Mera hair kharab kar diya hai.. yeah kya bolagi jhut bol rhi h.. quality faltu h... salon v faltu hai.... frnd Mai ja kar pasta rhi hu....jo ek baar chala gaya fir woh kavi nhi jaye ga... jhut bol rhi hu.... faltu salon yeah salon ko band kar dena chahiye.....
Faltu salon hai Falaknaaz ka mera pura hairs kharab kar diya hai or skin v or mera sai Twenty20 eight thousand thakli h faltu salon hai kuch aata nhi hai...mera acha hairs Ko pura kharab kar diya hai..koi customer nhi jata hai iske salon mein Mai video dakh kar gayei thi par Mai ab pasta rhi hu kyu gayei.. yeah vedio bana k liye karti..... mere hairs kharab kar diya hai....paisa thaktei hai aisa salon ko band kar dena chahiye
Inka isi tarah ka add dekh ke hum bhi gaye thain inke yaha par inke yaha hamare ache bhale hair ka satyanash kar diya, uske baad jab inhe call karke problem bataya to inhone number hi block kar diya taki hum inhe call n kar sake
Ma'am please apna palour address bataye
Apki parlor ka address bolo pls
Mam apki address batao plz
Mam aapka salon kahan per
Mam mere face bahut bal m kya karo unko liye face wax bhi Karti hu wax kar kar face or bal aa gye h face man jesa lagen laga h please help me mam
Didi hume bhi Janna he aap age kitni hai, please comment kiji yega
Hair smoothening ka Kitna padega didi
Please Apna address bataye ma'am mujhe bhi Apse treatment karani hai.
Mam apka parlor kaha h
Ma'am Ham bhi sikhana chahte hain aapse work
ম্যাম বাংলা বলুন
Aapka address batai mam
hi bibi
Hii
Mera hair kharab kar diya hai.. yeah kya bolagi jhut bol rhi h.. quality faltu h... salon v faltu hai.... frnd Mai ja kar pasta rhi hu....jo ek baar chala gaya fir woh kavi nhi jaye ga... jhut bol rhi hu.... faltu salon yeah salon ko band kar dena chahiye.....
Yasab dhoka hai yahe sab add dekhe humbhi gae tha but asa haal huwa mera hair ka docter tretment lena para
Diii age kitni h aapki
Didi tomar address ta bolo
hi
Mam please contact no... ami jabo.
Barrckpur address
Faltu salon hai Falaknaaz ka mera pura hairs kharab kar diya hai or skin v or mera sai Twenty20 eight thousand thakli h faltu salon hai kuch aata nhi hai...mera acha hairs Ko pura kharab kar diya hai..koi customer nhi jata hai iske salon mein Mai video dakh kar gayei thi par Mai ab pasta rhi hu kyu gayei.. yeah vedio bana k liye karti..... mere hairs kharab kar diya hai....paisa thaktei hai aisa salon ko band kar dena chahiye
Inka isi tarah ka add dekh ke hum bhi gaye thain inke yaha par inke yaha hamare ache bhale hair ka satyanash kar diya, uske baad jab inhe call karke problem bataya to inhone number hi block kar diya taki hum inhe call n kar sake
Ph number
Where is her parlour
Kya huya tha kya kiya tha apney
मेम अपना add और सम्पर्क no दे,जिससे आपके पार्लर तक पहुँच जाए
Mam apna number batao mujhe aana h or address batao