20 din phle to admit card aa jata h pcs ka bt yha to pta hi nhi ki exam kaise hoga 🤔 Lgta h chairman isliye chup h ki chupchap setting kr lo seats ki or baki logo ko exam hall m pta chlega ki multi set h or normalisation ( according to me corruptization ) apply ho rha h
@@akankshasingh3574 are buddigivi 1 din m 2 set krega to normalisation lagu hoga na 1 ppr to dono shift m de nhi skty Or khud commission ne kha h ki 5 lakh tk candidate rhe to 1 din m ho jayega exam Bt commission lgta h seats bechne m lga h isliye multiple set pr itna focus h Bpsc tre m to multiple set & multiple day exam hua tha fir bhi kya hua ppr out hua ki nhi Or chairman bolta h ki multiple set se ppr out nhi hoga 😁
@@fighter6768 areee bhai, i was also telling the same thing.. ki alag alag set ke form me ya fir ek din do shift me alag alag paper kara ke.. either way bpsc can implement normalization Thoda baat samajh ke itna bada comment type kiya kare.
Thank you sir, 🙏 thank you very much 🙏🎉🎉
Gurughantal sir of Patna... Dealing successful
Date extend hona chahiye us din alag alag bahut sare exam hain
To uahi de do 😅😅😅😅
THANKU SIR 🙏🙏
❤❤
Sir jaise video ka numbering dete aa rhe hain
Waise hi numbering de dijiye thumbnail pe
Jaise ye 27th video hoga
Thank you sir
Bihar sarkar bahut smart hai wo exam ke end time me normalisation kar denge lagta hai taki students exam me reh jaye vidroh nahi kar sake
Thank you sir for this wonderful session ❤❤❤
20 din phle to admit card aa jata h pcs ka bt yha to pta hi nhi ki exam kaise hoga 🤔
Lgta h chairman isliye chup h ki chupchap setting kr lo seats ki or baki logo ko exam hall m pta chlega ki multi set h or normalisation ( according to me corruptization ) apply ho rha h
Sir humare bhagalpur ka air quality 304 hai yaha pe Etna problem hai but ye Bihar ka district hai to kisi ko koyi fark nhi padta hai 😢😢
BPSC shayad yahi chahta hai ki bina kis notice ke seedhe admit card jaari kar de taaki kisi ko protest karne ka ho hangama karne ka mauka hi na mile.
September month ka current affairs ho gaya hai kya sir
Tqq❤❤,, sirr🙏🙏.,, sirr plz, pdf, please🙏 sirr.
already de diya hai
Tqqq soo much sirr🙏🙏 ❣️❣️❣️🙏
jub 1 din me exam hoga to normalisation kese hoga
Alag alag set banane ki bat bol raha hai ayog
Aur bpsc prelims ka ek hi paper hota hai toh ek din me bhi do shift me kara sakte hai ye
@@akankshasingh3574 are buddigivi 1 din m 2 set krega to normalisation lagu hoga na
1 ppr to dono shift m de nhi skty
Or khud commission ne kha h ki 5 lakh tk candidate rhe to 1 din m ho jayega exam
Bt commission lgta h seats bechne m lga h isliye multiple set pr itna focus h
Bpsc tre m to multiple set & multiple day exam hua tha fir bhi kya hua ppr out hua ki nhi
Or chairman bolta h ki multiple set se ppr out nhi hoga 😁
@@fighter6768 areee bhai, i was also telling the same thing.. ki alag alag set ke form me ya fir ek din do shift me alag alag paper kara ke.. either way bpsc can implement normalization
Thoda baat samajh ke itna bada comment type kiya kare.
Lagta h ki... 70 th bpsc court case ki bali chadhega