M'am isme kisi ka galat treatment chalu ho gaya hai to kya kare isme condition change nahi kar pa rahe hai. For example agar DM nahi hai or isme Dm dikha raha hai to use change nahi kar pa rahe hai.
Thankyou for viewing! Ek baar patient ke treatment details enter karne ke baad, delete/change nahi kiya ja sakta. Iss error ko sudharne ke liye aapko district admin ko letter dvara suchit karna hoga aur official letter ke baad hi TSU dvara delete hopayega.
Mam galtise hypertensive हो गया वो नॉर्मल hai उसको नॉर्मल kaise kare.
Ncd app is registered on another tab aa raha h new phone ma login larne par
Ncd portal per rescreening nhi ker skte ..?plz btaye
Thanks for viewing! Rescreening ka option NCD portal par jaldhi aanewala hai. Uske baare mein hum ek detail video bhi karenge.
Ncd portal me CHO screening nehi kar sakte he kya ?
Thank you for viewing! NCD portal par CHO screening kar sakte hain.
M'am isme kisi ka galat treatment chalu ho gaya hai to kya kare isme condition change nahi kar pa rahe hai. For example agar DM nahi hai or isme Dm dikha raha hai to use change nahi kar pa rahe hai.
Thankyou for viewing! Ek baar patient ke treatment details enter karne ke baad, delete/change nahi kiya ja sakta. Iss error ko sudharne ke liye aapko district admin ko letter dvara suchit karna hoga aur official letter ke baad hi TSU dvara delete hopayega.
Login ID
Thank you for viewing! Please connect with your district admin for login Ids.