Well Needed CLIP Ma-Shaa-ALLAH عزوجل ! ! ! May ALLAH عزوجل Protect all MUSLIMS especially PALESTINE from all Internal & External Enemies. Aameen ! ! ! May ALLAH عزوجل guide all of us towards his path of TRUTH. Aameen ! ! !
آپ کی بات سو فیصد درست ہے۔ لیکن یہ ایک علمی اور منطقی بحث ہے جو اس لئے شروع ہوئی کہ قرآن پاک میں قیامت کے دن کو فیصلے کا دن قرار دیا گیا ہے اور اس دن انسانوں کو ان کے اعمال نامے دیئے جائیں گے اور جنت اور دوزخ کا فیصلہ کیا جائے گا۔ اگر یہ فیصلہ موت کے وقت ہی کر دیا جائے اور اس پر عملدرآمد بھی شروع ہو جائے تو پھر قیامت کے دن حساب کتاب کی کیا حیثیت رہ جاتی ہے؟
@@azhariqbal1390 I agree with you, and I trust in Allah's Justice, and Sahaba's considering Munkar Nakeer questions because they were direct receiver of Prophethood, like they ask question "One who was sent within you" (referring to Messenger of God PBUH)
Kaun se Guna bakhsh bakhsh Diye jaenge Sageera ya kabeera 😢😢 ya FIR namaj chhodkar Jo Apne kamon mein Laga rahata hai unko bhi Bata denge😢😢😢😢 Hadis court karke logo ko gumrah na kare. Plz plz 😢😢😢
@@Whyislamtruth بسم اللہ الرحمن الرحیم ۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی احادیث کو دوسروں تک پہنچانا گمراہی نہیں ہے بلکہ نیک عمل ہے۔ بخشش کی بشارت سن کر کوئی نماز کیوں چھوڑ دے گا؟ رسول اللہ صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے عشرہ مبشرہ کو دنیا میں ہی جنت کی بشارت سنائی تو انہوں نے کیا نماز ترک کر دی تھی؟ نہیں وہ جنت کی بشارت سننے کے بعد بھی نماز قائم کرتے رہے تھے ۔ آج بھی مومین بخشش کی بشارت سن کر نماز قائم کرتے رہیں گےان شا اللہ
ٹھیک ھے بھئی گناہ کرتے جاؤ جسطرح کے ہم کر رھے ہیں، دھوکہ جھوٹ فریب بے ایمانی چوری رشوت وغیرہ وغیرہ، پھر یہ پڑھ کر سارے گناہ معاف اور اللہ اللہ خیر سے اللہ دوبارہ شروع پھر پڑھ پھر شروع۔ اسی نا سمجھی سے ہمارا مسلم معاشرہ بد سے بدتر ین ھوتا جا رہا ھے، مجھے تو اب مسلمان سے حد درجہ کی نفرت ھونے لگی ھے۔
The single biggest argument against Azab e Qabr is ayat 52 of Surah Yaseen ( 36:52 ). It says that on THE DAY OF JUDGMENT when the disbelievers will wake up at the sound of “ soor “ they will say” Woe to us, who has woken us up from our sleeping place”…….It is obvious that they were not experiencing any “ Azaab” in their graves. Quran repeatedly talks about the day of Judgment and explicitly says that only after God passes His judgment that the sinners will be thrown into hell or placed in Jannat.
Suah Almomenoon ayat 15, 16 mein Allah nai farmaya hai keh es Zindagi ki bad tum sub ko mot ana hai, aur pehr tum sab ko Qiyamat k din Zinda Keya jayga
similarly quran tells, aale firon are shown to the hell in morning and evening... so does quran contradicts? of course not. its our understanding and sweeping statements
Eng M Ali Mirza Quran ke ayatoan ko nahy manta jasa keh surah Almomenoon ayat# 15, 16; surah Nahal ayat number 28 to 31 jes main hai keh merny ke bad nafarmanoan ko Allah dozakh ke dewazoan main dakhil karega aur Musalmanoa Janat main dakhil karega
@@ferozawan6387 واقیموالصلاة و لا تکونوا من المشرکین (قرآن) If you don't wanna open your eys then Salam because ALLAH says قالوا جاهلون سلاما Have a good time bye ☝️
Jazakallahu khair va alaikum Salaam. This man -- when ever speaks in light of Quran -i-Hakeem and sahi ul asnaad Ahadees and sunnah of holy prophet Muhammad SAWAWS -- explains 99.9% correct 💯 And he plays quite safe in his explanation. But whenever he gives a verdict by applying his mind and intelligence in worldly affairs and general politics ,he often makes an unbalanced statement 📌 In this way he does damage to his personality and his holy cause. He can speak on this subject for hours together without fail. I am highly obliged to this unique person for receiving and achieving the true understanding of my Deen -i-HAQ - Islam 📌
Engr. Sahb, I have some queries: How would you define physical world? Quran ke kis ayat me likha hy k qayamat Ka 1 din 50 hazar sal k equal hoga? Akhirat ke ju apny definition btai, Isla reference?
القرآن - سورۃ نمبر 70 المعارج آیت نمبر 4 ترجمہ: جس کی طرف روح (الامین) اور فرشتے پڑھتے ہیں (اور) اس روز (نازل ہوگا) جس کا اندازہ پچاس ہزار برس کا ہوگا
s Mirza BarhWey ko kyaa pataa.... yaheee Dozakheee hy... InshaAllah, Jahannam mey hogaaa.... ye haraaameee hy....Israeli agent hy... Allah kaa Qahar s par hooogaaa..... s HaraaamDaaaa par.. s Channel ko Report kartey hy...s Haraaamee ki Wajaa sy...... s haraameee koo apney CHannel mey na Bulaayaa karey.....
YaSin Chapter 36 : Verse 51/52 وَنُفِخَ فِي الصُّورِ فَإِذَا هُمْ مِنَ الْأَجْدَاثِ إِلَىٰ رَبِّهِمْ يَنْسِلُونَ اور (جس وقت) صور پھونکا جائے گا یہ قبروں سے (نکل کر) اپنے پروردگار کی طرف دوڑ پڑیں گے ۔قَالُوا يَا وَيْلَنَا مَنْ بَعَثَنَا مِنْ مَرْقَدِنَا ۜ ۗ وہ [کافر ] کہیں گے اے وائے ہماری ہلاکت! کس نے ہمیں ہماری آرام گاہ [خوابگاہ] سے اٹھایا kaya iss aayut say saabit hota hai k kaafroon ko aalum e berzukh main uzaab mil reha hai???
Kuntum Amwaatun, Fa Ahyaakum.Summa yumeetokum ,Summ yohyekum, summa alehay turjaoon.jab mer gea to Qiamet ko zinda ho ga.Yasauloonaka anir Roh,Qulir roho min Amre Rabby,WA maa aootetum minal ilme illa qalela.Dosry Ayet Yasauloonaka anis saaute ayyana mursaha, Qul Inna ma ilmoha inda Rabbi.Jab Allah Kareem nay Kuffar Kay inn sawalon per Rasool Ullah ko fermaya, keh Kaho ISS ka Ilam to Meray Rab ko hay,mujhay nahen.To Mohadeseen aor ulamaa kion ISS Medan men takheyal-aat Kay ghorray dorra rahay hen.Roh nikalnay Walay Frishtay jab Jan nikaltay waqat gunahgar ko maar Peet kertay hen woh USS waqat zinda hota aor Jan kuny Kay Aalim men hota hay,Mera huwa nahen hota.Pehlay Qaber Kay azaab kee hadesen Bian kertay thay aor Rasool E Kareem Kay Qaberon per hurry tehnean laganay kee Hadees Bian kertay thay ab Machhlion aor prindon aor goshet khorr janweron aor ganga derya ko bhy Qaber Bata dea aor Qaber Kay mehnay aor waseh ker dieay .Aala E firaon ko Jahannem per pesh Kia Jata hay Yehny unnko unn ka thikana dikhaya Jata hay USS men dala nahen jata.Dalnay ka kaam Roz E Mehsher ho Ga. Aor mezan E Adel bhy Milay July Ahmaal Walay Momenen Kay lieay Qaim ho gy kaferon Kay lieay koi mezan Adel Qaaim nahen ho gy.Yeh Allah Kareem ka Ferman hay.Aor jiss BAAT ka Nabi SAW ko Ilam nahen dea gea USS per kissy Mohaddis ya kissy Aalim kee raey koi wezen nahen rakhty
Time only matters for us humans, and Allah is not in a hurry to punish the non-believers or the sinful.It has been mentioned in the Holly Quran that the death is like sleep.
That is different context. And ALLAH is talking about punishment in this world. Jab muslam suchty thy kin mushrik lugun Ku in ki sazishun ki saza Nahi mil rahi
s Mirza BarhWey ko kyaa pataa.... yaheee Dozakheee hy... InshaAllah, Jahannam mey hogaaa.... ye haraaameee hy....Israeli agent hy... Allah kaa Qahar s par hooogaaa..... s HaraaamDaaaa par.. s Channel ko Report kartey hy...s Haraaamee ki Wajaa sy...... s haraameee koo apney CHannel mey na Bulaayaa karey.....
Dr zakir ne is sawal ka jawab yeh dia hai K kuch logon ko azab dunya mein hi mil jata hai Kuck ko barzakh mein Aur kuch ko akhirat mein Dunya mein azab kam mehsus ki jaega barzakh ka usse ziada aur akhirat ka usse bh ziada
Surah sajda me duniya ke azaab ( mushkilen , pareshani ) ki baat ho rahi hai....taake wo palat aaye....marne ke baad koi kaise palat kar aayega ? Please listen " kya har gunahgar ko kbr ka azaab hoga ? " On AARAAF CHANNEL by Dr Hafiz Baig.
Jiss Allah Kay Areshka Saya itna ho Ga keh Tamaam Nek log usskay sayah men panah Len gay Aor ISS Kay ilawah aor koi aor Saya nah ho ga.To yeh bataen Keh Rasool E Kareem ko Jo Allah say Aresh E moallah per mulaqat kerwatay hen .Woh kessay mumkin hay Allah Kareem kee jasamet ka aap kee nazer men Kia tasawwer hay,Raz E Mehsher jiss Kay takhet ka Saya hee itna Barra ho Ga keh Tamaam nekon Ko sayah denay Kay lieay kafy ho Ga .Aor jab Allah o Akber kehtay hen to Kia soch ker kehtay hen keh Allah, Fazal Hussain ya Ghulam Mohammad Jessa hee aor itny hee jisamet ka Malik hay .Jiss Kay aek hath men Saat aasman aor Aor dosray men Zameen lipty huey ho gy Woh hath kitnay barray hon gay .Aor Nabi Kareem nay Allah ko kessay Dekha ?.Jissay dekhna Quran Kay mutabiq na, mumkin hay.Aor Jo Molana Allah Kareem ko Khab men dekhnay ka dahwa kertay hen Unhon nay Allah ko kiss Holieay men Dekha Aor Nabi saw nay Allah ko kiss Holieay men dekha.Molana sahiban Deen per Reham Karen yeh Azaab Qaber ka tamasha bund Karen Issay Qiamet Tak moakher hee rehnay den Apnay surkush ghorron ko roken aor Deen ko nah ronden Allah Kay dedar kee BAAT agercheh ISS MOZOH say Zara hut ker hay lek.Lekan Molvion kee bongeon kee wajeh say issay zeray behas Lana zarory Tha .Engr SB aap khud hee Roze Mehsher ka ziker bhy ker rahay hen. Aor Allah Kay Aresh Kay saaey ka ziker ker rahay hen USSy din qabren shuq hon gy, Rohon ko jismon say milaya jaey Ga Aor Jannet aor Jahannem Kay feslay hon gay.Aor wohee din pachaass hazaar saal ka ho Ga.Baqy sab jhooty Kahanian hen Jin ko such sabit kernay Kay lieay aap log hath paon maar hen.Kion keh Mohadeseen nay yeh Likha hay ,issliey ISS ko such sabit kerna hay, chahay Quran ko jhutlana perray.Kia ulty muntiq hay aap logon kee.Hum SIRF wohee Hadees manen gay jiss kee bunyad Qurany aqeedah per ho gy.Aor aesay logon kee kee tahdad rozbaroz berrh rahy hay.Jo hadeson ko Quran Kay trazoo per rakhtay hen
100% agree. Mere dil main ek sawal ata hay jo main ne jisko bhi poocha wo kehta hay ziada mar socho. Ek insan aj se 1400 saal pehle mara. Aur boht gunahgar tha. Us pe 1400 saal se azab ho raha hay. Ek wo hoga jo qayyamat k qareeb maray ga. Wo bhi utna he gunahgar hoga. Tu usko kam waqt azab e qabar hoga? Hamain Allah k insaf Aur adal pe koi shak nahin hay. Per ye bat samaj nai ati. Please ye bhi poochain Mirza Ali bhai se kissi next meeting main. I’m a huge listener of him. Allah inko salamat rakhain. Aqsa from England.
Simple si bat ha...moat k bad roah ko azab ya skon diya jata ha our qayamat waly din jismo k sath azab ya janat di jy g...kunky roah ko insan bna k beja gya tha our us ki wahan hamesha k liy wapsi b insan(adami) ki hasiyat sy hi ho g
Allah Tala kehta hai Quran me jab tum logo ko uthownga, tu tum log bolo ge, Kisne humhe humare neendh se bedaaar kardeya.. tu agar qabar ka azaab hai tu phir log ye q bolenge k humhe neendh se uthaa deya?
Chapter 25 : Verse 65 [ay humaaray rub! dozukh ka uzaab taal thay], . yay dua kiyoon nahi maangi k'' ay humaaray rub! quber ka aur dozukh ka uzaab taal thay,''
In simple. Eleyeen and Sejeen. Agr Allah nay kaha kay Es ka na Elyeen may lika jai. Toh pass. Or qyamat tak bnda mazy may hoga. Or Agr Sejeen may agia nam Toh samjho fail. This is the main concept of Azab Qabar
Bhaee SB .BAAT aap kee aek had tak drust hay .pory drust nahen. Kia saray momineen Kay ahmaal aek jessay hen aor saray gunahgaron Kay ahmaal bhy aek jessay hen . Bilkul bhy nahen hen .sab ko apny apny kamaee kee mazdoory aor derja milega .
Al-Taubah Chapter 9 : Verse 63 [quber ki aag/uzaab nahi] أَلَمْ يَعْلَمُوا أَنَّهُ مَنْ يُحَادِدِ اللَّهَ وَرَسُولَهُ فَأَنَّ لَهُ نَارَ جَهَنَّمَ خَالِدًا فِيهَا ۚ کیا انہیں علم نہیں کہ جو اللہ اور اس کے رسول سے دشمنی کرتا ہے تو اس کے لئے جہنم کی آگ ہے
Ali Bhai Jo marzi kahlo Ghamidi saab on this topic is absolutely spot on, and if I don't believe in these hadiths I won't be called non-Muslim so y we argue
Ali bahi Mirza slamat raho apki her bat mashalla bohat Iman wali he me ne 12 Quran likhe allah ke hukam se mere liye dua e khair karen me her byan ko Islam ka package he ji hazmat Mohammad s a wa ke hukam se tha na ki suni wabi shiya ya or koi me apki her bat per iman lata hun ki ap sache ho ki hades ko samne rakh ker msaile karte ho amin apka ashiq md ishaq mughal turabi
Azab qabar nai ha ya sab bkwas ha agar ya azab qabar hota to Islam sa phly b essa ka mananay walo sa pocho azab qabar nai tha yahoodio sa pocho azab qabar nai ha saza jitni b ha sab ek hi ha har mazhab ma Quran Pura parh lo azab qabar nai ha ya galat hadeesay ha Jo Islam ma galat fahmia pada karna ka lia Lai gai ase hadessay Jo Quran ka b khilaf ha or Jo Ali Bhai daleel da rahy ha wo gair Muslim ka bare ma ha fitoni bol ka kha gya ha ham fironi nai ha Muslim ha
s Mirza BarhWey ko kyaa pataa.... yaheee Dozakheee hy... InshaAllah, Jahannam mey hogaaa.... ye haraaameee hy....Israeli agent hy... Allah kaa Qahar s par hooogaaa..... s HaraaamDaaaa par.. s Channel ko Report kartey hy...s Haraaamee ki Wajaa sy...... s haraameee koo apney CHannel mey na Bulaayaa karey.....
قبر کا عذاب یا خواب گاہ ؟ (36 : سورة يس - 52) "گھبرا کر کہیں گے : ارے ، یہ کس نے ہمیں ہماری خواب گاہ سے اٹھا کھڑا کیا ؟ ۔ یہ وہی چیز ہے جس کا خدائے رحمان نے وعدہ کیا تھا اور رسولوں کی بات سچی تھی"۔ (36 : سورة يس - 52)
Azab e Qabr ya Jannat ka taluq jannati ya Dozkhi category se ha in dono ky beech 3rd category bhi ha "Aam" log, in aam logo ka fesla qayamat waly din hoga tab tak in 3rd category ko sula deya jaye ga aur phir Qayamat waly din uthaya jaye ga
Meray bholay bhai Fail ya Pass hota hay yahan 3rd category koi naheen banti. Chalo ag ap ki baat hi maan lain to agr ap school gye ho prhnay to 31 march ko out honay walay result ki 2 categories to ap kay mutaabiq phr pehlay hi pta honi chaheye ? Matlib keh pass aur fail to baaqi phr kia reh gia?
masha alllah.. wowwww ali bhai. alllah aapko dono jaha me salamath rakhe... aapka knowledge alllahu akbar.. aapko allah eise hee bayan karne ki lambee umr atha farmaaye... ali bhai jeisa aalimee deen is dunya me chahiye...
Jism qabar mai khatam ho jaey ga.Yeh aik natural process hai decomposition ka.Rooh alam e barzakh mai hogi.Alam e barzakh mai azab ka koi zikr nahi.Yum e hisab hee faisla hoga kis nai kahan jana hai.
Assalam o Alikum Ali bhaie sab se pehle ye btain k quran mein kahan farmaya gya ha k Rooh qabz hoti ha muot k wqt. Plz surah or Aeyat k hawale se Rahnmaie kijye
Lambi baat naheen , short baat , marne kae baad aadmi ko aalam e Barzakh kae achchhe ya bure darje maen Jana hota hae , Qabar kae hisaab kitaab se aur azaab e Qabr se bande ko bata diya jaata hae keh too gunahgaar hae , aur Aalam e Barzakh kae burae darje ka haqdaar hae , Allah kae yahan jeeta jaagta insaaf hae , Banda khud faesla karta hae keh maen gunahgaar hoon
Azab e qabar is only in islam not in any other religion (christanity, judaism), even not a hint in other holy books. Hadith were compiled after 300 year death of prophet muhammad PBUH. In Khalifat it was not allowed to write or compile hadiths and even Umer burned all compiled hadiths. There is not any old preserved hadith book which is safe like quran where we can refer anything. If anything like Azab e qabr is there it should have been in quran verse after verse like Azab e Jahanam. Its not a small thing it parallel to Azab e Dozakh. It was added later just to add up the fear among muslims. Ask any hadith follower where is the oldest perserved hadith book? you wont find any 200 years old book.
This concept of physical Azab at Qabar is not logical, yes in Barzakh, as there is communication and link which we think happening in Qabr just to preach that Azab will be; but the sense of Azab will be on Rooh not on this Physical Body in Qabr as there parts theoretical going to be gathered in a place where we don't have access; and other Hadeeth where Green branch was put at the sane time Rasool PBUH said you can't see, so that phenomena is happening in the dimensions which is out of our approach but happening; Jazak-Allh for good explanations.
Aik ayat ma hai k jab qiyamat qaim hu hi soor phonka jaye ga to sab apni qabrun sy uthen gy bolen gy haye haye ye kis ne humen khawab gahun sy uthaya..ye kon log hain ? Aur agar azab ma thy to erni meethi nend kaisy so rhe thy..es ayat py roshni dalen please
Well Needed CLIP Ma-Shaa-ALLAH عزوجل ! ! ! May ALLAH عزوجل Protect all MUSLIMS especially PALESTINE from all Internal & External Enemies. Aameen ! ! ! May ALLAH عزوجل guide all of us towards his path of TRUTH. Aameen ! ! !
Ali Bhai 🫂
Lot's Of Love 💕
From Kashmir...✍️🙏❤️👈
mirza sab agar qabar ki ghazab hoo tua qayam may hisab phire kiss cheez ki hogee ?
Qhhdhxegdhueuuuyeuuuusuhdhehhn. @@rajabhaii137
ameen
,/.‹='
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ القَبْرِ، وَمِنْ عَذَابِ جَهَنَّمَ، وَمِنْ فِتْنَةِ المَحْيَا وَالمَمات وَمِنْ شَرِّ فِتْنَةِ المَسِيحِ الدَّجال
عذاب سے متعلق اتنا ہی کافی ہے اللّٰہ تعالٰی نا انصاف نہیں ہے کسی کے ساتھ عذاب کے معاملے میں نا انصافی نہیں ہو گی
🥺
اللہ سے انصاف نہیں احسان مانگو
آپ کی بات سو فیصد درست ہے۔ لیکن یہ ایک علمی اور منطقی بحث ہے جو اس لئے شروع ہوئی کہ قرآن پاک میں قیامت کے دن کو فیصلے کا دن قرار دیا گیا ہے اور اس دن انسانوں کو ان کے اعمال نامے دیئے جائیں گے اور جنت اور دوزخ کا فیصلہ کیا جائے گا۔ اگر یہ فیصلہ موت کے وقت ہی کر دیا جائے اور اس پر عملدرآمد بھی شروع ہو جائے تو پھر قیامت کے دن حساب کتاب کی کیا حیثیت رہ جاتی ہے؟
Wo firing k liey makhsoos h azab e qbrnhi jb br br quran n clear kr dia kwiamt k din mean ho ga faisla hi nhi k admi jnti h ya jhnmi to pehly hi sza q
@@azhariqbal1390 I agree with you, and I trust in Allah's Justice, and Sahaba's considering Munkar Nakeer questions because they were direct receiver of Prophethood, like they ask question "One who was sent within you" (referring to Messenger of God PBUH)
بسم اللہ الرحمن الرحیم ۔ ایک حدیث قدسی کا مفہوم ہے کہ جس نے ایک بار بسم اللہ الرحمن الرحیم کے فوراً بعد سورۃ فاتحہ کی تلاوت کی اللہ نے اسے بخش دیا ہے۔
Kaun se Guna bakhsh bakhsh Diye jaenge Sageera ya kabeera 😢😢 ya FIR namaj chhodkar Jo Apne kamon mein Laga rahata hai unko bhi Bata denge😢😢😢😢 Hadis court karke logo ko gumrah na kare. Plz plz 😢😢😢
@@Whyislamtruth
بسم اللہ الرحمن الرحیم ۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی احادیث کو دوسروں تک پہنچانا گمراہی نہیں ہے بلکہ نیک عمل ہے۔ بخشش کی بشارت سن کر کوئی نماز کیوں چھوڑ دے گا؟ رسول اللہ صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے عشرہ مبشرہ کو دنیا میں ہی جنت کی بشارت سنائی تو انہوں نے کیا نماز ترک کر دی تھی؟ نہیں وہ جنت کی بشارت سننے کے بعد بھی نماز قائم کرتے رہے تھے ۔ آج بھی مومین بخشش کی بشارت سن کر نماز قائم کرتے رہیں گےان شا اللہ
ٹھیک ھے بھئی گناہ کرتے جاؤ جسطرح کے ہم کر رھے ہیں، دھوکہ جھوٹ فریب بے ایمانی چوری رشوت وغیرہ وغیرہ، پھر یہ پڑھ کر سارے گناہ معاف اور اللہ اللہ خیر سے اللہ دوبارہ شروع پھر پڑھ پھر شروع۔ اسی نا سمجھی سے ہمارا مسلم معاشرہ بد سے بدتر ین ھوتا جا رہا ھے، مجھے تو اب مسلمان سے حد درجہ کی نفرت ھونے لگی ھے۔
Mirza sahab tua tuaba par be maaf nai karta is keeh doctrine saraf khoof phalana hai
@instagramzabileyes6633 preshan nah hoon itni be sakhtiyan Islam may naii
A great scholar of this century. Ma Sha Allah!
Mirza is not an authentic Islamic scholar. Questions like this should be answered by real Muslim scholars
Mirza is not correct and has research is not thorough.
Is baat ka jawab ghamidi sb nay bohat clear diya hai
The single biggest argument against Azab e Qabr is ayat 52 of Surah Yaseen ( 36:52 ). It says that on THE DAY OF JUDGMENT when the disbelievers will wake up at the sound of “ soor “ they will say” Woe to us, who has woken us up from our sleeping place”…….It is obvious that they were not experiencing any “ Azaab” in their graves. Quran repeatedly talks about the day of Judgment and explicitly says that only after God passes His judgment that the sinners will be thrown into hell or placed in Jannat.
Suah Almomenoon ayat 15, 16 mein Allah nai farmaya hai keh es Zindagi ki bad tum sub ko mot ana hai, aur pehr tum sab ko Qiyamat k din Zinda Keya jayga
similarly quran tells, aale firon are shown to the hell in morning and evening... so does quran contradicts? of course not. its our understanding and sweeping statements
Eng M Ali Mirza Quran ke ayatoan ko nahy manta jasa keh surah Almomenoon ayat# 15, 16; surah Nahal ayat number 28 to 31 jes main hai keh merny ke bad nafarmanoan ko Allah dozakh ke dewazoan main dakhil karega aur Musalmanoa Janat main dakhil karega
You are right but it won't be just disbelievers say that everyone say who has woken us from sleeping places .
yoy will get clarity from Javed Ahmed Ghamidi's explanation of Azaaab e Qabar
Ghamdi sahab ne sahi define kiya hai
اس معاملے میں غامدئ صاحب کا استدلال انتہائی شاندار ہے
بالکل اس میں کوئی شک نہیں اور یہ صاحب کچھ بھی نہیں
جو خود عذاب قبر سے منکر ھے😅
Pl listen Ghamdi sb in this issue
@@hasharfarhankhan2141, Ghamidi sahab ke saamne iski koi aukat nahin .
@@abdulrashidkhan2196 han Ilam k mamly me ham Aisa kehty hain k Ghamidi sahib ka istadlal karny ka tariqa dusro se behtr hai.
نماز کبھی نہ چھوڑے کیونکہ قبروں میں لاکھوں لوگ ترس رہے ہیں کہ دوبارہ زندگی مل جائے تاکہ اللہ کے لیے ایک سجدہ کر لیں 🕌🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍
True☝️🤲🕋📿💯.
نماز قرآن میں نہیں اگر ہے تو اپ دکھا دیں
کسی حدیث سے دکھا دیں نماز کا طریقہ
@@ferozawan6387 go and check again
@@ferozawan6387 واقیموالصلاة و لا تکونوا من المشرکین (قرآن)
If you don't wanna open your eys then
Salam because ALLAH says
قالوا جاهلون سلاما
Have a good time bye ☝️
Ku nhi ha jga jga allah kr irshad ha nmaz kaim kro zakat ada kro
@@ferozawan6387
Excellent explanation by Ali bhai ma sha ALLAH ❤
Behtareen questions and behtareen answers
آپ کا کمینٹ ہمارے لیے قیمتی ہے حوصلہ افزائی کا شکریہ امید ہے آپ نے چینل سبسکرائب کر لیا ہو گا اور آئندہ بھی اپنی رائے سے آگاہ کرتے رہیں گے
اللہ رحم فرمائے وہ بڑا رحیم ہے آمین
Very intelligent Engineer sahib ❤❤
Nice engineer Muhammad Ali mirza
Allah Taala Aako Jazaaye Khair dey Engineer Saahab Hafizullaaah ... Vry satisfied Explain❤
Allah se insaf nahi reham mangho hmare pass tu kuch bi nahi 😢
Ya Allah Allow the Quran to be a light & guidance for our lives.May our Graves be more comfortable than our beds.
Bht khoob Sir....to the point clear cut, clarified samjha detay aap... thanks, JZAKALLAH.
اللّٰہ ہی جانتا کیا ہو گا کیا نہیں ہوگا
Beshaq bhot dar lgta muje allah meri ammi ki magfirt farmae ammen
@@EshaNaz-r2m ڈرنے والے ہی کامیاب ہوتے ہیں
ruclips.net/video/0s1I4YnZr5w/видео.htmlsi=s2EjRye15Zd7kC0M
@@EshaNaz-r2m same 😢 Ameen
Jab hamari ruh kabz ho jaye ghi tu azab kis ko mile gha kaber Mai 😂 or Jin ki kaber hi ni hoti.
Jazakallahu khair va alaikum Salaam.
This man -- when ever speaks in light of Quran -i-Hakeem and sahi ul asnaad Ahadees and sunnah of holy prophet Muhammad SAWAWS -- explains 99.9% correct 💯
And he plays quite safe in his explanation.
But whenever he gives a verdict by applying his mind and intelligence in worldly affairs and general politics ,he often makes an unbalanced statement 📌
In this way he does damage to his personality and his holy cause.
He can speak on this subject for hours together without fail.
I am highly obliged to this unique person for receiving and achieving the true understanding of my Deen -i-HAQ - Islam 📌
Hamra Raab Rahman hn Rahim hn hum par APNA khaz Rakhum farmye ga Ameeen😥🤲🤲🤲
Mohtrm Mirza sb hmaray liy Allah ki nemat hn Allah ap ko jzaay khair ata frmaay ap.ki deni hr khidmat ko qubul frmaay
Ma Sha Allah. Bht acha samjhaya. Ali bhai ne
Thankyou for asking this question .
Pori zindgi lag gai mjha ye jawab milta wa
Alhamdulillah, he's an educated scholar... to the point and crisp...
Ya Allan hum sab ko azaab Qabar sy bacha 😢😢😢 Ameen
Engr. Sahb, I have some queries:
How would you define physical world?
Quran ke kis ayat me likha hy k qayamat Ka 1 din 50 hazar sal k equal hoga?
Akhirat ke ju apny definition btai, Isla reference?
القرآن - سورۃ نمبر 70 المعارج
آیت نمبر 4
ترجمہ:
جس کی طرف روح (الامین) اور فرشتے پڑھتے ہیں (اور) اس روز (نازل ہوگا) جس کا اندازہ پچاس ہزار برس کا ہوگا
SubhanAllh! Behtreen na long story na fabricates words
Very good Engineer Sab ❤
s Mirza BarhWey ko kyaa pataa....
yaheee Dozakheee hy...
InshaAllah, Jahannam mey hogaaa....
ye haraaameee hy....Israeli agent hy...
Allah kaa Qahar s par hooogaaa.....
s HaraaamDaaaa par..
s Channel ko Report kartey hy...s Haraaamee ki Wajaa sy......
s haraameee koo apney CHannel mey na Bulaayaa karey.....
Beshak Allah ke rehmat bohot wsi hy
*VERY INFORMATIVE VIDEO, ALLAH SAB MUSLMANON KO MUAF KRE*
Yasir Bhai ne Engineer sahib ko uljha diya.
YaSin Chapter 36 : Verse 51/52
وَنُفِخَ فِي الصُّورِ فَإِذَا هُمْ مِنَ الْأَجْدَاثِ إِلَىٰ رَبِّهِمْ يَنْسِلُونَ اور (جس وقت) صور پھونکا جائے گا یہ قبروں سے (نکل کر) اپنے پروردگار کی طرف دوڑ پڑیں گے
۔قَالُوا يَا وَيْلَنَا مَنْ بَعَثَنَا مِنْ مَرْقَدِنَا ۜ ۗ وہ [کافر ] کہیں گے اے وائے ہماری ہلاکت! کس نے ہمیں ہماری آرام گاہ [خوابگاہ] سے اٹھایا
kaya iss aayut say saabit hota hai k kaafroon ko aalum e berzukh main uzaab mil reha hai???
Ap ali bhai mjy bht bht pasand hain plz apni duaon main mjy yad rskhen plz bhai main ap ki bari bahan jasi hon
So nice of you. Thanks for being a true fan!
اللہ سب کی بخشش فرمائے امین
Kuntum Amwaatun, Fa Ahyaakum.Summa yumeetokum ,Summ yohyekum, summa alehay turjaoon.jab mer gea to Qiamet ko zinda ho ga.Yasauloonaka anir Roh,Qulir roho min Amre Rabby,WA maa aootetum minal ilme illa qalela.Dosry Ayet Yasauloonaka anis saaute ayyana mursaha, Qul Inna ma ilmoha inda Rabbi.Jab Allah Kareem nay Kuffar Kay inn sawalon per Rasool Ullah ko fermaya, keh Kaho ISS ka Ilam to Meray Rab ko hay,mujhay nahen.To Mohadeseen aor ulamaa kion ISS Medan men takheyal-aat Kay ghorray dorra rahay hen.Roh nikalnay Walay Frishtay jab Jan nikaltay waqat gunahgar ko maar Peet kertay hen woh USS waqat zinda hota aor Jan kuny Kay Aalim men hota hay,Mera huwa nahen hota.Pehlay Qaber Kay azaab kee hadesen Bian kertay thay aor Rasool E Kareem Kay Qaberon per hurry tehnean laganay kee Hadees Bian kertay thay ab Machhlion aor prindon aor goshet khorr janweron aor ganga derya ko bhy Qaber Bata dea aor Qaber Kay mehnay aor waseh ker dieay .Aala E firaon ko Jahannem per pesh Kia Jata hay Yehny unnko unn ka thikana dikhaya Jata hay USS men dala nahen jata.Dalnay ka kaam Roz E Mehsher ho Ga. Aor mezan E Adel bhy Milay July Ahmaal Walay Momenen Kay lieay Qaim ho gy kaferon Kay lieay koi mezan Adel Qaaim nahen ho gy.Yeh Allah Kareem ka Ferman hay.Aor jiss BAAT ka Nabi SAW ko Ilam nahen dea gea USS per kissy Mohaddis ya kissy Aalim kee raey koi wezen nahen rakhty
Chapter 6: Verse 15 /Chapter 10: Verse 15/Chapter 39: Verse 13/Chapter 7: Verse 59/Chapter 26: Verse 135/Chapter 46: Verse 21 عَذَابَ یَوۡمٍ عَظِیۡمٍ [6 times] Chapter 9 : Verse 61عذاب الیم [onetime] Chapter 11: Verse 3 عَذَابَ یَوۡمٍ کَبِیۡرٍ [one time]. Chapter 11: Verse 26 عَذَابَ یَوۡمٍ اَلِیۡمٍ [one time]Chapter 11: Verse 84 عَذَابَ یَوۡمٍ مُّحِیۡطٍ [one time] Chapter 40 verse 7/ Chapter 52 : Verse 18 عَذَابَ الۡجَحِیۡمِ [2 times]
Masha Allah ❤❤❤❤❤❤ muhaamad ali mirza
Time only matters for us humans,
and Allah is not in a hurry to punish the non-believers or the sinful.It has been mentioned in the Holly Quran that the death is like sleep.
That is different context. And ALLAH is talking about punishment in this world. Jab muslam suchty thy kin mushrik lugun Ku in ki sazishun ki saza Nahi mil rahi
The answer are nice but talking style feeling proud. Simple answer references to holy Quran and Authentic Hadiths should be good.
Masha Allah very clear answers of his question with documented support. Stay healthy and blessed.
s Mirza BarhWey ko kyaa pataa....
yaheee Dozakheee hy...
InshaAllah, Jahannam mey hogaaa....
ye haraaameee hy....Israeli agent hy...
Allah kaa Qahar s par hooogaaa.....
s HaraaamDaaaa par..
s Channel ko Report kartey hy...s Haraaamee ki Wajaa sy......
s haraameee koo apney CHannel mey na Bulaayaa karey.....
قرآن میں قبر میں سوال و جواب کے متعلق کون سی آیت ہے ؟
قیامت کا دن پچاس بزار کا یا وہ مقام کی طرف مسافت کا سفر جس طرف جبرائیل/ فرشتے چڑھتے ہیں
Kya hadess ko ap manty ho?
Ali Bhai 🫂
Lot's Of Love 💕
From Kashmir...✍️🙏❤️👈
Dr zakir ne is sawal ka jawab yeh dia hai
K kuch logon ko azab dunya mein hi mil jata hai
Kuck ko barzakh mein
Aur kuch ko akhirat mein
Dunya mein azab kam mehsus ki jaega barzakh ka usse ziada aur akhirat ka usse bh ziada
Meri dua Hai dajjal K aney tak ap b zinda rahey❤
Surah sajda me duniya ke azaab ( mushkilen , pareshani ) ki baat ho rahi hai....taake wo palat aaye....marne ke baad koi kaise palat kar aayega ?
Please listen " kya har gunahgar ko kbr ka azaab hoga ? " On AARAAF CHANNEL by Dr Hafiz Baig.
Jiss Allah Kay Areshka Saya itna ho Ga keh Tamaam Nek log usskay sayah men panah Len gay Aor ISS Kay ilawah aor koi aor Saya nah ho ga.To yeh bataen Keh Rasool E Kareem ko Jo Allah say Aresh E moallah per mulaqat kerwatay hen .Woh kessay mumkin hay Allah Kareem kee jasamet ka aap kee nazer men Kia tasawwer hay,Raz E Mehsher jiss Kay takhet ka Saya hee itna Barra ho Ga keh Tamaam nekon Ko sayah denay Kay lieay kafy ho Ga .Aor jab Allah o Akber kehtay hen to Kia soch ker kehtay hen keh Allah, Fazal Hussain ya Ghulam Mohammad Jessa hee aor itny hee jisamet ka Malik hay .Jiss Kay aek hath men Saat aasman aor Aor dosray men Zameen lipty huey ho gy Woh hath kitnay barray hon gay .Aor Nabi Kareem nay Allah ko kessay Dekha ?.Jissay dekhna Quran Kay mutabiq na, mumkin hay.Aor Jo Molana Allah Kareem ko Khab men dekhnay ka dahwa kertay hen Unhon nay Allah ko kiss Holieay men Dekha Aor Nabi saw nay Allah ko kiss Holieay men dekha.Molana sahiban Deen per Reham Karen yeh Azaab Qaber ka tamasha bund Karen Issay Qiamet Tak moakher hee rehnay den Apnay surkush ghorron ko roken aor Deen ko nah ronden Allah Kay dedar kee BAAT agercheh ISS MOZOH say Zara hut ker hay lek.Lekan Molvion kee bongeon kee wajeh say issay zeray behas Lana zarory Tha .Engr SB aap khud hee Roze Mehsher ka ziker bhy ker rahay hen. Aor Allah Kay Aresh Kay saaey ka ziker ker rahay hen USSy din qabren shuq hon gy, Rohon ko jismon say milaya jaey Ga Aor Jannet aor Jahannem Kay feslay hon gay.Aor wohee din pachaass hazaar saal ka ho Ga.Baqy sab jhooty Kahanian hen Jin ko such sabit kernay Kay lieay aap log hath paon maar hen.Kion keh Mohadeseen nay yeh Likha hay ,issliey ISS ko such sabit kerna hay, chahay Quran ko jhutlana perray.Kia ulty muntiq hay aap logon kee.Hum SIRF wohee Hadees manen gay jiss kee bunyad Qurany aqeedah per ho gy.Aor aesay logon kee kee tahdad rozbaroz berrh rahy hay.Jo hadeson ko Quran Kay trazoo per rakhtay hen
100% agree. Mere dil main ek sawal ata hay jo main ne jisko bhi poocha wo kehta hay ziada mar socho.
Ek insan aj se 1400 saal pehle mara. Aur boht gunahgar tha. Us pe 1400 saal se azab ho raha hay. Ek wo hoga jo qayyamat k qareeb maray ga. Wo bhi utna he gunahgar hoga. Tu usko kam waqt azab e qabar hoga?
Hamain Allah k insaf Aur adal pe koi shak nahin hay. Per ye bat samaj nai ati. Please ye bhi poochain Mirza Ali bhai se kissi next meeting main. I’m a huge listener of him. Allah inko salamat rakhain.
Aqsa from England.
Simple si bat ha...moat k bad roah ko azab ya skon diya jata ha our qayamat waly din jismo k sath azab ya janat di jy g...kunky roah ko insan bna k beja gya tha our us ki wahan hamesha k liy wapsi b insan(adami) ki hasiyat sy hi ho g
Very well explained Mr.Engineer M Sha ALLAH
Allah Tala kehta hai Quran me jab tum logo ko uthownga, tu tum log bolo ge, Kisne humhe humare neendh se bedaaar kardeya.. tu agar qabar ka azaab hai tu phir log ye q bolenge k humhe neendh se uthaa deya?
Jab Uthega Khabar ke azab ko bhula dega jaisa admi soo kar uthta hai.........Jaisa k neend maut ki Behen Hai.
Janab saheh bukhari b Daik lain,AUR Muslim b...
@@AamirKhan-lr8ei Bhai me Quran dekh leta ho.. ap Sahih Muslim dekh lo.
Chapter 25 : Verse 65 [ay humaaray rub! dozukh ka uzaab taal thay], . yay dua kiyoon nahi maangi k'' ay humaaray rub! quber ka aur dozukh ka uzaab taal thay,''
In simple. Eleyeen and Sejeen. Agr Allah nay kaha kay Es ka na Elyeen may lika jai. Toh pass. Or qyamat tak bnda mazy may hoga. Or Agr Sejeen may agia nam Toh samjho fail. This is the main concept of Azab Qabar
Bhaee SB .BAAT aap kee aek had tak drust hay .pory drust nahen. Kia saray momineen Kay ahmaal aek jessay hen aor saray gunahgaron Kay ahmaal bhy aek jessay hen . Bilkul bhy nahen hen .sab ko apny apny kamaee kee mazdoory aor derja milega .
Chapter 3 : Verse 56[for kaafirs, 2 uzaabs], Chapter 9 : Verse 74 [for mortuds, 2 uzaabs], Chapter 13 : Verse 34 [2 uzaabs for kaafirs] Chapter 24 : Verse 19 [ 2 uzaabs]
Al-Taubah Chapter 9 : Verse 63 [quber ki aag/uzaab nahi]
أَلَمْ يَعْلَمُوا أَنَّهُ مَنْ يُحَادِدِ اللَّهَ وَرَسُولَهُ فَأَنَّ لَهُ نَارَ جَهَنَّمَ خَالِدًا فِيهَا ۚ
کیا انہیں علم نہیں کہ جو اللہ اور اس کے رسول سے دشمنی کرتا ہے
تو اس کے لئے جہنم کی آگ ہے
اس کے متعلق غامدی صاحب کے دلائل زیادہ مظبوط اور واضح ھیں
Ali Bhai Jo marzi kahlo Ghamidi saab on this topic is absolutely spot on, and if I don't believe in these hadiths I won't be called non-Muslim so y we argue
MashaALLAH
JazakALLAH
Boht hi Khoob
Good scholar, explains concepts clearly
My best teacher Ali bahi zaberdast ❤
Your comment is well-appreciated. Thanks. Please Do Subscribe Us
Qabr ka azab aur aasman par milne wali nemaz ka daastan ek jaisi hai.
Allah ap ky zindgi lambi kary😊😊😊😊😊
ماشاءاللہ مولانا صاحب اللہ اپ کو خوش رکھے اپ کا ویڈیو بہت ہی بہترین ہوتی ہے ماشاءاللہ بہت خوب
Ali bahi Mirza slamat raho apki her bat mashalla bohat Iman wali he me ne 12 Quran likhe allah ke hukam se mere liye dua e khair karen me her byan ko Islam ka package he ji hazmat Mohammad s a wa ke hukam se tha na ki suni wabi shiya ya or koi me apki her bat per iman lata hun ki ap sache ho ki hades ko samne rakh ker msaile karte ho amin apka ashiq md ishaq mughal turabi
ALHAMDULILLAH ❤❤❤
Nice Sharing beautiful vlog watching from Glasgow Scotland uk 🇬🇧
poore quraan me allah ne ye farmaya hai k me roze mhshar k din sab ko karoonga our pir subko apne ahmall ka jawab dana padega
قرآن کریم میں تو یہ بھی کہا گیا ہے کہ جب قیامت والے دن لوگ قبروں سے آٹھیں گے تو کہیں گے کے کس نے ہمیں ہماری نیند سے آٹھا دیا
مطلب کے مردہ کو نیند میں داخل کر دیا جاتا ہے، تو پھر عذاب قبر کا کیا مطلب
کیا تمہیں عذابِ قبر پر ایمان نہیں ؟؟؟
Mara puttar hamara hath or hamara dosrra azza jawab danga us waqat
Haman nend sa utha liya is Ka MATLAB ya ha Ka ya naak ogon ka liya ha
Azab qabar nai ha ya sab bkwas ha agar ya azab qabar hota to Islam sa phly b essa ka mananay walo sa pocho azab qabar nai tha yahoodio sa pocho azab qabar nai ha saza jitni b ha sab ek hi ha har mazhab ma Quran Pura parh lo azab qabar nai ha ya galat hadeesay ha Jo Islam ma galat fahmia pada karna ka lia Lai gai ase hadessay Jo Quran ka b khilaf ha or Jo Ali Bhai daleel da rahy ha wo gair Muslim ka bare ma ha fitoni bol ka kha gya ha ham fironi nai ha Muslim ha
Jutka suwaal:; Uger quber ka uzaab hota to morday ye kehtay k kis ne humain humaari aaraamgaah se uthaa diyya hai? Chapter 36 : Verse 52
ماشاءاللہ اللہ پاک آپ کو ہمیشہ سلامت رکھے میرے پیارے محمد علی بھائی 😘
s Mirza BarhWey ko kyaa pataa....
yaheee Dozakheee hy...
InshaAllah, Jahannam mey hogaaa....
ye haraaameee hy....Israeli agent hy...
Allah kaa Qahar s par hooogaaa.....
s HaraaamDaaaa par..
s Channel ko Report kartey hy...s Haraaamee ki Wajaa sy......
s haraameee koo apney CHannel mey na Bulaayaa karey.....
Mashallah subhanallah
Superb experience
Love u SIR ENGINEER MUHAMMAD ALI MIRZA SB 💕💕💕
Sultan ul world Ali bai jazak allah khaira
قبر کا عذاب یا خواب گاہ ؟
(36 : سورة يس - 52)
"گھبرا کر کہیں گے : ارے ، یہ کس نے ہمیں ہماری خواب گاہ سے اٹھا کھڑا کیا ؟ ۔ یہ وہی چیز ہے جس کا خدائے رحمان نے وعدہ کیا تھا اور رسولوں کی بات سچی تھی"۔
(36 : سورة يس - 52)
عذابِ قبر کے متعلق غامدی صاحب کا موقف زیادہ درست ہے ۔
سوری انجینئر صاحب اس بارے میں ہم آپ سے متفق نہیں ہیں ۔۔
Link send krna
@@aarmeenhassan3715 ruclips.net/video/To2ySf8_G04/видео.htmlsi=0p9EvEaLXJk_0K2o
اُنکا کیا موقف ہے؟
@@aarmeenhassan3715 ruclips.net/video/To2ySf8_G04/видео.htmlsi=4ZOLOBDQKAxAVqh5
الله اکبر بیشک استغفرالله واتوب الیہ
Azab e Qabr ya Jannat ka taluq jannati ya Dozkhi category se ha in dono ky beech 3rd category bhi ha "Aam" log, in aam logo ka fesla qayamat waly din hoga tab tak in 3rd category ko sula deya jaye ga aur phir Qayamat waly din uthaya jaye ga
Meray bholay bhai Fail ya Pass hota hay yahan 3rd category koi naheen banti. Chalo ag ap ki baat hi maan lain to agr ap school gye ho prhnay to 31 march ko out honay walay result ki 2 categories to ap kay mutaabiq phr pehlay hi pta honi chaheye ? Matlib keh pass aur fail to baaqi phr kia reh gia?
@@ZafarIqbal-le6bo iska Matlab apny Quraan ko got se nahi parha
ماشاءاللہ بہت احسن طریقے سے وضاحت فرمائی بہت شکریہ سر جی
Well engineer sahb may wahi kaha jo Quran o hadees ma ha😊
masha alllah.. wowwww ali bhai.
alllah aapko dono jaha me salamath rakhe... aapka knowledge alllahu akbar..
aapko allah eise hee bayan karne ki lambee umr atha farmaaye... ali bhai jeisa aalimee deen is dunya me chahiye...
Sir kia loug janat aur jahnum main hn q k jb nabi pak ko bulya tha to dekhya tha Allah ny k loug kis kis trah sy azaab main hn es baat p thoura batain
Jism qabar mai khatam ho jaey ga.Yeh aik natural process hai decomposition ka.Rooh alam e barzakh mai hogi.Alam e barzakh mai azab ka koi zikr nahi.Yum e hisab hee faisla hoga kis nai kahan jana hai.
Rooh momin ka iddin aur kafeer ka sijjin me dakhil dafter ho jati hai by kuran
Video aur lengthy hona chahiye tha taki aur jankari mil ske hm sab ko bhut c malumate ni hai please post some more videos
Assalam o Alikum
Ali bhaie sab se pehle ye btain k quran mein kahan farmaya gya ha k Rooh qabz hoti ha muot k wqt.
Plz surah or Aeyat k hawale se
Rahnmaie kijye
Allah Allah 🙏 MashaAllah MashaAllah 🥀 Subhan Allah 🥀🥰🥀
اللہ تعالیٰ ہی برزخی معاملات کو بھتر جانتا ہےاور جزا و سزا دیںے پر قادر ہے،
Beshak har chiz allah ke ilm main Hai. ❤
allah apko lambi umar ata kre.ali bahi
عذاب قبر قرآن سے ثابت نہیں۔
برزخ پردہ ھے موت اور قیامت کے درمیان ساقط وقت کا۔۔۔!
7:49 best lines of the year ❤
Lambi baat naheen , short baat , marne kae baad aadmi ko aalam e Barzakh kae achchhe ya bure darje maen Jana hota hae , Qabar kae hisaab kitaab se aur azaab e Qabr se bande ko bata diya jaata hae keh too gunahgaar hae , aur Aalam e Barzakh kae burae darje ka haqdaar hae , Allah kae yahan jeeta jaagta insaaf hae , Banda khud faesla karta hae keh maen gunahgaar hoon
Marte waqt fareshte momenin ko salam karenge or ka henge k jo wada allah ne jannat ka keya hai wo apko milne wala hai
Azab e qabar is only in islam not in any other religion (christanity, judaism), even not a hint in other holy books. Hadith were compiled after 300 year death of prophet muhammad PBUH. In Khalifat it was not allowed to write or compile hadiths and even Umer burned all compiled hadiths. There is not any old preserved hadith book which is safe like quran where we can refer anything. If anything like Azab e qabr is there it should have been in quran verse after verse like Azab e Jahanam. Its not a small thing it parallel to Azab e Dozakh. It was added later just to add up the fear among muslims. Ask any hadith follower where is the oldest perserved hadith book? you wont find any 200 years old book.
Jajkallha kahir
جزاکم اللہ خیرا
Allah apko jzaey kher atta kry ameen ..hmen b deen seekhny r us py amal krny ki tofeeq aata frma ameen
This concept of physical Azab at Qabar is not logical, yes in Barzakh, as there is communication and link which we think happening in Qabr just to preach that Azab will be; but the sense of Azab will be on Rooh not on this Physical Body in Qabr as there parts theoretical going to be gathered in a place where we don't have access; and other Hadeeth where Green branch was put at the sane time Rasool PBUH said you can't see, so that phenomena is happening in the dimensions which is out of our approach but happening;
Jazak-Allh for good explanations.
Don’t need scholars but followers of Deen
Allah pak ka ka APNA ñazam hea