इसमें एक दूसरा कारण भी है हमारा आधार कार्ड तो बैंक खाते से लिंक होता है लेकिन अगर बैंक में कार्य करने वाला व्यक्ति हमारे आधार कार्ड की सर्विस को इन एक्टिव कर देता है तो हम बाहर से पैसा नहीं निकाल पाते हैं क्योंकि मेरे साथ ऐसा हुआ है जब मैं ने बैंक जाकर पता किया तो मेरी आधार सर्विस को बैंक अकाउंट से इन एक्टिव किया हुआ था आप जो कह रहे हैं वह भी सही लेकिन इसमें ज्यादातर बैंक वालों को हाथ भी होता है बीसी में हमारे अकाउंट में डाल देते हैं
Sir pls mere pass khud spice money ki id hai Me hendicap hu mene apni pension khud figer se nikaali thi lekin thik 1 month baad jab dusri pension aai to wo bol rhe hai adhar card not linked your account Sir je problem muje bhut logo ke sath face krni pad rhi hai kuch btao sir ji isko kese thik kru bank me baar baar log bi nhi jate Or mera jana to vese bi muskil hai bank dusre gaao me hai door jaane me dikt hai Jab me khud nikaal skta hu to fir je problem meu
Sir mene kal hi apna adhar npci s link kraya hai scholarship k liye... But aaj msg ayaa hai ki your aeps service has been disabled... To iska mtlb kya mera adhar npci s link nhi hua hai ..abb scholar m pese n aayenge kya...???
Sir maine kyc bhi update krva li uske baad bhi meri 4 din se upi payment block kr ri hai bank mai jakar pata kia tu wahase pata kia tu unhone batya ki sab sahi hai uske baad bhi nahi ho pa rha hai
Sir grahak seva Kendra se paisa nikal ja rha hai aur balance bhi cheak ho ja rha hai to isko Bank me adhar seeding man sakte hai ky ... Aur schollership aa jayega n
सर मेरा तीन अकाउंट है क्या तीनोंअकाउंट में aeps एक्टिव हो सकता है। मैंने देखा है कि केवल मेरा एक अकाउंट में यह सर्विस चालू है बाकी दो अकाउंट में आधार सीडिंग का कार्य नहीं हो पा रहा है कृपया मार्गदर्शन देवे
Sir name aur Dob kuchh bhi mismatch nahi hai fir bhi AEPS se paisa withdrawal nahi ho rha hai, please aeps enable karne ka koi khud se online tarika bataen. please reply
As per NPCI guidelines, AEPS debit facility is disabled in your account. Please contact your Home Branch for enabling the same-Indian Bank Mei adhar card s paisa waisa nahi niklta on krana chiya ?
company Vyapar loan- Fulfill your Financial Needs. ya AEPS/DMT/MATM AUR SABHI SERVICES PAR HIGHEST COMMISSION DETE HE. SATH MAI LOAN BHI PROVIDE KARTI HA.
Good jankari ji
इसमें एक दूसरा कारण भी है हमारा आधार कार्ड तो बैंक खाते से लिंक होता है लेकिन अगर बैंक में कार्य करने वाला व्यक्ति हमारे आधार कार्ड की सर्विस को इन एक्टिव कर देता है तो हम बाहर से पैसा नहीं निकाल पाते हैं क्योंकि मेरे साथ ऐसा हुआ है जब मैं ने बैंक जाकर पता किया तो मेरी आधार सर्विस को बैंक अकाउंट से इन एक्टिव किया हुआ था आप जो कह रहे हैं वह भी सही लेकिन इसमें ज्यादातर बैंक वालों को हाथ भी होता है बीसी में हमारे अकाउंट में डाल देते हैं
Right
Kamdam sahi bat hai
Sahi bole bhai
Thanks sir. Bhout accha samjhaya
🙏🙏🙏
sir apke video bahut hi informative hote hai thank u sir
Very good sir
Good information sir 🙏
good information sir
Good
Sir pls mere pass khud spice money ki id hai
Me hendicap hu mene apni pension khud figer se nikaali thi lekin thik 1 month baad jab dusri pension aai to wo bol rhe hai adhar card not linked your account
Sir je problem muje bhut logo ke sath face krni pad rhi hai kuch btao sir ji isko kese thik kru bank me baar baar log bi nhi jate
Or mera jana to vese bi muskil hai bank dusre gaao me hai door jaane me dikt hai
Jab me khud nikaal skta hu to fir je problem meu
Sir jaisa aapne bataya mera same wahi problem hai...
Sir mene kal hi apna adhar npci s link kraya hai scholarship k liye... But aaj msg ayaa hai ki your aeps service has been disabled... To iska mtlb kya mera adhar npci s link nhi hua hai ..abb scholar m pese n aayenge kya...???
Same here
Bahut achha knowleg he sir
🙏🙏
Mera acount adhar se hi khula hai aur demographic data bhi same hai uske bavjud bhi aeps ka labh nahi le pata hu
Thank you sir 🥰❤️
Welcome 🙏🙏
Thanks sir
Welcome
Very good sir apka information
🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai mera union bank me account hai or aadhar bhi link hai par aadhar card se check karne par account not present btata hai
Right sir nice
Sir meri Nani ka fingerprint Kam hi kr rha h phle karta tha ab nhi kar rha ha koi dusra option ha kya paise nikalne ka pnb bank
Sir maine kyc bhi update krva li uske baad bhi meri 4 din se upi payment block kr ri hai bank mai jakar pata kia tu wahase pata kia tu unhone batya ki sab sahi hai uske baad bhi nahi ho pa rha hai
Sir biometric karne ke bad bi nahi ho rha hai
Sir aapne last me bola ki AAP bilkul free hai iska matlab ki ho aapka video dekhta hai uske pass koi kaam nahi hai
Sir grahak seva Kendra se paisa nikal ja rha hai aur balance bhi cheak ho ja rha hai to isko Bank me adhar seeding man sakte hai ky ... Aur schollership aa jayega n
Mera v same problem h bhai...paisa aaya tumhara??
@@aman.py_ aya bro but mai Indian post payment bank se account khula liya jo sida seeding ho jata h ... Kuki SBI wale seeding nhi kar rhe the
Adhar seeding ho bhi sakta he
Sir AEPS disable ka MSG aaya h plz btaeye kya kru sir ,bank toh aadhar se link h na 😕😕😕fir ye msg q aaya h sir
e kyc bank me Jake krva lo
😭😭 mera bhi yahi hua or ham Chennai me hai .mera jharkhand ka account hai
Kyc kr rakha h maine
Sir phone se DBT ON kr skte h kiya
Nahi
Aur Lagate Hain To Nahin Ho pata hai Nadi Ke Aadhar Centre mein kya hai Nahin Ho Paya vah Karen ki aapka Nahin Ho payega iske liye kya kar sakte hain
सर मेरा तीन अकाउंट है क्या तीनोंअकाउंट में aeps एक्टिव हो सकता है। मैंने देखा है कि केवल मेरा एक अकाउंट में यह सर्विस चालू है बाकी दो अकाउंट में आधार सीडिंग का कार्य नहीं हो पा रहा है कृपया मार्गदर्शन देवे
Ji बिलकुल अगर अलग अलग बैंक में है तो चालू हो सकता है
Sir maine to e kyc v karwaya tha fir v nahi hota hai
Bank konsa hai bhai
CBI
Dbt linked showing on uidai but finger se paise nahin nikal rhe
Seme problem 😢
@@sarkar___mp dost dbt alg hota h or aeps alg
Jb aeps enable hoga aadhar se paise niklwa skte h biometric se
Dbt se govt yojnao ka Paisa aata h only
Npci update kaisi hogi
Sms se kaise kre sir
Thank you
Sir kya aeps service joint account mein dono account holder ki cahlo ho sakti hai
Ji nhi
Sir Mera aeps chl rha h to scholarship mn koi dikkat nhi ayegi n pls tell
No
Okk
Sir aadhar link hai par UPI pin set ke liye aadhar not linked likh raha hai
Sir mene e- kyc mobile se ki hai
Bank Wale bol re online bahar kar online Wale bolre Bank me karo
Mera pehele hota tha but abhi nehi ho raha haa
😊
Sir kya aeps service multiple accounts mai activate kar sakhtay hai
Ji ha kar sakte h
Sir maine e kyc bhi कराया लेकिन fir bhi disable dikha rha हैं
Sir aadhar se paise nahi nikalte hai Bank Gaya aadhar card liya usne OTP bheja and OTP diye usne daliya kya sar usne AEPS kar Diya sir
Mera block q bata raha hai sir
DBT on h toh nikl jyga?
जरूरी नहीं है
जरूरी नहीं है
Thank you sir
Sar mere adhar me dusra namber link h aur bank me dusra eske karan nai bata raha kya finger
Ji nhi isse koi dikkat nhi hai
Thank Thanks you bhaiya sem samashya
Welcome
Mera balance check ho jata hai but cash withdrawal nahi hota hai
Upi se to ho raha h
@@bhoopendragupta9947 UPI nahi chalte hai bhai
sir bank account me address adhar se thoda alag hai tab bhi adhar se paise nikalne me problem hogi
No uske liye ekyc karva lo nikalne lagega
Sir name aur Dob kuchh bhi mismatch nahi hai fir bhi AEPS se paisa withdrawal nahi ho rha hai, please aeps enable karne ka koi khud se online tarika bataen. please reply
Online kuchh bhi nhi hai branch jakar Ekyc Kara do Enable ho jayega
Online kuchh bhi nhi hai branch jakar Ekyc Kara do Enable ho jayega
Sir ye aeps hum adhaar sewa kendra me enable krwa skte he . Please sir reply denge
Andhra bank se aeps withdraw kiyo nehi horaha hai
Bank jakr delete karva ke phir se link karwavo hone lagega
Sir mera aeps disable ho gya h to kya scholarship ka paisa nhi aayega ?
Aadhar card se Paisa nahin nikalta hai sir keya Kare
Bank jakar Aeps Service Enable kara lo nikalne lagega
@@A2ZBankingInformationmera aeps disable ho gya h to kya scholarship ka Paisa aayega ?
Joint ac. He bank me .finger se widdrol hoga ya nahi .pls reply
Sir pahle Aeps se paisa niklatath par abhi Apse block bta rha hai kya kare please reply
Bank me jakr kyc jama kar do active ho jayega
Adhar account me link hai fir Paisa nahi nikal rha hai
Sir fingerprint ke Bina bhi nikal sakta hai adhar card se
Sir mai bank gayi thi lekin kyc ke liye mana kar diya .bole account tho khula hai re kyc nahi hoga .kyc ka msg v dhikaye mana kar diya.kiya karu.
Rbi me bank ki Complaint karo ki mere Account me AEPS SERVICE ACTIVATE NAHI KAR RHA HAI BANK
sir mera aeps enable hain..to mera DBT enable hain kaya??
Ji ha enable hai
@@A2ZBankingInformation sir bandhan bank pe kaise DBT hoga??
Pm kisan eky kya hai ,aur kyu Kara rhe hai , es pr video banaye,🙏🙏🙏🙏
Ji bilkul plz wait...
Same problem
Bio metric Nehi araha hai
Hm bank me finger se paisa nikal.skte h ya nhi customer service point me nhi bank ma bataiee
Aeps service band bhi karwa sakten hein sir
Ji ha
@@A2ZBankingInformation kaise hogi sir aeps service band
Biometric se e-kyc nahi keya.mobil se e-kyc keiya hai payment e metre se kese check kre
Sir aadhar card Bank me link hai Paisa nikaalte Hai nahi
Sir mera apisha chek hota hai par nikalta nahi hai bank bus me nikalta hai
aajkl thhago ki kmi nii hai
Ji bilkul
Papa ka
As per NPCI guidelines, AEPS debit facility is disabled in your account. Please contact your Home Branch for enabling the same-Indian Bank
Mei adhar card s paisa waisa nahi niklta
on krana chiya ?
True bro yhi msg aaya
Nikalte nahi paise ya koi jama bhi nahi kar sakta
Iska mtlb mere upi pe koi paisa ni bhej sktha kya?
Sameeee
@@Eren62718 muje lag ra Jo log aadhar card s Paisa lete wo wala option bnd ho gya
"AADHAR ENABLE PAYMENT SYSTEM"
sir. Aeps service 2 din se band he
Kya problem ho Rahi hai
company Vyapar loan- Fulfill your Financial Needs. ya AEPS/DMT/MATM AUR SABHI SERVICES PAR HIGHEST COMMISSION DETE HE. SATH MAI LOAN BHI PROVIDE KARTI HA.
Merapeesanhearhahee Mera Pai
sa bhi nahin a raha hai aadhar se
thank you sir
Thank you sir ❤
Thank you sir