ڈاکٹر صاحب 🌹 یہ ایمان بالغیب کی باتیں ہیں جس کو ہم دنیاوی قوانین کو مدنظر رکھتے ہوئے نہیں پرکھ سکتے اور نہ ہی ہم Material evidence Proof Logic Any other evidences سے ثابت کرنے کی کوشش کر سکتے ہیں قرآن حکیم میں عذاب قبر سے متعلق واضح اشارے موجود ہیں ۔۔ دنیا کے جنرل رول کے مطابق واقع ہی عذاب قبر نہیں ہونا چاہیے کیونکہ ابھی فیصلہ ہونا باقی ہے اور یہ بات ہمارے حساب سے ھے اور اگر واقعی عذاب قبر برحق ہوا تو پھر ۔۔۔۔۔ ہم اپنے رسول ہاشمی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی تعلیمات اور فرمان کا انکار کر کے کہیں کے نہیں رہتے کیونکہ ۔۔۔۔ کیونکہ میں نے خود صحیح بخاری و صحیح مسلم اور صحاح ستہ کی تمام کتب میں بہت سی احادیث پڑھی ہیں رسول کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا ھے عذاب قبر سے متعلق ۔۔۔ الله تعالیٰ ہم سب کو عذاب قبر سے بچائے اور ہمارے گناہوں سے در گزر فرمائے ۔۔۔۔۔ آمین 🌲 شکریہ 🌹🌹🌹
Yeh hamaray ulamas Hadeson ko such sabit kernay Kay lieay Qaber kee zindgy aor kabhy Berzekh kee zindgy Kay nazrieay Kay ghubaray men Hawa bhertay rehtay hen . Inn say yeh sawaal kion nahen hota Keh Yom e Hissab kissay kehtay hen aor uss din kiss baat ka hisaab aor kia feslay hon gay ?
عذاب قبر کا تصور اللہ تعالی کے عدل کے مخالف نظر اتا ہے کیونکہ اللہ تعالی نے سزا و جزا کا دن مقرر کر رکھا ہے۔ عدل کے دن سے پہلے کسی کو سزا دینا یہ عقل سے پرے نظر اتا ہے اور اگر سزا فیصلے سے پہلے دی جائے تو یہ عدل نہیں ہوتا لہذا ہمیں عذاب قبر کی تاویل کرنی ہوگی کیونکہ عذاب قبر کا نظریہ اللہ تعالی کے قائم کردہ انصاف کے اصولوں کے مخالف نظر اتا ہے۔
Shaheedon ko rizq diya jata wo zinda hain, aap k mutabiq yeh bhi to usool k khilaf hua, jab qyamat aaei nahi to aisa kyon, aur aal a firon ko subha shaam aag k azaab par pesh kiya jata hai, yeh baat bhi quran hi ki hai to phir aisa kyon ? Azaab a qabr sab k liye nahi hai , jin k liye hai un ko ek khawab ki kaifiyat ki tarah azaab ka mushahida karaya jata hai aur nek momino ko jannat ki nematon ka mushahida karaya jata hai aur aksar logon ko sula diya jata hai aur yeh sab amal jism k sath nahi balki us shakhsiyat yani rooh k saath pesh aata hai jis ko maut nahi, surah momin ki ayat 45 me dekhen, yeh bhi zikr hai k, aal a firon ko roz a mahshar shadeed azab me daal diya jaega, yani maut k baat roohon k sath halkay azab ya nematon ka mushahida ka daur shuru ho jata hai , lekin qyamat honay par roohon ko jismon me wapas kiya jaega aur jannat dozakh ka marhala in roohon walay jismon k sath pesh aaega
کیا اللّٰہ کو معلوم نہیں کہ کہ کون برا کون اچھا ہے ؟ حساب کتاب تو اللّٰہ کو مطمئن کرنے کیلئے ہے اللّٰہ کو سب کچھ معلوم ہے اس لئیے عذاب اور جزا قبر سے ہی شروع ہو سکتی ہے اگرچہ یہ باقاعدہ قانون نہیں ہے زیادہ برے لوگوں کو قبر سے ہی عذاب شروع ہو جاتا ہے
اگر روایات کی کتب نہیں لکھی جاتی تو عذاب قبر کہاں سے ثابت ہوتا اور کتب حدیث دور نبوی کے دو سو سال بعد تحریر ہوئیں اور یہ ایک انسانی کاوش ہے جس میں مختلف اختلاف ہے اور ایمان کے عقائد میں بھی عذاب قبر شامل نہیں ہے
Riwayat Maujood thi babu quraan bhi is tarah kalam band nhi thi pr us waqt yaad krne ka chalan tha likhne wala chala faras se gaya 150,200 baad pahle bahut rare tha ye tahrir shakal nhi tha
Acha ap ka ye kehna k 2 so sal bad likhi gain or in insano ne likhi to hazrat Quran b to insano ne hi likha ha kutub ki soorat me to ap ka phr Quran pe b ahtiraz hota ha aise
@@MeerJahangirbadarAllah Kareem nay Quran kee hifazet ka zimma Lia hay aor issay laraeb kitaab kaha hay kia Hadesen laraeb hen .? Unn men Zaeef aor mozoh hadesen nahen?.kia Quran men bhy koi mozoh Aayet hay to bataen ? hen ?
Azab e qabar Jo namaz nhi padhte zakat nhi dete Allah ki nafarmani karte hai hai inhe istarha azab Hoga qanoon eshareeat ek kitab hai isme me azabe qabar kebaareme hai sugar kutub me aur bayanat me me hai waigarah details bataiye mufti sahab
Nabi Kareem sallalaho alahi wassalam har namaz k baad azab e qabr se Bachne ki Dua karte the iska Matlab h azab e qabr valid cheez h jab nabi Dua karte the aur iske ilawa qabr m sawal bhi hote hen. Aur ek aur hadees h ke Nabi Kareem saw ne darakht ki tehni lagai thi 2 qabro p nabi Kareem wahan se guzre aur dekha unko azab e qabr horaha tha ek chugli karta dosra preshab ki chento se nhi bachta tha nabi Kareem saw ne unke liye Dua ki aur tehni lagai ta ke azab Kam ho ya khatam ho. Is bare m kindly discuss kigyega. Jazakallah
Arbon men woh garrha hee muraad tha. Jiss ko Quran men qaber kaha gea . Jab Islam deger mulkon men phela aor logon ko dekha keh log murdon ko jalatay hen . Cheel kawwon ko khilaty hen . To Azaab e Qaber bhy wajood men aau Chuka tha to qaber per ehtraaz Huwa Keh Jo dafen hee nahen hotay unn ko Azaab kesay ho ga ? To jab Azaab e Qaber kee rawayet per sawal uthnay Lagay to Qaber ka mafhoom hee badel ker waseh ker dea .
Aap jitna Marzi zor Laga lain per Aap Quran se se Sabit NAHI kar saktay, Taqdeer per emaan, Azaab e qabr, Dajjal, Imam Mehdi ki aamad, Hazrat isa alaih e Salam ki dobara aamad, Khabhi Socha hai Kay, Itnay aham maamlaat ka Quran mein tazkira tk NAHI? Kiyun Kay ye sab ghair islaami nazriyaat hain,
ابھی نامہ اعمال کھلا نہیں ابھی سزا وہ جزا کا فیصلہ ہوا نہیں ابھی اچھے اور برے کو تولا گیا نہیں اور قبر میں جاتے ہی عذاب دے دینا یہ اللہ کی شان کے منافی نہیں ہے ؟ E
کیا اللّٰہ کو معلوم نہیں ہے کہ کون برا تھا کون اچھا ؟ اللہ بغیر حساب کئیے سزا و جزا دے سکتا ہے حساب کتاب تو لوگوں کو مطمئن کرنے کیلئے ہے اللّٰہ کو تو سب کچھ معلوم ہے
@@mazharabbas1459Allah ko sab maaloom hay bilkul saheh . To Sara Quran tabdeel ker den ager mehsher berpa nahen ho ga. sab ummeten aor Rasool medan e mehsher men ikathay hon gay, ahmaal ka wazen ho ga, Gawahy denay Walay gawahy den gay , shafaut Kay majaaz Shafaut Karen gay aor buhut kuchh, to kia woh sab ghalt hay ? Fazool practice hay ? Ager iss guthrry ko kholo gay sab kuchh urr jaey ga . Deen Kee jaerren Mut khodo .
Very deep analysis hai. Likil bahut problem hai aap ki analysis mai. Agar sirf unn cheezou ko maana hai jo Qur'an se aya hai, phir toh Islam ke bahut sary very vital cheez Qur'an mai hai hi nahi. Nikah, wudu, namaz, roza, Hajj ka tareeqa...yeh koi bhi cheez Qur'an mai nahi hai. Phir toh sara Islam ka foundation hi collapse ho jati hai.
Akhi, please read Quran and search before you say anything about Quran, Quran mai namaz even roza hajj ka proper step by step explained hai… chahe tu mai apka code krdo also… Allah said ke Quran mai har cheez ki example hai in surah al kahf 54 and in last ayat of yusuf baqaeda mentioned hai ke sab cheez DETAILED se mention hai.. “kulli” mentioned hai which means everything… agr apko kuch filhal nhi mil tha so its your lack of knowledge akhi.. i suggest you to take a deep look in Quran and read atleast one verse a day!
@@uzairmahmood658 OK bhai, toh aap mujhe bata de ke Qur'an mai kis kis sura mai it gives a detailed instruction on: a) How to do Wudu (how many times to wash which parts of the body, how far to pull your clothes and wash, etc.). b) How to do Salah/Namaz (where to put your hands, how much bend on ruku, what to read at the beginning and in between, etc.). c) And how to perform Hajj (how to do ehram, how much hair to shave, run between Safa & Marwa, qurbani -- which animals allowed and which not, etc.). Don't generalise and say Qur'an has solution for everything. This is how young kids talk. It doesn't have solution to everything because it wasn't meant to be that. It has a lot of history about what happened in the past in various prophets' lives, it also has many other narrations of events -- all that were there as lessons and direction and warning for us. But Qur'an is NOT a user manual, or an instruction book. All that came from our Prophet SWA. That's why he was sent. So he could do and show in practice what the Qur'an meant and what Allah wanted us to do. 👍👍
@@a.m.9357 Astagfirullah Akhi apko ye bilkul ghlt fehmi hai, bhai maine tabhi kaha tha ke aap pehle Quran prhle before giving any statement. first of all Quran ek Pura Guide hai aur ismai har ek cheez ke bare mai likha howa hai, ha beshak uski detail Nabi SAW ne farmayi but koi easa topic nhi ke jo Quran mai mention na ho saaf saaf.. Allah ne saaf saaf Nabi SAW ko farmaya ke Quran se Faisla kre, Surah al Maida 49: "And judge, [O Muḥammad], between them by what Allāh has revealed..." AAp Quran ko parhenge tu apko pata chale ga ke kesa sare topic Quran mai hai, sab sawal ka jawab hai, yaha tak ke maa baap ke kamre mai kis kis waqt puch kr jao, ghr mai jao tu salam kro, kya halal hai kya haram hai, namaz roza hajj sab ka tareeqa, aapke confirmation ke liye mai ap ko code bhi krdeta ho.. For Wudu, In Surah al Maida Ayat 6 " O you who have believed, when you rise to [perform] prayer, wash your faces and your forearms to the elbows and wipe over your heads and wash your feet to the ankles...." baqaida mention hai ki kis tareeqe see wudu krna hai. iski aur explaination hadith mai hai beshak cuz Muhammed SAW practical Quran the. For Namaz, each part is mention, RUKU SAJDA and STANDING, here 25:64 "And those who spend [part of] the night to their Lord prostrating and standing [in prayer].. for the RUKU, 2:43 "And establish prayer and give zakāh1 and bow with those who bow" is topic mention hai proper, but yea Allah ne rasool bheja hi tha message puhchane tu age unhone practical krke bataya For Hajj, hajj ki bht zyadi ayat hai, agr chhiaye tu mai de deta ho but ye itni ayat sirf Surah al Baqarah se hi prhle apko InSha Allah Smjh ajayega "And [mention] when We made the House a place of return for the people and [a place of] security. And take, [O believers], from the standing place of Abraham a place of prayer. And We charged Abraham and Ishmael, [saying], "Purify My House for those who perform Tawaf and those who are staying [there] for worship and those who bow and prostrate [in prayer]." (2:125) Indeed, as-Safa and al-Marwah are among the symbols of Allah. So whoever makes Hajj to the House or performs 'umrah - there is no blame upon him for walking between them. And whoever volunteers good - then indeed, Allah is appreciative and Knowing. (2:158) They ask you, [O Muhammad], about the new moons. Say, "They are measurements of time for the people and for Hajj." And it is not righteousness to enter houses from the back, but righteousness is [in] one who fears Allah. And enter houses from their doors. And fear Allah that you may succeed. (2:189) And complete the Hajj and Umrah for Allah. But if you are prevented, then [offer] what can be obtained with ease of sacrificial animals. And do not shave your heads until the sacrificial animal has reached its place of slaughter. And whoever among you is ill or has an ailment of the head [making shaving necessary must offer] a ransom of fasting [three days] or charity or sacrifice. And when you are secure, then whoever performs 'umrah [during the Hajj months] followed by Hajj [offers] what can be obtained with ease of sacrificial animals. And whoever cannot find [or afford such an animal] - then a fast of three days during Hajj and of seven when you have returned [home]. Those are ten complete [days]. This is for those whose family is not in the area of al-Masjid al-Haram. And fear Allah and know that Allah is severe in penalty. (2:196) Hajj is [during] well-known months, so whoever has made Hajj obligatory upon himself therein [by entering the state of ihram], there is [to be for him] no sexual relations and no disobedience and no disputing during Hajj. And whatever good you do - Allah knows it. And take provisions, but indeed, the best provision is fear of Allah. And fear Me, O you of understanding. (2:197) There is no blame upon you for seeking bounty from your Lord [during Hajj]. But when you depart from 'Arafat, remember Allah at al- Mash'ar al-Haram. And remember Him, as He has guided you, for indeed, you were before that among those astray. (2:198) Then depart from the place from where [all] the people depart and ask forgiveness of Allah. Indeed, Allah is Forgiving and Merciful. (2:200) And when you have completed your rites, remember Allah like your [previous] remembrance of your fathers or with [much] greater remembrance. And among the people is he who says, "Our Lord, give us in this world," and he will have in the Hereafter no share. (2:200) But among them is he who says, "Our Lord, give us in this world [that which is] good and in the Hereafter [that which is] good and protect us from the punishment of the Fire." (2:201) And remember Allah during [specific] numbered days. Then whoever hastens [his departure] in two days - there is no sin upon him, and whoever delays [until the third] - there is no sin upon him - for him who fears Allah. And fear Allah and know that unto Him you will be gathered. (2:203)" aur bhi bht ayat hai but hopefully ye kafi hogi apke liye. and akhi dekhe jo Quran ki ek ayat se kufr kre who ghlt hai, Quran mai saaf saaf likha hai ke Allah ne sab cheez ki example di hai, iska matlb har topic ke bare mai Quran mai mention hai, Quran hai hi guidance hence A user manual. Quran ko Huda bhi kehte hai mtlb Guide... ab Allah ne kehdia sab mention hai mtlb sab hai Alhumdulillah I am from Saudi Arabia, Maine Puri Quran hifz ki hai and translation see prhi hai and ek topic nhi hai jo Quran mai mention na ho.. har ek cheez likhi howi hai, ab apko koi topic nhi mila ye mtlb nhi ke who hai hi nhi, beshak rasool ne bhi detail see practically smjhaya but mainly Quran mai sab bataya... mai apko emphasis kronga ke please Quran ko prhe, jesa ke apko in sab ayat ka pata nhi that aur apne kehdiay ke Quran mai nhi hai, ye gunnah hai, Quran kehta hai 7:28 "Do you say about Allah that which you do not know?"".. please study Quran and Islam more, Allah said 54:40 "And We have certainly made the Qur’ān easy for remembrance, so is there any who will remember?" Quran Yaad krne ke liye asan hai, apko koi help chhaiye kuch sawal ho so I m here, I will try my best to help InSha Allah.. Bakhi Allah hum sab ko apne sidhe raah pe chalye.
Salam brother, Kaafi acha sawal hai aapka lekin yeh cheezain hadith mein zarur aati hain lekin yeh cheezain ijma aur tawatar se generation by generation hum tak aayi hain.
@@somiahmed8305yeh sunnet e Rasool SAW ko aap deger masail e Hadees say jorr rahay hen. Baat Azaab e Qaber kee thy . Jiss ka koi Halka sa ishara bhy Quran Kee kissy ayet say nahen milta . Namaaz ka ziker Quran men hay lekan nasel DER nasel amel tawaterr say ham tak pohncha aor iss ko kitaby shakel dee kuteb e Hadees nay . Lekan iss Kay ilawah bhy unhon nay apnay makhsoos nazreat ko inn kitabon men dakhil ker dea . Jinn ka amly Islam say nahen, balkeh aqeeday say taulluq hota hay . Baat ahmaal e mazheb Kee wazahet tah rehty to khob tha . Laken bunyady aqaaid ko chaerr ker ikhtelafaat Kee bunyaad rakhy .
عذاب قبر حصول انصاف کے طبعی، قدرتی، عقلی، منطقی اور انسانی اصولوں کے خلاف نظر اتا ہے۔
ڈاکٹر صاحب 🌹
یہ ایمان بالغیب کی باتیں ہیں جس کو ہم دنیاوی قوانین کو مدنظر رکھتے ہوئے نہیں پرکھ سکتے اور نہ ہی ہم
Material evidence
Proof
Logic
Any other evidences
سے ثابت کرنے کی کوشش کر سکتے ہیں
قرآن حکیم میں عذاب قبر سے متعلق واضح اشارے موجود ہیں ۔۔
دنیا کے جنرل رول کے مطابق واقع ہی عذاب قبر نہیں ہونا چاہیے کیونکہ ابھی فیصلہ ہونا باقی ہے اور یہ بات ہمارے حساب سے ھے اور اگر واقعی عذاب قبر برحق ہوا تو پھر ۔۔۔۔۔ ہم اپنے رسول ہاشمی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی تعلیمات اور فرمان کا انکار کر کے کہیں کے نہیں رہتے کیونکہ ۔۔۔۔
کیونکہ میں نے خود صحیح بخاری و صحیح مسلم اور صحاح ستہ کی تمام کتب میں بہت سی احادیث پڑھی ہیں رسول کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا ھے عذاب قبر سے متعلق ۔۔۔
الله تعالیٰ ہم سب کو عذاب قبر سے بچائے اور ہمارے گناہوں سے در گزر فرمائے ۔۔۔۔۔ آمین 🌲
شکریہ 🌹🌹🌹
Yeh hamaray ulamas Hadeson ko such sabit kernay Kay lieay Qaber kee zindgy aor kabhy Berzekh kee zindgy Kay nazrieay Kay ghubaray men Hawa bhertay rehtay hen . Inn say yeh sawaal kion nahen hota Keh Yom e Hissab kissay kehtay hen aor uss din kiss baat ka hisaab aor kia feslay hon gay ?
Mashallah bohat ala ilmi bayan hy Jazakallah mufti sahab
Asif
بہت اچھا موضوع اٹھایا ہے جزاکللہ
ماشاءاللہ جزاک اللہ خیرا
عذاب قبر کا تصور اللہ تعالی کے عدل کے مخالف نظر اتا ہے کیونکہ اللہ تعالی نے سزا و جزا کا دن مقرر کر رکھا ہے۔ عدل کے دن سے پہلے کسی کو سزا دینا یہ عقل سے پرے نظر اتا ہے اور اگر سزا فیصلے سے پہلے دی جائے تو یہ عدل نہیں ہوتا لہذا ہمیں عذاب قبر کی تاویل کرنی ہوگی کیونکہ عذاب قبر کا نظریہ اللہ تعالی کے قائم کردہ انصاف کے اصولوں کے مخالف نظر اتا ہے۔
Shaheedon ko rizq diya jata wo zinda hain, aap k mutabiq yeh bhi to usool k khilaf hua, jab qyamat aaei nahi to aisa kyon, aur aal a firon ko subha shaam aag k azaab par pesh kiya jata hai, yeh baat bhi quran hi ki hai to phir aisa kyon ?
Azaab a qabr sab k liye nahi hai , jin k liye hai un ko ek khawab ki kaifiyat ki tarah azaab ka mushahida karaya jata hai aur nek momino ko jannat ki nematon ka mushahida karaya jata hai aur aksar logon ko sula diya jata hai aur yeh sab amal jism k sath nahi balki us shakhsiyat yani rooh k saath pesh aata hai jis ko maut nahi, surah momin ki ayat 45 me dekhen, yeh bhi zikr hai k, aal a firon ko roz a mahshar shadeed azab me daal diya jaega, yani maut k baat roohon k sath halkay azab ya nematon ka mushahida ka daur shuru ho jata hai , lekin qyamat honay par roohon ko jismon me wapas kiya jaega aur jannat dozakh ka marhala in roohon walay jismon k sath pesh aaega
کیا اللّٰہ کو معلوم نہیں کہ کہ کون برا کون اچھا ہے ؟ حساب کتاب تو اللّٰہ کو مطمئن کرنے کیلئے ہے اللّٰہ کو سب کچھ معلوم ہے اس لئیے عذاب اور جزا قبر سے ہی شروع ہو سکتی ہے اگرچہ یہ باقاعدہ قانون نہیں ہے زیادہ برے لوگوں کو قبر سے ہی عذاب شروع ہو جاتا ہے
اگر روایات کی کتب نہیں لکھی جاتی تو عذاب قبر کہاں سے ثابت ہوتا اور کتب حدیث دور نبوی کے دو سو سال بعد تحریر ہوئیں اور یہ ایک انسانی کاوش ہے جس میں مختلف اختلاف ہے اور ایمان کے عقائد میں بھی عذاب قبر شامل نہیں ہے
Riwayat Maujood thi babu quraan bhi is tarah kalam band nhi thi pr us waqt yaad krne ka chalan tha likhne wala chala faras se gaya 150,200 baad pahle bahut rare tha ye tahrir shakal nhi tha
صرف ایک انسانی کوشش؟؟؟؟؟؟؟؟
Acha ap ka ye kehna k 2 so sal bad likhi gain or in insano ne likhi to hazrat Quran b to insano ne hi likha ha kutub ki soorat me to ap ka phr Quran pe b ahtiraz hota ha aise
@@MeerJahangirbadarAllah Kareem nay Quran kee hifazet ka zimma Lia hay aor issay laraeb kitaab kaha hay kia Hadesen laraeb hen .? Unn men Zaeef aor mozoh hadesen nahen?.kia Quran men bhy koi mozoh Aayet hay to bataen ? hen ?
secand part
Second part ki link send kijiye please
Mufti sahab baat pori nahi hoi kya iska part 2 bhi h
عذاب و ثواب قبر پر ایمان رکھنا ضروری ہے قرآن کے دلائل موجود ہیں
سورۃ مبارکہ اور آیت نمبر بتا دیں پلیز
Sir g ik daleel mjy b dy daen
Ap k pas to boht dalayel mojood h
قرآن سے حوالہ مرحمت فرما دیں پلیز
Han Barry Barry kitaben mezon per saja ker bethay hotay hen .aor hamen Quran fehmy say roktay hen.@@ahmadzamankhan2061
Han Barry Barry kitaben mezon per saja ker bethay hotay hen .aor hamen Quran fehmy say roktay hen.@@ahmadzamankhan2061
part 2 kaha h
Azab e qabar Jo namaz nhi padhte zakat nhi dete Allah ki nafarmani karte hai hai inhe istarha azab Hoga qanoon eshareeat ek kitab hai isme me azabe qabar kebaareme hai sugar kutub me aur bayanat me me hai waigarah details bataiye mufti sahab
نوحيها ہے جناب
Aik BAAT yaad rakhen
Ye aakhirat mein bhe kaam aay gi,
Kay Deen Sirf Quran mein hai,
Phir na kehna Kay Kisi ne bataya NAHI tha.
Nabi Kareem sallalaho alahi wassalam har namaz k baad azab e qabr se Bachne ki Dua karte the iska Matlab h azab e qabr valid cheez h jab nabi Dua karte the aur iske ilawa qabr m sawal bhi hote hen. Aur ek aur hadees h ke Nabi Kareem saw ne darakht ki tehni lagai thi 2 qabro p nabi Kareem wahan se guzre aur dekha unko azab e qabr horaha tha ek chugli karta dosra preshab ki chento se nhi bachta tha nabi Kareem saw ne unke liye Dua ki aur tehni lagai ta ke azab Kam ho ya khatam ho.
Is bare m kindly discuss kigyega. Jazakallah
Jhooty kahanian jorry gaey hen . Saboot Sirf Quran say laaen .
بصد احترام التماس ہےکہ دوران گفتگوآپ نےسورۃ دخان کی آیت کریمہ سےجواستدلال فرمایا ہےوہ بجاہےلیکن وہاں اہل جنت کاذکرہےجبکہ آپ سےسبقت لسانی کےسبب اہل جہنم کی طرف منسوب کرناپایاگیاہے
کتاب کا نام ۔۔۔۔حیات برزخی کا اثبات۔۔۔تحقیق و ترتیب۔۔۔علامہ غلام مصطفٰی مجددی ایم اے
Quran kee koi Aayyet ?
کیا معتزلہ نزول عیسی کے بھی منکر تھے ؟
Muatzalla said Quran is asal!
Everything should initiate from Quran!
Hadiths don’t add anything new!
عذاب قبر سے مراد دنیاوی گڑھا نہیں ہے بس اس بات کو اپنے ذہن میں بیٹھا لیں
Arbon men woh garrha hee muraad tha. Jiss ko Quran men qaber kaha gea . Jab Islam deger mulkon men phela aor logon ko dekha keh log murdon ko jalatay hen . Cheel kawwon ko khilaty hen . To Azaab e Qaber bhy wajood men aau Chuka tha to qaber per ehtraaz Huwa Keh Jo dafen hee nahen hotay unn ko Azaab kesay ho ga ? To jab Azaab e Qaber kee rawayet per sawal uthnay Lagay to Qaber ka mafhoom hee badel ker waseh ker dea .
Pls Aap ka mauquf clear kaaren.
Nahen ker saktay . Bunyaad hee ghalat hay . Yom e mehsher Jiss Kay tasawwer per Deen Kee bunyaad Qaaim hay ussy per kulharray Chala rahay hen.
عذاب قبر برحق ہے اس پر قرآن و سنت کے دلائل موجود ہیں
Tou dair kis BAAT ki hai,
Surat aur aayt ka hawala daydain.
Sirf ak daleel hi dy do
Dialogs q maar rahy ho
Wahi-matlu aur wahi-ghairmatlu terminology Qur'aan me kahin bhi nahi hai.
Tab to Fazail aamaal bhi wahi e ghairmatlu ho jayegi.
Ji. Wahi e ghair matlu he
@@marjansami1450Haap ka nazrea ghalat hay . Ager yeh derwaza khul gea to her molvi apny baat ko wahy e Ellahi Keh ker manwaey ga .
معتزلہ دوبارہ ظہور پا چکا ھے۔۔۔۔۔۔۔قران ہر طرح کے عذاب کو نام لے کر بیان کرتا ھے ماسوائے اس عذاب قبر کے ۔۔۔۔۔
Aap jitna Marzi zor Laga lain per
Aap Quran se se Sabit NAHI kar saktay,
Taqdeer per emaan,
Azaab e qabr,
Dajjal,
Imam Mehdi ki aamad,
Hazrat isa alaih e Salam ki dobara aamad,
Khabhi Socha hai Kay,
Itnay aham maamlaat ka Quran mein tazkira tk NAHI?
Kiyun Kay ye sab ghair islaami nazriyaat hain,
Hazrat isa pr Mufti sahb ki series dekhlo pehle aakhe khul jayegi
ابھی نامہ اعمال کھلا نہیں
ابھی سزا وہ جزا کا فیصلہ ہوا نہیں
ابھی اچھے اور برے کو تولا گیا نہیں
اور قبر میں جاتے ہی عذاب دے دینا یہ اللہ کی شان کے منافی نہیں ہے ؟
E
کیا اللّٰہ کو معلوم نہیں ہے کہ کون برا تھا کون اچھا ؟ اللہ بغیر حساب کئیے سزا و جزا دے سکتا ہے حساب کتاب تو لوگوں کو مطمئن کرنے کیلئے ہے اللّٰہ کو تو سب کچھ معلوم ہے
@@mazharabbas1459Allah ko sab maaloom hay bilkul saheh . To Sara Quran tabdeel ker den ager mehsher berpa nahen ho ga. sab ummeten aor Rasool medan e mehsher men ikathay hon gay, ahmaal ka wazen ho ga, Gawahy denay Walay gawahy den gay , shafaut Kay majaaz Shafaut Karen gay aor buhut kuchh, to kia woh sab ghalt hay ? Fazool practice hay ? Ager iss guthrry ko kholo gay sab kuchh urr jaey ga . Deen Kee jaerren Mut khodo .
Very deep analysis hai. Likil bahut problem hai aap ki analysis mai. Agar sirf unn cheezou ko maana hai jo Qur'an se aya hai, phir toh Islam ke bahut sary very vital cheez Qur'an mai hai hi nahi.
Nikah, wudu, namaz, roza, Hajj ka tareeqa...yeh koi bhi cheez Qur'an mai nahi hai. Phir toh sara Islam ka foundation hi collapse ho jati hai.
Akhi, please read Quran and search before you say anything about Quran,
Quran mai namaz even roza hajj ka proper step by step explained hai… chahe tu mai apka code krdo also…
Allah said ke Quran mai har cheez ki example hai in surah al kahf 54 and in last ayat of yusuf baqaeda mentioned hai ke sab cheez DETAILED se mention hai.. “kulli” mentioned hai which means everything… agr apko kuch filhal nhi mil tha so its your lack of knowledge akhi.. i suggest you to take a deep look in Quran and read atleast one verse a day!
@@uzairmahmood658 OK bhai, toh aap mujhe bata de ke Qur'an mai kis kis sura mai it gives a detailed instruction on:
a) How to do Wudu (how many times to wash which parts of the body, how far to pull your clothes and wash, etc.).
b) How to do Salah/Namaz (where to put your hands, how much bend on ruku, what to read at the beginning and in between, etc.).
c) And how to perform Hajj (how to do ehram, how much hair to shave, run between Safa & Marwa, qurbani -- which animals allowed and which not, etc.).
Don't generalise and say Qur'an has solution for everything. This is how young kids talk. It doesn't have solution to everything because it wasn't meant to be that. It has a lot of history about what happened in the past in various prophets' lives, it also has many other narrations of events -- all that were there as lessons and direction and warning for us. But Qur'an is NOT a user manual, or an instruction book.
All that came from our Prophet SWA. That's why he was sent. So he could do and show in practice what the Qur'an meant and what Allah wanted us to do. 👍👍
@@a.m.9357
Astagfirullah Akhi apko ye bilkul ghlt fehmi hai, bhai maine tabhi kaha tha ke aap pehle Quran prhle before giving any statement.
first of all Quran ek Pura Guide hai aur ismai har ek cheez ke bare mai likha howa hai, ha beshak uski detail Nabi SAW ne farmayi but koi easa topic nhi ke jo Quran mai mention na ho saaf saaf.. Allah ne saaf saaf Nabi SAW ko farmaya ke Quran se Faisla kre, Surah al Maida 49: "And judge, [O Muḥammad], between them by what Allāh has revealed..."
AAp Quran ko parhenge tu apko pata chale ga ke kesa sare topic Quran mai hai, sab sawal ka jawab hai, yaha tak ke maa baap ke kamre mai kis kis waqt puch kr jao, ghr mai jao tu salam kro, kya halal hai kya haram hai, namaz roza hajj sab ka tareeqa, aapke confirmation ke liye mai ap ko code bhi krdeta ho..
For Wudu, In Surah al Maida Ayat 6 " O you who have believed, when you rise to [perform] prayer, wash your faces and your forearms to the elbows and wipe over your heads and wash your feet to the ankles...." baqaida mention hai ki kis tareeqe see wudu krna hai. iski aur explaination hadith mai hai beshak cuz Muhammed SAW practical Quran the.
For Namaz, each part is mention, RUKU SAJDA and STANDING, here 25:64 "And those who spend [part of] the night to their Lord prostrating and standing [in prayer].. for the RUKU, 2:43 "And establish prayer and give zakāh1 and bow with those who bow" is topic mention hai proper, but yea Allah ne rasool bheja hi tha message puhchane tu age unhone practical krke bataya
For Hajj, hajj ki bht zyadi ayat hai, agr chhiaye tu mai de deta ho but ye itni ayat sirf Surah al Baqarah se hi prhle apko InSha Allah Smjh ajayega
"And [mention] when We made the House a place of return for the people and [a place of] security. And take, [O believers], from the standing place of Abraham a place of prayer. And We charged Abraham and Ishmael, [saying], "Purify My House for those who perform Tawaf and those who are staying [there] for worship and those who bow and prostrate [in prayer]." (2:125)
Indeed, as-Safa and al-Marwah are among the symbols of Allah. So whoever makes Hajj to the House or performs 'umrah - there is no blame upon him for walking between them. And whoever volunteers good - then indeed, Allah is appreciative and Knowing. (2:158)
They ask you, [O Muhammad], about the new moons. Say, "They are measurements of time for the people and for Hajj." And it is not righteousness to enter houses from the back, but righteousness is [in] one who fears Allah. And enter houses from their doors. And fear Allah that you may succeed. (2:189)
And complete the Hajj and Umrah for Allah. But if you are prevented, then [offer] what can be obtained with ease of sacrificial animals. And do not shave your heads until the sacrificial animal has reached its place of slaughter. And whoever among you is ill or has an ailment of the head [making shaving necessary must offer] a ransom of fasting [three days] or charity or sacrifice. And when you are secure, then whoever performs 'umrah [during the Hajj months] followed by Hajj [offers] what can be obtained with ease of sacrificial animals. And whoever cannot find [or afford such an animal] - then a fast of three days during Hajj and of seven when you have returned [home]. Those are ten complete [days]. This is for those whose family is not in the area of al-Masjid al-Haram. And fear Allah and know that Allah is severe in penalty. (2:196)
Hajj is [during] well-known months, so whoever has made Hajj obligatory upon himself therein [by entering the state of ihram], there is [to be for him] no sexual relations and no disobedience and no disputing during Hajj. And whatever good you do - Allah knows it. And take provisions, but indeed, the best provision is fear of Allah. And fear Me, O you of understanding. (2:197)
There is no blame upon you for seeking bounty from your Lord [during Hajj]. But when you depart from 'Arafat, remember Allah at al- Mash'ar al-Haram. And remember Him, as He has guided you, for indeed, you were before that among those astray. (2:198)
Then depart from the place from where [all] the people depart and ask forgiveness of Allah. Indeed, Allah is Forgiving and Merciful. (2:200)
And when you have completed your rites, remember Allah like your [previous] remembrance of your fathers or with [much] greater remembrance. And among the people is he who says, "Our Lord, give us in this world," and he will have in the Hereafter no share. (2:200)
But among them is he who says, "Our Lord, give us in this world [that which is] good and in the Hereafter [that which is] good and protect us from the punishment of the Fire." (2:201)
And remember Allah during [specific] numbered days. Then whoever hastens [his departure] in two days - there is no sin upon him, and whoever delays [until the third] - there is no sin upon him - for him who fears Allah. And fear Allah and know that unto Him you will be gathered. (2:203)"
aur bhi bht ayat hai but hopefully ye kafi hogi apke liye.
and akhi dekhe jo Quran ki ek ayat se kufr kre who ghlt hai, Quran mai saaf saaf likha hai ke Allah ne sab cheez ki example di hai, iska matlb har topic ke bare mai Quran mai mention hai, Quran hai hi guidance hence A user manual. Quran ko Huda bhi kehte hai mtlb Guide... ab Allah ne kehdia sab mention hai mtlb sab hai Alhumdulillah I am from Saudi Arabia, Maine Puri Quran hifz ki hai and translation see prhi hai and ek topic nhi hai jo Quran mai mention na ho.. har ek cheez likhi howi hai, ab apko koi topic nhi mila ye mtlb nhi ke who hai hi nhi, beshak rasool ne bhi detail see practically smjhaya but mainly Quran mai sab bataya... mai apko emphasis kronga ke please Quran ko prhe, jesa ke apko in sab ayat ka pata nhi that aur apne kehdiay ke Quran mai nhi hai, ye gunnah hai, Quran kehta hai 7:28 "Do you say about Allah that which you do not know?"".. please study Quran and Islam more, Allah said 54:40 "And We have certainly made the Qur’ān easy for remembrance, so is there any who will remember?" Quran Yaad krne ke liye asan hai, apko koi help chhaiye kuch sawal ho so I m here, I will try my best to help InSha Allah..
Bakhi Allah hum sab ko apne sidhe raah pe chalye.
Salam brother, Kaafi acha sawal hai aapka lekin yeh cheezain hadith mein zarur aati hain lekin yeh cheezain ijma aur tawatar se generation by generation hum tak aayi hain.
@@somiahmed8305yeh sunnet e Rasool SAW ko aap deger masail e Hadees say jorr rahay hen. Baat Azaab e Qaber kee thy . Jiss ka koi Halka sa ishara bhy Quran Kee kissy ayet say nahen milta . Namaaz ka ziker Quran men hay lekan nasel DER nasel amel tawaterr say ham tak pohncha aor iss ko kitaby shakel dee kuteb e Hadees nay . Lekan iss Kay ilawah bhy unhon nay apnay makhsoos nazreat ko inn kitabon men dakhil ker dea . Jinn ka amly Islam say nahen, balkeh aqeeday say taulluq hota hay . Baat ahmaal e mazheb Kee wazahet tah rehty to khob tha . Laken bunyady aqaaid ko chaerr ker ikhtelafaat Kee bunyaad rakhy .
Taslli baksh bayan nahi hai