Bohot achha sir ji.. Aap ka video dekh k bohot achha lagta hai. Mai mechanical kaam karta hoon lekin aap ka video dekhne k baad aab electrical kaam vi karne ka confidence milta hai..
Bhai mere pass alto 800 LXI 2013 model hai. Meri gadi mein koi bhi music system nahi hai, normal vehicle hai. Phir bhi current leakage se bahut pareshan hun, agar 1 din ke baad gaadi ko start karta hun to battery down milti hai. Kya ghar par bina multimeter ke current leakage check kar sakta hun. Please help🙏
Meri gadi (ignis) mein gadi ko puri tarah se band kar dene ke baad air bag ki light (red) blink karti rehti hai. Kya is se current drain hone ki sambhawana hai 🙏🙏
All your videos very nice. My Swift dezire's new battery getting discharged after every 2 days. Please make a video on this. Please share your contact details and address. Subhash Gandhi
2:38 pr gadi ko lock kar rahe ho remote ko door rakh rahe ho 5:34 pr negetive teminal remove kar rahe ho fir 11:38 pr door open kar rahe ho to question ye he ke jab gadi ko lock kar diya to gadi bina terminal lagaye unblock kaise ho gayi sochne bali baat he😂
Your video has made me find a hope that i can also cure battery drainage in my car
Hame Aisa video ka bahut din se intezar tha
Thanks bro
Perfect explanation bhai thank you so so much 😊
Excellent video thanks
Sir excellent vidio clear vidio takinking excellent diogonance
Very excellent
Thanks my friend I need same video.
Bohot achha sir ji..
Aap ka video dekh k bohot achha lagta hai.
Mai mechanical kaam karta hoon lekin aap ka video dekhne k baad aab electrical kaam vi karne ka confidence milta hai..
Keep it up bro
1 no bhava vishay hard video ahe tuz😊
🎉❤ nice video sir
keep it up
Very good explain thank you bro
Very Very nice and good Information video. Kind regards
Very very nice work sir
Excellent, good information
Ek no1 video .....nice 👍
Bhai good video 📸👍
Best video sir 👍
Very good information
Kya men pluse ka trmnal nkal skta hon sir
Very nice video ❤
Very good video Dada
Nice information sir ji ❤❤❤❤
Bhai mere gadi me some problem hai lekin i20 2011 modle hai uspe video chahiye
Good Job Bhai...
Kya ye sterio repair ho jatey hai jo ki ye earthing problem create kr rha hai..
Ye jyadatar samay internal short ki wajah se hota hai
Bhai mere pass alto 800 LXI 2013 model hai. Meri gadi mein koi bhi music system nahi hai, normal vehicle hai. Phir bhi current leakage se bahut pareshan hun, agar 1 din ke baad gaadi ko start karta hun to battery down milti hai. Kya ghar par bina multimeter ke current leakage check kar sakta hun. Please help🙏
Nice video sir ji
Keep watching
Wagon r car me music system chalu raheta hai ignition key bandh karneke bad bhi aur batterie utar jati hai kyu
Meri gadi (ignis) mein gadi ko puri tarah se band kar dene ke baad air bag ki light (red) blink karti rehti hai. Kya is se current drain hone ki sambhawana hai 🙏🙏
No
Sir, aap ka center kaha par hai?
Siliguri West Bengal
Aapse contact kaise kare
0.37 hai mera ?
PLS ADVISE ANY PERSON IN KOLKATA
maruti ki gadi me hi ya problem hota he 100 me se 95 maruti ki gaadi hi hota he
Ye bahut rare case hai .........ye tarika aap ko har gadi me istemal karna hai
क्या ये तरीका 24वोल्ट में भी यूज़ कर सकते है सर@@RajeshwarMurmu87
@@RajeshwarMurmu87sahi baat
All your videos very nice. My Swift dezire's new battery getting discharged after every 2 days. Please make a video on this.
Please share your contact details and address.
Subhash Gandhi
Please share your address
Short me banaya kar bhai