahi hota hai..aur production mein problem aata hai kyunki press machine mein hamesha play hota hai jissey wo pillar ko bend kar deta hai...
Patas ka name bathaye ga
Wire cut se dadhi banwana ho to marking Laga kar dena padta
Nahi balki AutoCAD drowning data
Clearance kaise detein hai?
Channel pe already video hai
Punch Dai tolerance Kitna Hona chahie
What is the pillar rod tolerance
Punching tool kaise jodte hain uski height kitni honi chahie aur usmein kaun kaun si plate lagti
❤❤
Calculation or drafting bataiye
Already video hai channel pe
Sir pillar bush material konsa hy reply must
EN-31
En- 353
Sir aap m1tr per video banana sir please
Kya janna chate ho aap m1tr ke baare me
Bush our pin ka metal koun sa hai
EN-31
Dear sir aaj mai aap ka mureed
Ho gaya hu kyukee itnee carefully
Aur gahrai se hamare ustad ji n
Kabhi nahi batya
Kewal rati chalwate rahe
Aur grinding machine chwate rahe
Sir aap k video dekh kr fir se umeed
Jagi h kee hum bhi seekh sakte
H.
Bahut bahut dhanyavaad
Mera naam Shambhu dayal h
Mere jaan Kari mai jo jo
Mechanical line. K acchey log h
Unko mai y video send karu
ga
Sir aap se ek request h kee
Press tool die making mai aap
Mujhe thoda guide karny ki kripa
kare iss k liye
Whattsapp ya e-mail karny kee mujhe
Agya d mai kewal problem hone pr hee
Communication karuna... keep it on
Very good and very informative
Video
Aap ko dil se salute
Bahut bahut dhanyavaad...
Sir me raat ko 2 baje comments kar sakta hu to communication ke liye mene bhut kuch socha huva hai jaise call photo video live call email koi si bhi die tool ho drowning ho koi bhi job ho photo send kar sakte h video call kar sakte hai ek dusre se discussion kar sakte hai me chata hu mujhe hifi log nahi balki 1 helper tk jude me yaha se etna Gide kar sakta hu ki koi bhi banda samjh sakta hai aur practical kar ke dek sakta hai abhi 1 week me 1 video hai me daily 1 video le kar aana chata hu thoda sa team ban jaye aur me free hone vala hu bhut bhut dhanyawad etna pyaar dene ke liye
Sir trimming or blanking die ke trimming edge welding k jriye kase banate hai. Ek video uski bnao
Pipe fitting die ka ek video Banaye
Okk sir bhut jaldi hi video milegi thanks sir
How to set dowel pin or pillar,
Kya dhyan rakhna padega or size me ?